Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 6 votes, 5.00 average. Display Modes
Mere chand sawal
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Mere chand sawal - 25th January 2013, 07:12 AM

Dosto Namaskr, adaab, Satsriakal,
Kem cho ( saru che ) yeh gujrati mein likha maine jo shayad mujhe aati nahin.

Thora bahut seekhne ki chahat hai meri , kuch para bhi maine technicalities of writing ke bare mein , per ek guzarish hai ki Senior members se ki pls thora aur roshni daalen mere sawalon per with illustrations and examples in simple words .

1.Is Shayari the urdu meaning of poetry ?

2. What is difference between a Ghazal and Nazam.

3. Difference between Kavita (poem)and a geet (song)

4. Kyan humen Poetry (all languages English , Hindi, Punjabi , Gujrati) likhte hue
same technicalities ko follow karna hai jo ki ghazal likhte hue karte hain viz..
behar, matla, makta, radeef, kafiya etc or otherwise.

5. is Ghazal basically confined to Urdu writing only or we can write ghazal in
other languages too viz Hindi Punjabi (Shiv Batalvi has written Ghazals in
Punjabi too)

6. Ek Hindi ghazal aur kavita mein kya farak hoga jara illustrate kar ke batayen.

7. Ghazal kitne ashar se banti hai and ek ashar ki length kitnei honi chaye.

e.g Unko dekha to aa gaye aansu, bahut der baad miley they hum dono,
Humare zazbaat kah gaye aansu, bus haath pakre khare rahe hum dono

Kya aisa likhna durust hai yaa phir aisa hona chahiye..

Unko dekha to aa gaye aansu,
bahut der baad miley they hum dono,
Humare zazbaat kah gaye aansu,
bus haath pakre khare rahe hum dono.

8. what is difference between sher and Ashar.

9. How to slect a behar for a ghazal and how to follow that in writing a ghazal.Ghazal
likhne ke liye song ki tune hi kyon , kya apni tune nahin chalegi. Zid sahab ne apne
apne beh'r ke article mein kaha hai ki ek dhun le lijiye aur gungunaye (kyan pura song
ya phir pehli do lines ya phir pehli line pls clear kare) aur apne sher ko us pe charaye
polish karen..
Aap log thora taktee par bhi roshni dalen ek bilkul simple illustration se tho jyada samajh ayega .( Alhough a lot is written in Zidd sahibs post)

10. Kya kavita or poetry naarative form bhi ho sakti hai.

Bas itne se hi sawal hai mere jahan mein abhi , thori roshni daale to bari meharbaani hoge.

Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 25th January 2013 at 07:29 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
25th January 2013, 11:03 AM

Sanjay Saahab...

Paathshala me aapka swaagat hai.. Bahot khushi hotii hai ye dekh kar jab koi seekhne ke liye itnaa utsuk dikhtaa hai.... aur sach maaneN to seekh bhi wahi sakta hai jiske andar seekhne ki bhookh ho..

Aapke sawaal dekh kar yaqeenan mujhe wo daur yaad aa gaya jab main bhi naya hua karta tha Shayri ke safar meiN, aur yahi sab sawaal mujhe pareshan kiyaa karte they..

Dheere dheere , sabko padhte padhte, Sr. members se seekhte seekhte, aaj thoda bahot seekh samajh paaya hoon.. aur abhi bhi ye seekhna sikhana chal hi raha hai..

Waise ye list of questions bahot sateek haiN, jisse kai members ke sawaaloN ke jawaab mil jaaenge... agar isme proper response aate hain to ye sticky bhi ban sakta hai for new members..

Mere khayaal se sabse pehle jawaab hame un Sr. members se maangne chahiye jo iski gahraai ko jaante hain aur behad simple saral tareeqe se aapke sawaaloN ke jawaab dene me sakcham hain....

Main aagrah (iltija) karunga, hamaare most favrt Zid saahab, Mujeeb bhai, Ahmed shakil saahab, MAikash bhai.... aur bhi tamaam membraan se ke wo apne apne taraf se apne gayaan ka pitaara kholeN.... aur hum sab ke man me uthne waali pareshaniyoN, doubts ko door kareN...

Baaki jo mujhe bhi thoda bahot aata rahega, main zaroor share karunga, magar chahta hoon ke shuruaat un Sr. members se ho jinse khud humne bahot kuch seekha hai....

Awaiting .


Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
25th January 2013, 11:32 AM

mai soch raha tha shaad bhai ki members ko jawaab dene se pahle ,naye members se request kiya jaaye ki vo apne apne sawaal yaha darj karen..

phir un saare sawaalo ko properly format karke , ek

frequently asked questions(FAQ)= by beginners banaya jaaye.

isse faida ye hoga ki ek saath beginners ko saare jawaab ek hi jagah par mil jayenge ,aur beginners ko alaag alag posts par unhe khojna nahi hoga...

agar shaad bhai aapko ye suggestion theek lagta hai to aap agee badiye aur ise is tarah se arrange/ organise kijiye.

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
25th January 2013, 12:21 PM

Aapka Mashwara kaabile tareef hai... Zidd bhai

theek hai.... main koshish kar ke dekhtaa hoon.. and will update you shortly.


Filhaal main sochtaa hoon sanjay saahab ke sawaalon ka jawaab dena hum shuru karte hain, aur discussion ke baad agar baki members se appeal ki jaaegi majeed questions ke liye, aur baaki questions bhi aate hain to wo hum log common thread me daal denge...

isse ek faayda ye bhi hoga ke jo bhi repeated ya lagbhag us jaisaa sawaal aata hai, to reference hum pichle jawaabon se de sakte hain...

kya kehte hain aap....


Shaad...

Last edited by sameer'shaad'; 25th January 2013 at 12:26 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
25th January 2013, 01:00 PM

mujhe behar ke baare mein seekhna hai....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#6)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
25th January 2013, 01:22 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
mujhe behar ke baare mein seekhna hai....
aru sahab...apar ka beher wala thresd 4-5 baar kyu nahi padte...bina beher le list me jaaye....mujhe yakeen hai aap start le lenge aur 15-20 dino me basics seekh jayenge.....kuch mere dosto ne to 3-4 din hi me seekh liya tha aur ek hafte ke andar ghazal wazn me likhne lage the.

bahut simple hai...aur koi mehnat nahi....bahut simple cheez hai.beleive me.

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
25th January 2013, 01:48 PM

sanjay jee:

namaste!

aapke sawaaloN ke jawaab se maiN bhee kuChh seeKh paauNgaa bahot bahot ShuKriyaah aapka !

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
25th January 2013, 03:56 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
aru sahab...apar ka beher wala thresd 4-5 baar kyu nahi padte...bina beher le list me jaaye....mujhe yakeen hai aap start le lenge aur 15-20 dino me basics seekh jayenge.....kuch mere dosto ne to 3-4 din hi me seekh liya tha aur ek hafte ke andar ghazal wazn me likhne lage the.

bahut simple hai...aur koi mehnat nahi....bahut simple cheez hai.beleive me.

regards
Dhaval jee link de dijiye................



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
25th January 2013, 03:56 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
mujhe behar ke baare mein seekhna hai....
Aru bhai ,

Behr , jaisaa ke zidd bhai ne kahaa, dekhne se bahot kathin nazar aati hai magar jab aap ise padhnaa seekhna shuru karenge to ye kaafi aasaan ho jaati hai... Behr asal maayni me dekhaa jaae to rythem hai..

kalaam to aap acchaa likhte hi hain, lkein agar rythem me likhnaa shuru kar denge to aur bhi khoobsurat ho jaaega...

aap is link ko dekhen ek baar.. aur koshish kar ke 2,3 baar read karen...

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=69311

members ne jo exercise ki hain wo dekhen, aur khud se solve kareN.. mujhe ummeed hai 1 week me aap behr me likhna shuru kar denge...

us par bhi yadi aapko koi dikkat aati hai seekhne me to aap bejhijhak yahaan pooch sakte hain.. we will be glad to help you...

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
25th January 2013, 08:56 PM

Quote:
swaal 1 , Is Shayari the urdu meaning of poetry ?
jee haaN .
mager phir bhee thoRee see mazeed jaankaaree daita chaloN

Shaai'ree = she'r kehna , she'r goee

ab sawal hai she'r kiyaa hai. iskey baary meiN thoRee see baat ker laity haiN.

she'r = suKhan jis meiN wazn aur qaafia ho aur doo hum wazn miSro'oN per mushtamil hoo , moozooN kalaam

suKhan = baat , guftagoo , kalaam , qaul
miSro'oN = miSra' ki jamaa
miSra' = she'r ke aadhy HiSah ko miSra' kehty haiN (miSra' ke lafzee maa'nee haiN darwaza ka aadha HiSah.)
moozooN = wazn kiya huwa , tulaa huwa , jo taQtee' maiN theek ho
mushtamil = shareek hony waala , shamil hony waala

she'r ka lafz "shao'or" sey niklaa hai jis key lafzee ma'nee haiN "Jaan.na"

gooyaah yeh kehnaa bhee darust hee ho gaa keh she'r insaanee jazbaatoN ya aHsaasoN ka woh khoobSoorat izhaar hai jo moozooN kalaam se insaanee sha'oor ko mutaCir kerta hai .
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#11)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
25th January 2013, 10:02 PM

Quote:
1.Is Shayari the urdu meaning of poetry ?
The most appropriate word in this limited context and in a non-prose sense for urdu poetry may be the word 'sukhan' . Saying just 'shayri' for the vast body of urdu poetry may not be agreeable and rather unfair and limiting to urdu poetry.

A poet is called a sukhanwar.
A poet is also called a shayar.

It seems and derives that , sukhan is a general and broader term and shayri a more pointed term. Although both the terms may seem interchageable , there seems to be a difference in the degree of preciseness and gravitas.

if i may say the same thing in an other way...

i would say 'sukhan' may particularly denote 'rhetoric' and 'prosody' in general way.
whereas
'shayri' seems to particularly denote prosody and seems to denote rhetoric in a general way.

hence it seems that 'sukhan' may be a more appropriate term to denote the body 'urdu poetry' and the word 'shayri' may also do the same ,but in a limited technical way.

( the technical, bare meaning of 'sukhan' may not be taken here as a yardstick. the meaning generally taken in context of poetry , and as generally understood in speaking about poetry by common people, be recognised)

Last edited by zidd; 25th January 2013 at 10:17 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
25th January 2013, 10:12 PM

.
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Aru bhai ,

Behr , jaisaa ke zidd bhai ne kahaa, dekhne se bahot kathin nazar aati hai magar jab aap ise padhnaa seekhna shuru karenge to ye kaafi aasaan ho jaati hai... Behr asal maayni me dekhaa jaae to rythem hai..

kalaam to aap acchaa likhte hi hain, lkein agar rythem me likhnaa shuru kar denge to aur bhi khoobsurat ho jaaega...

aap is link ko dekhen ek baar.. aur koshish kar ke 2,3 baar read karen...

http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=69311

members ne jo exercise ki hain wo dekhen, aur khud se solve kareN.. mujhe ummeed hai 1 week me aap behr me likhna shuru kar denge...

us par bhi yadi aapko koi dikkat aati hai seekhne me to aap bejhijhak yahaan pooch sakte hain.. we will be glad to help you...

shaad...
Thanx shaad jee...i am reading.............



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
25th January 2013, 10:36 PM

Quote:
sawaal 2. What is difference between a Ghazal and Nazam.

Ghazal
ghazal key lafzee ya lughvee maa'nee haiN " guftagoo kernaa (aurtoN sey)


Ghazal meiN kam az kam 5 asha'ar (she'r ki jama' ) honaa zarooree haiN . ghazal mai her aik she'r apnee infraadee (individual) HaiSiyat ( value , tarz , Haalat) rakhtaa hai . mat^lab ke jo aik baat aik she'r mai shuru kee usko ussi aik she'r mai hi khatam kerna hai . uss baat ko poora kerny ke liye dosre she'r ka sahaara naheeN liyaa jaa saktaa .

Ghazal mai mat^la' hootaa hai ( woh she'r jis ke dono miSro' mai qawaafee' hotey haiN or ghazal ke shuru mai hotaa hai mat^la' kehlaataa hai )
Ghazal mai maqt^a' hootaa hai ( woh she'r jis maiN shaai'r apney taKhalus (pen name) ka iste'maal kertaa hai usko maqt^a' kehty haiN)
Ghazal mai Radeef hootaa hai
Qaafiaa ka hoona zarooree hotaa hai
Ghazal mai wazn / meter kee pabandee hotee hai


or her she'r ka apnaa mukhtalif (different) mazmoon (subject) ho saktaa hai.

ager aik hee mazmoon per ghazal kahee jaaey aur opper bataey gaey uSooloN ko bhee poora kiyaa jaaey too uss ghazal ko musalsal ghazal kahaa jaata hai.


Quote:
Ibn-e-mariyam huaa kare koi
mere dukh ki davaa kare koi
mat^la'

Quote:
Jab tavaqqo hi uth gayi "Ghalib"
kyo kisi kaa gilaa kare koi
maqt^a'


Qaafia
Radeef
taKhaluS


Nazm
woh moozooN (wazn mai ho) kalaam jo aik hi mazmoon (subject) per likhaa jaaey nazm kehlaatee hai .

nazm bahut choTee bhee ho saktee hai aur bahut baRee bhee saktee ho saktee hai is per koi pabandee naheeN hai
qaafiaa or radeef badlay jaa sakty haiN
wazn / meter kee pabandee hotee hai
mat^la' or maqt^a' kee koi pabandee nahii hai
aik ya do miSro'oN mai baat ko khatam kerny ki pabandee bhee naheeN hotee

naz^m kee aik miCaal pesh ker rahaa hoN

maCnavee (nazm ki Qisam)

Mein Sochta Rehta Hun Yunhi
Aakhir Yeh Tafaawat Kia Maani
Yeh Soch Ajab Tarrpaati Hai
Aankhon Mein Nami Bhar Jaati Hai
Phir Mujh Say Dil Yeh Kehta Hai
Maazi Ko Tu Rota Rehta Hai
Kuch Aahain Dabi Si rehnay Day
Kuch Aansu Baaqi Rehnay Day
Yeh Haal Bhi Maazi Hona Hai
Is Per Bhi Tujhay Kuch Rona Hai


nazm kee mazeed aqsaam :

Doha (دوہا)
Geet (گیت)
Hamd (حمد)
Hazal (ہزل)
Hijv (ہجو)
Kafi (کافی)
Madah (مدح)
Manqabat (منقبت)
Marsia (مرثیہ)
Masnavi (مثنوی)
Munajat (مناجات)
Musaddas (مسدس)
Mukhammas (مخمس)
Naat (نعت)
Noha (نوحہ)
Qasida (قصیدہ)
Qat'ã (قطعہ)
Qawwali (قوالی)
Rubai (رباعی) (a.k.a. Rubayyat or Rubaiyat) (رباعیات)
Salam (سلام)
Sehra (سہرا)
Shehr a'ashob (شہر آشوب)
Soz (سوز)
Wasokht (وسوخت)
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#14)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th January 2013, 11:55 AM

bahot bahot shukriyaa aapka Mujeeb bhai aur Zidd saahab,,... aap dono ka shukrguzaar hoon jo aapne apnaa keemtii waqt yahaan diyaa aur apne ilm ke kuch hissse hamaare saath baaNte... hum sab ko bahot madad milegi in jawaaboN se..

aage bhi aaap sab ke muntazir rahenge...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
26th January 2013, 12:47 PM

Mujeeb Bhai aur Zidd Bhai,
Adaab aur Namasakar apne is student ki pehle kabool karen.

Bahut shukrguzaar huun ki aap log apna kimti wakt de rahe hai hamen shayri sikhane mein...aur jis tarah se aap illustrate kar ke bata rahe hai bahut bareeqi
se samajh aa raha hai..

Arz kiya hai...

Sarakata ja raha hai shayri ke rukh se nakaab ahista ahista,
Ab mere har sawal ka jawab aa raha hai ahista ahista.

Pehli baar Ghazal aur Nazam mein fark samajh mein aya...

Aap ne likha ki Ghazal ki length kam se Kam 5 ashar honi chahiye, is se jyada
bhi ho sakti hai kya?
Dusra Ashar do misro ka hi hota hai , agreed . But agar 3 misre likhen to woh
kya ban jayega .eg

Oh re Kanhayyia Nahin chorun Teri Bayyian,
Tune ab tak mera jiya bharmaya re,
Bari Mushkil se Panghat pe tun aaya re.

Teri deed ki main pyasi Duur hui ab udaasi,
Tune mohe bara naach nachaya re,
Bari Mushkil se Panghat pe tu aya re.

Tune Bansi Bajayee Main to dauri chali ayi,
Tune Mujh ko Bara Sataya re,
Bari Mushkil Se Panghat pe tun aya re.

Tohe Jaane na main dungi tere payyian parungi,
Tune kahe yeh raas rachaya re,
Bari Mushkil se Panghat pe tu aya re.

(maine ise dubara para aur ab mujhe yeh nazam lag rahi hai)

Baaki phir se padata hun aap ka post aur ko clarification lage to poochta hun.

sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 26th January 2013 at 12:55 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
26th January 2013, 08:56 PM

.................................................. .................................................. ..............
Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Mujeeb Bhai aur Zidd Bhai,
Adaab aur Namasakar apne is student ki pehle kabool karen.

Bahut shukrguzaar huun ki aap log apna kimti wakt de rahe hai hamen shayri sikhane mein...aur jis tarah se aap illustrate kar ke bata rahe hai bahut bareeqi
se samajh aa raha hai..

Arz kiya hai...

Sarakata ja raha hai shayri ke rukh se nakaab ahista ahista,
Ab mere har sawal ka jawab aa raha hai ahista ahista.

Pehli baar Ghazal aur Nazam mein fark samajh mein aya...

Aap ne likha ki Ghazal ki length kam se Kam 5 ashar honi chahiye, is se jyada
bhi ho sakti hai kya?

ji obvious hai,minimum kaha hai(kum se kum)...maximum yani jyada se jyada ki ginti nahi........kitne bhi ho sakte hai...

ek zamaane me shayar ek ghazal me jyada se jayada sher kahne ki koshish karta tha...jitne qafiye hai , sabka istemaal karna chahta hai...unki soch ye thi ki kya pata kaun sa sher unki pahchaan ban jaaye.
magar aajkal jyada sher nahi kahe jaate.saare qafiye istemmal karne ki hoD nahi hai. jis sher me koi bat hoti hai shayar use hi rakhta hai aur baki khariz kar deta hai.....ye minimum 5 ashaar ki bandish bhi sirf publications (books ,magazines) tak limited hai , aisa lagta hai. kyuki aajkal recording me 3-4 ashaar hi gaaaye jaate hai.


Dusra Ashar do misro ka hi hota hai , agreed . But agar 3 misre likhen to woh

agar teen misre hai to vo ghazal nahi, phir kuch aur jo bhi ho,generally a type of nazm.

kya ban jayega .eg

Oh re Kanhayyia Nahin chorun Teri Bayyian,
Tune ab tak mera jiya bharmaya re,
Bari Mushkil se Panghat pe tun aaya re.

Teri deed ki main pyasi Duur hui ab udaasi,
Tune mohe bara naach nachaya re,
Bari Mushkil se Panghat pe tu aya re.

Tune Bansi Bajayee Main to dauri chali ayi,
Tune Mujh ko Bara Sataya re,
Bari Mushkil Se Panghat pe tun aya re.

Tohe Jaane na main dungi tere payyian parungi,
Tune kahe yeh raas rachaya re,
Bari Mushkil se Panghat pe tu aya re.

(maine ise dubara para aur ab mujhe yeh nazam lag rahi hai)

Baaki phir se padata hun aap ka post aur ko clarification lage to poochta hun.

sanjay sehgal
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
28th January 2013, 08:52 PM

Zidd Sahib ,
Shukriya..aapne kuch clarifictations diye.

Maine aap ka Beh'r wala thread printout niakl kar parne ki koshish ki...
aapne 37 type ki alag 2 Behr/taktee mention ki hai..

mujhe grasp karne mein dikkat ho rahi hai..kaise barun is mein , kuch farmaiye..Kya sari 37 nos ki jankari hona zaroori hai...

ya phir ek adh ko pakar kar apni ghazal pe charaoo..per yeh
kaise pata chalega ki mai wrong hoon ya right.

Regds
Sanjay Sehgal
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
29th January 2013, 01:17 PM

Sanjay saahab Aadaab,

Bahot khushi hui ye dekh kar ke aapne Behr pe kaam shuru kar diyaa hai....

Zidd saahab ne bahot khoobsurtii aur behad aasaan tareeqe se alag alag tareeqe ki behar bataai hai.... aur jaisaa ke aape dekhaa iske kai roop ho sakte hain...

Zaroori nahi ke aap sab ek saath lekar chalen.. aap koi aasan behr pakadiye.. jaise

1222 1222 1222 1222

212 1212 212 1212

aur inhi pe kuch kalaam likhne ki koshish kijiye....

Ab sawaal ye uthta hai ke aapko sahi ghalat kaise pata chalegaa... to bhaiis thread me, zidd saahab ki post ke baad bahot practise ki hai members ne..... use bhi padhkar aap samajh jaaege ke kisi word ki takhti kaise karniii hai..

jaise... raahii--> raa2 hii2 , manzil--> man2 zil2 etc.

fir bhi agar aapko kisi lafz ko todne me dikkat aaye to aap about behr me hi pooch sakte hain, ya fir mujhse bhi PM ke dwaara pooch sakte hain..

aapko bahot sara best of luck jee,...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
29th January 2013, 09:39 PM

Shad sahib adaab,

Bahut acha lag raha hai..aap logon ka response per ke ..Theek hai pehle
behar ki koshish karta hun ek behar pakar kar ghazal likhne ne ...us yahan post
kar dunga aur phir aap logon ki guidance se dheere 2 subject ko pakrne ki koshish karunga..

.Janab Zidd Sahib aur Janab Mujeeb sahib aap haule haule aur roshni dalte rahen mere sawalon per , bari meharbani hogi.

thanks in advance.

sanjay Sehgal
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
29th January 2013, 10:07 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam

8. what is difference between sher and Ashar.


As we know ghazal is a combination of various couplet called Sher.

Har sher me 2 Misre (lines) hote hain, jisme se pehla misraa Oolaa aur duusra Saani kehlata hai.. in dono misroN ko milakar jo 2 liner bantaa hai use sher kehte hain...

Sher ke plural form ko aashar kehte hain.. shers to keh nahi sakte na..

group of sher is commonly known as Aashar...

hope this will help.................................

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
30th January 2013, 03:42 PM

Sanjay saahab namaste aur sar sri akaal,

aapke sawaal no. chaar aur paaNch ka jawaab dene ki kohshish kar raha huuN :

jee bilkul, Ghazal kehte hue Ghzal ki saari taqniiqui paabaaNdiiyoN ko dhyaan meiN rakha jaata hai, Punjabi meiN Shiv saahab aur Amrita Preetam ne GhazleN likhii haiN haiN aur in saare usooloN ka khayaal karte hue likhi haiN, Ghazal kisi bhi zabaan meiN likhi jaaye agar usmeiN raqeed,qafiya vaGhera nahiiN hoga to usey Ghazal nahiiN kahaa jaayega, aur kuch keh sakte haiN , Ghazal nahiiN

aur zabaanoN ka to mujhe pataa nahiiN lekin Punjabi shayri meiN Shiv ke zamaane ke baad bohat saari tabdiiliyaaN aayiiN haiN lekin aaj bhi geet aur Ghazal kehte hue in saari techanicalities ka khayaal rakha jaata hai, geetoN meiN beh'r aur bhi zaroori ho jaati hai kyoNke beh'r meiN nahiiN hoNge to unko gaaya jaana taqreeban na-mumkin sa ho jaayega


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
30th January 2013, 07:59 PM

Maikash sahib,
Sawal no 4 & 5 per apka jawab parha ,
thori clarity hui. Per yeh bataye ki Kavita
kya nazm ki category mein ayegi ya ghazal
ki category mein .Maine Ahmad sahib ke thread
mein para tha ki Nazam narrAtive form mein
hoti hai .To kavita bhi to narrative form mein hi
to hoti hai...Thora roshni dalen aap ya phir Naresh
Mehra ji se reqest karen ki voh kuch batayen
is bare mein

sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 30th January 2013 at 08:03 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
2nd February 2013, 07:11 PM

Maikash sahib and Mujib sahib aap agar clarify kar saken
to meharbanee hogi..
kya ek individual sher jo ki kisi ghazal ka part nahin hai
radeef ,kafiye aur behr ki pabandee ke bina likha ja saktA hai?



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd February 2013, 07:35 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Maikash sahib and Mujib sahib aap agar clarify kar saken
to meharbanee hogi..
kya ek individual sher jo ki kisi ghazal ka part nahin hai
radeef ,kafiye aur behr ki pabandee ke bina likha ja saktA hai?

apke sawaloN ke jawaab maiN bil tarteeb dainy koo terjeeH day rahaa hoN jiske liye appkoo thoRa or intezaar kernaa hoo gaa , geet ke baary maiN mujhy e'lm naheeN hai or bajay ghalat^ ma'loomaat appko faraham karny kay meiN dair kernaa behter smajhtaa hoN aur appkee badolat mai bhee kuch seekhny ko mil rahaa hai .

sirf aik she'r ?

ager aik she'r hee kehnaa hai to sirf beHr ki pabandee lazmee ho gee , kiyoN keh jab uskaa mawaznaa (compare) kerny ke liye dosraa koii she'r hee naheeN to pabandee kaisee ?
jo bhee aakhree lafz^ ho ga uskoo radeef or us se pehla lafz qaafia maana jaaey ga . lakin ager app aik se zyadaa she'r kehna chaaty haiN to appkoo in pabandioN ka khayaal rakhnaa ho ga .

lakin agar appka sawaal donoN micra' maiN radeef or qaafia ki pabandee hai to woh sirf appko mat^la' meiN pabnadee kernee hotee hai , lakin app Sirf she'r kehnaa chahty haiN to uske liye appkoo beHr ki pabandee kernee hai .


umeed hai appkoo appke sawaal ka jawab mil gayaa ho ga .
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#25)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd February 2013, 07:39 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Maikash sahib,
Sawal no 4 & 5 per apka jawab parha ,
thori clarity hui. Per yeh bataye ki Kavita
kya nazm ki category mein ayegi ya ghazal
ki category mein .Maine Ahmad sahib ke thread
mein para tha ki Nazam narrAtive form mein
hoti hai .To kavita bhi to narrative form mein hi
to hoti hai...Thora roshni dalen aap ya phir Naresh
Mehra ji se reqest karen ki voh kuch batayen
is bare mein

sanjay sehgal
jahaaN tak mujhy e'lm hai kavitaa naz^m koo hee kehty haiN or yeh shairee ki aik qism hai (Sinf hai , type hai )

geet ko Haal hee mai shairee ka HiSah maana gayaa hai is se pehly isey mauseeqee kee Sinf maanaa jaata tha . is ke baare maiN mazeed ma'loomaat jald frahاm karoNga .

ijjazat
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#26)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
2nd February 2013, 07:41 PM

Iska matlab sher jiske 2stanza hotain
agar akela kaha jaye to behar mein
hona hi chahiye but radeef aur kafiye ki


pabandi nahin hai. Am I right?



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
2nd February 2013, 08:03 PM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Iska matlab sher jiske 2stanza hotain
agar akela kaha jaye to behar mein
hona hi chahiye but radeef aur kafiye ki


pabandi nahin hai. Am I right?
jee bilkul

wiZHat kartaa chaloN

tum mere pass hotay ho gooyaa
jab koee doosraa naheeN hootaa

is waqt hamary saamny momin khaan momin saHb ke Sirf aik she'r hai . ab hum hootaa ko bat^aur radeef laiN ya naheeN hoota ko ? ya phir hootaa koo bat^aur qaafia laiN ?
donoo hee SoortieN mumkin haiN . kiyoN keh yeh sirf aik she'r hai hum is se kuch andaaza naheeN lagaa sakty . jab tak dosra she'r hamarey saamney naheeN aaye ga hum kuch bhee radeef or qaafia smajh sakty haiN .

ab isee ghazal ka dosra she'r idher likhtaa hoN to phir radeef or qaafiaa smajh aa jaaieNge


Tum hamare kis tarah na hue
Warna dunya mein kia naheen hota

jab doosraa she'r saamny aayaa to yeh baat waZiH ho gaee keh naheeN hootaa radeef hai or "kiaa , dosraa" qawafee haiN . jab tak ek pehloo samny ho ga to kuch andaaza naheeN lagayaa jaa sakta .

or ager app dono micro'oN meiN qawaafee or radeef ki pabandee rakhty haiN to woh aik she'r mat^la' kehlaay gaa .
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com