Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
pls see mein aaina
Old
  (#1)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Love pls see mein aaina - 9th November 2003, 01:37 AM

dosto aaina aap sabhi jaante hai aur ye kisi parichay ka mohtaaz nahi hai.meine apne aaine ko apne andaaze byaan ke liye liya hai asha hai meri koshish apko pasand aayegi .

Dil ko jab aaina banaya hai
Phir koi aksh ubhar aaya hai

Jab pahchaanne ki koshish ki
Mera chehra hi nazar aaya hai

Kaise kaise mukaam se gujre
Phir bhi na manjil ko paya hai

Ek manjil ki humko khwaahish hai
Taa-umar jisko dua mein chaha hai

Who aksh-e-aaina kahta hai hame
Hum ye kahte hai tera saaya hai

In yaadoin ki girafat se koi
Naa to nikla hai na nikal paya hai


urssssss truly
with sakhi




कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
arvindsony
Rajni
arvindsony is on a distinguished road
 
arvindsony's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: Sep 2003
Location: Boston *USA*
Rep Power: 21
hi - 9th November 2003, 08:35 AM

hi sakhi jii

Dil ko jab aaina banaya hai
Phir koi aksh ubhar aaya hai

Jab pahchaanne ki koshish ki
Mera chehra hi nazar aaya hai

Kaise kaise mukaam se gujre
Phir bhi na manjil ko paya hai

Ek manjil ki humko khwaahish hai
Taa-umar jisko dua mein chaha hai

Who aksh-e-aaina kahta hai hame
Hum ye kahte hai tera saaya hai

In yaadoin ki girafat se koi
Naa to nikla hai na nikal paya hai

sach kafee acha laga padh karr/
keep it up
bye


Love Is Life.
Love Is God.
Love is worship.
Love is Everything......
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
ARUNAGRAWAL
Registered User
ARUNAGRAWAL is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Oct 2003
Location: mumbai
Rep Power: 0
9th November 2003, 11:30 AM

Kuchh pal saath chale to jaanaa,
Rastaa hai jaanaa pehchanaa .

Saanso ko sur de jaataa hai,
Tera yo.n sapano mai.n aanaa.

Maine jatan kiye to lakho.n
Mann ne meet tumhi ko maanaa

Ab to haath thhaam lene do
Aur kaho na , na na , na na !


ARUN


arun
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
9th November 2003, 12:27 PM

hi arvind ji thanx a lot yahan aake ise pasand karne ka .



Kuchh pal saath chale to jaanaa,
Rastaa hai jaanaa pehchanaa .

Saanso ko sur de jaataa hai,
Tera yo.n sapano mai.n aanaa.

Maine jatan kiye to lakho.n
Mann ne meet tumhi ko maanaa

Ab to haath thhaam lene do
Aur kaho na , na na , na na !

hallo arun ji apko 1st chance yahan dekha hai.apne page par apk reply mein ye gazal pake bhut acha laga .

thanx for coming and wiritting .
bye takecare both of u.
urssss
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Re: pls see mein aaina
Old
  (#5)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: pls see mein aaina - 9th November 2003, 12:50 PM

Dil ko jab aaina banaya hai
Phir koi aksh ubhar aaya hai

Jab pahchaanne ki koshish ki
Mera chehra hi nazar aaya hai

Kaise kaise mukaam se gujre
Phir bhi na manjil ko paya hai

Ek manjil ki humko khwaahish hai
Taa-umar jisko dua mein chaha hai

Who aksh-e-aaina kahta hai hame
Hum ye kahte hai tera saaya hai

In yaadoin ki girafat se koi
Naa to nikla hai na nikal paya hai

Priye Sakhi ji
bahooot khooob,,,waqai,,aap ka andaz-e-bayan hamesha ki hi tarah dil ko choo gaya....kitni sachai se likha hai aapne apne jazbaaton ko....aur haan,,,aaina kabhi jhoot nahin bolta...janti hai na aap...saaf saaf mehsoos hota hai ki is gazal mein jaise aap ne apne aap se hi baatein ki ho apne dil ki...dil ko aaina baba kar isko kuch sunana chaha ho jaise...
behad khoob hai yeh rachna bhi....hamehsa hi isi khoobsurti se likhte rahiye,,,bas yehi dua hai,,,,hamari dheron daad kubool kijiye..aur apna khayal rakhiyega..
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Re: pls see mein aaina
Old
  (#6)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Re: pls see mein aaina - 9th November 2003, 02:39 PM

aaine mein dekha to aksh kisi aur ka nazar aaya hai
raahon mein dekha to saath mere kisi aur ka saaya hai
us ki chahat ki baarish se bachna ab mushkil hai...
wo ban ke baadal meri kaaynat par chaya hai.

-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#7)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
9th November 2003, 03:47 PM

aaine mein dekha to aksh kisi aur ka nazar aaya hai
raahon mein dekha to saath mere kisi aur ka saaya hai
us ki chahat ki baarish se bachna ab mushkil hai...
wo ban ke baadal meri kaaynat par chaya hai.

bhut khub laga apka sher yahan paake .
thanx a lots.
aapka bhut bhut shukriya manoj ji hoshla afjaai ka.
i miss u very much all my frnd s now.

haan mera aaina mujhse jhuth nahi kahta hai .
aur mein usse akele mein hi baatein karti hun abhi koi sher nahi ban raha hai.kyun ki jaana hai na abhi thodi der mein.

is mahfil ko choke jaane ka man nahi hai but jaana to hoga hi padaai jo karni hai.

bhool na jaana is jeevan mein hum bhi tere saath rahe
yahan rahe ya wahan rahe pyaar sadev ban rahe.
hey kabhi kabhi aaungi mein yahan.

with lov
sakhi urssss


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Manish K Bansal
Registered User
Manish K Bansal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 21
9th November 2003, 06:08 PM

Dear Sakhi ji,
Dil ko jab aaina banaya hai
Phir koi aksh ubhar aaya hai

Jab pahchaanne ki koshish ki
Mera chehra hi nazar aaya hai

Bahut hi pyari dil angez shayri likhi hai aap ne. Padh kar bahoot achha laga. Lagta hai apne aap se bahut pyar karti hain. Issiliye khud ke liye itni achhi umda kism ki shayri likhi hai aap ne. Khair aap aur aap ka aaiena ek dusre ke aks ko achhay se dekhtay rahein aur ta-umra aap khush rahein yahi duaa hai humari.

Aap ka Dost

Manish
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
9th November 2003, 06:12 PM

Bahut pyaara likhti ho sakhi...kash hum bhi do lines aapki tareef mein yoon likh paate...

Ek manjil ki humko khwaahish hai
Taa-umar jisko dua mein chaha hai

Who aksh-e-aaina kahta hai hame
Hum ye kahte hai tera saaya hai

hamesha aise hee likhti raho...khush raho...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
10th November 2003, 10:59 AM

Priye sakhi ji
mein samjh sakhta hoon is mehfil se bichadne ka dil kisi ka bhi nahin karega,,,magar aap apna dil chota na kijiye,,,hamari dosti aur pyar to sadev aap ke saath hai,,,,bas aap jahan bhi rahe khush rahe aur aabad rahe,,yehi dua hai hamari...is bazm ko sada aap ki shayri ka intezaar rahega...

bhool na jaana is jeevan mein hum bhi tere saath rahe
yahan rahe ya wahan rahe pyaar sadev bana rahe.

aap ne behad khoob sher kaha hai...bahoot khoob...mein kuch yun kahunga....

bhulaya unko jata hai jo yaad nahin aate hai
jo dil mein base hue ho wo bhule nahin jate hai
dhadkan ki lay par saansein naam unhi ka leti hai
aisa nahin koi pal wo jab yaad nahin aate hai.

take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#11)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
12th November 2003, 02:41 PM

.bhut bhut shukriya manish ji apka
aapkomeralikha pasand aaya.
haan kaha ja sakta hai ye gazalpadke ki mein apne aapko pyaar karti hun bhut.
but ye kuch aur bhi hai .my feelings only.
aapki dua hamein lage isse badi baat kya ho sakti hai.
thanx nahi khaungi itni pyaari dua ke liye.
sakhi uesssss

-----------------------------------------------------------------
parastaar ji
apko mera likha acha lagta hai thanx a lot
bas dilki baatoin ko byaan kar deti hun .

aapki hoshla afjaai ka shukriya aur yahan aane ka bhi bhut bhut shukriya

sakhiiiiiiiiii

-----------------------------------------------------------------

mano ji
kaiseho aap??????

bhulaya unko jata hai jo yaad nahin aate hai
jo dil mein base hue ho wo bhule nahin jate hai
dhadkan ki lay par saansein naam unhi ka leti hai
aisa nahin koi pal wo jab yaad nahin aate hai.

aapka ye sher bhi sada ki tarah bhut khub hai aur bhut kuch bol gya hai such.

har pal teri yaadoin ke saaye they
thi bhid hum us mein bhi ek damnparaye they.

sakhiiiiiiiiiiiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#12)
deewaana
deewaana
deewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of lightdeewaana is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 214
Join Date: May 2003
Location: Dar-es-salaam
Rep Power: 25
13th November 2003, 05:51 AM

aslaamaaleikuum namaste satsri a kaal

sakhi jee

nice thoughts really appreciated keep on writing
humhee intezar hee reheta hain apkee kalaam kah aishee hee likhtee rahiyegha

aaj aaineh mein unkee tasveer nazar aayee
kosheesh jho kee pehchaan neh kee toh bahut door nazar aayee
jho tere gham mein bhi tujhkoh behlaah naah shakeh
aaj woh muhobbat kitnee majboor nazar aayee

thanks for keeping alive some hopes for some one by your posts shukr gujjaar hoon sab dostoh kah ab yeh mehfeel she jane koh bhi dil nahee karta hain
zindagee rahee toh fir milenge shukriya jee and take care


dil toh sirf deewaana hain
   
Reply With Quote
Merii Sakhiii...
Old
  (#13)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
Merii Sakhiii... - 13th November 2003, 11:55 AM

Meriii Sakhiiiii..sach mai khuB likha hai...hume tau bohot achha laga....derii se jawaB dene ke liye maaf kare...bass yu hii likhte rahanaaa ... humeshaa khush rehanaa haaan..... dheR sarii khushiiyan ap ke kadMo ko chumE bass ye hii dua hai..ap ke Sakhaa kii....


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....

Last edited by sanjoo; 13th November 2003 at 12:02 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
ARUNAGRAWAL
Registered User
ARUNAGRAWAL is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Oct 2003
Location: mumbai
Rep Power: 0
14th November 2003, 10:46 AM

Aie Chaand To ees Tarah Itrakar Na Dekh,
Humne Bhi Kai Chand Dekhen Hain,
Tum main To Daag Hain, Humney To Bedaag Dekhen Hain


arun
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
ARUNAGRAWAL
Registered User
ARUNAGRAWAL is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Oct 2003
Location: mumbai
Rep Power: 0
14th November 2003, 10:48 AM

Aai Chaand Tu ees Tarah Itrakar Na Dekh,
Humne Bhi Kai Chand Dekhen Hain,
Tum main To Daag Hain, Humne To Bedaag Dekhen Hain


arun
   
Reply With Quote
mein aaina
Old
  (#16)
ARUNAGRAWAL
Registered User
ARUNAGRAWAL is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 10
Join Date: Oct 2003
Location: mumbai
Rep Power: 0
mein aaina - 14th November 2003, 10:49 AM

hy sakhiji
Aai Chaand Tu ees Tarah Itrakar Na Dekh,
Humne Bhi Kai Chand Dekhen Hain,
Tum main To Daag Hain, Humne To Bedaag Dekhen Hain

with love
arun


arun
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
8th September 2008, 12:21 AM

Quote:
Originally Posted by deewaana View Post
aslaamaaleikuum namaste satsri a kaal

sakhi jee

nice thoughts really appreciated keep on writing
humhee intezar hee reheta hain apkee kalaam kah aishee hee likhtee rahiyegha

aaj aaineh mein unkee tasveer nazar aayee
kosheesh jho kee pehchaan neh kee toh bahut door nazar aayee
jho tere gham mein bhi tujhkoh behlaah naah shakeh
aaj woh muhobbat kitnee majboor nazar aayee

thanks for keeping alive some hopes for some one by your posts shukr gujjaar hoon sab dostoh kah ab yeh mehfeel she jane koh bhi dil nahee karta hain
zindagee rahee toh fir milenge shukriya jee and take care
mafi ke sath diwaana ji bhaut bhaut shukriya ada karti hun...agr kabhi aaye to jarur yahan kuch likhke jana.....

umeed mein apke ans ki sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#18)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
8th September 2008, 12:24 AM

Quote:
Originally Posted by sanjoo View Post
Meriii Sakhiiiii..sach mai khuB likha hai...hume tau bohot achha laga....derii se jawaB dene ke liye maaf kare...bass yu hii likhte rahanaaa ... humeshaa khush rehanaa haaan..... dheR sarii khushiiyan ap ke kadMo ko chumE bass ye hii dua hai..ap ke Sakhaa kii....

sakhaaaaaaaaaa...kya khun ab...sab dua tumhari tumhare sath gayee..bas jahan bhi ho khush arhe mera sakha yahi chahti hun.

love u hamesha
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#19)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
8th September 2008, 12:26 AM

arun ji acha likha hai apne...

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th October 2008, 11:01 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
dosto aaina aap sabhi jaante hai aur ye kisi parichay ka mohtaaz nahi hai.meine apne aaine ko apne andaaze byaan ke liye liya hai asha hai meri koshish apko pasand aayegi .

Dil ko jab aaina banaya hai
Phir koi aksh ubhar aaya hai

Jab pahchaanne ki koshish ki
Mera chehra hi nazar aaya hai

Kaise kaise mukaam se gujre
Phir bhi na manjil ko paya hai

Ek manjil ki humko khwaahish hai
Taa-umar jisko dua mein chaha hai

Who aksh-e-aaina kahta hai hame
Hum ye kahte hai tera saaya hai

In yaadoin ki girafat se koi
Naa to nikla hai na nikal paya hai


urssssss truly
with sakhi




wow ............bahut acche ahsaas haiN.....pyari sakhi aaj-kal aapki poetry kum nazar aa rahi hai...kaya baat hai ji ..........lagta hai kuch jayada hi busy ho gaye ho...hai na.
'
aati raha karo

tumhari didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#21)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
25th January 2009, 12:44 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
wow ............bahut acche ahsaas haiN.....pyari sakhi aaj-kal aapki poetry kum nazar aa rahi hai...kaya baat hai ji ..........lagta hai kuch jayada hi busy ho gaye ho...hai na.
'
aati raha karo

tumhari didi
dd
mafi ki talabgara hun iten dino me aayee is post pe...

ab to me le aati hu na dd apni poetry...hia na???? ab koi shikayat ho to batan...apki ek aur shiskay jaldi hi door karne ki koshish karungi..dard s ehatke likhne ki..

aaj kal me auir bhi busy ho gyee hun dd ....

par ayahn aati rahungi

sakhi with love


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#22)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
25th January 2009, 11:10 AM

bahut khoob sakhi..bahut hi gehre ehsaas likhe hain aapne...

beautiful creation..
keep writing...

god bless u...


vicky
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
8th May 2009, 12:26 AM

Quote:
Originally Posted by stillalive View Post
bahut khoob sakhi..bahut hi gehre ehsaas likhe hain aapne...

beautiful creation..
keep writing...

god bless u...


vicky
vicky ji
mafi chahungi itna late aaye ehun ispe..

shukriya apne saraha
sath banaye rakhna sakhi ka..

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#24)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
24th June 2009, 02:58 PM

Sakhi!

Real and True! Good Indeed!

God Bless You
susheel


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
30th June 2009, 10:49 PM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
Sakhi!

Real and True! Good Indeed!

God Bless You
susheel
sush ji
shukriya apne samjha ...
dua me shamil rakhna apki khushi ki tammna hai sadaa


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#26)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
30th July 2009, 12:10 AM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Dil ko jab aaina banaya hai
Phir koi aksh ubhar aaya hai

Jab pahchaanne ki koshish ki
Mera chehra hi nazar aaya hai

Kaise kaise mukaam se gujre
Phir bhi na manjil ko paya hai

Ek manjil ki humko khwaahish hai
Taa-umar jisko dua mein chaha hai

Who aksh-e-aaina kahta hai hame
Hum ye kahte hai tera saaya hai

In yaadoin ki girafat se koi
Naa to nikla hai na nikal paya hai

urssssss truly
with sakhi
Sakhi ji......aap kaisi hai.....aaj kal aap kaha busy ho.....aapki rachnaye bhi kam nazar aati hai........mujhe aapki yeh ghazal padhke ehsaas hua ki......kitne din se ...itne khubsurat ehsaaso ko prastut karne wali sakshiyat se hum mehrum rahe.......aisi hi aur sundar rachnao hume itezaar hai........aate rahiye.......aise hi likhte rahiye.......aur khush rahiye.........




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 30th July 2009 at 12:13 AM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#27)
gaurav_shah1619
Registered User
gaurav_shah1619 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 27
Join Date: Jun 2009
Location: near Vapi
Rep Power: 0
Smile 30th July 2009, 05:56 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
dosto aaina aap sabhi jaante hai aur ye kisi parichay ka mohtaaz nahi hai.meine apne aaine ko apne andaaze byaan ke liye liya hai asha hai meri koshish apko pasand aayegi .

Dil ko jab aaina banaya hai
Phir koi aksh ubhar aaya hai

Jab pahchaanne ki koshish ki
Mera chehra hi nazar aaya hai

Kaise kaise mukaam se gujre
Phir bhi na manjil ko paya hai

Ek manjil ki humko khwaahish hai
Taa-umar jisko dua mein chaha hai

Who aksh-e-aaina kahta hai hame
Hum ye kahte hai tera saaya hai

In yaadoin ki girafat se koi
Naa to nikla hai na nikal paya hai


urssssss truly
with sakhi




kuchh paya nahi tha sirf apni yaado kaa hi saaya hain,
zindgi kuchh bhi nahi apna hi pratichhaya hain.
zindgi ko kuchh lamho me jilo,
yahi ek apne aapme sabse badaa sawal hain.
jo zindgi hi kisi aur ke kaam naa aaye,
ese astitva se hi log aaj behaal hain.
aap jiss aaine ki baat karte hain ....Gaur farmaiyega

aap jiss aaine ki baat karte hain

Wahee aaina apne aapme ek Sawaal hain......


ye hakikat hain jo hum dusro me dhundhte hain wo apne me nahi hota...
per jab wo apne me hi dikh jaye to wo aaina hi kya kisi me bhi aapko sirf unchaiya hi nazar aaegi...................





Gaurav
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
18th August 2009, 11:25 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Sakhi ji......aap kaisi hai.....aaj kal aap kaha busy ho.....aapki rachnaye bhi kam nazar aati hai........mujhe aapki yeh ghazal padhke ehsaas hua ki......kitne din se ...itne khubsurat ehsaaso ko prastut karne wali sakshiyat se hum mehrum rahe.......aisi hi aur sundar rachnao hume itezaar hai........aate rahiye.......aise hi likhte rahiye.......aur khush rahiye.........

naresh ji itne din pahle apke puche huye sawalo ka jawab aaj dungi ..sabs epahle mafi chaungi.
me bas jara tabiyat jara busy hone ke karan nahi aa saki net par.
shukriya apne saraha mere khyaal ko
rachnaye likhti hun magar dal nahi pati jayada
jaldi hi dusri rachnaye dalne ki koshish karungi me ok...
aap bhi apna khyala rakhna


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#29)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
18th August 2009, 11:29 PM

Quote:
Originally Posted by gaurav_shah1619 View Post
kuchh paya nahi tha sirf apni yaado kaa hi saaya hain,
zindgi kuchh bhi nahi apna hi pratichhaya hain.
zindgi ko kuchh lamho me jilo,
yahi ek apne aapme sabse badaa sawal hain.
jo zindgi hi kisi aur ke kaam naa aaye,
ese astitva se hi log aaj behaal hain.
aap jiss aaine ki baat karte hain ....Gaur farmaiyega

aap jiss aaine ki baat karte hain

Wahee aaina apne aapme ek Sawaal hain......


ye hakikat hain jo hum dusro me dhundhte hain wo apne me nahi hota...
per jab wo apne me hi dikh jaye to wo aaina hi kya kisi me bhi aapko sirf unchaiya hi nazar aaegi...................





Gaurav
shukriya gaurav ji itne ache comments ke liye...
aur haa mafi bhi chaungi late reply kiya
aate rahna
apna khyaal rakhna
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#30)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
19th August 2009, 09:41 PM

Pyari Sakhi!

Tumhara aaina dil ko choo gaya!!!!

Aise hi likhti raho aur sab ke dilon ko *****i raho!

Take Care Dear!!!

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#31)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
6th September 2009, 09:06 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Pyari Sakhi!

Tumhara aaina dil ko choo gaya!!!!

Aise hi likhti raho aur sab ke dilon ko *****i raho!

Take Care Dear!!!

~Priya
priy priyaaaaaaaa

huggs

acha laga tum yaha ayee

apna khyaal rakhna bye


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#32)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
6th September 2009, 09:24 PM

Sakhi Ji,

Aap ne aik aik lafz gehra aur
kamal likha hai,
Aap ke aik aik lafz ki gehrai ka andaza koi bhuddhi maan hi
laga sakta hai......

Khush rahiye,

HSN


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
aaina anaarhi Aapki Shayri 1 28th August 2010 01:54 PM
Ehasaas ka aaina ya aaina hai ajay nidaan Shayri-e-Ishq 0 21st March 2010 09:57 PM
aaina MEDHA_JAIN3 Anjuman-e-Shayri 2 18th January 2007 12:56 PM
aaina naaqsh Shayri-e-Ishq 3 6th November 2005 05:18 PM
Aaina friendnidhi Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 6th September 2005 05:24 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com