Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zakhm Khaana To Apni Aadat Hai
Old
  (#1)
Zakhmi_Dil
Registered User
Zakhmi_Dil will become famous soon enoughZakhmi_Dil will become famous soon enough
 
Zakhmi_Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
Zakhm Khaana To Apni Aadat Hai - 9th August 2008, 01:54 PM

Zakhm Khaana To Apni Aadat Hai
Muskurana To Apni Aadat Hai

Roshni Ho Ke Ghup Andeihra Ho
Dil Jalaana To Apni Aadat Hai

Aap Kab Tak Sanbhaliye Ga Humein
Larrkharrana To Apni Aadat Hai

Hain Sitamgar Khafa To Hone Do
Sar Uthaana To Apni Aadat Hai

Raah Chalti Hui Museebat Ko
Ghar Bulaana To Apni Aadat Hai

Uss Ki Aankhon Se Kya Gila Raahi!!
Doob Jaana To Apni Aadat Hai.



Woh "Dil" kahan se laaoN jo teri yaad bhula de...
MujH ko yaad aane waale tu hi koi raasta bata de.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
9th August 2008, 01:56 PM

Quote:
Originally Posted by Zakhmi_Dil View Post
Zakhm Khaana To Apni Aadat Hai
Muskurana To Apni Aadat Hai

Roshni Ho Ke Ghup Andeihra Ho
Dil Jalaana To Apni Aadat Hai

Aap Kab Tak Sanbhaliye Ga Humein
Larrkharrana To Apni Aadat Hai

Hain Sitamgar Khafa To Hone Do
Sar Uthaana To Apni Aadat Hai

Raah Chalti Hui Museebat Ko
Ghar Bulaana To Apni Aadat Hai

Uss Ki Aankhon Se Kya Gila Raahi!!
Doob Jaana To Apni Aadat Hai.

aap ke yeh nagme hume bahat pasand aaye ...aise hi likhte rahiye ..........



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
jzpassi83
Registered User
jzpassi83 is on a distinguished road
 
jzpassi83's Avatar
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
9th August 2008, 01:57 PM

Good one ser jii///


Koi nhi sath deta yhan umsr bhar ansu bhi **** jate hein aankhon ko **** kar

Jassi
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
9th August 2008, 02:08 PM

ahchi kosish hai, par agar har sher se "to" shabd ko hata diya jaaye, to ghazal meN aur behtar floe ho jayega...!! umeed aage v aap aur ahcha likhte raheNge...!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Bahot Shukriya... Aap Dono Ka.
Old
  (#5)
Zakhmi_Dil
Registered User
Zakhmi_Dil will become famous soon enoughZakhmi_Dil will become famous soon enough
 
Zakhmi_Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
Smile Bahot Shukriya... Aap Dono Ka. - 9th August 2008, 02:10 PM

Aage Bhi Hum Yahi Koshish Kareinge Ki Aapko Humari Taraf Se Acche Nagme Padhne Ko Mile....


Woh "Dil" kahan se laaoN jo teri yaad bhula de...
MujH ko yaad aane waale tu hi koi raasta bata de.
   
Reply With Quote
Bahot Shukriya
Old
  (#6)
Zakhmi_Dil
Registered User
Zakhmi_Dil will become famous soon enoughZakhmi_Dil will become famous soon enough
 
Zakhmi_Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
Smile Bahot Shukriya - 9th August 2008, 02:14 PM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
ahchi kosish hai, par agar har sher se "to" shabd ko hata diya jaaye, to ghazal meN aur behtar floe ho jayega...!! umeed aage v aap aur ahcha likhte raheNge...!!



Aapka Bahot Shukriya... Ki Aap Ne Humari Post Ko Padha... Ghalti Batane Se Hume isme Kuch Sudharne Kaa Mauka Milega... Aise Hi Humari Post Ko Padhte Rahiye... Aur Koi Bhi Ghalti Ho Jaaye To Bataye Zarur.


Woh "Dil" kahan se laaoN jo teri yaad bhula de...
MujH ko yaad aane waale tu hi koi raasta bata de.
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
26th September 2008, 02:00 AM

Zakhmi Sahib....

Wah Kya Khoob likha AapNe Bahut Hiii Accha Lega!! ... Haalaki ye Ghazal Hum Pehle Pad Chuke Hai! Aur Is par Jaise Hi Nazar Gayi To Purani Yaad Taza Ho Gayi..... Behad Khoobsurat Ghazal hai Ye! ..

Ab BaaT Mein karta hooN Ghayal Shayar SahiB Kii JanaB Ghayal Shayar Aap ne Jo "To" Lazf Ke Liye Kaha! Wakai mein Mujhe Bahut Hi Ajeeb sa LeGa!.. Ya To Aap Ne is Ghazal Ko Theek Se nahin pada ya PhiR samjha NahiN... Sahi MaayaNe Se Is SaraPa Ghazal Ko PadeN auR Is ko Samjhe Ki LikhNe wala Kya Kahna ChahaTa hai!!

Tab Shayad Aap is kii Qadra Kar SakeeGe!.....

Ye Ghazal Dr.Syed Bilal Sahib Kii Hai Bahut Hi KhoobSuraT GhazaloN Mein se Ek Ghazal hai!

Kuch Arz karuuGa! Syed Bilal Jee Ka Likha Huaa! Hai Zara TabazooN De...

Main Khuda Ka Kabhi Bhi Na Shukar Adaa Kar Paoon Gaa
Par Ussey Kitna Chaahta Hoon Ye Dunya Ko Dikhaoon Gaa

Log To Pyar Ke Naam Ko Aisey Badnaam Kar Detey Hain
Mein Pyar Ke Iss Paak Naam Ko Ikk Naya Naam Dey Jaoon Gaa !


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Manzilen Apni Jagah Hain Raaste Apni Jagah Praneeta Hindi/Urdu Lyrics 3 7th February 2009 05:36 PM
aadat narula_preet Shayri-e-Dard 1 30th December 2004 02:39 PM
khaana-kharaab, kaamyaab talib Shayri-e-Dard 16 25th July 2004 03:16 PM
Unhe Aadat Hai Zakhm Dene Ki nilofer17 Shayri-e-Dard 0 3rd July 2004 09:54 PM
apni-apni manzil meetu20012 Shayri-e-Dard 19 30th July 2003 10:34 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com