Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tumhaare Khat meiN naya ik salaam kis ka thha
Old
  (#1)
Zakhmi_Dil
Registered User
Zakhmi_Dil will become famous soon enoughZakhmi_Dil will become famous soon enough
 
Zakhmi_Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
Tumhaare Khat meiN naya ik salaam kis ka thha - 21st August 2008, 03:21 PM

Bahot Dino Baad Bazm Me Lauta Hoon... Aap Sab Ki Jaanib Ek Ghazal Pesh Kar Raha Hoon... Jo "Daag Dehlvi" Sahab Ki Likhi Hui Hai... Zara Nazar Farmaiyega...

Tumhaare Khat meiN naya ik salaam kis ka thha
na thha raqiib to aaKhir vo naam kis ka thha

vo qatl kar ke har kisii se puuchhate haiN
ye kaam kis ne kiya hai ye kaam kis ka thha

vafaa kareiNge nibhaayeiNge baat maaneiNge
tumhe bhi yaad hai kuchh ye kalaam kis ka thha

raha na dil meiN vo be-dard aur dard raha
muqiim kaun hua hai maqaam kis ka thha

na puuchh-paachh thhi kisi ki na aav-bhagat
tumhaari bazm meiN kal ehatamaam kis ka thha

hamaare Khat ke to purze kiye paRha bhi nahiN
suna jo tum ne baa-dil vo payaam kis ka thha

iNhi sifat se hota hai aadami mashahuur
jo lutf aap hi karate to naam kis ka thha

guzar gayaa vo zamaanaa kaheiN to kis se kaheiN
khayaal mere dil ko subah-o-shaam kis ka thha

har ek se kahate haiN ki "Daag" bevafaa niklaa
ye puuchhe in se ko_ii vo gulaam kis ka thha.



Woh "Dil" kahan se laaoN jo teri yaad bhula de...
MujH ko yaad aane waale tu hi koi raasta bata de.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
islam anu
Registered User
islam anu will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 40
Join Date: Jul 2008
Location: Farrukhabad (uttar pradesh) INDIA
Rep Power: 0
23rd August 2008, 11:54 PM

Quote:
Originally Posted by Zakhmi_Dil View Post
Bahot Dino Baad Bazm Me Lauta Hoon... Aap Sab Ki Jaanib Ek Ghazal Pesh Kar Raha Hoon... Jo "Daag Dehlvi" Sahab Ki Likhi Hui Hai... Zara Nazar Farmaiyega...



Tumhaare Khat meiN naya ik salaam kis ka thha

na thha raqiib to aaKhir vo naam kis ka thha

vo qatl kar ke har kisii se puuchhate haiN
ye kaam kis ne kiya hai ye kaam kis ka thha

vafaa kareiNge nibhaayeiNge baat maaneiNge
tumhe bhi yaad hai kuchh ye kalaam kis ka thha

raha na dil meiN vo be-dard aur dard raha
muqiim kaun hua hai maqaam kis ka thha

na puuchh-paachh thhi kisi ki na aav-bhagat
tumhaari bazm meiN kal ehatamaam kis ka thha

hamaare Khat ke to purze kiye paRha bhi nahiN
suna jo tum ne baa-dil vo payaam kis ka thha

iNhi sifat se hota hai aadami mashahuur
jo lutf aap hi karate to naam kis ka thha

guzar gayaa vo zamaanaa kaheiN to kis se kaheiN
khayaal mere dil ko subah-o-shaam kis ka thha

har ek se kahate haiN ki "Daag" bevafaa niklaa
ye puuchhe in se ko_ii vo gulaam kis ka thha.
kya khoob likha hai bhai
lagta hai.. gazal ka har ek seyar mein aapne bahut mehnat ki hai...
aapki ghazal mein ye DAAG naam kiska hai.. ya to ye aapka naam hai ya us shayar ka jisne ye kalaam likhe kain....reply must
allah hafiz
   
Reply With Quote
Bahot Shukriya
Old
  (#3)
Zakhmi_Dil
Registered User
Zakhmi_Dil will become famous soon enoughZakhmi_Dil will become famous soon enough
 
Zakhmi_Dil's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 0
Smile Bahot Shukriya - 24th August 2008, 03:59 PM

Quote:
Originally Posted by islam anu View Post
kya khoob likha hai bhai
lagta hai.. gazal ka har ek seyar mein aapne bahut mehnat ki hai...
aapki ghazal mein ye DAAG naam kiska hai.. ya to ye aapka naam hai ya us shayar ka jisne ye kalaam likhe kain....reply must
allah hafiz


Aapne Ghazal Ko Nazar Farmaaya... Aapka Shukriya... Ye Ghazal Daag Dehlvi Sahab Ki Likhi Hui Hai... Jo Meine Upar Bata Rakha Hai...


Woh "Dil" kahan se laaoN jo teri yaad bhula de...
MujH ko yaad aane waale tu hi koi raasta bata de.
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
15th November 2008, 07:04 PM

Bahut Acchi Ghazal Hai ....thanks For Sharing............




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mere rone ka abhi naya naya sil’silaa hai..D*D* pooja_d Shayri-e-Dard 37 15th June 2008 09:35 PM
Jasdeep ka Salaam(Shayro ki Mehfil mein) jasdeephere Shayri-e-Dard 10 15th February 2008 12:10 PM
Tumhare khat mein anil_tantia Ghazal Section 0 9th January 2004 11:20 PM
Tumhare khat mein anil_tantia Ghazal Section 0 9th January 2004 11:14 PM
tumhare khat mein sagar29in Shayri-e-Dard 2 16th July 2001 03:22 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com