Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"dard jab haad se gujar jaye"
Old
  (#1)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
"dard jab haad se gujar jaye" - 19th July 2006, 10:54 AM

dosto ek chotti se gustakhi phir kar rahi hu, umeed hai app esko padeygey aur mujhe reply bhi jaroor kareygey.

yeh mere dil ki sadha hai, ho sakta appke dil ki bhi ho.

“Dil ka dard jab haad se gujar jaye to kaya karey,
Tumey yaad karey ja us kudha ko yaad karey,

Jab yeh nadaan dil tadpey ki uska didaar karey,
To ek bar jo uski tasvir dekhi to pahro dekhtey rahey,

Na-kaam mohabaat ka jikar karey to kis se karey,
Kabhi koi milla nahi jis se appna dard baanta karey,

Dua hai kudha se ki na-kaam mohabaat kisi ki hissey na karey,
Ja phir naddan dillo mai mohabat ka diya jagaya na karey”


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#2)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
19th July 2006, 11:40 AM

Na-kaam mohabaat ka jikar karey to kis se karey,
Kabhi koi milla nahi jis se appna dard baanta karey,

Dua hai kudha se ki na-kaam mohabaat kisi ki hissey na karey,
Ja phir naddan dillo mai mohabat ka diya jagaya na karey”

Sunita Ji....Namaskaar....

bahut dard hai lagta hai seene mai....aapke shabdo me chhipi dard ki gehrai saaf dekhai deti hai...agar main apke kisi kaam aa saku to jarur aawaz dijiyega....aapki dosti ki kasam aapke dard ko jaroor sakoon dene ki koshish karenge...

aapke ye uper wale sher dil ko bheeter tak choo gaye...

bhagwaan aapko sakoon de..
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#3)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hello - 19th July 2006, 07:30 PM

sunita ji aap ka prayas kaafi sundar hai,aap ko arz karu ke radeef aur kaafiye par jyaada dhyaan de to aur khubsurat ghazal likha paayenge,koshish jaari rakhiye,
aur sundar si kavita par sundar si daad kabool kare
regards
aap ka dost
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#4)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
20th July 2006, 06:32 AM

sunita ji aapko jab jab padha hai bhaut achha laga hai use padhna aapki baatine hamesha hi bhaut gahri hoti hai is baar bhi aapki ye gazal bhaut achhi lagi

Dua hai kudha se ki na-kaam mohabaat kisi ki hissey na karey,
Ja phir naddan dillo mai mohabat ka diya jagaya na karey”

bhaut khoob


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th July 2006, 09:38 AM

Quote:
Originally posted by gam-e-lashkar
Na-kaam mohabaat ka jikar karey to kis se karey,
Kabhi koi milla nahi jis se appna dard baanta karey,

Dua hai kudha se ki na-kaam mohabaat kisi ki hissey na karey,
Ja phir naddan dillo mai mohabat ka diya jagaya na karey”

Sunita Ji....Namaskaar....

bahut dard hai lagta hai seene mai....aapke shabdo me chhipi dard ki gehrai saaf dekhai deti hai...agar main apke kisi kaam aa saku to jarur aawaz dijiyega....aapki dosti ki kasam aapke dard ko jaroor sakoon dene ki koshish karenge...

aapke ye uper wale sher dil ko bheeter tak choo gaye...

bhagwaan aapko sakoon de..

Dear Friend
dard to sach mai bahut hai par app sab se share karke kuch sakoon sa mil jatta hai. duao ke liye shukriya aur meri post par aane ke liye meharbaani. again thanks


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: hello
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: hello - 20th July 2006, 09:47 AM

Quote:
Originally posted by acharya_mj
sunita ji aap ka prayas kaafi sundar hai,aap ko arz karu ke radeef aur kaafiye par jyaada dhyaan de to aur khubsurat ghazal likha paayenge,koshish jaari rakhiye,
aur sundar si kavita par sundar si daad kabool kare
regards
aap ka dost
manu
manu bhai

appki housla-afjaei ke liye dil se shukriya adda karti hu. aur appne to suggestion de hai uska bhi dhayaan rakhugi.

Thanks


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th July 2006, 09:53 AM

Quote:
Originally posted by shrdh
sunita ji aapko jab jab padha hai bhaut achha laga hai use padhna aapki baatine hamesha hi bhaut gahri hoti hai is baar bhi aapki ye gazal bhaut achhi lagi

Dua hai kudha se ki na-kaam mohabaat kisi ki hissey na karey,
Ja phir naddan dillo mai mohabat ka diya jagaya na karey”

bhaut khoob
Hello Shrdh

appney mera likha padda aur pasand bhi kiya, tahey dil se appki shukargujar hu. umeed karti hu app yu meri post par aatey raheygey. aur meri himmat bandhatey raheygey.

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#8)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 20th July 2006, 03:34 PM

sunita ji bhut pyari koshish hai jajbato say labrej....janay kiyon yeh share mere dil ka haal laga.....

Dua hai kudha se ki na-kaam mohabaat kisi ki hissey na karey,
Ja phir naddan dillo mai mohabat ka diya jagaya na karey”


appne mere jajbato ko alfazon ki shakal de appka bhut bhut shukria..............raj........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Re: bhut khub
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: bhut khub - 20th July 2006, 03:40 PM

Quote:
Originally posted by rajveeer
sunita ji bhut pyari koshish hai jajbato say labrej....janay kiyon yeh share mere dil ka haal laga.....

Dua hai kudha se ki na-kaam mohabaat kisi ki hissey na karey,
Ja phir naddan dillo mai mohabat ka diya jagaya na karey”


appne mere jajbato ko alfazon ki shakal de appka bhut bhut shukria..............raj........
hi raj

tum meri post par to aaye, batta nahi sakti kitni kush hu. aur yeh haal appke dil ka hai aur hamarey ka bhi hai. bas dard ka ristha aise hi ban jatta hai ek doosrey se. umeed hai agar mai phir aise koi kosish karugi to tum jaroor aaogey meri post par.

thanks


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
8th November 2008, 09:02 AM

Dil ka dard jab haad se gujar jaye to kaya karey,
Tumey yaad karey ja us kudha ko yaad karey,

Jab yeh nadaan dil tadpey ki uska didaar karey,
To ek bar jo uski tasvir dekhi to pahro dekhtey rahey,

Na-kaam mohabaat ka jikar karey to kis se karey,
Kabhi koi milla nahi jis se appna dard baanta karey,

Dua hai kudha se ki na-kaam mohabaat kisi ki hissey na karey,
Ja phir naddan dillo mai mohabat ka diya jagaya na karey”

Hi dii
esa lagta hai aapne mere dil ki baat likh di ho... bahut ajeeb lagta hai jab insaan ko kis kis halaaton se gurazana padhta hai ...aur kuch saamjah mein nahi aata kya kahe ...kya kare ... khuda ese din kisi ko na dekhaye

yu hi dil ki gehrayiaan pesh karte rahe..
tc
aapki mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
10th November 2008, 01:53 AM

dd achi koshish hai gazal ki...acha laga padke
love u
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Tanha_Sahil
~Shayar
Tanha_Sahil has a spectacular aura aboutTanha_Sahil has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 72
Join Date: Oct 2008
Location: Bangalore
Rep Power: 17
11th November 2008, 11:52 PM


Bahut khoob likha aapne !
Apne gamo ki yu numaish na kar,
Apne nasib ki yu aazmaish na kar,
Jo tera hai tere dar pe khud ayega,
Roz roz use pane ki khwaish na kar!


~~~
Hum to Sagar k SAHIL hain, jis paar jayenge bas thokaren hi khayenge.
~Sahil.
  Send a message via Yahoo to Tanha_Sahil  
Reply With Quote
bahut khub kaha
Old
  (#13)
surja
Registered User
surja is just really nicesurja is just really nicesurja is just really nicesurja is just really nice
 
surja's Avatar
 
Offline
Posts: 115
Join Date: Aug 2008
Location: present in hayderabad
Rep Power: 19
bahut khub kaha - 12th November 2008, 02:29 AM

a khuda aaj ye faisla kar de .
mujhe uska , ya use mera kar de .
bahut gam sahe hai jindagi me maine .
aab koi khusi to mera kar de .

apke os poem ke badle me yahi kahunga or kuch nahi .

   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th November 2008, 02:15 PM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Dil ka dard jab haad se gujar jaye to kaya karey,
Tumey yaad karey ja us kudha ko yaad karey,

Jab yeh nadaan dil tadpey ki uska didaar karey,
To ek bar jo uski tasvir dekhi to pahro dekhtey rahey,

Na-kaam mohabaat ka jikar karey to kis se karey,
Kabhi koi milla nahi jis se appna dard baanta karey,

Dua hai kudha se ki na-kaam mohabaat kisi ki hissey na karey,
Ja phir naddan dillo mai mohabat ka diya jagaya na karey”

Hi dii
esa lagta hai aapne mere dil ki baat likh di ho... bahut ajeeb lagta hai jab insaan ko kis kis halaaton se gurazana padhta hai ...aur kuch saamjah mein nahi aata kya kahe ...kya kare ... khuda ese din kisi ko na dekhaye

yu hi dil ki gehrayiaan pesh karte rahe..
tc
aapki mandeep


bahut accha laga mandeep ki tumne meri es pheli koshish ko pada aur saraha....aur jane kahaN se doond kar le aaye esko....

shukriya dear

tumhari dii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th November 2008, 02:15 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
dd achi koshish hai gazal ki...acha laga padke
love u
sakhi


Thanks sakhi...............................


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#16)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
13th November 2008, 07:09 PM

Dua hai kudha se ki na-kaam mohabaat kisi ki hissey na karey,
Ja phir naddan dillo mai mohabat ka diya jagaya na karey”

sahii kahaa aapne sunitaa jee

kaafi pehle kaa likha hua hai ye magar aisa lagtaa hai uss waQt kaafii dard rahaa hoga !

bhagwaan kare aapko kabhi koi ghum naa ho aur aap sada aise hi hasti muskuraati raheiN

daad ke saath
apnaa khyaal rakhiye !


andaaz
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"dard jab haad se gujar jaye" sunita thakur Shayri-e-Ishq 37 13th February 2011 06:44 PM
" YE " dhaval" KAHI TOOT NA JAYE....." a shayri for her... ek dard bhari dastaa Dhaval Shayri-e-Dard 22 27th November 2009 11:45 PM
"Dard Tumko Bhi Diya Jaye" sunita thakur Shayri-e-Dard 40 19th October 2007 12:29 PM
"YE DARD BHARI KALAM...................." a shayri for her.........."ishq"...... Dhaval Shayri-e-Ishq 16 21st September 2006 06:09 PM
"ISHQ" har "DARD" sehna sikha deta hai.. kuhulika Shayri-e-Dard 4 25th November 2005 09:22 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com