Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#41)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
22nd January 2013, 11:01 PM

[QUOTE=sameer'shaad';447284]hahahaha... maine sochaa tha naqaab ke saath lage haathoN apne puraane hisaab kitaab chuktaa kar loon aapse... qalam ke saath saath...

magar lagtaa hai apne guru ki baat aap hi nahi maanna chahate,.
bhayee... guru ki baat maan lena bhi kahin nahi lkhaa.... barna fir kya raha.. sawaal kisse karega .... agar guru ne kaah maine raT liyaa...

.. waise kai logon se maaine bhi pata kiyaa to jawaab saamne ye aaya ke qalam keval munnas nahi balki kai bar muzakkar bhi istemaal me aata hai..

sahab agar aap sirf sunne ko sanad maante hai... to zidd bhayee ne kaha ameer minayee ne kaha ... ye bhi maan lena chahiye na....
apni sahoolat se har baat nahi apnayee ja sakti na

Asal me agar qalam lafz ko dekha jaae to aam taur pe muannas ke misaal khoob hain.. lekin muzakkar ke bhi kam sanad nahi hain....

maiN aapko har ghalti shayri ke har aib ki micaal de duN aap maan lenge

Deja Meri Kalam Naam Nu Ik Hor Hadsa

shiv kumar..

sahab .............. shiv kumaar batalvi sahab punjabi ke shayar hai......... yaha baat sirf urdu ki hai.... urdu maiN qalam kya hai....
so is misre ki yaha koe zaroorat nahiN..

khoye din, jaagti shab ka sabab kya hai,
meri kalam, meri ghazal, mere hunar ki vajah kya hai..

Hum ne kabhi likha nhi tha shouk sey,
bass kalam chal padi, kisi ka khayaal aane sey

shayar ?
--------------------------

aur yoon bhi dekhen...

mera qalam mere jazbaat se waqif hai itna ,
kay main lafz mohabbat likhu to tera naam likha jaye

shayar ..... ? sher wazn se hil raha hai

isi tarah agar kisi bade shaayr ki sanad mil jaae naqaab ke liye (sivaay minaai) to pesh kareN.. aur apne guru ji ki madad kareN..

pahli baat guru ko madad ki zaroorat nahi
aur ameer minayee ko kyun hata rahe ho........... unko koe nahi hilaa saktaa... agar doosre shayar ko consider karna hai to

Shukriyaa..

bahut hi shukriyaaaaa

Last edited by maikasH; 25th January 2013 at 03:52 PM..
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#42)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
22nd January 2013, 11:08 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
bas itna hi ............. agar aap micaal hi maan rahe hai..
to naqaab ki misaal kyun nahi maan rahe

phir ye bhi manna chahiye... barna ye to GHALAt baat hai ...

nahi to koe micaal mat maano..

sirf urdu grammar ke hawale se baat karo...

mujhe is bat ki hairat hai ki... aapne ek reply main ye baat kar rahe haiN ki... koe ghalti kare to hum bhi kare kyuN

lekin apni sahoolat se aap... apne hi sawaal ko nazarandaj kar rahe hai...
ek sire meiN rah ke baat karo sahab....
barna koe faydaa nahi...

appko pehly a'rZ ker chukaa hoN ke roz maraH ke zubaan ke iste'maal mai hum muzakar or muanic dono iste'maal kerty haiN , or mai ne yeh bhi kaha hai keh mujhy is per pukhtaa yaqeen naheeN hai

maiN ne appko 2 micaalieN aik hi shaa'ir ki dee haiN , do muKhtalif shu'raa ki isi liye naheeN deeN.

mai apnee baat ka looha naheeN manwaana chah rahaa . siraa mera ab bhi aik hi hai . mager appka andaaz mujhy Hairat angez lag raha hai . app naqaab ki muanic ki micaalieN pesh karieN to hum woh bhi manany ko tyaar haiN . humne yeh to bilkul naheeN kaha woh ameer minaaee saHb ghalat^ hee haiN . naqab ka iste'maal bat^aur muanic mere naqiS e'lm to to shayad na hony ke barabar hai , or mai to barhaa keh rahaa hoN keh meree baat musnid nahieN hai ke 100% Theek hai moHteram hum sab yahaN seekh rahy haiN , ager mai ghalat^ hoN to app mujhy achey se dalaail pesh karieN takeh merey e'lm mai aur izaafaa ho , ager appko chahiye to mai appko qalam bat^aur muzakar muanac dono ki aur bhi micaalieN day saktaa hoN .

aur waisy bhee maiN ney apnee raaey pesh kee hai kisi ko zaberdastee manany ko qate'ee naheeN kaha. appka dil tasleem kertaa hai to app maanieN appka dil tasleem naheeN kerta na maaneN
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#43)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
22nd January 2013, 11:20 PM

[QUOTE=Mujeeb;447294]appko pehly a'rZ ker chukaa hoN ke roz maraH ke zubaan ke iste'maal mai hum muzakar or muanic dono iste'maal kerty haiN , or mai ne yeh bhi kaha hai keh mujhy is per pukhtaa yaqeen naheeN hai

bhayee zubaan ka istemaal.... se kya matlab hai aapkaa... ktine lafz hai jo aam jantaa ghalat bolti hai.. magar adab use accept nahi karta...

maiN ne appko 2 micaalieN aik hi shaa'ir ki dee haiN , do muKhtalif shu'raa ki isi liye naheeN deeN.

mai apnee baat ka looha naheeN manwaana chah rahaa . siraa mera ab bhi aik hi hai . mager appka andaaz mujhy Hairat angez lag raha hai . app naqaab ki muanic ki micaalieN pesh karieN to hum woh bhi manany ko tyaar haiN . humne yeh to bilkul naheeN kaha woh ameer minaaee saHb ghalat^ hee haiN . naqab ka iste'maal bat^aur muanic mere naqiS e'lm to to shayad na hony ke barabar hai , or mai to barhaa keh rahaa hoN keh meree baat musnid nahieN hai ke 100% Theek hai moHteram hum sab yahaN seekh rahy haiN , ager mai ghalat^ hoN to app mujhy achey se dalaail pesh karieN takeh merey e'lm mai aur izaafaa ho , ager appko chahiye to mai appko qalam bat^aur muzakar muanac dono ki aur bhi micaalieN day saktaa hoN .
below (in green)aapne zidd bhayee ko reply diyaa hai......... iska yahi matlab hai.... ki aap ameer minayee sahab ko ghalat kah raheN haiN...
"
yeh app sirf zaberdasti ka qaaida banaa rahy haiN naqaab , muzakar hi hai yeh optional gender naheeN hai .
"

aur waisy bhee maiN ney apnee raaey pesh kee hai kisi ko zaberdastee manany ko qate'ee naheeN kaha. appka dil tasleem kertaa hai to app maanieN appka dil tasleem naheeN kerta na maaneN

dekhiye agar aap... qalam ko nutural maan rahe haiN ... to batayeN kyun
isliye ki micaal hai aapke pas...

to micaal naqaab ki bhi hai..

fir dono baten maanni hongi...

haan koe aur fact hai to samne layeN
[COLOR=DarkGreen]

COLOR]

Last edited by maikasH; 25th January 2013 at 03:55 PM..
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#44)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
22nd January 2013, 11:30 PM

Vikas bhai Ameer Minaai saab ki hi misaal detaa hoon...

ek ghazal hai kuch yoon...

us kii hasarat hai jise dil se miTaa bhii na sakuu.N
Dhuu.NDhane us ko chalaa huu.N jise paa bhii na sakuu.N

isi me ek sher hai...

bevafaa likhate hai.n vo apanii kalam se mujh ko
ye vo qismat kaa likhaa hai jo miTaa bhii na sakuu.N

mere khyaal se ab kalam ke muannas hone ki daleel saaf hui hogi... aakhir usi shaayar ki misaal de di jise aap naqaab ke liye daleel-e-aala maan rahe hain....

waise kuch aur misaaleN hain... kahiye to bata deta hoon..

meri kalam pe zamaane kii gard aisii thii
ke apane baare mai.n naa kuchh bhii likh sakaa yaaro

Waseem Barelvi

Naqaab ke muzaqqar hone ki chand aur misaaleN...

"Shakeel" apane mazaaq-e-diid kii takamiil kyaa hotii
idhar nazaro.n ne himmat kii udhar ruKh par naqaab aayaa

Shakeel badayuni..

Dekhe baGhair haal ye hai iztiraab kaa
kyaa jaane kyaa ho pardaa jo uTThe naqaab kaa

Asar sahbai....

i think now this will be sufficient................

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#45)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
22nd January 2013, 11:49 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post

bahyee maiN kisi micaal ko nahi maan raha ............ mere sabse pahle reply main padhna...

main micaal nahi grammar ki baat kar raha huN...........

urdu grammar mai... Qalam kya hai?

thats it....

micaal se mujhe kuch nahi lena...

ye aap de rahe they............ isliye kaha ki... micaal se proove karna hai to dono baten sahi maano ya koe bhi nahi

micaal... main khud dhoond saktaa hun... milti rahti hai
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#46)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
22nd January 2013, 11:58 PM

dekho bhaiyyo....
maine apna side clearly rakh diya hai..... ab hum perspective kho chuke hai. use wapas laa raha hu.
ek baar aur use format kar deta hu, for reasons of cogency and consizenesss

1] ameer minai ka usage 'sarakti' , jo ek major poet maane jaate hai.

1a] misaal ek mile ya 4 is not the point. aisa koi qaida /usool/rule nahi ki minimum units misaal milni chiaye, jabhi koi misaal mani jayegi.

1b] minai sahab ne 'sarakti' ka istemaal bina kisi meter ke pressure ke kiya.yani kisi tecnical dabaoo me nahi .

1c] minai sahab ne 'sarakti' ka istemaal soch samjh kar kiya. ( na koi tecnical presssure tha unpar, na custom ka pressure , balki unpar daagh sahab ka peer pressure tha..he would have been an object of great ridicule agar vo galat hote in those very competitive times).

2] dictionery me bahut saare murawwij lafz nahi hai. for example lafz'ik' bahut saare dictionery me nahi hai.(mera yakeen hai ki koi dictionery me nahi hai,magar maine saari lughat to dkhi nahi so limited baat kar raha hu,. aur aisi anginat aur misaale hai)

3] yaha hamesha baat masculine aur feminine ki hui hai...jaise ki optional gender urdu me ho hi nahi. mujhe to lagta hai ki agar maine point out nahi kiya hota to shayad kisiko pata chalta hi nahi including mujeeb sahab.

-------------------------------------------
ab sab debate ke participants sirf is limited topic par baat karen.

writer ne apna side rakh diya
saath misal bhi de di
saath mitigating factors bhi rakh diye...

now it is incumbent on the objector to prove it wrong. it is assumed by the writer by his above points that he is right.

aap ise galat sabit kijiye , apne bal bute par. writer jitna kar sakta tha ,kar gaya. writer se additional material , proof ab na manga jaaye. jo shaks kah raha hai galat hai ab vo galat sabit kare upar ke saare points galat hai ya apna koi tarika ikhtiyaar kare ,apne kisi bhi ingenous tarah se. dont forget you are the objector... first object with some proof now , not mere suspicion( vo sab ho chuka hai)

again you are all welcome.......aaiye phir se free style ho jaye.
   
Reply With Quote
Old
  (#47)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
23rd January 2013, 12:32 AM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
maiN Haazir moHteram

aam bol chaal mai to qalam kee dono soortieN bolee jaatee haiN .
gooya qalam per mujhy pukhtaa yaqeen tab bhi nahee thaa or ab bhee nahieN hai . mager ghaalib saHb ne apney kalaam maiN iste'maal kiya hai pesh e khidmat hai

hay qalam meree abr e gohar e baar
zulm hai gar nah doo suKhan ki daad

yahaN qalam muanic iste'maal huwee hai

ab dosree miCaal daina bhi wajib hai mujh per to pesh e Khidmat hai .

qazaa ney thaa mujhy chaahaa Kharaab e baadah e ulfat
faqat^ Kharaab likhaa , bas nah chal sakaa qalam aagay

yahaN muzakar iste'maal kiya gaya hai qalam .

aur kuch moHteram
bhayee ye jo aapne GHALIB ka sher diyaa hai..
batayange unke kis diwaan se hai.. aur ye diwaan kisne publish kiyaa hai?

hay qalam meree abr e gohar e baar
zulm hai gar nah doo suKhan ki daad

shukriyaa
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#48)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
23rd January 2013, 03:45 AM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
bhayee ye jo aapne GHALIB ka sher diyaa hai..
batayange unke kis diwaan se hai.. aur ye diwaan kisne publish kiyaa hai?

hay qalam meree abr e gohar e baar
zulm hai gar nah doo suKhan ki daad

shukriyaa
deewaan e Ghalib , nuSkhaa e nizaamee .

jab maanana hee naheeN hai to taSdeeq kiyoN ?

meraa tab bhi yeh sawaal thaa or ab bhee yeh sawaal hee hai ke ameer minaaii saHb ne muzakar ko muanac kiyoN iste'maal kiyaa , na jaaney app issey tanQeed kiyoN smajh baiThy

bajay hamieN is baat ki teHqeeq kerny ke hum to aik dossry ko hee ghalat^ thehraany per tulay huwe haiN . moHteram app jeet gaey beHc mai or mai haar gayaa . zidd bhai ki ghazal maiN naqaab ko maunac likhnaa bilkul SaHeeH hai . ab kiyoN saHeeH hai iska mujhy bilkul hee e'lm naheeN hai .

is thread per yeh mera aakhree paighaam hai .
shukriyah
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#49)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
23rd January 2013, 06:34 AM

[QUOTE=Mujeeb;447305]deewaan e Ghalib , nuSkhaa e nizaamee .

jab maanana hee naheeN hai to taSdeeq kiyoN ?

Are... bhayee maine kab aapko kaha aap meri baat maano ?
na aap meri maano na main aapki..........

jisko jo lagega wo manega hi... barna uska nuksaan ...

meraa tab bhi yeh sawaal thaa or ab bhee yeh sawaal hee hai ke ameer minaaii saHb ne muzakar ko muanac kiyoN iste'maal kiyaa , na jaaney app issey tanQeed kiyoN smajh baiThy

bhayee maine koe tanqeed nahi samjhaa.......
ab unhone kyun kiyaa iska jabaab wo hi de sakte haiN..
main nahi..
main ya to unko maanu... ya na maanu....

bajay hamieN is baat ki teHqeeq kerny ke hum to aik dossry ko hee ghalat^ thehraany per tulay huwe haiN . moHteram app jeet gaey beHc mai or mai haar gayaa . zidd bhai ki ghazal maiN naqaab ko maunac likhnaa bilkul SaHeeH hai . ab kiyoN saHeeH hai iska mujhy bilkul hee e'lm naheeN hai .

bhayee ................ maine kisi ko sahi ghalat nahi kaha...

meraa ye swaal tha.... jis tarah aap qalam ke liye micaal de rahe ho.... zid bhayee ne naqaab ke liye di ...

ab ya to dono mane ya nahi...

haan ... ab agar aap kahte hai.. qalam ... ladka hai humari tarah... to aap batayen kaise... lekin micaal se nahi... kyunki fir micaal aapko naqaab ki bhi hai..

itni simple si baat hai

dekho bhayeee............ main koe b baat illogical nahi accept kar saktaa...

agar micaal logic hai... to wo dono baatoN k liye honi chahiye na ki sirf naqaab ..

is thread per yeh mera aakhree paighaam hai .
shukriyah

hmm.... jaisa aapko theek lage... magar ye narajgi isi thread mai dafn kar deN
koe takleef pahunchi ho to maafi
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#50)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
23rd January 2013, 11:35 AM

ek akhiri baat aur kahna chahta hu...

ye mud'da bahut purana hai...jab koi bhi ye pooch baithta hai ki ye muzakkar hai ya muannas........pahle bhi aise probs aa chuke hai.....
problem ye hai ki unko ek hi jawaab chaiye ,jaise ki kuch muzakkar ya muannas hi hona chaiye............. optional gender ka pata nahi kyu koi info hi nahi hai un members ke paas.
waise bhi shayri ke lahje me bahut kuch change ho jata hai , jise poetic licence kahte hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#51)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd January 2013, 11:55 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post

ek hairat
angez baat bhi saamne aayi.... jab maine kaha pahle shaad sahab ko ki qalam optional gender hai to unhone beleive nahi kiya....jab mujeeb sahab ne use confirm kiya

Zidd saahab aadaab....

Amaa sach maane to subah se aapka koi massage nahi aaya to idhar bhi thodii boriyat honii shuru ho gayee thee... acchaa lagaa aapka jawaab dekh kar...

waise aapki baateN kaafi dilchasp hoti hain, lekin jaise ki is msg me aap zainy ji se mukhaatib they to mera jawaab denaa banta nahi hai... haan magar jo upar quoted lines hain usme shaayad aap mujhse mukhatib hain, isliye jawaab denaa zaruri samjhta hoon....

Asal me kal dopahar client se meeting thee, us wajah se kaafi busy ho gaya tha shaam tak... jab dekhaa to paaya behad se comment ho chuke hain us qalam ke mudde par.... aapke bhi aur mujeeb bhai ke bhi...

To maine har ek ko alag alag se quote krne ke bajaay, ek saath hi reply de diyaa.. aur aap agar gaur se padheN to maine dono ko is baat ka shukriyaa adaah kiyaa hai ke aap dono ne mere masle ka hal kiyaa hai...

Quote:
Originally Posted by Sameer'Shaad'
Filhaal jo mujhe shaq thaa "Naqaab" ka wo jyoN ka tyoN hai... magar Qalam ka shaq door karne ke liye aapka aur Zidd bhai ka bahot shukriyaa...

Zidd saahab agar aap mujhe Naqaab ne muannis hone ki agar chand aur misaal pesh karenge to yaqeen maniye dil bahot aaraam se is neutral gender waali baat qubool kar legaa...

Bhai ek baat aur kehna chahungaa... ke jaisaa hum log sanad maangte hain bade shayarOn ki.. kisi cheez ko maan lene ke liye... usi tarah aap jaise bade shayaroN tazurbekar insaano se poochte hain, jo ki khud ek sanad hai hum jaise taalibon ke liye.. aap keh denge to main maan loonga, aur even maan bhi gayaa kalam waali baat ko ..

lekin jahaan tak naqaab ka sawaal tha... maine aapko kai examples bhi diye, aur aap bas ameer minaai... kya uske alawa kisi ne nahi kaha naqaab muannas....

chaliye lekin jab aap nahi la pa rahe hain sanad.. to maine hi kuch koshish kiye hain... aur yaqeen maniye kal tak mujhe nahi pata tha sereously isliye aapse poch raha tha... magar kuch sher mile hain Naqaab ke muannas hone ke to chahataa hoon huzoor me pesh karoon..
naqaab kahatii hai maiN pardaa-e-qayaamat hooN
agar yaqiiN na ho dekh lo uThaa ke mujhe
[Jaleel Manikpuri]

hai dekhane waaloN ko sambhalane kaa ishaaraa
thoRii naqaab aaj vo sarakaaye huye haiN
[Arsh Malsiyani]

Zidd saahab ek baat aur poochna hai aapse.... kya aapke liye Sanad koi value rakhti hai ya nahi.... I mean jaisa ke janumanu ne kaha ke sanad se kaam nahi chaltaa, sedha seedha likha dikhaao ke naqaab ya kalam kaise common gender hai...

kya shayar wo nahi jo ishaaron se kahe aur ishaaron ko samjhe... seedha seedha har sawaal jo aapke zahen me utehy zaroori nahi ke uskaa jawab bhi seedha seedha hi miley...

aur maine aapke common gender wali baat maan li hai saahab, bas aap se koi aisaa sher manga jo naqaab ko us form me dikhata... magar chaliye maine khud hi dhund liyaa apne sawaal ka jawaab....

muaafi chahunga jo aapki shaan me khalal pahuchaai....

Shaad...

Shaad...

Last edited by maikasH; 25th January 2013 at 04:06 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#52)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd January 2013, 12:07 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post

phir aate hai aapki batto par agar aitraaz na ho to

Done.................. awaited your turn

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#53)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
23rd January 2013, 12:45 PM

Mujeeb bhai ..
muaafii chaahta huN der se haazirii dene ke liye par kal shaam thumb e rozgaar meiN mubtila hona hi aapki buzm merii namauzoodgii ka sabab bana ..

Aur bhai aap kyuN khaamkhaa sharminda kar rahe ..maiN to nahi maanta ki aap koi mukhaalfat kar rahe haiN..albatta ye to aapki dariya-dilii hai jo aap ke qeemtii waqt ka ek bada hissa aapke ilm ke saath hum dostoN ko mayassar hai ..

Badii zaahir si baat hai ki har cheez chaahe vo bejaan hi kyuN na ho usse pukaarne ke liye ek jins makhsoos hai ..itna ilm to shayad mujhe bhi hai..

Aapka khud maan-na hai ki kuch jins aam haiN to iske maani muzakkar aur muannas pe jirah pehle se hai ..

Abhi aap ne kaha ki ustaad bhi ghalti karte the kyuN ki vo insaan the ..
Aakhir ye qaaide bhi to insaanoN ke banaaye hue haiN aur kya insaan ki banaii kisi cheez meiN raddo-badal ki gunjaaish nahii ???

Aapka khyaal zaroor jaan-na chaahunga iss baare meiN ..

Shayad aapko yaad ho TUTI naam ka ek parinda hota hai jo ki muzakkar hai par jab se janaab meer anees ne usse apni shayrii meiN muannis ke lihaaz se istemaal kiya .. aaj poori duniya ye muhaavra misaal ke taur pe detii hai " TUTI BOLTII HAI "

Hindi meiN ek kahaavat hai

JAHAAN NA PAHUCHE RAVII
WAHAAN PAHUCHE KAVII

Yaanii ek shaayar ko kisi bhi daayre meiN nahi rehna chaahiye uss ki soch pe koi paabandii nahii hoti ..
yahaaN itna sab likhne ka matlab ye hargiz nahii ki maiN kisi aur ko ghalat aur khud ko sahi thahra raha yuN ..bas kuch sawalaat haiN jinke jawaab talaash raha huN khud ko mutmain karne ke liye ..

Rahi baat naqaab ki to bahut se shaayroN ne isse muannas ke taur pe istemaal kiya hai
Daag dehlawii saaheb ka ye sher pesh e khidmat hai

Bekaar musht e khaak uraatii phiri saba
Gosha ulat diya na kisi KI naqaab ka
Aur bhi jitnii chaaheiN utnii misaaleiN mil sakti haiN

Baaki aap apna khyaal rakheiN
Hume ijaazat deiN

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#54)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
23rd January 2013, 01:16 PM

sanad ki value : ye sawaal vikasji ne poocha tha aur mai mera reply copy paste kar raha hu....
Ab ye to humpe depend hai hum kis tarah likhna chahte hai.. Jite ji to hum misaalen de denge

misaal urooz ka ek part hai.
ek example deta hu
india me laws codified hai. magar england jaisa desh lijiye, mere last info tak waha 60% laws codified nahi hai. precedents ke upar judgement hota hai. yani misaalo ke upar.
precedent ya misaal ,jurisprudence ka aham hissa hai ,jisse rules bante hai.
aap misaaalo ko rules se alag mat kijiye.
misaal has the force of a rule.(ab kiski misaal ye mudda uTh'Ta hai..so sessions court ke upar hight court,uske upar supreme court.....)
theek isi tarah kai shayaro ki misaal has the force of a rule and minor shayar ki nahi.

waise bhi kahte hai na?
parso ki galti
wahi kal ka culture
aur aaj ka kaanoon.

Quote:
kya shayar wo nahi jo ishaaron se kahe aur ishaaron ko samjhe... seedha seedha har sawaal jo aapke zahen me utehy zaroori nahi ke uskaa jawab bhi seedha seedha hi miley...
ghum phir kar baat wahi aa jati hai....
urdu aur shayri me farq hai , jaisa andaaz sahab ne kaha zabaan aur lahje ka....
aur is baat se ye derive hota hai ki lakir ke fakeer nahi ban sakte. ye baat maine hamesha kahi hai.....in fact is post ki behas ka mud'da yehi hai ek tarah se......yaha tak ki ki minai sahab par bhi doubt karke unko ruswa kar diya....is lakir ki fakiri ne.
aapk jo haq ikhtiyaar karna chahte hai 'ishaaro' wala ,use hi 'poetic licence' kahte hai....aur use hamesha urdu zabaan ke usool se nahi tola ja sakta ,balki shayri ke lahje se toola jayega.( ab ye statement bhi balck and white nahi hai.bahut se grey shades hai)

-------------------------------------------------
is baat ko dusri tarah se samhane ki koshish karta hu.

photography ke pahle artist drawing/ painting banate the.kahi gaye to jo nazara dikha use bana diya, landscape kahte hai jise. tasveer banate the logo ki. matlab generally nature me jo dikhta tha vo banate the ya to religious motifs par kaam karte the.
aam painter /artist magar landscape par hi kaam karta tha aur tasveer par.
jab camera aaya to landscape ki photo khicni shuru ho gayi.....ab bechare ye artist berozgaar hone lage..jab exact landscpare ki copy/ aadmi ki photo to public ko kya zarurat artist ki in kaamo ke liye...? so dheere dheere artist vo banane lage jo camera nahi click kar sakta.aur art abstarct hota gaya. ab artist ishara kar raha hai sirf aone idea ka ,aur public ko samjhna hai. ab public ko phir art me maza aane laga aut artists ki is naye nuskhe se nikal padi...

ab aate hai ghazal par.

jaisa ki sabko pata , bus yu hi pata hai ki ghazal ka matlab hai ' talking to the beloved'....magar ye beloved kaun hai?.....'talking to the beloved ' ek bahut deep rooted philosophy hai ....iske jawaab se saare jawaab mil jayenge ....
ye jo inflection ki baaat kar rahe hai yani ki 'ishaare; ki ....ye kaise govern hote hai....
aur yehi sabse bada difference hai 'delli school' aur 'luchnow gharane' me.

magar yaar bahut type karna hoga....kabhi aur sahi.

Last edited by maikasH; 25th January 2013 at 04:13 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#55)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
23rd January 2013, 01:40 PM

aadab

NEQAAB lafz mozaakar o mowannas donon hai
daleel ke liye uthaayen feeroz al loghaat safha no 369 matboo'a daarul kitaab deo band

QALAM lafz sirf aor sirf MOZAKKAR hai
daleel AL MUNJID FILLOGHAH WAL E'LAAM safha no 651
feeroz al loghaat safah no 961 ..matboo'a daarul kitaab deo band

qalam ki tahqeeq ye hai ki ye lafz asl me yunaani hai jo ki wahaan QALAMOOS ke naam se jana jaata hai jis ke maane wahaan BAAnS ke hain

ab rahi baat ki aaya wo ALFAAZ jo ki mozakkar o mownnac dono hon un ko kab aor kahaan kis haal me istemaal karnaa hai is ka koi qaayedah nahi balki KAATIB ko izaajat hai wo jab chaahe jaisaa chaahe istemaal kare ye us ki marzi pe munhasir hai

teesri baat
kisi bhi shaayir ka kalaam LAFZI EYTEBAAR se LOGHAT pe hi parkha jaaye gaa kiun ki bahar kaif LOGHAT hi ME'YAAR hai

haan
ab agar koi saahab is baat ko saabit kar den ki QALAM mowannas w muzakkar kisi LOGHAT me likah hai tab ye baat aaye gi ki aaya kis LOGHAT ki baat zeyaadah saheeh hai
yahi soorat QALAM ke saath bhi hai
   
Reply With Quote
Old
  (#56)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
23rd January 2013, 01:59 PM

ab koi ye bataye ki naqaab neeche sarak raha hai ya upar ki taraf sarak raha hai

waise amitab bacchan wali entry maari hai aapne masood sahab....clap clap
   
Reply With Quote
Old
  (#57)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
23rd January 2013, 08:30 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
are.. Aapne padha bakiyon ko to lao .....
Jis jis ne yaha reply kiya hai
aise hi sab involved party thode aa jayenge .....chalo mai ab wapas question frame kar deta hu....

the question to be answered is:

lafz 'qalam' = masculine or feminine ?

or dosto ka recored position bhi likh deta hu.

shaad sahab :
is discussion ke janmdata hai aur unke kalaam ki wajah se debate paida hui.
clarification primarily inhe chaiye jisse ki inka kalaam muqammal samjha jaa sake.

position - optional gender hai. ye inka maan'na hai
proof - none provided yet.

mujeeb sahab

position : optional gender hai ( aisa lagta hai yehi position hai)
proof - ghalib ke sher ki misaale. jaha dono tarah se istemaal hua hai

vikas sahab - chief objector to shaad sahab.

position - feminine (strictly)
proof - none provided yet.

zidd

position - optional gender
proof - none provided yet.

masood sahab

position - masculine (strictly)
proof- proof from a particular dictionery.

---------------------------------------------------------------
vikas sahab aap hi kyu nahi shuru karte? sari outline maine de di hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#58)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
24th January 2013, 05:57 AM

aadaab zidd bhai
are saahab main ne QALAM ke baare me 2 hawaale diye hain jab ki aap ne 1 kaa hi zikr kiya hai
..........................................
ghalib sb ka ek sher pesh huwa hai main mazeed tahqeeq me lag gaya hun kam az kam 5 mazeed loghaat ko dekhne ke baad hi aagey kuchh kah sakta hun sar e dast main NADEEM SIDDIQUI ( modeer adabi safahaat ROZNAMAH INQUILAAB MUMBAI frm 1986 to 2008 ... 2008 se taa haal modeer urdu times mumbai ) sb ko mail kar chuka hun
likh chukaa hun un ko haale dil
dekhiye un ka kiya jawaab aaye
waise ye saahab kitney hi badey aalim kiun na hon agar daleel se kuchh bataayen gey tabhi aap hazraat ko pesh karun gaa warnaa doosraa option SHAAHID HENAAYI ( in ki kitab CHEHRA NUMA krachi univercty ke M.A. me parhaayi jaati hai ) sb hain
   
Reply With Quote
Old
  (#59)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
24th January 2013, 01:11 PM

shaad sahab aadaab...

aapki narazgi ka sabab mujhe samjh nahi aaya...baki kisi cheez ka jawaab nahi dunga,,,sirf yehi kahunga:

aap kindly mera post samjhiye.

aapke 'qalam' par sab aapke saath hai...aap kyu soch rahe hai ki sab aapke khilaaf gang kar rahe hai?....ye itna objective question hai ki jo sahi hai wahi sahi hai aur jo galat hai vo galat hai...

aapka jo 'qalam ' ka position hai....wahi

zidd
mujeeb sahab
masood sahab....bhi kah rahe hai....

yaha cheif objector vikas bhai ko kaha hai ,aapko nahi ( zara theek se post padiye sahab...aur naaraz nahi hoiye)

(jab koi kisiki par tanz karta hai ,tanaa kasta hai,ya ruswa karne ki kosish karta hai,,,,jabhi saamne wala retaliate karta hai...aur kabhi kabhi vo tanz karne wale se jyada behtaar ,pointed or chillata hua communicator hota hai. aise surat me saare problem khade ho jaate hai.)

shaad bhai naraaz na ho aap.....waise bhi ap bahut strong wicket par hai is mud'de par. mere hisaab se to sahi hi the jo mai pahle unambiguously kah chuka hu.

dil chota na kijiye....aaiye.

regards

-------------------------------------------------------------------

Last edited by zidd; 24th January 2013 at 01:30 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#60)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
24th January 2013, 02:07 PM

Chaliye aapki baat rakh hi letaa hoon.............................................. .

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#61)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
14th February 2014, 03:27 PM

Bahot bahot badiyan pes kas.............janab.............

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
sabhi dosto ko namaste.....
aaj subah sdc ke ek puraane dost ka phone aaya.....phirse kuch likhna ka dil kiya......kuch purana kaam kiya hua tha( is ghazal ka)...use aaj poora kar diya
halanki ye design ke hisab se ek geet jyada hai aur shayad ghazal kam.....
jo jaisa samjhhe.

gulam ali ki dhun hai' kabhi aah lab pe machal gayi,kabhi as askh aankho se Dhal gaye'

regards

------------------------------

teri paayalon ki khanak se ik, dabi aag dil ki dhahak gayi
khuda jaane kya mera hashr ho ,jo naqaab rukh se sarak gayi

teri aankh me wahi baat hai,mere haal ka wahi haal hai
teri sharm jaane gayi kidhar, kaha jaane meri jhijak gayi

raha chand mujhse khafa khafa, na hi taare hi rahe rahnumaa
mere askh me base jugnuoo, se ye raat meri chamak gayi

mere khwab me jo shafaq sa tha, koi saya jaise ho waqt ka
mai to hosh hi me tha har ghadi, meri aankh kaise jhapak gayi

hua khud se zidd yu muqaabla, kya hai dil balaa, jo pata chala
teri yaad ka liye kaarwaa, meri aah duur talak gayi
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com