Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Betaabee
Old
  (#1)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
Betaabee - 17th April 2013, 11:11 PM

Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish


Betaabee


kabhi kabhi aksar
tumhari yaad ka pehloo
bada bechain karta hai
sukooN mujhko nahi aata
tumhari yaad aati hai
zara ranjoor karti hai
zara khamosh rehta huN
zara sa shor sunta huN
samjh mai kuch nahi aata
bada bechain rehta huN
hawa bhi kuch nahi kehti
saba bhi chup hi rehti hai
nida aksar gale ke
aakhree nukkad talak aa kar
bade dheere se kehti hai
mujhay tum yaad aate ho
mujhay tum yaad aate ho!!!
(aslam noor, aslam)


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Ahmad Hyderabadi
Registered Member
Ahmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant futureAhmad Hyderabadi has a brilliant future
 
Offline
Posts: 933
Join Date: Oct 2011
Location: Hyderabad (Deccan)
Rep Power: 31
17th April 2013, 11:59 PM

Quote:
Originally Posted by aslam noor View Post
Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish


Betaabee


kabhi kabhi aksar
tumhari yaad ka pehloo
bada bechain karta hai
sukooN mujhko nahi aata
tumhari yaad aati hai
zara ranjoor karti hai
zara khamosh rehta huN
zara sa shor sunta huN
samjh mai kuch nahi aata
bada bechain rehta huN
hawa bhi kuch nahi kehti
saba bhi chup hi rehti hai
nida aksar gale ke
aakhree nukkad talak aa kar
bade dheere se kehti hai
mujhay tum yaad aate ho
mujhay tum yaad aate ho!!!
(aslam noor, aslam)
AsSalaamAlaykum Aslam bhaee!

Sub'hanAllah! Kya baat haye...... waaaah! Bayhad khoobsoorti say takmeel ki haye aapnay yay rawaan dawaan nazm...... daastaan e dard qalamband huee haye is purkashish wa puasar nazm mayn! Khaaksaar ki jaanib say bayshumaar daad qaboul farmaayayn aur is iltejaa ko bhi apni tawajjay ataa farmaayayn ki is bazm ko apnay noor e kalaam say baar baar purnoor farmaaya karayn!



Duagoh

Ahmad

Last edited by Ahmad Hyderabadi; 18th April 2013 at 12:02 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
18th April 2013, 12:29 AM

MashaAllah bohat khoob Aslam sahab........................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Sahil Syed
Meesam
Sahil Syed has a spectacular aura aboutSahil Syed has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 33
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 0
18th April 2013, 12:59 AM

Masha Allah Aslam bhai, khoob kaha!


~Iss shayari ki bazm mein Misum yeh dekhenge
ke kitne kheemti gouhar nikalte hai khazaane se~
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
18th April 2013, 07:33 AM

Quote:
Originally Posted by aslam noor View Post
kabhi kabhi aksar
tumhari yaad ka pehloo
bada bechain karta hai
sukooN mujhko nahi aata
tumhari yaad aati hai
zara ranjoor karti hai
zara khamosh rehta huN
zara sa shor sunta huN
samjh mai kuch nahi aata
bada bechain rehta huN
hawa bhi kuch nahi kehti
saba bhi chup hi rehti hai
nida aksar gale ke
aakhree nukkad talak aa kar
bade dheere se kehti hai
mujhay tum yaad aate ho
mujhay tum yaad aate ho!!!
(aslam noor, aslam)
WaaH ! Aslam Bhai !!

Kyaa KaifiyaT Hai ... Kyaa Ehsaas Nazm Hue HaiN

BehtareeN

Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th April 2013, 08:32 AM

Quote:
Originally Posted by aslam noor View Post
Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish


Betaabee


kabhi kabhi aksar
tumhari yaad ka pehloo
bada bechain karta hai
sukooN mujhko nahi aata
tumhari yaad aati hai
zara ranjoor karti hai
zara khamosh rehta huN
zara sa shor sunta huN
samjh mai kuch nahi aata
bada bechain rehta huN
hawa bhi kuch nahi kehti
saba bhi chup hi rehti hai
nida aksar gale ke
aakhree nukkad talak aa kar
bade dheere se kehti hai
mujhay tum yaad aate ho
mujhay tum yaad aate ho!!!
(aslam noor, aslam)

Assalamoalikum miyaaN... sab khairiyat.... arse baad achaanak prakat hue bhaaijaan, aur aaate hi dhamaaka kar diyaaa... waahhhhh

Aur bhaijaan aapke ehsaasoN ka kya kahuN wallaaahhh..... qayaamat angez....

Wese ye ehsaas filhaal mujhse ziyaadah kaun samajh sakegaa... Bivi maayke jo gayee hai 2 mahino se..... bade apne se lage bhi aapke jazbaat.. Allah mujhe sukoon de aameen.....

Likhte raheN bhai.. bahot nayaab kaarnaama kar guzar gaye aap is baar bhi.. mubaarakbaad mubaarakbaad.... ho zore kalam aur bhi ziyaaadah...

Shaad........


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
18th April 2013, 10:11 AM

aslam bhaii:

namaste!

saadagee se bhari aapki yeh koShiSh dil ko Chhu gayiin... dil se daad aur duaaeN

KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKhen

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
18th April 2013, 12:17 PM

Quote:
Originally Posted by aslam noor View Post
Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish


Betaabee


kabhi kabhi aksar
tumhari yaad ka pehloo
bada bechain karta hai
sukooN mujhko nahi aata
tumhari yaad aati hai
zara ranjoor karti hai
zara khamosh rehta huN
zara sa shor sunta huN
samjh mai kuch nahi aata
bada bechain rehta huN
hawa bhi kuch nahi kehti
saba bhi chup hi rehti hai
nida aksar gale ke
aakhree nukkad talak aa kar
bade dheere se kehti hai
mujhay tum yaad aate ho
mujhay tum yaad aate ho!!! (aslam noor, aslam)
Wah Wah Wah Wah Wahhhhhh Kia Kehnay Janab Aslam Noor Sahab.... Bahot KHubsurat Lab-o-Lehjay Me Kehi Hai Ye Nazm...
Dil Se Dheron DAAAAD Haazir Hai, Qabool Farmaaiye
Khush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
18th April 2013, 05:49 PM

bahut khoob...aslam bhai...aise hee likhte rahiye......



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#10)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
26th April 2013, 05:46 AM

Quote:
Originally Posted by Ahmad Hyderabadi View Post
AsSalaamAlaykum Aslam bhaee!

Sub'hanAllah! Kya baat haye...... waaaah! Bayhad khoobsoorti say takmeel ki haye aapnay yay rawaan dawaan nazm...... daastaan e dard qalamband huee haye is purkashish wa puasar nazm mayn! Khaaksaar ki jaanib say bayshumaar daad qaboul farmaayayn aur is iltejaa ko bhi apni tawajjay ataa farmaayayn ki is bazm ko apnay noor e kalaam say baar baar purnoor farmaaya karayn!

Ahmad Hyderabadi sahab walekum assalaam aapne jis kiraaqdili ke sath nazm ki parzeeraii ki hai meiN uska tahe dil se shukrguzaar huN choti si koshish ko aapne kahN se kahN phucha dia bhut nawaazish yuN hi sath daite rahiye


aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
26th April 2013, 05:48 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
MashaAllah bohat khoob Aslam sahab........................
Zainy Saheba hoslaafzaii ka bhut bhut shukriyH umeed karta huN ke aap yuN hi apne maqsoos andaaz se mera hosala badhaati rahengi nawaazish


aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
26th April 2013, 05:49 AM

Quote:
Originally Posted by Misum Moosavi View Post
Masha Allah Aslam bhai, khoob kaha!
Misum Moosavi sahab bhut nawaazish

aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
26th April 2013, 05:51 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
WaaH ! Aslam Bhai !!

Kyaa KaifiyaT Hai ... Kyaa Ehsaas Nazm Hue HaiN

BehtareeN

Dilee Mubaaraqbaad !!!
Naresh Mehra sahab aap hamesha hi hosla badhaate haiN nazm ki pazeeraaii ke liyN aapka bhut bhut shukriyaH

aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
28th April 2013, 03:11 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Assalamoalikum miyaaN... sab khairiyat.... arse baad achaanak prakat hue bhaaijaan, aur aaate hi dhamaaka kar diyaaa... waahhhhh

Aur bhaijaan aapke ehsaasoN ka kya kahuN wallaaahhh..... qayaamat angez....

Wese ye ehsaas filhaal mujhse ziyaadah kaun samajh sakegaa... Bivi maayke jo gayee hai 2 mahino se..... bade apne se lage bhi aapke jazbaat.. Allah mujhe sukoon de aameen.....

Likhte raheN bhai.. bahot nayaab kaarnaama kar guzar gaye aap is baar bhi.. mubaarakbaad mubaarakbaad.... ho zore kalam aur bhi ziyaaadah...

Shaad........
Shaad sahab aapne nazm ko jis mohabbat se saraha uske liyN aapka tahe dil se mamoon huN nazm ke ehsaas aapke jazbaat se mail kha gaye ye aur bhi sone pe suhaga ho gaya har wo cheez jo dil ke qareeb ho aur aap se door ho to zahir hai uski talab aapke sar chad kar bolne laga karti hai yahN bhi kuch yahi masla dar paish hai, ek baar phir bhut bhut shukriyaH is hoslafzaii ka khush rahiye


aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
28th April 2013, 03:13 AM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
aslam bhaii:

namaste!

saadagee se bhari aapki yeh koShiSh dil ko Chhu gayiin... dil se daad aur duaaeN

KhuSh rahiye... apnaa Khayaal raKhen

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~Dhaval

Dhaval sahab aapka badakpan jo aapne adna si koshish ko saraha bhut bhut nawaazish


aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
28th April 2013, 03:15 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Wah Wah Wah Wah Wahhhhhh Kia Kehnay Janab Aslam Noor Sahab.... Bahot KHubsurat Lab-o-Lehjay Me Kehi Hai Ye Nazm...
Dil Se Dheron DAAAAD Haazir Hai, Qabool Farmaaiye
Khush Rahiye

Ahmad Shakil sahab bhai nazm ki pazeeraii ke liyN bhut bhut shukriyaH, kaagh par raqm baat dil tak phuch jaaye bhala isse badi aur kya baat ho sakti hai nawaazish is hoslaafzaii ke liyN yuN hi sath daite rahiye


aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
30th April 2013, 02:40 PM

Quote:
Originally Posted by aslam noor View Post
Ehle bazm ki nazr ek choti si koshish


Betaabee


kabhi kabhi aksar
tumhari yaad ka pehloo
bada bechain karta hai
sukooN mujhko nahi aata
tumhari yaad aati hai
zara ranjoor karti hai
zara khamosh rehta huN
zara sa shor sunta huN
samjh mai kuch nahi aata
bada bechain rehta huN
hawa bhi kuch nahi kehti
saba bhi chup hi rehti hai
nida aksar gale ke
aakhree nukkad talak aa kar
bade dheere se kehti hai
mujhay tum yaad aate ho
mujhay tum yaad aate ho!!!
(aslam noor, aslam)



muje tum yaad aate ho...muje tum yaad aate ho...wahhhh....behad khoobsurat ahsaas...dil ke bahut kareeb rhe aur khaas yeh lafz muje tum yaad aate...muje tum yaad aate ho


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#18)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
1st May 2013, 02:52 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
bahut khoob...aslam bhai...aise hee likhte rahiye......
Bhut bhut shukriyH is hoslaafzaii ka Aru sahab


aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
4th May 2013, 04:18 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post

muje tum yaad aate ho...muje tum yaad aate ho...wahhhh....behad khoobsurat ahsaas...dil ke bahut kareeb rhe aur khaas yeh lafz muje tum yaad aate...muje tum yaad aate ho

Sunita Virender jii nazm ki kaifiyat ne aapke dil ko chua mujhay behad khushi huii apne apne qeemti jazbaat se nawaaza bhut nawaazish yuN hi sath daiti rahiye


aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com