Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
wafa shukriya
Old
  (#41)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
wafa shukriya - 26th April 2006, 08:41 PM

tum ne jis tarah se mujhe parha hai ya parhtee ho shayer kee khushnaseebee hotee hai bahut achha lagata hai likhne ke baad tumhara likha parhana ummeed karata hoon aur achha likh sakoonga kabhee naummeed nahee karoon ye meree khwahish hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae
Old
  (#42)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: ankhon main kuch naya nahee hai sab sawan jane pahchae - 7th June 2006, 05:06 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
kabhee kabhee main aur meree kavita ghanton baithe baten karte hain. main is pagli ko bahut kuch samjhata rahata hoon batata rahata hoon nahee suntee kuch. jo kahana hai wahee kahana hai jaise kahana hai waise hee kahana hai tab kabhee kabhee main meree kavita par kavita likhta hoon aisee hee ek rachana hai ye.main janata hoon mere sare shayer dost kabhee na kabhee is dard se guzrate hain samjh jayenge dil kee baat
Anil

ye muzre kee bastee hai
aur teree peera meera ke geet
kyon too dekh rahee hai preet
kahan milega tujh ko meet
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane

dharkan kee nazuk shakh par
yadon ke phir par gaye jhoole
isee per se gire the ik din
isee shakh par phir tum jhoole
asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane
kya baat hai aapne kavita se bhi bahut khub kavita banaai hai anil ji.
yuhi likhte rahiye kuch alag sa.
sakhi with love


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#43)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
7th June 2006, 05:15 PM

hi
nice one
hamehs ki tarah achha likha he

keep writing
take care
bye


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
shukriya sakhi
Old
  (#44)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya sakhi - 7th June 2006, 09:05 PM

bahut bahut shukriya sakhi bahut achha laga tum is rachna par ayeen har jagah tumhara ana achha lagata hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#45)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 7th June 2006, 09:07 PM

rubeena shuriya dobara se is rachana par ane ke liye achha laga mujhe
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#46)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th September 2008, 11:03 PM

ye muzre kee bastee hai
aur teree peera meera ke geet
kyon too dekh rahee hai preet
kahan milega tujh ko meet
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane

dharkan kee nazuk shakh par
yadon ke phir par gaye jhoole
isee per se gire the ik din
isee shakh par phir tum jhoole
asamn pe phir woh chehra
indrdhanush ko kab tum bhoole
ankhon main kuch naya nahee hai
sab sawan jane pahchae
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane



anil ji jawaab nahi aapki nazam ka.........bahut khoob kaha aapne....!
tere ansoo ram hee samjhe
tere dukh ko sham hee jane


yoon hi likhtey rahiye aur mahfil mein aate rahiye

Reps ++

regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...



Last edited by sunita thakur; 28th September 2008 at 11:05 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#47)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
29th September 2008, 06:54 AM

shukriya sunita dobara arse baad is nazm ko zinda kiya tum ne

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kuch purana Kuch naya kwahish Aapki Shayri 7 31st July 2009 04:10 PM
ankhon main kuch khuwab hain koi to ho Shayri-e-Dard 6 28th April 2007 05:04 PM
woh hai kaheen ke kaheen bhee nahee main kabhee jan nahee paya masoomshayer Shayri-e-Dard 6 20th April 2006 02:15 PM
Ankhon Ankhon main... prar Shayri-e-Ishq 0 13th April 2004 06:57 PM
Kuch Keh Nahee Shakteh deewana Shayri-e-Ishq 1 11th November 2003 05:50 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com