Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Eik Benaam Nazm ....Kuch yaadon ke naam !
Old
  (#1)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
Eik Benaam Nazm ....Kuch yaadon ke naam ! - 26th September 2007, 06:15 AM

Adaab arz hei Ehl e bazm,

Apki mehfil mein ye hamaree dosri adnaa kaavish jisko liye Maham hazir hei , Eik nazm angrezi mein chispaan ki hei apki basaraton ke liye .........aur ab urdu ki tukbandi haazir kar rahe hein

Gumaan hei ke hum likh paate hein magar ehsaas hei apni kam maiygee ka ...... Lafzon ke beqeemat hone ka ehsas to hei magar in lafzon ke seep mein jo jazbe band kar dete hei Maham vo buahat qemtee hein aur dua hei ke in motiyon ki aap hifazat kar sakain ge

Toote phoote lafzon pe mushtamil ye adnaa kaavish jisko koi naam na de sakee maham..........

aap ki nazr kar rahe hon

Pasand ajaye to daad de dijiye ga

Na ayae to bardasht kar lijiye ga


PS: Maikash sahab , agar ye nazm is forum ke laiq na ho to ap isko us forum mein transfer kar dijiye ga jahan iski sahe jagha hei , Lijiye apke hukum ki tameel mein haazir hei ye nazm ...........
Suhaag raatain theen
gulaab sa'atain theen
sahaab baatain theen
Qadam qadam khushi chun rahe the
palak palak khawb bun rahe the
purkaif saree faza thee
zeest tab khawbon ka silsila thee

un suhaag raaton mein
un gulaab saa'aton mein
uski sahaab baaton mein
jis pal qadam qadam khushi chun rahe the
palak palak kahwb bun rahe the

Khabar na thee mujhe
ke bichar ke vo phir mil na paye ga
murjha gaya jo lamha vasl ka
dobara vo khil na paye ga

mere muqadar ki jitni suhaag raatain theen
jis qadar gulaab sa'atain theen
tamaam jo saahaab baatain theen
kali kali jo vasl ki khili thee
taqdeer se jo bhi khushi milli thee

Uski meeiyaad ab khatm hoee
hur kali vasl ki bhasm hoee
Ab mein hon aur azaab raatain hein
bekhata saza patee maasoom chahatain hein
samataoun men gonjtee teri baatain hein
Raakh kartee dilko teree yaadain hein
Ab na suhaag raatain hein
Na aab gulaab saa'atain hein
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
26th September 2007, 05:27 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Adaab arz hei Ehl e bazm,

Apki mehfil mein ye hamaree dosri adnaa kaavish jisko liye Maham hazir hei , Eik nazm angrezi mein chispaan ki hei apki basaraton ke liye .........aur ab urdu ki tukbandi haazir kar rahe hein

Gumaan hei ke hum likh paate hein magar ehsaas hei apni kam maiygee ka ...... Lafzon ke beqeemat hone ka ehsas to hei magar in lafzon ke seep mein jo jazbe band kar dete hei Maham vo buahat qemtee hein aur dua hei ke in motiyon ki aap hifazat kar sakain ge

Toote phoote lafzon pe mushtamil ye adnaa kaavish jisko koi naam na de sakee maham..........

aap ki nazr kar rahe hon

Pasand ajaye to daad de dijiye ga

Na ayae to bardasht kar lijiye ga


PS: Maikash sahab , agar ye nazm is forum ke laiq na ho to ap isko us forum mein transfer kar dijiye ga jahan iski sahe jagha hei , Lijiye apke hukum ki tameel mein haazir hei ye nazm ...........
Suhaag raatain theen
gulaab sa'atain theen
sahaab baatain theen
Qadam qadam khushi chun rahe the
palak palak khawb bun rahe the
purkaif saree faza thee
zeest tab khawbon ka silsila thee

un suhaag raaton mein
un gulaab saa'aton mein
uski sahaab baaton mein
jis pal qadam qadam khushi chun rahe the
palak palak kahwb bun rahe the

Khabar na thee mujhe
ke bichar ke vo phir mil na paye ga
murjha gaya jo lamha vasl ka
dobara vo khil na paye ga

mere muqadar ki jitni suhaag raatain theen
jis qadar gulaab sa'atain theen
tamaam jo saahaab baatain theen
kali kali jo vasl ki khili thee
taqdeer se jo bhi khushi milli thee

Uski meeiyaad ab khatm hoee
hur kali vasl ki bhasm hoee
Ab mein hon aur azaab raatain hein
bekhata saza patee maasoom chahatain hein
samataoun men gonjtee teri baatain hein
Raakh kartee dilko teree yaadain hein
Ab na suhaag raatain hein
Na aab gulaab saa'atain hein

Maham jee:

aadaab arz hai!

sab se pahle mai.n apne aur puure shayri.com kii jaanib se aap ka is mehfil me.n khushamadeedh karta huu.n.. aur mujhe ummeed hai kii aap ke aane se yaqeenan mehfil kii raunak afzaa'ii hogii..

aap ne jis saadagii ke saath apne aap ko yahaa.n pesh kiya hai, paDh kar dil baaGh-baaGh ho gaya...

aap kii yeh nazm kis tarah mere dil ko bhaayii hai mai.n bayaan nahii.n kar paa rahaa huu.n.. lafzo.n kii kamii behad khal rahee hai is waqt! aur aap ke in dard bhare aashaar par waah waah karne kii gustaakhi kar raha hai yeh dil! bohat hii khuub-suurati ke saath apne ehsaas ko lafzo.n me.n baa.ndhaa hai.. aap ko paRh kar mujhe laga kii me.n parveen shaakir ki koii nazm paRh raha huu.n. bohat lutf aaya! dili daad aur mubaaraq baad deta huu.n, qubool farmaaiyegaa! ummeed hai ham aage bhii aap ko paRhte rahe.nge....

mayank

  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
namaste g...
Old
  (#3)
aapki_anamika
Registered User
aapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura aboutaapki_anamika has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 195
Join Date: Mar 2006
Location: in my love's heart
Rep Power: 21
Love namaste g... - 26th September 2007, 06:10 PM

namaste..aapka shayri.com par haardik swagat hai mam..saath hi me hamare dil me bhi mai bhot choti hu par itna jaanti hu k aapne jo bhi likha h itna accha h k shayd aaj shabd kam pad rahe h taarif me..sachmuch kaabil e taarif h ye post..aapse request h k ese hi mehfil sajaate rahiyega..sada khush rahiye..muskarate rahiye..bhot khoob likhti hain aap..lagta h kaafi lambe arse se likh rahi hain..sach dil khush ho gaya aaj itne dino baad..


@~~**AapKi aNAmIkA**~~@

   
Reply With Quote
Old
  (#4)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
26th September 2007, 08:54 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Maham jee:

aadaab arz hai!

sab se pahle mai.n apne aur puure shayri.com kii jaanib se aap ka is mehfil me.n khushamadeedh karta huu.n.. aur mujhe ummeed hai kii aap ke aane se yaqeenan mehfil kii raunak afzaa'ii hogii..

aap ne jis saadagii ke saath apne aap ko yahaa.n pesh kiya hai, paDh kar dil baaGh-baaGh ho gaya...

aap kii yeh nazm kis tarah mere dil ko bhaayii hai mai.n bayaan nahii.n kar paa rahaa huu.n.. lafzo.n kii kamii behad khal rahee hai is waqt! aur aap ke in dard bhare aashaar par waah waah karne kii gustaakhi kar raha hai yeh dil! bohat hii khuub-suurati ke saath apne ehsaas ko lafzo.n me.n baa.ndhaa hai.. aap ko paRh kar mujhe laga kii me.n parveen shaakir ki koii nazm paRh raha huu.n. bohat lutf aaya! dili daad aur mubaaraq baad deta huu.n, qubool farmaaiyegaa! ummeed hai ham aage bhii aap ko paRhte rahe.nge....

mayank
Mayank Ji

Adaab arz hei ,

Apki ye tehreer parh ke hamae nai pata hum kiya kahein

Ap kitne bare dilke hein ke ap ne is adna see kaavish ko is tarz se saraha ke vo ach lagne lagee hamae khud hee

Bazm mein hamara saugat karne ke liye bauhat shukriya Maynak ji ,

Maham ka dil yehe chahta hei ke vo jo likh rahee hie usko daad mile na mile magar usko koi samjh sake , koi mehsus kare koi apne ander jazb kare aur jab jab aisa hota hei Maham itaaaaaa sara wala khush ho jatee hei

aur abhi aisa hee hoa

Hum bauhat din se to nai likh rahe

bas kuch hee mudat hoee hei tukbandi karte hoay

waise bhi saree umr bahar ke mumaalik mein rahe hein tou is liye urdu bhi buahat achi nai hei aur phir koi islaah karne wala bhi nai hei so bas hum to aise hee likh daalte hein


Sirf itna jantee hei Maham ke vo ansu jo palkon pe bojh bane rehte the , vo dharkanain jo dil mein b etarteeb ho jaya kartee theen , dard ke vo toofaan jo ander uth ke ander hee dum tor dete the , unko tamaam ko lafzon ke supurd kar ke kuch ji halka ho jata hei ..........warna hamae likhna nai ata sach yehe hei

Aap ne in lafzon ko hamare itna qeemtee bana diya is ke liye hum apke behud mumnun thehre Maynak ji ,



Thanx hazaroun gulistaan for all ur precious wordz


with all my due repsects sir,

MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
26th September 2007, 08:59 PM

Quote:
Originally Posted by aapki_anamika View Post
namaste..aapka shayri.com par haardik swagat hai mam..saath hi me hamare dil me bhi mai bhot choti hu par itna jaanti hu k aapne jo bhi likha h itna accha h k shayd aaj shabd kam pad rahe h taarif me..sachmuch kaabil e taarif h ye post..aapse request h k ese hi mehfil sajaate rahiyega..sada khush rahiye..muskarate rahiye..bhot khoob likhti hain aap..lagta h kaafi lambe arse se likh rahi hain..sach dil khush ho gaya aaj itne dino baad..

Achi see Anamika ji ,

Apki umr ka to nahi andaza magar haan ita zaror hei ke aap mehsus karne ki salahiyat rakhtee hein aur yehe sab se eham baat hotee hie sher parhne aur likhne ke liye ,iska jismani umr se koi taluq nai hota

Aap ne itee apnaiyat se reply kiya hei ke dil ko acha acha laga buahat :-)


Hum kite din se likh rahe hein iska javab abhi uper mayanak ji ke javab mein likh aye hein

Hamae likhna nai ata magar aap sab ki daad ne hausla zaroor diya hie

Apke is bauhat sweet se reply ke liye shukriya nai kahe gee Maham ke vo apnaiyat ko kahtam kar deta hie

itaaaa sara pyar
apke liye

Maham Azmi:-)
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile 27th September 2007, 07:04 AM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Adaab arz hei Ehl e bazm,

Apki mehfil mein ye hamaree dosri adnaa kaavish jisko liye Maham hazir hei , Eik nazm angrezi mein chispaan ki hei apki basaraton ke liye .........aur ab urdu ki tukbandi haazir kar rahe hein

Gumaan hei ke hum likh paate hein magar ehsaas hei apni kam maiygee ka ...... Lafzon ke beqeemat hone ka ehsas to hei magar in lafzon ke seep mein jo jazbe band kar dete hei Maham vo buahat qemtee hein aur dua hei ke in motiyon ki aap hifazat kar sakain ge

Toote phoote lafzon pe mushtamil ye adnaa kaavish jisko koi naam na de sakee maham..........

aap ki nazr kar rahe hon

Pasand ajaye to daad de dijiye ga

Na ayae to bardasht kar lijiye ga


PS: Maikash sahab , agar ye nazm is forum ke laiq na ho to ap isko us forum mein transfer kar dijiye ga jahan iski sahe jagha hei , Lijiye apke hukum ki tameel mein haazir hei ye nazm ...........
Suhaag raatain theen
gulaab sa'atain theen
sahaab baatain theen
Qadam qadam khushi chun rahe the
palak palak khawb bun rahe the
purkaif saree faza thee
zeest tab khawbon ka silsila thee

un suhaag raaton mein
un gulaab saa'aton mein
uski sahaab baaton mein
jis pal qadam qadam khushi chun rahe the
palak palak kahwb bun rahe the

Khabar na thee mujhe
ke bichar ke vo phir mil na paye ga
murjha gaya jo lamha vasl ka
dobara vo khil na paye ga

mere muqadar ki jitni suhaag raatain theen
jis qadar gulaab sa'atain theen
tamaam jo saahaab baatain theen
kali kali jo vasl ki khili thee
taqdeer se jo bhi khushi milli thee

Uski meeiyaad ab khatm hoee
hur kali vasl ki bhasm hoee
Ab mein hon aur azaab raatain hein
bekhata saza patee maasoom chahatain hein
samataoun men gonjtee teri baatain hein
Raakh kartee dilko teree yaadain hein
Ab na suhaag raatain hein
Na aab gulaab saa'atain hein
Hello Maham ji ....Sabse pahele hum is pyaare se pariwaar mai aapka swaagat karte hai, aur ummid karte hai ki aapka har lamha yahaan khushi se guzarega.

Ab aate hai aapke kalaam par ....to kya kahe aapne itana badhiyaa likha hai ki i just dont have no words to express myself ..... its just too good. Par saath aapka is nazm mai chhupa hua dard bhi mahesoos kiya ....bas rab se yahi duaa hai ki ...aapki zindagi ek baar phoolon si khil jaaye ...aur aur zindagi ka har lamha ....kaliyon ki tarha mahekta rahe ....apana khayaal rakhiyega.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Khuda Hafiz, Jay Ambe.


------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.



  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#7)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
27th September 2007, 12:38 PM

Quote:
Originally Posted by loveforgudia View Post
Hello Maham ji ....Sabse pahele hum is pyaare se pariwaar mai aapka swaagat karte hai, aur ummid karte hai ki aapka har lamha yahaan khushi se guzarega.

Ab aate hai aapke kalaam par ....to kya kahe aapne itana badhiyaa likha hai ki i just dont have no words to express myself ..... its just too good. Par saath aapka is nazm mai chhupa hua dard bhi mahesoos kiya ....bas rab se yahi duaa hai ki ...aapki zindagi ek baar phoolon si khil jaaye ...aur aur zindagi ka har lamha ....kaliyon ki tarha mahekta rahe ....apana khayaal rakhiyega.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Khuda Hafiz, Jay Ambe.

Achi see Guriya sahiba

adaab arz hei

apke piyar bhare suagat ka behud shukriya

Nazm apko pasand ayee bhala laga sun kar janab :-)


apki dee hoee itni apnaiyat bhari duaain dil mein ghar kar gayeen .......


Thanx hazaroun gulistaan for all ur wordz here ,

MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
27th September 2007, 01:33 PM

wow!!!!!!!!!

AApka swagat hain SDC par...waise to yeh apki dusri post mein mera dusra reply hain..dekha jaaye to swagat pehli post pe karna chahiye..par apke woh masterpiece mein khoke hum to bhul hi gaye....swagat karna

Is post ki bhi kya tarif karu....sachmein........jaise ki mayankjee ne kaha ..parveenji ka kalam par rahe hain aisa laga raha hain....truly wonderfull..dil se daad kubool kare......aise hi is bazm ki ronak badhate rehna....

aapki agli post ka intezaar rahega..

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#9)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 27th September 2007, 01:35 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Adaab arz hei Ehl e bazm,

Apki mehfil mein ye hamaree dosri adnaa kaavish jisko liye Maham hazir hei , Eik nazm angrezi mein chispaan ki hei apki basaraton ke liye .........aur ab urdu ki tukbandi haazir kar rahe hein

Gumaan hei ke hum likh paate hein magar ehsaas hei apni kam maiygee ka ...... Lafzon ke beqeemat hone ka ehsas to hei magar in lafzon ke seep mein jo jazbe band kar dete hei Maham vo buahat qemtee hein aur dua hei ke in motiyon ki aap hifazat kar sakain ge

vo phir mil na paye ga
murjha gaya jo lamha vasl ka
dobara vo khil na paye ga

mere muqadar ki jitni suhaag raatain theen
jis qadar gulaab sa'atain theen
tamaam jo saahaab baatain theen
kali kali jo vasl ki khili thee
taqdeer se jo bhi khushi milli thee

Uski meeiyaad ab khatm hoee
hur kali vasl ki bhasm hoee
Ab mein hon aur azaab raatain hein
bekhata saza patee maasoom chahatain hein
samataoun men gonjtee teri baatain hein
Raakh kartee dilko teree yaadain hein
Ab na suhaag raatain hein
Na aab gulaab saa'atain hein[/COLOR][/B][/COLOR]
Mahotarma Maham aazmi salaam vaal-e-kum kaisee hai aap. aap ka yahaa dil se swaagat hai.ummid kartaa hoon ki aap ke hamara shayri pariwaar ke saath bitaaye lamhe aap ke liye ek behatreen aur yaadgaar anubhav saabit hongaa.Aap ko yaha khoob sare dost milenge jo dher sara pyaar aur duaayen denge shuruaat to ho hi chuki hai. is men ham bhi saamil hai shaayra ji. khuda kare aap ki Zindagi men voh haseen pal laut aaye jin ka aap ne apni behatreen nazm me byoraa diyaa hai, aur zindagi aap ki khushiyon se bhari rahe.

Ab aata hoon aap ki nazm par, aap ki nazm padh kar yun lagaa ki hamaare is shayri pariwaar ne ek zavaaheerakam paa liya hai aur saath men aap ka yeh nageena-e-nazm jo padhte hee dil-o-dimag par chhaa jaata hai. mere paas is ki taariff ke liye labz hee nahee aur hote to bhi kam padte. Emk mukammal nazm par meri dil se mubaarakbaad kabool kare.har sher khud hee apnee taariff kartaa hai, ghazab ka hunar hai mahotarma aap ke haatho men. Aur ham sab is ki kadr karte hai. aap ke agle kalaam ka intzaar rahega ham sab ko.

phir se ek baar is nazm par mubarakbaad kabool kare. bahut hee sulze hue aur umdaa khayaalt hai is nazm men aap ke.
yunhee likhate rahiyega aur khush rahiyega
apna khayal rakhiyega,yunhee apne keematee nageene is mehfil men laate rahiyega taaki ham sab aap se kuchh sheekh sake

ALLAH-HAAFIS
regards
manu

Last edited by acharya_mj; 27th September 2007 at 01:45 PM..
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#10)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
27th September 2007, 01:43 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
wow!!!!!!!!!

AApka swagat hain SDC par...waise to yeh apki dusri post mein mera dusra reply hain..dekha jaaye to swagat pehli post pe karna chahiye..par apke woh masterpiece mein khoke hum to bhul hi gaye....swagat karna

Is post ki bhi kya tarif karu....sachmein........jaise ki mayankjee ne kaha ..parveenji ka kalam par rahe hain aisa laga raha hain....truly wonderfull..dil se daad kubool kare......aise hi is bazm ki ronak badhate rehna....

aapki agli post ka intezaar rahega..

mausam
Oh ok to ap se pehle mulaqat ho chuki hie hamare ishee bazm mein is it ? sorry hum ne shayed vo reply miss kiya ho ga hum dobara zaroor dekhein ge

I really really sit here all blushed not knowing wat to say and how to say it all .........

hum to kuch bhi nahi koi nahi , hamaree tehreer ki koi heciyat nahi magar ap sab ne mil kar apne qeemtee lafzon se isko itna mautabar bana diya

Hamae sachmuch nai samjh araha ke hum kya kahain siwa shukriyae ke


Is adnaa see kaavish ki itni pazirayee .............heran se bethe hein hum ke kiya kahain


Thanx hazaroun gulistan janab ,

Aapki zarhanavazi hei aur kiya kahein ..........

due respects

MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
27th September 2007, 01:46 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Maham aazmi janaab salaam vaal-e-kum kaise hai aap. aap ka yahaa dil se swaagat hai.ummid kartaa hoon ki aap ke hamara shayri pariwaar ke saath bitaaye lamhe aap ke liye ek behatreen aur yaadgaar anubhav saabit hongaa.Aap ko yaha khoob sare dost milenge jo dher sara pyaar aur duaayen denge shuruaat to ho hi chuki hai. is men ham bhi saamil hai janaab. khuda kare aap ki Zindagi men voh haseen pal laut aaye jin ka aap ne apni behatreen nazm me byoraa diyaa hai, aur zindagi aap ki khushiyon se bahri rahe.

Ab aata hoon aap ki nazm par, janaab aap ki nazm padh kar yun lagaa ki hamaare is shayri pariwaar ne ek zavaaheerakam paa liya hai au saath men aap ka yeh nageena-e-nazm jo padhte hee dil-o-dimag par chhaa jaata hai. mere paas is ki taariff ke liye labz hee nahee aur hote to bhi kam padte. Emk mukammal nazm par meri dil se mubaarakbaad kabool kare.har sher khud hee apnee taariff kartaa hai, ghazab ka hunar hai janaab aap ke haatho men. Aur ham sab is ki kadr karte hai. aap ke agle kalaam ka intzaar rahega ham sab ko.

phir se ek baar is nazm par mubarakbaad kabool kare. bahut hee sulze hue aur umdaa khayaalt hai is nazm men aap ke.
yunhee likhate rahiyeag aur khush rahiyega
apna khayal rakhiyega,yunhee apne keematee nageene is mehfil men laate rahiyega taaki ham sab aap se kuchh sheekh sake

ALLAH-HAAFIS
regards
manu

Mohtaram Hazrat ,

I m lost for wordz here for sure!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!


Aap tamaam ehbaab ki itni pazirayee aisa suagat hum ne socha na tha

aap sab ki mohabbatain hein janab apki firaaghdilli hei ke aap ne yun humein parha aur yun hamare adnaa see kaavish ko saraaha ....


Lafzon ki qilat mehsus kar rahe hein ke kahain to kiya kahain kaise shukriya ada karen ....


I m truely obliged and deeply touched by ur chiverlous comments and ur courtesy

THANX HAZAROUN GULISTAN , SIR,

due respects

MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
27th September 2007, 03:36 PM

Maham ji a-slaam-walekum aur dil se suwagat hai aapka apne es SDC pariwaar meiN.....aapne to aatey hi kamaal kar diya....aapki phele post hi padi hai maine aur yeh bahut khoob lagi...fursat miltey hi aapko padna chahungi....aatey rahiye aur yu hi likhtey rahiye.

dil se daad kabool kijiye.

kush rahiye


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#13)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
27th September 2007, 03:46 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Maham ji a-slaam-walekum aur dil se suwagat hai aapka apne es SDC pariwaar meiN.....aapne to aatey hi kamaal kar diya....aapki phele post hi padi hai maine aur yeh bahut khoob lagi...fursat miltey hi aapko padna chahungi....aatey rahiye aur yu hi likhtey rahiye.

dil se daad kabool kijiye.

kush rahiye
Bauhat achee se Sunita ji

Kamaal Maham ka kiya , kamal to aap sab ehbab ki faraaghdilli ka hei sahab , aap sab ne yun pazirayee kee yun suagat kiya hamare adnaa see kaavishon ka ke sachmuch mein hum toheran bethe hein ke kiya kahain kiya na kahain .......

Ji hum ne 2 aur posts kee hein nazmain ...............yunhee bass haqeer see kaavishain , apka dil kare to zaroor nigah daliyae ga janab ye to hamaree khushbakhti ho gee

Aapki is apnaiyat bharee pyaree see daad ke liye dher sara pyar

Maham Azmi
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
27th September 2007, 05:25 PM

ADAAB MAHAM JI ..........................
APki kavish to bahut khoob lagi dil chahta hai ki padta hi rahoun ehsaas aur andaaz dono hi umda rahe ek acchi koshish par mer dili daad hazir hai kubool ho.........


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#15)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
27th September 2007, 05:39 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
ADAAB MAHAM JI ..........................
APki kavish to bahut khoob lagi dil chahta hai ki padta hi rahoun ehsaas aur andaaz dono hi umda rahe ek acchi koshish par mer dili daad hazir hai kubool ho.........
Mohataram hazrat

ye mehaz apka husn ne nazar hie hazur ke apko ye adnaa tehreer is darje bhayee

aapke tamaam lafzon ke liye apki mumnun thehree Maham

Zarahnavazi ke liye behud shukriya

Wid all my due respects ,sir,

Thanx hazaorun gulistan

MahamAzmi
   
Reply With Quote
nice
Old
  (#16)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice - 27th September 2007, 05:44 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Adaab arz hei Ehl e bazm,

Apki mehfil mein ye hamaree dosri adnaa kaavish jisko liye Maham hazir hei , Eik nazm angrezi mein chispaan ki hei apki basaraton ke liye .........aur ab urdu ki tukbandi haazir kar rahe hein

Gumaan hei ke hum likh paate hein magar ehsaas hei apni kam maiygee ka ...... Lafzon ke beqeemat hone ka ehsas to hei magar in lafzon ke seep mein jo jazbe band kar dete hei Maham vo buahat qemtee hein aur dua hei ke in motiyon ki aap hifazat kar sakain ge

Toote phoote lafzon pe mushtamil ye adnaa kaavish jisko koi naam na de sakee maham..........

aap ki nazr kar rahe hon

Pasand ajaye to daad de dijiye ga

Na ayae to bardasht kar lijiye ga


PS: Maikash sahab , agar ye nazm is forum ke laiq na ho to ap isko us forum mein transfer kar dijiye ga jahan iski sahe jagha hei , Lijiye apke hukum ki tameel mein haazir hei ye nazm ...........
Suhaag raatain theen
gulaab sa'atain theen
sahaab baatain theen
Qadam qadam khushi chun rahe the
palak palak khawb bun rahe the
purkaif saree faza thee
zeest tab khawbon ka silsila thee

un suhaag raaton mein
un gulaab saa'aton mein
uski sahaab baaton mein
jis pal qadam qadam khushi chun rahe the
palak palak kahwb bun rahe the

Khabar na thee mujhe
ke bichar ke vo phir mil na paye ga
murjha gaya jo lamha vasl ka
dobara vo khil na paye ga

mere muqadar ki jitni suhaag raatain theen
jis qadar gulaab sa'atain theen
tamaam jo saahaab baatain theen
kali kali jo vasl ki khili thee
taqdeer se jo bhi khushi milli thee

Uski meeiyaad ab khatm hoee
hur kali vasl ki bhasm hoee
Ab mein hon aur azaab raatain hein
bekhata saza patee maasoom chahatain hein
samataoun men gonjtee teri baatain hein
Raakh kartee dilko teree yaadain hein
Ab na suhaag raatain hein
Na aab gulaab saa'atain hein
maham ji adaab.......khaakhsaar ko raj kehte hain.....sabhi ne aapki nazam ko itna saraha hai soachta hoon main kyaa kahu......bass daad ke ilawa kush nahi de sakta......aapki nazam sach mein lajawaab hai......aapka is bazam mein khairmaqdam hai......umeed karta hoon yunhii aapke ehsaason se ru bru hone ka maouka milta rahega........raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#17)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
27th September 2007, 05:49 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
maham ji adaab.......khaakhsaar ko raj kehte hain.....sabhi ne aapki nazam ko itna saraha hai soachta hoon main kyaa kahu......bass daad ke ilawa kush nahi de sakta......aapki nazam sach mein lajawaab hai......aapka is bazam mein khairmaqdam hai......umeed karta hoon yunhii aapke ehsaason se ru bru hone ka maouka milta rahega........raj.......
Raj sahab ,

Adaab arz hei

Ji Maham bhi sharmsaar hei , jaane kiya nazar aya sabhi ko hamaree haazir karda dono hee kaavishon mein ke jo itna saraha

Shayed ke is bazm ke afraad buahat he faaraghdil hien buahat bhale hein ke jo yun hauslaafzayee karte hein


Aapka ,Raj sahab , behud shukriya yun hamara suagat karne keliye ..........

aapke tamaam alfaaz Maham ke liye behud qemtee

Thanx hazaroun gulistan , sir , for all ur words u just bestowed on me here

Due Respects

MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
aarya
trail of thoughts
aarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really niceaarya is just really nice
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Sep 2006
Location: in the hopes of my family
Rep Power: 22
8th November 2007, 10:10 AM

Mahamji,

kisi ka dukh poori tarah koi(hum) samajh sake aisa to nahin keh sakte...lekin aapne is dard ko ek tehreer main likh kar apne jahan ko halka kar liya....


take care

thanks for sharing this poem.

regards
aarya


khwaabo.n ke par kabhii kaTne na denaa
inke sahaaron me raahai.n rahe.ngii

lage.nge ye lejaa rahe alag raste
un raston pe bhii kai seekhai.n to ho.ngii

ye seekhai.n hameshaa sameTe rakhnaa
inhii.n se to sabko manzil milai.ngii


regards aarya
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
8th November 2007, 06:05 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
Adaab arz hei Ehl e bazm,

Apki mehfil mein ye hamaree dosri adnaa kaavish jisko liye Maham hazir hei , Eik nazm angrezi mein chispaan ki hei apki basaraton ke liye .........aur ab urdu ki tukbandi haazir kar rahe hein

Gumaan hei ke hum likh paate hein magar ehsaas hei apni kam maiygee ka ...... Lafzon ke beqeemat hone ka ehsas to hei magar in lafzon ke seep mein jo jazbe band kar dete hei Maham vo buahat qemtee hein aur dua hei ke in motiyon ki aap hifazat kar sakain ge

Toote phoote lafzon pe mushtamil ye adnaa kaavish jisko koi naam na de sakee maham..........

aap ki nazr kar rahe hon

Pasand ajaye to daad de dijiye ga

Na ayae to bardasht kar lijiye ga


PS: Maikash sahab , agar ye nazm is forum ke laiq na ho to ap isko us forum mein transfer kar dijiye ga jahan iski sahe jagha hei , Lijiye apke hukum ki tameel mein haazir hei ye nazm ...........
Suhaag raatain theen
gulaab sa'atain theen
sahaab baatain theen
Qadam qadam khushi chun rahe the
palak palak khawb bun rahe the
purkaif saree faza thee
zeest tab khawbon ka silsila thee

un suhaag raaton mein
un gulaab saa'aton mein
uski sahaab baaton mein
jis pal qadam qadam khushi chun rahe the
palak palak kahwb bun rahe the

Khabar na thee mujhe
ke bichar ke vo phir mil na paye ga
murjha gaya jo lamha vasl ka
dobara vo khil na paye ga

mere muqadar ki jitni suhaag raatain theen
jis qadar gulaab sa'atain theen
tamaam jo saahaab baatain theen
kali kali jo vasl ki khili thee
taqdeer se jo bhi khushi milli thee

Uski meeiyaad ab khatm hoee
hur kali vasl ki bhasm hoee
Ab mein hon aur azaab raatain hein
bekhata saza patee maasoom chahatain hein
samataoun men gonjtee teri baatain hein
Raakh kartee dilko teree yaadain hein
Ab na suhaag raatain hein
Na aab gulaab saa'atain hein



Maham ji
aaj apki ye kavish padhkar bahut rona aa raha hai mujhe...
kyunki aaj waise bhi mera mood kharaab hai..or yeh kalaam padhte hi aankhein nam ho gayi hai.... mein zyada tareef kya karun is kalaam ki.... bas itna hi ki aap aise hi likhte rahein sadaa
reps added

take care


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
8th November 2007, 11:37 PM

Maham ji,

Aadaab, kaisi hain? ummeed hai acche se hi hongi...

Aapki yeh bayaani mujhe bahut pasand aayi... Ek alag hi andaaz e bayaan dikh jo ke bahut accha laga... daad kubool kijiyega... likhti rahiyega aage bhi...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#21)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
10th November 2007, 08:05 PM

Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Maham ji,

Aadaab, kaisi hain? ummeed hai acche se hi hongi...

Aapki yeh bayaani mujhe bahut pasand aayi... Ek alag hi andaaz e bayaan dikh jo ke bahut accha laga... daad kubool kijiyega... likhti rahiyega aage bhi...

Ji Maham to achi seeeeeeeeeeee heeeeeeee hei haahaaa ei, dum huns pare hum patan ai kyun apke yun mukhatib karne pe


ji janab , apki zarah navazi ke apko ye tehreer achi lagee

apka , ap sab ka sath bana rahe ga tou yunhee likhte rahain ge janb

Thanx hazaroun gulistan,

MahamAzmi
   
Reply With Quote
maham ji
Old
  (#22)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
maham ji - 10th November 2007, 10:52 PM

apna hi ik sher yad aa gaya ke...
ik roz ko kya teri barat ka ratjaga h0 gaya.
hamare liye to har rat ka ratjaga ho gaya.

bahut bahut khoobsurat si nazm aap ne kahi hai yun to aapko padhna achcha lagta hai lekin kabhi kabhi bahut achcha lagta hai bahut khoobsurat ahsas bayan kiye hain aapneaur aaj mai aapko ik chiz aur batana chahta hun jisse aapki shayeri me char chand lag jayenge agar ho sake to ik bar ilma uruz padh lijiye kyun ke is kitab me wo sari baten hain jo ik sayer ko nikharne ke liye bahut jaruri hain aapki sayeri me masha allah bahut kuch hai meri bat ko galat mat samajhiyega ye to sirf is nacheez ka maswira hai ke aapko aur bhi apne kalam ko nikharne ka mauka mile aur andar shayer baher aaye
hamari taraf se bahut bahut duayen.........khuda hafiz
.................rahnuma..............
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
11th November 2007, 11:45 AM

Mohtaram Hazrat ,

Aapko hamesha apni adnaa kaavishon pe paya bhi aur apne apni nazr e kaaram hamaree tukbandiyon pe sada hee rakhee , magar aaj jo apka reply hie vo hamae sab se acha laga jante hein kyun



Is liye ke ap ne us mein hamaree islaah ki jaanib ishara kiya hei aur hamaree ghaltiyon ki bauhat hee pyar se apnaiyat se dhake chupe se ache se iteeeeeeeeeee saree narmi se zikr bhi kiya hai

buahat acha laga hamae ,


Ap se shayer ki nigah hee hamare tehreeron ko chu jaye to vo qeemtee ho jatee hien hamare apne hee liye , na ye ke aaj aap ne hamaraee islaah bhi ki itaaaa sara wala acha laga hamae sachi se


Acha hum zaroor parhein ge vo jo ap ne kaha hei , pur vo hamae kahan mile ga batayae ga zaroor , aur jab kabhi apko koi ghalti koi kami kuch bhi dikhayee de na aap khul ke yahan bazm mein hee hamaree islaah kar diya kijiye hamae acha lage ga

Jo cheez Maham ko kisi insaan mein sab se zyada pasand hei vo hei uski sachayee , honesty truthfulness ,

buahat qadr hei hamare nigah mein insan ki is quality kee , aur is sachayee ki adat ki wajhe se hum ne zaati zindagi mein nuqsaan bhi uthaya magar hum kabhi bhi jhoot nahi bolte chahae kuch bhi ho jaye aur na hee jhootee tareef ya daad achi lagtee hie ,


aap ne is adnaa kaavish ke ander vo qeemtee aur anmol jazbe jo pinhaan the mehsus kar liye bauhat bhala laga hamae ,

aap sada hee lafzon ki dehleez paar kar ke jazbon ke angan mein utar ke khub gehrayee se jaanchte hien hurf hurf ko ,

yehe to bhala lagta hei hamae apke ander


buahat buahat shukriya hazrat apka ,

wid all my due respects ,


MahamAzmi
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
raj...
Registered User
raj... is on a distinguished road
 
raj...'s Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 0
11th November 2007, 02:04 PM

hello MahamAzmi''ji
bhahut khub likha hai aap ne bhai jaan.aap isi tarah se likhte rahen bhai jaan ..........


Love is life
raj...
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
11th November 2007, 02:28 PM

Quote:
Originally Posted by raj... View Post
hello MahamAzmi''ji
bhahut khub likha hai aap ne bhai jaan.aap isi tarah se likhte rahen bhai jaan ..........

For ur kind information , I m a female ,


Thanx ,

Due Respects ,

MahamAzmi
   
Reply With Quote
porsnol
Old
  (#26)
raj...
Registered User
raj... is on a distinguished road
 
raj...'s Avatar
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Oct 2007
Rep Power: 0
porsnol - 11th November 2007, 10:33 PM

Quote:
Originally Posted by MahamAzmi View Post
For ur kind information , I m a female ,


Thanx ,

Due Respects ,

MahamAzmi
sorry meam mujhe galat femi ho gaiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii. it's iam berry -berry sorry MahamAzmi ji''
forme - rajeev sharma (Raj)
noida


Love is life
raj...
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
17th November 2007, 11:47 PM

No problems ,

Due respects

!
   
Reply With Quote
maham ji
Old
  (#28)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
maham ji - 18th November 2007, 09:25 PM

aapki reply hamne der se padhne mili iske liye mafi chahunga aapko ye ilma uruz kisi bare urdu maqtab me hi mil sakti hai kyun ke maine bhi ye kitab alighad se magai thi jab ke mai mumbai me rahta hun waise agar kuch mushkil ho aur mumkin ho to aap pata de den ham insha allah bhijwa bhi denge wahan se mangwakar agar mumkin ho to aur agar aap aasani se hasil kar sakti hain to le lijiye warna hamare leye ye kam jyada aasan hai ke ham aaptak ise pahucha de by post...........waise aapko jo behtar lage.......rahnuma
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
21st April 2008, 02:54 PM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
aapki reply hamne der se padhne mili iske liye mafi chahunga aapko ye ilma uruz kisi bare urdu maqtab me hi mil sakti hai kyun ke maine bhi ye kitab alighad se magai thi jab ke mai mumbai me rahta hun waise agar kuch mushkil ho aur mumkin ho to aap pata de den ham insha allah bhijwa bhi denge wahan se mangwakar agar mumkin ho to aur agar aap aasani se hasil kar sakti hain to le lijiye warna hamare leye ye kam jyada aasan hai ke ham aaptak ise pahucha de by post...........waise aapko jo behtar lage.......rahnuma
sadiyon baad ap se mukhaatib hei maham,

apki baat yaad hei aur Inshallah is pe amal karen ge

Due Respects ,

   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Nazm : Kuch Suukhe Kuch Bheege Patte ... ! naresh_mehra110 Shayri-e-Ishq 33 11th December 2010 09:13 PM
Ek Chulbuli Nazm.....aap Sab Ke Naam...:) zainy Shayri-e-Dard 35 10th August 2010 07:48 PM
gujrat kae fasaagaat kae naam aek nazm yasmeenraaz Shayri-e-Dard 0 15th July 2006 11:26 AM
Aik Nazm Bedilmusafir K Naam<<<< banjara'''' Shayri-e-Dard 19 23rd October 2005 03:29 PM
ek nazm doston ke naam saud(sahil) Shayri-e-Dard 4 2nd April 2004 01:38 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com