aaj jane ki zid na karo....... -
30th April 2006, 03:09 PM
Aj Jane kii Zid na karo
Yuhi pahalu mein baite raho
Haye!! Mar jayenge Hum tho Laut jayenge
Aisi Baatein kiya na karo
Tum hi socho zaraa kyu na Roke Tumhein
Jaan jaathi hai jab Uthake jaati ho tum
Tum ko Apanii Kasam Jaan-e-jaana
Baat itanii merii Maan lo
Waqt ki qaid mein Zindagi hai magar
Chand Gha Diya yahii hai jho Aazaad hai
Inko kho kar Abhi Jaan-e-Jaana
Umer bher na Tarasti Raho
Kitana Masum-o-Rangeen hai ye Samaa
Husna aur Ishq kii aaj Mezaz hai
Kal ki kisako Khabar Jaan-e-Jaana
Rok Lo Aaj Kii Raat Ko
Gesuuon kii Shikan hai Abhii Shabanamii
Aur palakon ke saaye bhi Madhosh hai
Husn-e-Masum ko Jaan-e-Jaana
Bekhudi mein na Rusvaa Karo
unknown author..........
chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"
-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------
|