Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 6 votes, 5.00 average. Display Modes
meri pyari nani.........
Old
  (#1)
amaan7am
Registered User
amaan7am will become famous soon enoughamaan7am will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 187
Join Date: Mar 2004
Location: in indore
Rep Power: 22
meri pyari nani......... - 13th December 2004, 04:46 PM

yah ghazal dedicated hai meri pyari nani ....ko

safahe* mein tanha hai khadi,bichad gaye sab humkadam
uski ankhon mein dikhai deti hai firk ki shabnam

badi hai ajeeb hai, phir haste haste hi
siskan lagti hai,go khul aya ho pir koi zakm

uski bachchon-si hansi sunta hoon to lagta hai
ke woh bhul gayi hai azal-e-humdam$

badi himmati ,badi hausle wali woh aurat
zindagi-o-maut se hardum ladti meri pyari nani "ugam"

rishton ko nibhana use aata hai magar na jane kyu
uske apnon ne hi rishton ko chatkaya har kadam

magar mujhse behab muhabbat hai use,bachpan se hi
apni phool-si baatein sunakar mujhe kar deti hai bedam

*kataar/queue $humdam ki maut


apki beshkimti rai ke intzaar mein .......amaan

......


usne chukar mujhe pathar se insan kiya
muddaton baad meri aankhon mein aansoon aaye
dr.bashir badr
 Send a message via ICQ to amaan7am  
Reply With Quote
Re: meri pyari nani.........
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: meri pyari nani......... - 13th December 2004, 05:06 PM

Quote:
Originally posted by amaan7am
yah ghazal dedicated hai meri pyari nani ....ko

safahe* mein tanha hai khadi,bichad gaye sab humkadam
uski ankhon mein dikhai deti hai firk ki shabnam

badi hai ajeeb hai, phir haste haste hi
siskan lagti hai,go khul aya ho pir koi zakm

uski bachchon-si hansi sunta hoon to lagta hai
ke woh bhul gayi hai azal-e-humdam$

badi himmati ,badi hausle wali woh aurat
zindagi-o-maut se hardum ladti meri pyari nani "ugam"

rishton ko nibhana use aata hai magar na jane kyu
uske apnon ne hi rishton ko chatkaya har kadam

magar mujhse behab muhabbat hai use,bachpan se hi
apni phool-si baatein sunakar mujhe kar deti hai bedam

*kataar/queue $humdam ki maut


apki beshkimti rai ke intzaar mein .......amaan

......

amaan,

tumhari nani ko mil kar bahut achha laga..... meri nani yaad aa gayi...... oonhe mera pranaam kahna.

meena
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
26th January 2005, 03:51 AM

Sahi mein dost amman,

Mujhe ahut achi lagi aapki yeh lavz.

Aapke dil ka pyaar dekh bahut acha laa.

Meri nani aise hi thi.......

Thanks
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
suno....
Old
  (#4)
amaan7am
Registered User
amaan7am will become famous soon enoughamaan7am will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 187
Join Date: Mar 2004
Location: in indore
Rep Power: 22
suno.... - 26th January 2005, 06:51 PM

hi rohin,
amaan ....... dekho bhai ...ab ye bhi kitni ajeeb baat hai ke hum unhe kabhi bhi utni ahmiyat nahin dete jitni ke woh haqdaar hai .......rite? ....hum unki paidaish hai magarunhe utna waqt nahin de pate ....magar ve humse kuch managte bhi to nahin ..bus unki .....baatein sun le hum to hi bahut hai unke liye...aur mainye mauka kabhi nahain chodta .....kisi bujurga ki baatein suniye ,,,,,,....zindagi ki rudad mil jayegi....
bye n t c ....regards
amaan


usne chukar mujhe pathar se insan kiya
muddaton baad meri aankhon mein aansoon aaye
dr.bashir badr
 Send a message via ICQ to amaan7am  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
26th January 2005, 08:14 PM

Hi Amaan sahab,

Thanks a lot for the poetry aapne theek kaha aajkal ki zindagi mein bache bhul jaate hain humare jo paas bade buzorg hain unki ahmiyat.

Mujhe to humesha inteezar rehta hai ki kab mein apni dadi dadaji se milkar unse baate karoon. Nani bahut pehle hi bhagwan ke paas chale gayin mein bahut chota tha tab. Magar aaj bhi unki woh kuch yaadein dil mein sanjo ke rakhi huin hain.

Thanks
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
meri pyari maa!! Preet Dil Di Punjabi Poetry 2 22nd December 2009 09:36 AM
pyari maa fairy Anjuman-e-Shayri 6 22nd April 2009 04:07 PM
pyari pyari awaaz Aapki Shayri 1 23rd June 2005 10:48 PM
Meri Pyari Behan Junior_Ghalib Anjuman-e-Shayri 1 27th April 2005 03:12 PM
Pyari Maa gooddo Hindi Kavitayen 0 27th April 2004 06:31 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com