Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Baghawat Kr Bhi Sakta Hun
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
Baghawat Kr Bhi Sakta Hun - 22nd January 2011, 04:28 PM

Tamam Ahl-e-Mehfil Ko Aadaab....!
Aaj Phir Apni Aik Adna Si Koshish Ke Sath Bazm Me Hazir Hun........
Umeed Hai Ke Ahl-e-Zoq Apni Raaye Se Nawazen Gy


BAGHAWAT KR BHI SAKTA HUN

Zamanay K Usoolon Se Baghawat Kr Bhi Kr Sakta Hun
Main Lab-Basta Kharra Hun Pr Shikayat Kr Bhi Sakta Hun

Mujhy Hai Paas Chahat Ka Wgrna ay Sitam Parwar
Tujhy Main Tujh Se ziada Gham Inayat Kr Bhi Sakta hun

Mujhy Bas Apni Baton Se Mukarna He Naheen Aata
Boht Hoshiyar Hun Warna Siyasat Kr Bhi Sakta Hun

Aseer-e-Ishq Ko Aadat Si Hai Dukh Dard Sehanay ki
Wagrna Main Rihaayi Ki Jasarat Kr Bhi Kr Sakta Hun

Hazaron Pal Muhabbat Me Hazaron Dard Jhailay Hain
Magr Hun Qol Pr Qayem Ye Saabat Kr Bhi Sakta Hun




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
22nd January 2011, 05:24 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Tamam Ahl-e-Mehfil Ko Aadaab....!
Aaj Phir Apni Aik Adna Si Koshish Ke Sath Bazm Me Hazir Hun........
Umeed Hai Ke Ahl-e-Zoq Apni Raaye Se Nawazen Gy


BAGHAWAT KR BHI SAKTA HUN

Zamanay K Usoolon Se Baghawat Kr Bhi Kr Sakta Hun
Main Lab-Basta Kharra Hun Pr Shikayat Kr Bhi Sakta Hun

Mujhy Hai Paas Chahat Ka Wgrna ay Sitam Parwar
Tujhy Main Tujh Se ziada Gham Inayat Kr Bhi Sakta hun

Mujhy Bas Apni Baton Se Mukarna He Naheen Aata
Boht Hoshiyar Hun Warna Siyasat Kr Bhi Sakta Hun

Aseer-e-Ishq Ko Aadat Si Hai Dukh Dard Sehanay ki
Wagrna Main Rihaayi Ki Jasarat Kr Bhi Kr Sakta Hun

Hazaron Pal Muhabbat Me Hazaron Dard Jhailay Hain
Magr Hun Qol Pr Qayem Ye Saabat Kr Bhi Sakta Hun

aadaab
khoob shakil bhai
aap ki ghazliyaat kaa taantaa lagaa huwaa hai wo bhi aisee meyaari ki ab dil chaahitaa hai ki aap ke paas zaanuy e talammuz tai kar hi len gar qabool uftad zahe izzo sharf
jaisaa ki main ne pahle isharah kiyaa thaa ki aap aowalan aisee ghazlon ko saamne laaye the jo nisbatan kamzor theen ... jabki meraa khiyaal ye thaa ki aap aisaa hikmatan kar rahe hain ..... to aaj mujhe yaqeen ho chalaa hai ki aage aap se aor bhi bahot achhee ghazlen sunne ko milen geee
ghazal bahot achhee hai meyaari hai kheyaalaat umdah hain

bas

lafz SAABAT nahi hai balki SAABIT hai
is liye is pe ghaor kar len .....
ek baar fir aap ko tahe dil se daad
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
22nd January 2011, 05:26 PM

Shakil Bhai ... bahut khoobsurat ehsaasasaat se ghazal ke sabhi ashaar ko ba-khuubi ... aapne adaa kiya hai ... tahe dil se daad hazir hai ...

aise hi likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
22nd January 2011, 07:07 PM

Mujhy Hai Paas Chahat Ka Wgrna ay Sitam Parwar
Tujhy Main Tujh Se ziada Gham Inayat Kr Bhi Sakta hun

Mujhy Bas Apni Baton Se Mukarna He Naheen Aata
Boht Hoshiyar Hun Warna Siyasat Kr Bhi Sakta Hun

Hazaron Pal Muhabbat Me Hazaron Dard Jhailay Hain
Magr Hun Qol Pr Qayem Ye Saabat Kr Bhi Sakta Hun


bahot khoob Shakil Miyaan aapki ye ghazal bhi behad khubsurat pahle ki tarah.. har sher laajawab, khoobsurat. Meri daad kuboool karen, likhte rahen.

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
24th January 2011, 11:58 AM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
aadaab
khoob shakil bhai
aap ki ghazliyaat kaa taantaa lagaa huwaa hai wo bhi aisee meyaari ki ab dil chaahitaa hai ki aap ke paas zaanuy e talammuz tai kar hi len gar qabool uftad zahe izzo sharf
jaisaa ki main ne pahle isharah kiyaa thaa ki aap aowalan aisee ghazlon ko saamne laaye the jo nisbatan kamzor theen ... jabki meraa khiyaal ye thaa ki aap aisaa hikmatan kar rahe hain ..... to aaj mujhe yaqeen ho chalaa hai ki aage aap se aor bhi bahot achhee ghazlen sunne ko milen geee
ghazal bahot achhee hai meyaari hai kheyaalaat umdah hain

bas

lafz SAABAT nahi hai balki SAABIT hai
is liye is pe ghaor kar len .....
ek baar fir aap ko tahe dil se daad
masood hassaas

Janab Masood Hassaas Saheb...1

Aap NE Waqt Nikaal Kr Is Kalaam Pr Nazar Farmayi Or Apni Qeemti Raaye Se Nawaza Is Ke Liye Main Tah-e-Dil Se Mamnoon Hun....
Sir Aap Ke Fun Ke Samnay To Meri Auqaat Aik Zarray Ki Si Hai....
Or Mujhy To Aap Ki Zaat Se Seekhnay Ko Boht Kuch Mila Hai....
Ye Aap Ka Husn-e-Zan Hai Jo Aap Mere Naqas Kalam Ko Sarahtay HAin.....

Or Jo Baat Aap Ne Waazeh Ki Hai "Saabat" Wo Bilkul Theak Hai...
Shayad Aap Yaqeen Na Manen Magr Haqeeqat Hai Ke Isi Aik Lafz Ki Waja Se Me Aik Muddat Se Ye Ghazal Yahan Post Nahi Kr Paya....
Mujhy Bakhubi Khabar HAi Ke Asal Lafz Saabat" Hai Or Me Ghaur Bhi Kr Chuka Hun Magr Meri Naqas Samjh Me Or Koi Mutbadil Lafz Nahi aaya.........
Ab Aap He Se Darkhwast HAi Ke Baraye Mehrbani Aap Is Ka Koi Mutbadal Lafz Ya Misra Bana Den.......

ALLAH Aap Ko Khooob Rehmaton Se Nawazay

Duaon Me Yaad Rakhiye Ga




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
24th January 2011, 12:01 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Shakil Bhai ... bahut khoobsurat ehsaasasaat se ghazal ke sabhi ashaar ko ba-khuubi ... aapne adaa kiya hai ... tahe dil se daad hazir hai ...

aise hi likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaon ke saath ... !

Janab Naresh Mehra Ji...!

Aap To Hamesha Hee Jis Faraakh Dili Se Hosla-Afzayi Farmatay HAin Us Ke Liye Alfaaz Me Shukriya Adaa Krna Mushkil Hai....... Bas Itna Kahun Ga Ke Aap Ki daad Mejhy Aik Naye Azm Or Taqat Se Sar-shaar Krti Hai..... Or Mujhy Umeed Hai Ke Aayinda Bhi Aap Yunhi Aatay Rahen Gy.......

Khush Rahen Muskuratay Rahen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
24th January 2011, 12:04 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Mujhy Hai Paas Chahat Ka Wgrna ay Sitam Parwar
Tujhy Main Tujh Se ziada Gham Inayat Kr Bhi Sakta hun

Mujhy Bas Apni Baton Se Mukarna He Naheen Aata
Boht Hoshiyar Hun Warna Siyasat Kr Bhi Sakta Hun

Hazaron Pal Muhabbat Me Hazaron Dard Jhailay Hain
Magr Hun Qol Pr Qayem Ye Saabat Kr Bhi Sakta Hun

bahot khoob Shakil Miyaan aapki ye ghazal bhi behad khubsurat pahle ki tarah.. har sher laajawab, khoobsurat. Meri daad kuboool karen, likhte rahen.

shaad...

Janab Mohtram Sameer Shaad Saheb...!

ALLAH PAAK Se Dua Hai Ke Aap Ko Sada Khush Rakhay........
Aap Ki Muhabbat Or Hosla-Afzayi Ka Boht Boht Shukriya....
Boht Khushi Milti Hai Aap Ki Daaad Pa Kr.....

Yunhi Aatay Rahen Or Muskuratay Rahen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
24th January 2011, 02:01 PM

Wah Ahmad bhai bohat khoob.......yeh sher behad pasand aaya.

Mujhy Hai Paas Chahat Ka Wgrna ay Sitam Parwar
Tujhy Main Tujh Se ziada Gham Inayat Kr Bhi Sakta hun


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
*Assalamu Alaikum.. :)**
Old
  (#9)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Smile *Assalamu Alaikum.. :)** - 24th January 2011, 03:25 PM

Assalamu Alaikum..Dear Shakil Jee..Allah Pak K Rahem-o-Karam Se Umeed Hain Aap Khayriyat Se Honge.. **Matla Se Lekar Maqta Tak..Dilki Baato.n Ko Dilse Mehsuus Kee Hain..Aur Ek Gazal Kee Yaad Aayi Bhi..Aapne Bhi Sune Honge Zoruur..Hain Na.. ? Dilki Gehraaion Kee Gehraaion Se Duwaaye~~Dher-o-Dher Saare Phuul.. **Khush Rahiye Ye Duwaaon Ke Saath Ijaazat Chahungi Aapse.. **


Ishq Kee Daastaan Hain Pyaare
Apni Aapnii Zubaan Hain Pyaare

'Hum Zamaane Se Inteqaam To Le
Ik Haseen Darmiyaan Hain Pyaare



*Writer: Jigar Muradabadi Jee ( I Think So).. **
*Singer: Jagjit Singh Jee **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
25th January 2011, 10:43 AM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Wah Ahmad bhai bohat khoob.......yeh sher behad pasand aaya.

Mujhy Hai Paas Chahat Ka Wgrna ay Sitam Parwar
Tujhy Main Tujh Se ziada Gham Inayat Kr Bhi Sakta hun

Janab Sajid Ghayel Saheb...!

Aap Ki Muhabbat Or Inayat Ka Boht Boht Shukriya....
ALLAH PAAK AAP KO KHUSH RAKHAY
Yunhi Aatay Rahen Or Mehfil Sajatay Rahen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
prem_anjana
man ki kalam.....
prem_anjana is a name known to allprem_anjana is a name known to allprem_anjana is a name known to allprem_anjana is a name known to allprem_anjana is a name known to allprem_anjana is a name known to all
 
prem_anjana's Avatar
 
Offline
Posts: 187
Join Date: Dec 2009
Location: lucknow
Rep Power: 21
25th January 2011, 11:43 AM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Tamam Ahl-e-Mehfil Ko Aadaab....!
Aaj Phir Apni Aik Adna Si Koshish Ke Sath Bazm Me Hazir Hun........
Umeed Hai Ke Ahl-e-Zoq Apni Raaye Se Nawazen Gy


BAGHAWAT KR BHI SAKTA HUN

Zamanay K Usoolon Se Baghawat Kr Bhi Kr Sakta Hun
Main Lab-Basta Kharra Hun Pr Shikayat Kr Bhi Sakta Hun

Mujhy Hai Paas Chahat Ka Wgrna ay Sitam Parwar
Tujhy Main Tujh Se ziada Gham Inayat Kr Bhi Sakta hun

Mujhy Bas Apni Baton Se Mukarna He Naheen Aata
Boht Hoshiyar Hun Warna Siyasat Kr Bhi Sakta Hun

Aseer-e-Ishq Ko Aadat Si Hai Dukh Dard Sehanay ki
Wagrna Main Rihaayi Ki Jasarat Kr Bhi Kr Sakta Hun

Hazaron Pal Muhabbat Me Hazaron Dard Jhailay Hain
Magr Hun Qol Pr Qayem Ye Saabat Kr Bhi Sakta Hun

shakeel saheb ko prem anjana ka .....salaam
aapke sher bohot pasand aaye..daad kubool kijiye
yun hi likhte rahen... kush rahen....swasth rahen
aapka prem anjana.......


anjana prem
sab meri muskurahat se jalte hai,
mai sabko hasata chala gaya.
pasand thi jamane ko meri barbadi,
mai unpe dil-o-jaan lutata chala gaya.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
25th January 2011, 01:00 PM

Quote:
Originally Posted by Shimul View Post
Assalamu Alaikum..Dear Shakil Jee..Allah Pak K Rahem-o-Karam Se Umeed Hain Aap Khayriyat Se Honge.. **Matla Se Lekar Maqta Tak..Dilki Baato.n Ko Dilse Mehsuus Kee Hain..Aur Ek Gazal Kee Yaad Aayi Bhi..Aapne Bhi Sune Honge Zoruur..Hain Na.. ? Dilki Gehraaion Kee Gehraaion Se Duwaaye~~Dher-o-Dher Saare Phuul.. **Khush Rahiye Ye Duwaaon Ke Saath Ijaazat Chahungi Aapse.. **


Ishq Kee Daastaan Hain Pyaare
Apni Aapnii Zubaan Hain Pyaare

'Hum Zamaane Se Inteqaam To Le
Ik Haseen Darmiyaan Hain Pyaare



*Writer: Jigar Muradabadi Jee ( I Think So).. **
*Singer: Jagjit Singh Jee **
Waalaiuk-ussalam...!

Dear Shimul Ji....!

Aap Ne Hamrai Bazm Me Haziri Di Or Kalaam Ko Pasand Kia Us Ke Liye Aap Ka Boht Boht Shukriya........
Yunhi Aati Rahen Or Mehfil Sajati Rahen...

ALLAH PAAK AAP KO BOHT KHUSHIAN De




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th January 2011, 03:03 PM

Ahmad jii................aapki gazal hume behad pasand aaye, sabhi ashiyaar dil ke khaas kareeb rahe.....keep writing.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#14)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
25th January 2011, 04:51 PM

Quote:
Originally Posted by prem_anjana View Post
shakeel saheb ko prem anjana ka .....salaam
aapke sher bohot pasand aaye..daad kubool kijiye
yun hi likhte rahen... kush rahen....swasth rahen
aapka prem anjana.......

Dear Prem Anjana Ji....!

Hamari Bazm Me Aap Ko Khush Aamdeed........
Kalaam Parhnay Or Pasand Krnay Ke Liye Aap Ka Boht Shukriya.....
Umeed Hai Ke aap Aayinda Bhi Aatay Rahen Gy

KHUSH RAHEN MUSKURATAY RAHEN




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
26th January 2011, 12:19 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Ahmad jii................aapki gazal hume behad pasand aaye, sabhi ashiyaar dil ke khaas kareeb rahe.....keep writing.

god bless u

Dear Sunita Virender Ji....!

Aap Ne Is Kalaam Ko Waqt Dia Or Apni Raaye Se Nawaza..... Is Pr Main Tah-e-Dil Se Aap Ka Mashkoor Hun.......

Khush Rahen Or Yunhi Aati Tahen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
26th January 2011, 01:55 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post

BAGHAWAT KR BHI SAKTA HUN

Zamanay K Usoolon Se Baghawat Kr Bhi Kr Sakta Hun
Main Lab-Basta Kharra Hun Pr Shikayat Kr Bhi Sakta Hun

Mujhy Hai Paas Chahat Ka Wgrna ay Sitam Parwar
Tujhy Main Tujh Se ziada Gham Inayat Kr Bhi Sakta hun

Mujhy Bas Apni Baton Se Mukarna He Naheen Aata
Boht Hoshiyar Hun Warna Siyasat Kr Bhi Sakta Hun

Aseer-e-Ishq Ko Aadat Si Hai Dukh Dard Sehanay ki
Wagrna Main Rihaayi Ki Jasarat Kr Bhi Kr Sakta Hun

Hazaron Pal Muhabbat Me Hazaron Dard Jhailay Hain
Magr Hun Qol Pr Qayem Ye Saabat Kr Bhi Sakta Hun
Bahut kamaal ka likha hai ..... Shakil Bhai


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
8th October 2011, 01:10 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
Bahut kamaal ka likha hai ..... Shakil Bhai

Sir Aap Ki Aamad Ka Or Ghazal Ko Pasand Krnay Ka Boht Boht Shukriya........ Sada Khush Rahen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com