Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
my first ghazal on shayri.com
Old
  (#1)
'Saahil'
mai shayar badnaam.......
'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice
 
'Saahil''s Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2009
Location: kabhii dhoop maiN, kabhi chaavN maiN, is shahar maiN us gaoN maiN
Rep Power: 0
my first ghazal on shayri.com - 2nd August 2009, 10:41 PM

dosto mehfil mai naya hoon...........apni pehli ghazal yahan pesh kar raha hoon.....I hope you'll like it.

behar ka naam to maloom nahi lekin rhythm shaayad ye hai 2122 2121 212
apne 'comments' aur 'suggestions' se nawaaziyega


ye likhi hai baat kis kitaab maiN
aapko rehna hai bas naqaab maiN

hosh mai bas wo ke jis ko tu mila
sab bhatakte haiN yahaN saraab maiN

soch ko milta nahi kabhi sukooN
haiN kai sawaal har jawaab maiN

kar diya kaantoN ne jab lahoo se laal
husn aur badh gaya gulaab maiN

so sake phir ham kabhii na umr bhar
kar gaye vaada-e-vasl khaab maiN


(idea for the above sher is taken from Ghalib's sher

taafir na intizaar main neend aaye umr bhar
aane ka ahad kar gaye aaye jo khaab main'
)

yaad apna ishq rakhe ye jahan
doob jaate hain chalo chanaab maiN

ho hi jaata hai yahan deedar-e-yaar
bas yahi hai baat achhi khaab maiN


kashtiyaN 'saahil' tujhe hain dhoondti
aur tu dooba hai khud sailaab main


.........Saahil
  Send a message via Yahoo to 'Saahil'  
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
3rd August 2009, 07:37 AM

Quote:
Originally Posted by 'Saahil' View Post
dosto mehfil mai naya hoon...........apni pehli ghazal yahan pesh kar raha hoon.....I hope you'll like it.

behar ka naam to maloom nahi lekin rhythm shaayad ye hai 2122 2121 212
apne 'comments' aur 'suggestions' se nawaaziyega


ye likhi hai baat kis kitaab maiN
aapko rehna hai bas naqaab maiN

hosh mai bas wo ke jis ko tu mila
sab bhatakte haiN yahaN saraab maiN

soch ko milta nahi kabhi sukooN
haiN kai sawaal har jawaab maiN

kar diya kaantoN ne jab lahoo se laal
husn aur badh gaya gulaab maiN

so sake phir ham kabhii na umr bhar
kar gaye vaada-e-vasl khaab maiN


(idea for the above sher is taken from Ghalib's sher

taafir na intizaar main neend aaye umr bhar
aane ka ahad kar gaye aaye jo khaab main'
)

yaad apna ishq rakhe ye jahan
doob jaate hain chalo chanaab maiN

ho hi jaata hai yahan deedar-e-yaar
bas yahi hai baat achhi khaab maiN


kashtiyaN 'saahil' tujhe hain dhoondti
aur tu dooba hai khud sailaab main


.........Saahil
Saahil ji...sdc mai aapka welcome hai...aapki likhi sabhi panktiya mujhe bahut pasand aai......aapki koshsih bahut umda hai...aise hi likhte rahiye...khush rahiye....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
'Saahil'
mai shayar badnaam.......
'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice
 
'Saahil''s Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2009
Location: kabhii dhoop maiN, kabhi chaavN maiN, is shahar maiN us gaoN maiN
Rep Power: 0
3rd August 2009, 09:53 AM

Naresh ji aapki daad ke liye bahut bahut shukriya.

keep reading and encouraging.


Sandeep 'Saahil'

saahilspoetry.blogspot.com
  Send a message via Yahoo to 'Saahil'  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
3rd August 2009, 10:32 AM

Saahil jee,
mahfil meiN aapka Swagat hai ........
aapne kaha hai ki yeh aapki pahli Ghazal hai .........mere khayal se gar yeh pahli Ghazal hai aapki to insha allah aap aage jakar aur bhi achhi ghazal kahenge..............

mahfil mein aate rahiye
apne ehesaas ko youN bayaan karte rahiye

DuaoN ke saath
aapki Dost
Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
3rd August 2009, 10:43 AM

saahil saahab,

yahaa.n sdc par aap ka swaagat hai.. aap ne takhallus hi itna pyaara chuna hai kii kyaa kahe.n............. dekhate hi saahir ludiyanvi ki yaad aati hai... par yeh takhallus chun kar,aap ne thoDa sa apne liye mushkil khada kar liya hai.. kyun ki ab aap ko behtar hi likhan paDega.. aur aap ki yeh koshish dekh kar lagaa ki, aap kaafi behtar likh sakte hai.n.. ek achchhi koshish ke liye meri aur se daad qubool keejiye..

soch ko milta nahi kabhi sukooN
haiN kai sawaal har jawaab maiN

ho hi jaata hai yahan deedar-e-yaar
bas yahi hai baat achhi khaab maiN

kashtiyaN 'saahil' tujhe hain dhoondti
aur tu dooba hai khud sailaab main

bohat achchhe! likhte rahe.n

-mayank

reps + + +



  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#6)
'Saahil'
mai shayar badnaam.......
'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice
 
'Saahil''s Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2009
Location: kabhii dhoop maiN, kabhi chaavN maiN, is shahar maiN us gaoN maiN
Rep Power: 0
4th August 2009, 05:27 AM

Mayank ji

aapko sher pasand aaye, iski khushi hui. daad ke liye shukriya!

Naam to 'Saahir' ji se milta hai lekin kaam milne mai sadiyan lagengi. Waise ye keh kar aapne sucmuch dara diya. Ab to kaafi hard work karna padega.

aap jaise hausla badane wale milte rahen to aasani rahegi.

shukriya


Sandeep 'Saahil'

saahilspoetry.blogspot.com
  Send a message via Yahoo to 'Saahil'  
Reply With Quote
Old
  (#7)
'Saahil'
mai shayar badnaam.......
'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice
 
'Saahil''s Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2009
Location: kabhii dhoop maiN, kabhi chaavN maiN, is shahar maiN us gaoN maiN
Rep Power: 0
4th August 2009, 05:31 AM

Diya ji

jitna khoobsurat naam hai utne hi khoobsurat comments padh kar achha laga. daad ke liye bahut bahut shukriya.

waise mere kehne ka matalab tha ke ye SDC maii meri pehli ghazal hai. Ye wali latest hai.....jald aur bhi post karoonga.......yun hi comments aur suggestions dete rahiye.


shukriya


Sandeep 'Saahil'

saahilspoetry.blogspot.com
  Send a message via Yahoo to 'Saahil'  
Reply With Quote
Old
  (#8)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
6th August 2009, 05:11 PM

Quote:
Originally Posted by 'Saahil' View Post
dosto mehfil mai naya hoon...........apni pehli ghazal yahan pesh kar raha hoon.....I hope you'll like it.

behar ka naam to maloom nahi lekin rhythm shaayad ye hai 2122 2121 212
apne 'comments' aur 'suggestions' se nawaaziyega


ye likhi hai baat kis kitaab maiN
aapko rehna hai bas naqaab maiN

hosh mai bas wo ke jis ko tu mila
sab bhatakte haiN yahaN saraab maiN

soch ko milta nahi kabhi sukooN
haiN kai sawaal har jawaab maiN

kar diya kaantoN ne jab lahoo se laal
husn aur badh gaya gulaab maiN

so sake phir ham kabhii na umr bhar
kar gaye vaada-e-vasl khaab maiN


(idea for the above sher is taken from Ghalib's sher

taafir na intizaar main neend aaye umr bhar
aane ka ahad kar gaye aaye jo khaab main'
)

yaad apna ishq rakhe ye jahan
doob jaate hain chalo chanaab maiN

ho hi jaata hai yahan deedar-e-yaar
bas yahi hai baat achhi khaab maiN


kashtiyaN 'saahil' tujhe hain dhoondti
aur tu dooba hai khud sailaab main


.........Saahil
saahil sahab aadaaB...........

Aapka SDC per swagat hai ............ aapki paheli peshkash behad khoob lagii.......
sabhi sher bahut achche lage......... puri Gazal hi umda hai....

Highlighted sher behad khoob lage...

Likhate rahiye aur hume ruberu hone ka moukha dete rahiye..

Khush rahiye..
Khuda Hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
6th August 2009, 07:11 PM

bahut umdaa !


acha laga appko peRh ker ... meHfil meN aaya kijiye ... chiraagh to yahaN haiN hi , chaar chaand ki zaroorat hai


Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#10)
'Saahil'
mai shayar badnaam.......
'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice
 
'Saahil''s Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2009
Location: kabhii dhoop maiN, kabhi chaavN maiN, is shahar maiN us gaoN maiN
Rep Power: 0
7th August 2009, 06:11 AM

Khawahish Ji

daad ka bahut shukriya...........

cheers!


Sandeep 'Saahil'

saahilspoetry.blogspot.com
  Send a message via Yahoo to 'Saahil'  
Reply With Quote
Old
  (#11)
'Saahil'
mai shayar badnaam.......
'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice
 
'Saahil''s Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2009
Location: kabhii dhoop maiN, kabhi chaavN maiN, is shahar maiN us gaoN maiN
Rep Power: 0
7th August 2009, 06:14 AM

Mujeeb ji,

daad ka shukriya. Aapke signature ka sher bahut pasand aaya. ho sake to poorii ghazal yahan post karigyega

shukriya


Sandeep 'Saahil'

saahilspoetry.blogspot.com
  Send a message via Yahoo to 'Saahil'  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com