Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
...kya mujhe ijaazat hai?
Old
  (#1)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
...kya mujhe ijaazat hai? - 26th August 2011, 01:29 PM

yaar ke liye sajde mein, haan sar jhukaane ki aadat hai
jahaan uska ghar hai, us hi disha mein meri ibaadat hai

meri rooh mar gayi toh ise apna gunah mat samajh lena
yeh maut bhi shayad, mere paak ishq ki ek shahadat hai

zubaan gaddaar ban baiThe, jab shikayat karni ho dil ko
yaar ke deedaar-e-rukh mein kuchchh itni lataafat hai

mahboos rahe teri soch mein, aur matrook tere ishq se
phir bhi teri yaadon ke gulshan ki sada hi ki hifaazat hai

yoon to nazar-e-karam kab ki uTh chuki 'Anmol' se aapki
magar kya phir bhi mujhe aapko chahne ki ijaazat hai?
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 27th August 2011, 05:33 PM

Quote:
Originally Posted by zakhmee ashiq View Post
yaar ke liye sajde mein, haan sar jhukaane ki aadat hai
jahaan uska ghar hai, us hi disha mein meri ibaadat hai

meri rooh mar gayi toh ise apna gunah mat samajh lena
yeh maut bhi shayad, mere paak ishq ki ek shahadat hai

zubaan gaddaar ban baiThe, jab shikayat karni ho dil ko
yaar ke deedaar-e-rukh mein kuchchh itni lataafat hai

mahboos rahe teri soch mein, aur matrook tere ishq se
phir bhi teri yaadon ke gulshan ki sada hi ki hifaazat hai

yoon to nazar-e-karam kab ki uTh chuki 'Anmol' se aapki
magar kya phir bhi mujhe aapko chahne ki ijaazat hai?
bahut khoob anmol bhai
radhe radhe


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 27th August 2011, 05:59 PM

Quote:
Originally Posted by zakhmee ashiq View Post
yaar ke liye sajde mein, haan sar jhukaane ki aadat hai
jahaan uska ghar hai, us hi disha mein meri ibaadat hai

meri rooh mar gayi toh ise apna gunah mat samajh lena
yeh maut bhi shayad, mere paak ishq ki ek shahadat hai

zubaan gaddaar ban baiThe, jab shikayat karni ho dil ko
yaar ke deedaar-e-rukh mein kuchchh itni lataafat hai

mahboos rahe teri soch mein, aur matrook tere ishq se
phir bhi teri yaadon ke gulshan ki sada hi ki hifaazat hai

yoon to nazar-e-karam kab ki uTh chuki 'Anmol' se aapki
magar kya phir bhi mujhe aapko chahne ki ijaazat hai?
waise toh puri ghazal hi behadh khubsurat hai par aakhri line bas dil chiir kar gayi
bahot khub sahab...please keep sharing

Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#4)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
28th August 2011, 01:41 PM

[QUOTE=ISHK EK IBADAT;429764]bahut khoob anmol bhai
radhe radhe
[/QUOTE
radhe radhe ji bahut bahut shukriya
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
dikumar2000
Divakar Kumar
dikumar2000 is a jewel in the roughdikumar2000 is a jewel in the roughdikumar2000 is a jewel in the rough
 
dikumar2000's Avatar
 
Offline
Posts: 425
Join Date: Apr 2007
Location: Ahmedabad, Gujarat
Rep Power: 20
28th August 2011, 01:44 PM

Bari mudat sey chaha hey tumhain
Bari duaoon sey paya hai tumhain…
Tumhain bhulaaney ka socho b kasey
Kismat ki lakiron se churaya hai tumhain…!!
`
Lafzon Ke Fasaane Dhondhte Hain Hum Log
Lamhon Mai Zamaane Dhondhte Hain Hum Log
Tu Zehr Hi De Sharaab Keh Kar Saaqi
Jeene Ke Bahaane Dhondhte Hain Hum Log…
`
Raabton, Rishton Mai Uljhan Thi Bohot
Is Nizam-E-Shehr Mai Rehne Ki Himmat Hi Na Ki
Lafz Yeh Logon Mai Raij Tha “Bohot”
Is Liye Is Shehr Mai Hum Ne Mohabbat Hi Na Ki…


Divakar kumar

   
Reply With Quote
Old
  (#6)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
28th August 2011, 06:57 PM

Quote:
Originally Posted by zakhmee ashiq View Post
yaar ke liye sajde mein, haan sar jhukaane ki aadat hai
jahaan uska ghar hai, us hi disha mein meri ibaadat hai

meri rooh mar gayi toh ise apna gunah mat samajh lena
yeh maut bhi shayad, mere paak ishq ki ek shahadat hai

zubaan gaddaar ban baiThe, jab shikayat karni ho dil ko
yaar ke deedaar-e-rukh mein kuchchh itni lataafat hai

mahboos rahe teri soch mein, aur matrook tere ishq se
phir bhi teri yaadon ke gulshan ki sada hi ki hifaazat hai

yoon to nazar-e-karam kab ki uTh chuki 'Anmol' se aapki
magar kya phir bhi mujhe aapko chahne ki ijaazat hai?
zakhmi ji aapki ye peshkash behad pasaNd aayee mujhe....dil se daad haazir hai qubuul kijiyega...


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#7)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
31st August 2011, 01:29 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
waise toh puri ghazal hi behadh khubsurat hai par aakhri line bas dil chiir kar gayi
bahot khub sahab...please keep sharing

Regards
mere alfaaz aapke dil tak pahunche is se baDi mere liye kya baat ho sakti hai? main bahut shukar-guzaar hoon aapka.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
13th September 2011, 12:02 AM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
zakhmi ji aapki ye peshkash behad pasaNd aayee mujhe....dil se daad haazir hai qubuul kijiyega...
Vikram ji humne aap ki daad dil se kabool ki. shukriya!
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
secret admirer
Registered User
secret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nicesecret admirer is just really nice
 
Offline
Posts: 473
Join Date: Mar 2010
Location: New Delhi
Rep Power: 18
13th September 2011, 02:18 AM

Quote:
Originally Posted by zakhmee ashiq View Post
meri rooh mar gayi toh ise apna gunah mat samajh lena
yeh maut bhi shayad, mere paak ishq ki ek shahadat hai

yoon to nazar-e-karam kab ki uTh chuki 'Anmol' se aapki
magar kya phir bhi mujhe aapko chahne ki ijaazat hai?
zakhmee sahab, Namashkar......!

ye 2 sher mujhe bahut pasand aaye inke liye daad hazir hai sahab...
issi tarah likhte rahiye .......

aapka.


Na tha main to khuda tha, kuch na hota to khuda hota?
mitaya mujh ko hone ne, na hota main to kya hota !!
(NM)
  Send a message via Yahoo to secret admirer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
13th September 2011, 01:58 PM

aapka likha bahaut pasand aaya........
"yaar ke liye sajde mein, haan sar jhukaane ki aadat hai | jahaan uska ghar hai, us hi disha mein meri ibaadat hai"


विपिन


   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
14th September 2011, 05:31 PM

Quote:
Originally Posted by zakhmee ashiq View Post
yaar ke liye sajde mein, haan sar jhukaane ki aadat hai
jahaan uska ghar hai, us hi disha mein meri ibaadat hai

meri rooh mar gayi toh ise apna gunah mat samajh lena
yeh maut bhi shayad, mere paak ishq ki ek shahadat hai

zubaan gaddaar ban baiThe, jab shikayat karni ho dil ko
yaar ke deedaar-e-rukh mein kuchchh itni lataafat hai

mahboos rahe teri soch mein, aur matrook tere ishq se
phir bhi teri yaadon ke gulshan ki sada hi ki hifaazat hai

yoon to nazar-e-karam kab ki uTh chuki 'Anmol' se aapki
magar kya phir bhi mujhe aapko chahne ki ijaazat hai?

Anmol jii....behad asardaar likha hai aapne, hame sabhi ahsaas acche lage...par last line meiN aapne jo sawaal kiya hai mahboob se....wo dil ko chuu gya....del ke bahuttttttt kareeb rha aapka sawaal aur aapki poetry bhi.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#12)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
23rd October 2011, 08:41 AM

Quote:
Originally Posted by secret admirer View Post
zakhmee sahab, Namashkar......!

ye 2 sher mujhe bahut pasand aaye inke liye daad hazir hai sahab...
issi tarah likhte rahiye .......

aapka.
Namashkaar ji, daad ke liye behad shukriya
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
26th October 2011, 05:05 PM

Quote:
Originally Posted by zakhmee ashiq View Post
yaar ke liye sajde mein, haan sar jhukaane ki aadat hai
jahaan uska ghar hai, us hi disha mein meri ibaadat hai

meri rooh mar gayi toh ise apna gunah mat samajh lena
yeh maut bhi shayad, mere paak ishq ki ek shahadat hai

zubaan gaddaar ban baiThe, jab shikayat karni ho dil ko
yaar ke deedaar-e-rukh mein kuchchh itni lataafat hai

mahboos rahe teri soch mein, aur matrook tere ishq se
phir bhi teri yaadon ke gulshan ki sada hi ki hifaazat hai

yoon to nazar-e-karam kab ki uTh chuki 'Anmol' se aapki
magar kya phir bhi mujhe aapko chahne ki ijaazat hai?
YuN to puri shaayri laajawaab hai, magar matlaa & maqtaa hameiN khaas pasand aaye, Anmol Ji...!

Keep it up and take care, ok...?

With blessings



Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Krishnasharma
Registered User
Krishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the roughKrishnasharma is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Sep 2011
Rep Power: 16
26th October 2011, 10:56 PM

Quote:
zubaan gaddaar ban baiThe, jab shikayat karni ho dil ko
yaar ke deedaar-e-rukh mein kuchchh itni lataafat hai
well said. bahot hi bareeqi se lafzo se sajaya hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
15th February 2012, 01:37 PM

Quote:
Originally Posted by Vipinbox View Post
aapka likha bahaut pasand aaya........
"yaar ke liye sajde mein, haan sar jhukaane ki aadat hai | jahaan uska ghar hai, us hi disha mein meri ibaadat hai"
padhne ke liye shukriya. yoon hi paDhte rahiye ga!
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
15th February 2012, 01:38 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Anmol jii....behad asardaar likha hai aapne, hame sabhi ahsaas acche lage...par last line meiN aapne jo sawaal kiya hai mahboob se....wo dil ko chuu gya....del ke bahuttttttt kareeb rha aapka sawaal aur aapki poetry bhi.

god bless u
Sunita ji pasand karne ke liye behad shukriya. koshish rahe gi aagey bhi aisa likhne ki.
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
zakhmee ashiq
Registered User
zakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to beholdzakhmee ashiq is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 170
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 26
15th February 2012, 01:39 PM

Quote:
Originally Posted by Amanush... View Post
YuN to puri shaayri laajawaab hai, magar matlaa & maqtaa hameiN khaas pasand aaye, Anmol Ji...!

Keep it up and take care, ok...?

With blessings

Ghazal ko paDhne ke liye aur pasand karne ke liye shukriya janaab!
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com