Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Judaai ki lakeer ban jaati hai....
Old
  (#1)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
Judaai ki lakeer ban jaati hai.... - 13th June 2009, 10:57 PM

Judaai ki lakeer ban jaati hai....

yaade aankhon mai samandar de jaati hai
ret par likhi baat lehro mai beh jaati hai......

roshni itni rakhta hu neend na kisi ki kharab ho
zamin par araam se chalta hu awaaz ho jaati hai.....

apni parchhayi se baat kiya karu ab main
andhere mai rehta hu woh kudh hi meet jaati hai....

kismat har baar hamare saath ho ye zaruri nahi
jo ho jaye waqt par wahi takdeer ban jaati hai....

woh itne saal hamare dil mai aise hi nahi raha
uski aankh mai bhi judaai ki lakeer ban jaati hai....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#2)

14th June 2009, 05:01 PM

piyaar mai koi
ganit ka sawal nahi hota
is liye aaj bhi iska
koi samikaran hal nahi hota...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
14th June 2009, 07:48 PM

Andhere me rehta hu woh khud hi mit jati hain..........Wah janab wah kya andaz hain dard bayaan karne ka bohat khoob.

Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#4)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
15th June 2009, 02:51 PM

Narsh Jii..........

Achcha likha hai aab aap bhi kafi kuch samajh gaye hai likhane ke bare mein.
Yunhi likhate rahiye aur apna saath banaye rakhiye...

yeh bahut kamal likha hai

kismat har baar hamare saath ho ye zaruri nahi
jo ho jaye waqt par wahi takdeer ban jaati hai....

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
15th June 2009, 07:34 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post

Judaai ki lakeer ban jaati hai....

yaade aankhon mai samandar de jaati hai
ret par likhi baat lehro mai beh jaati hai......

roshni itni rakhta hu neend na kisi ki kharab ho
zamin par araam se chalta hu awaaz ho jaati hai.....

apni parchhayi se baat kiya karu ab main
andhere mai rehta hu woh kudh hi meet jaati hai....

kismat har baar hamare saath ho ye zaruri nahi
jo ho jaye waqt par wahi takdeer ban jaati hai....

woh itne saal hamare dil mai aise hi nahi raha
uski aankh mai bhi judaai ki lakeer ban jaati hai....

wahh dost..acha likha hai...har sher kaabil-e-taarif laga mujhe..yeh sher kuch khas pasand aaya:

zamin par araam se chalta hu awaaz ho jaati ha

god bless u..dil se daad kubool kijiye

Pradhyuman - Bismil

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
18th June 2009, 08:49 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
wahh dost..acha likha hai...har sher kaabil-e-taarif laga mujhe..yeh sher kuch khas pasand aaya:

roshni itni rakhta hu neend na kisi ki kharab ho
zamin par araam se chalta hu awaaz ho jaati ha

god bless u..dil se daad kubool kijiye

Pradhyuman - Bismil
Pradhyuman Bhai....aapko yaha dekh kar acha laga....meri koshish aapko pasand aai...iske liye shukriya.....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
18th June 2009, 08:57 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Narsh Jii..........

Achcha likha hai aab aap bhi kafi kuch samajh gaye hai likhane ke bare mein.
Yunhi likhate rahiye aur apna saath banaye rakhiye...

yeh bahut kamal likha hai

kismat har baar hamare saath ho ye zaruri nahi
jo ho jaye waqt par wahi takdeer ban jaati hai....
Sameer Bhai....ye sab aapki duaao ka asar hai....jo bhi main likh paa raha hu...woh sab aap dosto se mila hausla aur piyar hi hoaga shayad......aise hi aap sab saath dete rahiyega....main koshish karta rahaunga.....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#8)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
19th June 2009, 05:59 AM

naresh ji

wow... nice aapki ghazal aur ehssaas dil ko chu se gaye ..kisi ek ko choose karna assaan nahi hoga...

likhte rahye

take care

mandeep

~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
20th June 2009, 10:49 AM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
naresh ji

wow... nice aapki ghazal aur ehssaas dil ko chu se gaye ..kisi ek ko choose karna assaan nahi hoga...

likhte rahye

take care

mandeep
mandeep ji....aapko meri nazm pasand aai...iske liye aapka bahut bahut shukriya.....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#10)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
21st June 2009, 07:43 AM

jab kabhi
mausam apna mijaaz
badalta hai
barsaat ke dino mai
aksar suraj par hi
sawal uthta hai....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
nice......
Old
  (#11)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile nice...... - 29th December 2009, 01:50 PM

Namaste ...Naresh ji ....Kaise hai aap?? Aapke kahe mutaabik ..aur apne waade ke anusaar hum aapki post par haazir hai ... Aapke kahene ke itani dair baad aayi hoon iske liye maafi chaahati hoon

Aapke ehsaas bahot hi pyaare hai is rachana mai ....waise hume likhana nahi aata ... aur naahi jyaada kuchh pata hai ...shayri ya ghazal ke baarein mai ...hum to bas ehsaas hi samajhte hai ..par fir bhi.. ek baat kahe hum aapse ??

Is rachanaa ke ehsaas hume bahot hi maasoom aur naazuk se lage... Hum maanate hai ki har kisi ka likha yaa unake ehsaas unake dil ka unake jasbaaton ka Aaina hote hai,

Is rachana ko padhake hume aesa laga ki ....iske kuchh alfaazon ko kisi chhote se maasoom se bachche ke dil ne bayaan kiya hai ..aur kuchh alfaason ko padhake laga ...kisi bahot hi sulajhe huye ...zindagi ko jis ne kaafi kareeb se dekha ho aese saksh ne bayaan kiya hai...

yeh chand sher hume khaas pasand aaye

"
roshni itni rakhta hu neend na kisi ki kharab ho
zamin par araam se chalta hu awaaz ho jaati hai.....

apni parchhayi se baat kiya karu ab main
andhere mai rehta hu woh kudh hi meet jaati hai....

kismat har baar hamare saath ho ye zaruri nahi
jo ho jaye waqt par wahi takdeer ban jaati hai....
"

Hume bahot pyaari lagi aapki yeh rachanaa ...yunhi likhate rahiye ..aur apanaa khayaal rakhiyega.

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe,

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe

------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.

  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
3rd January 2011, 02:06 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post

Judaai ki lakeer ban jaati hai....

yaade aankhon mai samandar de jaati hai
ret par likhi baat lehro mai beh jaati hai......

roshni itni rakhta hu neend na kisi ki kharab ho
zamin par araam se chalta hu awaaz ho jaati hai.....

apni parchhayi se baat kiya karu ab main
andhere mai rehta hu woh kudh hi meet jaati hai....

kismat har baar hamare saath ho ye zaruri nahi
jo ho jaye waqt par wahi takdeer ban jaati hai....

woh itne saal hamare dil mai aise hi nahi raha
uski aankh mai bhi judaai ki lakeer ban jaati hai....

ji its too real & nice creation...........................

Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye

E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 3rd January 2011, 02:31 PM

kismat har baar hamare saath ho ye zaruri nahi
jo ho jaye waqt par wahi takdeer ban jaati hai....

woh itne saal hamare dil mai aise hi nahi raha
uski aankh mai bhi judaai ki lakeer ban jaati hai....

beautiful lines Naresh ji
aap ke dil se jo nikalte hai alfaaz
vo khubsurat tahreer ban jati hai

Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#14)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 4th January 2011, 12:25 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post

Judaai ki lakeer ban jaati hai....

yaade aankhon mai samandar de jaati hai
ret par likhi baat lehro mai beh jaati hai......

roshni itni rakhta hu neend na kisi ki kharab ho
zamin par araam se chalta hu awaaz ho jaati hai.....

apni parchhayi se baat kiya karu ab main
andhere mai rehta hu woh kudh hi meet jaati hai....

kismat har baar hamare saath ho ye zaruri nahi
jo ho jaye waqt par wahi takdeer ban jaati hai....

woh itne saal hamare dil mai aise hi nahi raha
uski aankh mai bhi judaai ki lakeer ban jaati hai....

wah naresh bhai wah bahut khoob daad kubul karen
duaon ke saath
radhe radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th October 2014, 01:20 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post

Judaai ki lakeer ban jaati hai....

yaade aankhon mai samandar de jaati hai
ret par likhi baat lehro mai beh jaati hai......

roshni itni rakhta hu neend na kisi ki kharab ho
zamin par araam se chalta hu awaaz ho jaati hai.....

apni parchhayi se baat kiya karu ab main
andhere mai rehta hu woh kudh hi meet jaati hai....

kismat har baar hamare saath ho ye zaruri nahi
jo ho jaye waqt par wahi takdeer ban jaati hai....

woh itne saal hamare dil mai aise hi nahi raha
uski aankh mai bhi judaai ki lakeer ban jaati hai....

Naresh Bhaiyaa.......aapki rachnaye behadd khoobsurat hoti hai...aapko padna hame shuru se accha lagta hai, bazm meiN aate rha kijiye...!

regards

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com