jab larka kissi larki ke peeche jaata hai aur larki usse ghaas nahi daalti to majbooran larka kehta hai
aye shama teri chahat mein jale hain be hisaab perwaane
laashein dekh ker bhi baaz na aaye mohabbat k dewaane
aur jab larke peeche larkioon k lag lag ker thakk jaate hain to phir kehte hain
dost na to teri hata hai aur na meri hata hai
bewafaayi karna husan waloon ki ik ada hai
aur phir agar larki ek dafa mur ker dekh leti hai to to woh samajhte hain keh wo hamaari taraf pyar ki nazar se dekh rahi hai aur shayad samajh beth te hain keh usse hum ache lagne lage hain phir woh kehte hain
pehli baar aaj unn ke hontoon per mera naam aaya hai
punnu shehar mein aaj jashne charaagaan ki intha ker daalo
very funny na girls plz aisa na kiya karo hamaare boys per thora sa tas khaya karo ok
bye