Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ban aai jan par
Old
  (#1)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
ban aai jan par - 9th October 2007, 10:41 PM

apni wo shan par hain ham apni shan par
is jhuti zid me dekho ban aai jan par.
tajir bhi hain bahut aur kharidar bhi bahut
gam bik raha hai dekho khushi ki dukan par.
dil yun bhara khushi se teri khushi ke bad
nam e khushi na aaya dubara zuban par.
dikhta wo aaj kal hai sitaron ke beech me
kya bas gaya hai jakar wo aasman par.
ho ma ke wo bahen ho ya masooq ho mera.
har riste me hi paya khud ko dhalan par
   
Reply With Quote
nice
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up nice - 10th October 2007, 11:57 AM

Quote:
Originally Posted by rahnuma View Post
apni wo shan par hain ham apni shan par
is jhuti zid me dekho ban aai jan par.
tajir bhi hain bahut aur kharidar bhi bahut
gam bik raha hai dekho khushi ki dukan par.
dil yun bhara khushi se teri khushi ke bad
nam e khushi na aaya dubara zuban par.
dikhta wo aaj kal hai sitaron ke beech me
kya bas gaya hai jakar wo aasman par.
ho ma ke wo bahen ho ya masooq ho mera.
har riste me hi paya khud ko dhalan par
REHNUMA JI >>>>>>>>>
Bahut umda likha hai apne dil ko chuliya apke kalaam ne ese hi likhte rahiye aap hamesha aur bhi accha likh sakten hain han ek baat ainda aap do line ke baad proper gap rakha kijiye isse padhne mein asani hoti hai

apni wo shan par hain ham apni shan par
is jhuti zid me dekho ban aai jan par.

tajir bhi hain bahut aur kharidar bhi bahut
gam bik raha hai dekho khushi ki dukan par.

dil yun bhara khushi se teri khushi ke bad
nam e khushi na aaya dubara zuban par.

dikhta wo aaj kal hai sitaron ke beech me
kya bas gaya hai jakar wo aasman par.

ho ma ke wo bahen ho ya masooq ho mera.
har riste me hi paya khud ko dhalan par
Es tarha se likhenge to behtar lagega


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
10th October 2007, 02:18 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
REHNUMA JI >>>>>>>>>
Bahut umda likha hai apne dil ko chuliya apke kalaam ne ese hi likhte rahiye aap hamesha aur bhi accha likh sakten hain han ek baat ainda aap do line ke baad proper gap rakha kijiye isse padhne mein asani hoti hai

apni wo shan par hain ham apni shan par
is jhuti zid me dekho ban aai jan par.

tajir bhi hain bahut aur kharidar bhi bahut
gam bik raha hai dekho khushi ki dukan par.

dil yun bhara khushi se teri khushi ke bad
nam e khushi na aaya dubara zuban par.

dikhta wo aaj kal hai sitaron ke beech me
kya bas gaya hai jakar wo aasman par.

ho ma ke wo bahen ho ya masooq ho mera.
har riste me hi paya khud ko dhalan par
Es tarha se likhenge to behtar lagega
accha laga kashif ji aapne ek behad khaas baat bataye rahnuma ji ko....umeed hai woh es baat ko samjeNge.

rahnumaa ji namaskaar.......aap ko padna accha laga, ahsaas khoobsurat lage, yu hi likhtey rhaiye aur haan kashif ji ki baat ko bhi gaur kijiyega.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
11th October 2007, 05:54 PM

Namaste,

Well kya tarif kare...apne to pahali hi baar me bahot asar kiya hai...bahot hi achha laga padh kar.....aapne shayri likhi hai....maf kijiye is shayri ko shayri ke tarike se mishroN me baant ke post karen to jyada achha lagega padhne me....

Daad kabool kijiyega.....mujhe to puri hi nazm bahot achhi lagi....ummid hai aage bhi padh sakungi aapko.....

Ijaazat!!

Grazie

Pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
28th November 2007, 09:15 PM

shukriya aap sab ka
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com