Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
tanha khuda rah jayega
Old
  (#1)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
tanha khuda rah jayega - 26th December 2010, 10:49 PM

dosto ko phir mera pyaar bhara salaam
ab darr ye ke salaam karte karte kahi dost na thak jaaye

ek ghazal peshekhidmat hai.........

bahut si dhun hai ise adaa karne keliye......
khas taur par isi zameen par ghulam ali sahab ki gaaayi ghazal hai
' raasta kaT bhi gaya to faasla rah jayega'

meri pasandida dhun hai

manzile apni jagah hai raaste apni jagah'

---------------------------------------------------
a
apne takleef kyu ki ham to aane waale the
hum samaj aur soch kar hi dhoka khaane wale the

*

mil naqaabo me mujhe, paas e wafa rah jayega
ik fasana aur mera unkaha rah jayega

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

zidd mahabbat ka jahaa ik, apne peeche choD jaa
varna is dunya me kya, tera mera rah rah jayega

regards

Last edited by zidd; 26th December 2010 at 10:58 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
26th December 2010, 11:18 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto ko phir mera pyaar bhara salaam
ab darr ye ke salaam karte karte kahi dost na thak jaaye

ek ghazal peshekhidmat hai.........

bahut si dhun hai ise adaa karne keliye......
khas taur par isi zameen par ghulam ali sahab ki gaaayi ghazal hai
' raasta kaT bhi gaya to faasla rah jayega'

meri pasandida dhun hai

manzile apni jagah hai raaste apni jagah'

---------------------------------------------------
a
apne takleef kyu ki ham to aane waale the
hum samaj aur soch kar hi dhoka khaane wale the

*

mil naqaabo me mujhe, paas e wafa rah jayega
ik fasana aur mera unkaha rah jayega

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

zidd mahabbat ka jahaa ik, apne peeche choD jaa
varna is dunya me kya, tera mera rah rah jayega

regards
bahot khoob likhaa hai zidd bhai.. tamaam tahreer padhne ke baad dil ko sukoon milta hua dikhaai detaa hai. ek alag hi gahraai nazar aati hai aapki is ghazal mein..

is sher ke liye dil se daad kubool karen... likhte rahen.

shaad..

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 27th December 2010, 09:11 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
apne takleef kyu ki ham to aane waale the

hum samaj aur soch kar hi dhoka khaane wale the
*

mil naqaabo me mujhe, paas e wafa rah jayega
ik fasana aur mera unkaha rah jayega

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

zidd mahabbat ka jahaa ik, apne peeche choD jaa
varna is dunya me kya, tera mera rah rah jayega

Salaam Zidd sahab

Ab aap se kya kahe. Jo asar aap ki peshkash karti hai jasbaaton par ussay baya karna mere bas main nahi
bas ye hi kahungi....shukriya janab share karne ke liye

Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 27th December 2010, 11:52 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto ko phir mera pyaar bhara salaam
ab darr ye ke salaam karte karte kahi dost na thak jaaye

ek ghazal peshekhidmat hai.........

bahut si dhun hai ise adaa karne keliye......
khas taur par isi zameen par ghulam ali sahab ki gaaayi ghazal hai
' raasta kaT bhi gaya to faasla rah jayega'

meri pasandida dhun hai

manzile apni jagah hai raaste apni jagah'

---------------------------------------------------
a
apne takleef kyu ki ham to aane waale the
hum samaj aur soch kar hi dhoka khaane wale the

*

mil naqaabo me mujhe, paas e wafa rah jayega
ik fasana aur mera unkaha rah jayega

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

zidd mahabbat ka jahaa ik, apne peeche choD jaa
varna is dunya me kya, tera mera rah rah jayega

regards

bahut khoob zidd bhai
radhe radhe .........................................

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
27th December 2010, 11:59 AM

[QUOTE=zidd;419155]dosto ko phir mera pyaar bhara salaam
ab darr ye ke salaam karte karte kahi dost na thak jaaye

ek ghazal peshekhidmat hai.........

bahut si dhun hai ise adaa karne keliye......
khas taur par isi zameen par ghulam ali sahab ki gaaayi ghazal hai
' raasta kaT bhi gaya to faasla rah jayega'

meri pasandida dhun hai

manzile apni jagah hai raaste apni jagah'

---------------------------------------------------
a
apne takleef kyu ki ham to aane waale the
hum samaj aur soch kar hi dhoka khaane wale the

*

mil naqaabo me mujhe, paas e wafa rah jayega
ik fasana aur mera unkaha rah jayega

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

sahi kaha hai bhayeeee......... kuch aisi baateN hai, jo waiseke waise hi rah jaati haiN ....
yun laga jaise, sab chhod ke , jhunjhlaa ke foot pada hai khyaal
umdaaa

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

awesome , word play

fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

bahut bahut sahi bhayeee, bahut bahut sahi,
ek misraa yaad aaya
har saans ye kahti hai , hum haiN to khuda bhi hai

zidd mahabbat ka jahaa ik, apne peeche choD jaa
varna is dunya me kya, tera mera rah rah jayega

bahut acha waah, khud se bahut acha mukhatib hue haiN bhayeee.......
ye maktaa aapka best mere liye ......

bas bhayee matle ne utnaa maza nahi diyaa ..........!!!
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
27th December 2010, 01:01 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto ko phir mera pyaar bhara salaam
ab darr ye ke salaam karte karte kahi dost na thak jaaye

ek ghazal peshekhidmat hai.........

bahut si dhun hai ise adaa karne keliye......
khas taur par isi zameen par ghulam ali sahab ki gaaayi ghazal hai
' raasta kaT bhi gaya to faasla rah jayega'

meri pasandida dhun hai

manzile apni jagah hai raaste apni jagah'

---------------------------------------------------
a
apne takleef kyu ki ham to aane waale the
hum samaj aur soch kar hi dhoka khaane wale the

*

mil naqaabo me mujhe, paas e wafa rah jayega
ik fasana aur mera unkaha rah jayega

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

zidd mahabbat ka jahaa ik, apne peeche choD jaa
varna is dunya me kya, tera mera rah rah jayega

regards
ji bhaut sunder........................ maqta ne kamal kar diya..................its too real.

Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye

E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
27th December 2010, 01:41 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto ko phir mera pyaar bhara salaam
ab darr ye ke salaam karte karte kahi dost na thak jaaye

ek ghazal peshekhidmat hai.........

bahut si dhun hai ise adaa karne keliye......
khas taur par isi zameen par ghulam ali sahab ki gaaayi ghazal hai
' raasta kaT bhi gaya to faasla rah jayega'

meri pasandida dhun hai

manzile apni jagah hai raaste apni jagah'

---------------------------------------------------

a
apne takleef kyu ki ham to aane waale the

hum samaj aur soch kar hi dhoka khaane wale the
*

mil naqaabo me mujhe, paas e wafa rah jayega
ik fasana aur mera unkaha rah jayega

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

zidd mahabbat ka jahaa ik, apne peeche choD jaa
varna is dunya me kya, tera mera rah rah jayega

regards

Janab Zid Saheb........!

Boht Boht Khooob Ghazal Kahi Aap Ne....
Parh Kr Dil Khush Ho Gaya.......
Aap Ke Khayalaat Or Alfaz KA Chunao Boht Behtr HAi

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
27th December 2010, 05:41 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

regards
Mind explaining this........
not that it matters but am uncomfortable with this couplet....
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
28th December 2010, 06:43 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto ko phir mera pyaar bhara salaam
ab darr ye ke salaam karte karte kahi dost na thak jaaye

ek ghazal peshekhidmat hai.........

bahut si dhun hai ise adaa karne keliye......
khas taur par isi zameen par ghulam ali sahab ki gaaayi ghazal hai
' raasta kaT bhi gaya to faasla rah jayega'

meri pasandida dhun hai

manzile apni jagah hai raaste apni jagah'

---------------------------------------------------

a
apne takleef kyu ki ham to aane waale the

hum samaj aur soch kar hi dhoka khaane wale the
*

mil naqaabo me mujhe, paas e wafa rah jayega
ik fasana aur mera unkaha rah jayega

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

zidd mahabbat ka jahaa ik, apne peeche choD jaa
varna is dunya me kya, tera mera rah rah jayega

regards
adab zid bhai
aor janaab kaise hain achhaa hai ghar pe baithe aaraam karte rahenaor ham aise naayaab heeron se istefaadah karte rahen jo chaabuk dastee aap me paayee jatee hai wo to akm akm hi nazar aatee hai alfazo bayaan pe aap ki aap ki qudarat apnee micaal aap hai aap aap nahi aap baap hain saahab
bahot klhoob daad qabool karen
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
29th December 2010, 12:37 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto ko phir mera pyaar bhara salaam
ab darr ye ke salaam karte karte kahi dost na thak jaaye

ek ghazal peshekhidmat hai.........

bahut si dhun hai ise adaa karne keliye......
khas taur par isi zameen par ghulam ali sahab ki gaaayi ghazal hai
' raasta kaT bhi gaya to faasla rah jayega'

meri pasandida dhun hai

manzile apni jagah hai raaste apni jagah'

---------------------------------------------------

a
apne takleef kyu ki ham to aane waale the

hum samaj aur soch kar hi dhoka khaane wale the
*

mil naqaabo me mujhe, paas e wafa rah jayega
ik fasana aur mera unkaha rah jayega

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

zidd mahabbat ka jahaa ik, apne peeche choD jaa
varna is dunya me kya, tera mera rah rah jayega

regards
janaab zidd sahab .... shaandaar bemisaal lajawaab .... aapkaa kalaam in sifaton se kahiin aage nikal gayaa hai. aisa lagtaa hai ki yeh khud apne se guftagoo mein masroof hai aur dekhne waale bagal mein khade hokar bas is ka lutf uthaye ja rahe hain. main bhi unmein se ek hoon. aur kyunki taareef ke liye alfaaz ikatthaa nahiin pa rahaa hoon isliye sirf tah e dil se daad de rahaa hoon is nayab kalaam par .... dheron duaon ke saath .... zarraa
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
30th December 2010, 09:48 AM

Jaane kyoN .. har lihaaz se .. haal Ki likhi aapki sab Ghazal meN ... Yeh peshkash SuperBBBBBBB Creation lagi ... Zidd Bhai ! humari dili daad li jiye ... !

aise hi umdaa adaayegi aur khayaaloN ke saath humeshaa aate rahen aur likhte rahen ... !

ek repsssssssss ++++ Added Peshkash ... !

kal tak aapko reps mil jaayenge ... ! thodha intezaar karnaa padhega ... !

duaaoN ke saath ...

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----

Last edited by naresh_mehra110; 30th December 2010 at 09:50 AM..
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
30th December 2010, 12:13 PM

Zidd jii, aapka likha to bada lai mein hota hai, pad kar majja aata hai, kyuNki aap saath meiN kis zameeN par likhi hai yeh bhi batate haiN, so easy rahta hai....shukriya, ki hume aap jaise shayroN ka saath naseeb hai.

god bless u
regards

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#13)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
13th February 2011, 06:20 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
bahot khoob likhaa hai zidd bhai.. tamaam tahreer padhne ke baad dil ko sukoon milta hua dikhaai detaa hai. ek alag hi gahraai nazar aati hai aapki is ghazal mein..

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

is sher ke liye dil se daad kubool karen... likhte rahen.

shaad..
bahut shukriya shaad sahab.
thanks for the appreciation.
koshish har dafa karta hu ki kuch alag sa likhu,novelty jari rahti hai...varna khud shayar hi apne aapse bore ho jaaye

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
19th February 2011, 01:16 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
dosto ko phir mera pyaar bhara salaam
ab darr ye ke salaam karte karte kahi dost na thak jaaye

ek ghazal peshekhidmat hai.........

bahut si dhun hai ise adaa karne keliye......
khas taur par isi zameen par ghulam ali sahab ki gaaayi ghazal hai
' raasta kaT bhi gaya to faasla rah jayega'

meri pasandida dhun hai

manzile apni jagah hai raaste apni jagah'

---------------------------------------------------
a
apne takleef kyu ki ham to aane waale the
hum samaj aur soch kar hi dhoka khaane wale the

*

mil naqaabo me mujhe, paas e wafa rah jayega
ik fasana aur mera unkaha rah jayega

marte marte jeete kyu hai, je ke marte kyu nahi
taa qayamat raaz shayad, ye chupa rah jayega

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

fikr bando ki nahi ,bando ko hai fikre khuda
gar na honge hum to kya ,tanha khuda rah jayega

zidd mahabbat ka jahaa ik, apne peeche choD jaa
varna is dunya me kya, tera mera rah rah jayega

regards
Zidd bhai,

aapki ghazal par nazar padi aur yeh mein kya dekh raha hun??? iss sher ke khyaal maiN bhi bayaan kar chuka hun apni nayi koshish meiN..

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

this poses a serious question.. r v all lurking around d same thought spots and familiar grounds of creativity?

you & i (we r not in the same bracket of talent though..) should stretch our imaginations. wht say?

none the less..dis one was beautiful & flawless work of a genius.. god bless u..

aapka dost,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
19th February 2011, 06:14 PM

Quote:
Originally Posted by Pradhyuman View Post
Zidd bhai,

aapki ghazal par nazar padi aur yeh mein kya dekh raha hun??? iss sher ke khyaal maiN bhi bayaan kar chuka hun apni nayi koshish meiN..

aaj aaya kal ka kal tha , kal bhi ayega vo kal
roz hi roz ab din hi ye bus dekhna rah jayega

this poses a serious question.. r v all lurking around d same thought spots and familiar grounds of creativity?

you & i (we r not in the same bracket of talent though..) should stretch our imaginations. wht say?

none the less..dis one was beautiful & flawless work of a genius.. god bless u..

aapka dost,
Pradhyuman
hey zidd,

if you've not liked any part of what i've written here then pardon me.. i was driving your attention to sameer' ization of our thoughts.. need to evolve..i look upto you to create new benchmark..

dat was the only motive..

regards,
Pradhyuman

-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com