mayank ji
meharbaani hogi agar kabhi kabhi meri thodi 'alochna'bhi kar diya karen..ravaayatan nahin..agar zaoori samjhen..main 'nindak niyare raakhiye aangan kuti chavaay'type..
jo bhi ho tareef se hausla badhta hai aur alochna se aur zyada HAUSLA badhta hai..kuchh behtar kuchh aur behtar karne ka..
shukriya. prashant vasl