Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Jo LaUt KaR AaYe WaHi SaChChI mUhAbBaT hAi
Old
  (#1)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
Jo LaUt KaR AaYe WaHi SaChChI mUhAbBaT hAi - 27th December 2004, 04:44 PM

Pata nahi main kya likhe ja rahi hu..
kuchh format ban bhi raha hai ki nahi
fir bhi...dil kar raha hai ...jis ehsas ne lafjo ka roop liya hai..use post kar hi diya jaye..
"Bardast" kar lijiyega

Quote:

Main bardaSht kyo karu koi hamraj tera..
Jo dil me na ho tere wo raj tera kyo rakhe?!

Main bardaSht kyo karu kiSi awaj me tera nagma
Jo Saja na Sake tuje lafjo me wo teri dhun kyo gaye?

Main bardaSht kyo karu kiSi ko paSS tere..
JiSka tu hai hi nahi wo teri umid kyo rakhe?

Main bardaSht kyo karu tere lab Se kiSi ki taarif
Jo "SaNaM" hi nahi wo tere jahan me kyo rahe

IS kadar hairani Se na dekh..
ye haSad nahi mohabbat he

jiSka tuje ilm tak nahi bekadar
ye wahi chhupi hui chahat hai

Tune kabhi Socha hi kahan hai
ki muje bhi teri jarurat hai

Tuje to iShq he uchaiyon Se. .
SaNaM kaha teri haSrat hai..

kyo bahe aShk mere,teri yad me
In ankho ki nahi tuje kimat hai

Main kyo roku tuje... kiSi ne kaha bhi to hai
“jo laut kar aaye wahi sachchi mohabbat hai"


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Re: Jo LaUt KaR AaYe WaHi SaChChI mUhAbBaT hAi
Old
  (#2)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: Jo LaUt KaR AaYe WaHi SaChChI mUhAbBaT hAi - 28th December 2004, 08:33 PM

Quote:
Originally posted by dil_e_sikast
Pata nahi main kya likhe ja rahi hu..
kuchh format ban bhi raha hai ki nahi
fir bhi...dil kar raha hai ...jis ehsas ne lafjo ka roop liya hai..use post kar hi diya jaye..
"Bardast" kar lijiyega
Main bardaSht kyo karu koi hamraj tera..
Jo dil me na ho tere wo raj tera kyo rakhe?!

Main bardaSht kyo karu kiSi awaj me tera nagma
Jo Saja na Sake tuje lafjo me wo teri dhun kyo gaye?

Main bardaSht kyo karu kiSi ko paSS tere..
JiSka tu hai hi nahi wo teri umid kyo rakhe?

Main bardaSht kyo karu tere lab Se kiSi ki taarif
Jo "SaNaM" hi nahi wo tere jahan me kyo rahe

IS kadar hairani Se na dekh..
ye haSad nahi mohabbat he

jiSka tuje ilm tak nahi bekadar
ye wahi chhupi hui chahat hai

Tune kabhi Socha hi kahan hai
ki muje bhi teri jarurat hai

Tuje to iShq he uchaiyon Se. .
SaNaM kaha teri haSrat hai..

kyo bahe aShk mere,teri yad me
In ankho ki nahi tuje kimat hai

Main kyo roku tuje... kiSi ne kaha bhi to hai
“jo laut kar aaye wahi sachchi mohabbat hai"
sanam ....

bas yahi kahunga ... ki jab tak hum ehsaas hi nahi karaenge ki wakai sacchi mohbbat hai ya nahi to koi nahi aane wala /... ab mayavi jamana nahi raha ,,, aur sach jab banda jane lagta hai kisi se door ... to sanam ki pukar hi use ehsaas dila sakti hai ... yun na rokne se shayad bat kahin bigad na jaye ... aur apne pyar ko bachane ke liye hum jhuk jaye to shayad koi gunah nahi ...

khair muaf kijiyega gar kuch bhi jyada likh gaya hun to .. kalam ke taur pe shayad ye theek hai dua karounga sukoon mile aapko ...

dilon ne lagaye taale kadmo pe
juban hili nahi meri tere julmo pe
waqt-e-rukhsat, pukaro kash 'saccha_pyar'
milu na milun kal etbaar nahi lakeeron pe./..

aap apna khayal rakhiyega

umeed hai meri naadaaniyon ko nazarandaz kar mujhe muaf karengi gar main jyada bola hun to ...

aapka apna

kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#3)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
28th December 2004, 10:29 PM

Sanam.....


khayal aache hai aur zasbaaton ko bhi bkhubi bayan kiya hai.....

aur Kunal ne bhi uspe reply aacha likha hai.....

kehna chaahonga.....

gar saachi mohaabat thi to kyun chood dard chala gaya.....
meri aagosh ki rehas thi to kyun uski baahon mein ghul gaya .....
bhool gaya har sitam bhool gaya wafa-e-^AMAN^.....
kya kabhi laut ke aayega jo saare aam nilaam kar gaya......



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#4)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
28th December 2004, 11:17 PM

meri sanam,

.............................

ddd
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 27
29th December 2004, 10:26 AM

Sanam..

Tumhaare is kalaam me koi 'format' na hote hui bhi ek rawaani si hai.. lafzoN aur jazbaatoN ka ek bahaav sa hai jo ek sher ko doosre se joD kar rakhe hai.. Waise hi jaise khayaaloN ke silsile hote hain.. aur shayad ye kalaam yahi hai.. tumhaare khayaaloN ka ek kaafila sa.. jo hume behad khubsoorat raha..

Kalaam me jahaan ek nayapan hai.. ek taazgi hai.. wahiN tumhaari 'Signature' saadgi bhi hai.. saade lafzoN me, gehre jazbaat, sachche khayaal. Tumhaare is kalaam ke har sher me ek sachchai hai, jo ise aur bhi nayaab bana deti hai.

All in all a great work!

Its always a pleasure to read you!

Apna khayaal rakna.. aur muskuraati rehna..


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Re: Re: Jo LaUt KaR AaYe WaHi SaChChI mUhAbBaT hAi
Old
  (#6)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
Re: Re: Jo LaUt KaR AaYe WaHi SaChChI mUhAbBaT hAi - 30th December 2004, 05:14 PM

Quote:
Originally posted by sacccha_pyar
sanam ....

bas yahi kahunga ... ki jab tak hum ehsaas hi nahi karaenge ki wakai sacchi mohbbat hai ya nahi to koi nahi aane wala /... ab mayavi jamana nahi raha ,,, aur sach jab banda jane lagta hai kisi se door ... to sanam ki pukar hi use ehsaas dila sakti hai ... yun na rokne se shayad bat kahin bigad na jaye ... aur apne pyar ko bachane ke liye hum jhuk jaye to shayad koi gunah nahi ...

khair muaf kijiyega gar kuch bhi jyada likh gaya hun to .. kalam ke taur pe shayad ye theek hai dua karounga sukoon mile aapko ...

dilon ne lagaye taale kadmo pe
juban hili nahi meri tere julmo pe
waqt-e-rukhsat, pukaro kash 'saccha_pyar'
milu na milun kal etbaar nahi lakeeron pe./..

aap apna khayal rakhiyega

umeed hai meri naadaaniyon ko nazarandaz kar mujhe muaf karengi gar main jyada bola hun to ...

aapka apna

kunal
Kunal sahab
sayad aapne sahi kaha..
lekin fir bhi me ye kahungi ki this varies from person to person
ho sakta hai kisi ko rukna hi na ho..or ye bhi to ho sakta hai ki rokne wale ko ego problem ho ya fir wo kisii pe koi dabaw na chahta ho

aur janab Aapne to bahot sulje hui baat kahi hia..nadani kaha ki? to fir najar andaj karne ka to sawal hi nahi uthta.
Aapka sher bhi bahot sahi hia
i will remeber that
thank you


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
30th December 2004, 05:16 PM

Quote:
Originally posted by Aman_rahi

gar saachi mohaabat thi to kyun chood dard chala gaya.....
meri aagosh ki rehas thi to kyun uski baahon mein ghul gaya .....
bhool gaya har sitam bhool gaya wafa-e-^AMAN^.....
kya kabhi laut ke aayega jo saare aam nilaam kar gaya......
aman ji
aapne bhi utna hi khubsurat sher baya kiya hai jitna kunal ji ne.
muje to pata hi nahi chal raha me kya bolu
bas ye keh sakti hu ki...
Bahot bahot shukriya


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
30th December 2004, 05:18 PM

Quote:
Originally posted by meena chheda
meri sanam,

.............................

ddd
DDD
aapki baate to mere palle nahi padti or aap ab isharo me samjane lagi..
hadd karti hai aap bhi
a-re nahi...
bas majak kar rahi thi.
thanks for ur ......................
take care


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
30th December 2004, 05:20 PM

Quote:
Originally posted by Afshan
Sanam..

Tumhaare is kalaam me koi 'format' na hote hui bhi ek rawaani si hai.. lafzoN aur jazbaatoN ka ek bahaav sa hai jo ek sher ko doosre se joD kar rakhe hai.. Waise hi jaise khayaaloN ke silsile hote hain.. aur shayad ye kalaam yahi hai.. tumhaare khayaaloN ka ek kaafila sa.. jo hume behad khubsoorat raha..

Kalaam me jahaan ek nayapan hai.. ek taazgi hai.. wahiN tumhaari 'Signature' saadgi bhi hai.. saade lafzoN me, gehre jazbaat, sachche khayaal. Tumhaare is kalaam ke har sher me ek sachchai hai, jo ise aur bhi nayaab bana deti hai.

All in all a great work!

Its always a pleasure to read you!

Apna khayaal rakna.. aur muskuraati rehna..
afshan
muje batao..tum jaisa hunar pane ke liye me kya kahu
jitni khubsurati se kalam likhti ho usse bhi jiyada khubsurati se dusro ka hausla afjayee karti ho. tumhara ek ek lafj padh kar lag raha hai jaise meri koi teacher muje motivate kar rahi hai..
bahot bahot shukriya ise padhne ke liye or apni rai dene ke liye
take care


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#10)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 3rd January 2005, 12:10 AM

sana'
kasi ho?
bohat kmaal likha hay....
bohat din bad likhti ho acha likhti ho
aksar aisa hota hay..dil main jo
baat chuppi hoti hay use byan karne k
liye lafzon ki rah nahi milti....
or klam..bas likhe jata...bekhabri...main..
FILBADI..shayri kahte hain ise..
acha likha hay
tareef


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
3rd January 2005, 04:29 PM

IS kadar hairani Se na dekh..
ye haSad nahi mohabbat he

jiSka tuje ilm tak nahi bekadar
ye wahi chhupi hui chahat hai

Waahh!


Tune kabhi Socha hi kahan hai
ki muje bhi teri jarurat hai

Tuje to iShq he uchaiyon Se. .
SaNaM kaha teri haSrat hai..

Toooo Goood!


kyo bahe aShk mere,teri yad me
In ankho ki nahi tuje kimat hai

Main kyo roku tuje... kiSi ne kaha bhi to hai
“jo laut kar aaye wahi sachchi mohabbat hai"



Sanam!

Bahut hi sundar likha hai aapne.... I loved it.. specially the above lines..... Full of Love.. Full of Pain... Really Beautiful Words... Bahut accha lgaa aapko padhkar....

Rahi baat format ki.. uski samajh to mujhe hai nahi... Padha aapko bahut accha laga... Aage bhi aise hi likhti rahengi.. yehi ummeed hai....


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
3rd January 2005, 09:32 PM

Tuje to iShq he uchaiyon Se. .
SaNaM kaha teri haSrat hai..

kyo bahe aShk mere,teri yad me
In ankho ki nahi tuje kimat hai


Sanam..

YuN tou yah puri qalam hi behtariiN hai.. parye 2 sher tou ek nayaa aayaam de jaate haiN pure ghazal ko.. waaah! waah! Andaaz e bayaaN la jawaaB hai.. Kya kahena.. Jinhe apne aasooN ki kimat nahi hai unke liye aanso bahaana.. ek paagalpan ke sivaa kuchh nahi.. Jyada taariif karna .. suraj ko diya dikhna hi hoga.. Ek sher arz hai.. ustaadoN ki likhi huyi..Umeed hai pasand aayegaa..

[color=dark red]Mere gham ne hosh unke kho diye..
wo samjhaate samjhaate khud ro diye..[/color]


Khush rahiye aur yuN hi likhte rahiye..

MayanK

Last edited by Mayank; 3rd January 2005 at 09:37 PM..
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#13)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
24th January 2005, 11:26 AM

Bahnaa .. kaisi ho

likhte waQt kabhi ye nahi socha kii kya likh raha huN jo bhi ban gaya kabhi kisi ne kaha ki ghazal ban gayi aur kabhi apni tooti hui zindgi ka fasana ..

filhaal jo kuch bhi likha vo sab apna hi thaa aur jab hum sunane apnoN ko ja raheiN ho to ye kaisa sochna ki kuch apna humare apnoN ko bardasht karna padega .. TUM JO KUCH BHI LIKHOGI VO HUMARI PALKON TALE DIL ME QAID RAHEGA

dil ki dua hamesha rahegi ki jab bhi likho khush ho kar likho kabhi bhi udaas mat hona ..

Qalaam kii tareef me kya likhuN tareef to hamesha banane wale ki hoti hai vo chahe hume banane wala ho ya ...

khair

isi tarah sabke beech apni mauzoodgi banaye rakho

AUR
KHUSH RAHO


andaaz
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~*~WaIsE tOh RiShTeY bHi WaHi DoSt BhI wAhI hAin~*~ kuhulika Shayri-e-Dard 17 8th October 2014 12:17 AM
Laut Ke Buddhu Ghar Ko Aaye!!! vikramjethi Hindi Kavitayen 2 8th January 2013 12:21 PM
Ek Dil Ki Sachchi Awaaz gaurav_shah1619 Aapki Shayri 0 23rd July 2009 01:31 PM
laut aaye hai kadam phir.... Qasid Shayri-e-Ishq 16 19th October 2008 12:04 AM
wahi chand hai,wahi sitare surbhi Shayri-e-Ishq 14 11th July 2003 03:16 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com