Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bhool sakta nahin main woh !!!!!!!!!
Old
  (#1)
mango
Registered User
mango is on a distinguished road
 
mango's Avatar
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 21
Question Bhool sakta nahin main woh !!!!!!!!! - 7th November 2003, 12:20 AM

Bhool sakta nahin main woh haseen manzar
Jab tera husn mere ishq se takraya tha
Aur us raah mein bikhre the hazaron naghme
Main woh naghme teri awaz ko de aaya tha
Aaj dil ke unhi geeton ko sahara de de
Mera khoya hua rangeen nazara de de

Author unknown
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
7th November 2003, 01:23 AM

Bhool sakta nahin main woh haseen manzar
Jab tera husn mere ishq se takraya tha
Aur us raah mein bikhre the hazaron naghme
Main woh naghme teri awaz ko de aaya tha
Aaj dil ke unhi geeton ko sahara de de
Mera khoya hua rangeen nazara de de

acha hai thanx for podting here
sakhii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#3)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
Hi - 7th November 2003, 06:13 PM

Dear mango....
Mere mehabuB thujhe merii mohobaT ki kasaaaM,
Aa mujhe fhir wohii nargisi hathon ka sahara de de,,
Mera khoo yaa huwa rangeen nazara de de...mere mehabub thujhe....aage ki line mai ye ap ka likha aata hai...gaana pura yaad nahi hai shayad taj mehal pic ka hai..purani walii ...mohamad rafi aur lata ji ne gaya hai...

achhi pasaandh hai..


Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Re: Bhool sakta nahin main woh !!!!!!!!!
Old
  (#4)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Bhool sakta nahin main woh !!!!!!!!! - 7th November 2003, 06:23 PM

Bhool sakta nahin main woh haseen manzar
Jab tera husn mere ishq se takraya tha
Aur us raah mein bikhre the hazaron naghme
Main woh naghme teri awaz ko de aaya tha
Aaj dil ke unhi geeton ko sahara de de
Mera khoya hua rangeen nazara de de


MENGO JI
WAH..
SHUKRIYA KEHNA CHAHTA HOON MEIN AAPKO,,BEHAD KHOOBSURAT GEET YAAD DILWANE KE LIYE...YEH GEET FILM "MERE MEHBOOB" KA HAI,,,IS GEET KE SHAYAR HAI JANAB SHAKEEL BADAYUNI AUR SANGEET SE SAWARA HAI NAUSHAL JI NE...AUR AAWAZ BAKSHI HAI RAFI SAHEB NE.
THANKS AGAIN.....


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#5)
mango
Registered User
mango is on a distinguished road
 
mango's Avatar
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 21
7th November 2003, 06:38 PM

hi
sakhi
how r u?
thanx 4 liking it n posting reply
take care

hi sanjooo
how r u?
humari pasand ki tareef ke liye shukriya
aap bhi bohot achha likhte hain pada hai humne.Arey haan thanx 4 telling me abt the singers of the song n take care


Manoj ji
kaise hain aap?
yeh lines meri favt.lines hain par mujhe in ke writer ka naam yaad nahin tha thanx 4 reminding n posting reply
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
bhool nahin sakta.. rahul_zam_diya Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 21st December 2005 12:06 PM
tujhe maiN chaah to sakta huuN lekin paa nahiiN sakta maikasH Shayri-e-Dard 9 29th July 2005 05:19 PM
tujhe maiN chaah to sakta huuN lekin paa nahiiN sakta maikasH Aapki Shayri 1 27th July 2005 11:47 AM
kabhi bhool nahin sakta khushiii Shayri-e-Dard 4 7th September 2004 11:55 AM
jaanta hun main tumko paa nahin sakta..(dedicated to molly ji) maikasH Shayri-e-Dard 0 25th November 2001 10:22 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com