waqt bewaqt ter yaad chali aati hai...
mehfil main hume tanha kar jati hai....
anjaane main sahi aankh num kar jati hai...
kuch kami hai zindagi main ye ehsaas kara jati hai...
tujhse bichadkar ji na payenge.. is sach se rubaru kara jati hai...
waqt bewaqt teri yaad chali aati hai...