Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Main tere bare men sochta rehta hun
Old
  (#1)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
Main tere bare men sochta rehta hun - 22nd September 2014, 10:46 PM

Teri tasweer ko dekhta rehta hun
Main tere bare men sochta rehta hun

Bhar ke jee ek nazar dekhne ko tujhe
raah ko teri main taakta rehta hun

Raah taakna—waiting

Jald sey jald hii tera deedaar ho
eh dua rab se main maangta rehta hun

Jald sey jald - Very soon, Deedaar- Darshan(Seeing)

Jab ghadi do ghadi tanha main hota hun
Dil hi dil men tujhe dhuundta rehta hun

Is tarah shab guzarii hoti hai merii
Sej pe lett kar jaagta rehta hun

shab guzarii – Spending night, Sej- Bed

Mehfil-e-yaaraN men jab kabhi hota hun
Bas tere bare men bolta rehta hun

Mehfil-e-yaaraN- In the friends’ gathering

Pyar aankhon men Parwaaz chha jata hai
Uske chehrey ko jab dekhta rehta hun



By Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd September 2014, 09:18 AM

waaaahhhhhhh bahot khoob................................


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
25th September 2014, 12:32 PM

Adaab Sammer Sb.

Bohut bohut shukriya ....
Aap ke sabhi doston se farmayiye ke mere kalaam padhen. Waise main bohut kam likhta hun.....Peshe se Sr. Scientist jo thera...Shayeri ke zauq ki taskeen ke liye waqt nahin milta hai mujhe. Phir bhi koshish karta hun ke kuch likh sakun.

With regards
Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
25th September 2014, 12:40 PM

Mujeeb saahab..... behad mashkoor hoon aapka jo aap bazm ka hissa bane aur hame apne keemtii zauhar seroobaroo karaayaa......

aap waqai behad ummdaah behad shaandaar likhte hain..... isme koi do raay nahii......

Aur masha allah us post me baith kar bhi aap apne zauq e sukhan ko waqt dete hain ye bahot badee baat hai...... aur hamaari kosshish bhi yahi hai ke is site ki madad se log ek dusre ko padhen aur pasand kareN... aur log apni masroof zindagee se thoda sa waqt nikaal kar apne aap ko de sakeN yahii hamaara maqsad hai...... aur hame behad khushi hotii hai jab aap jaise shoraa hamaare saath apne khayaal baanT te hain.....

Main jahaan tak maanta hoon bhai ke charaag ko dhundhte hue parwaane khud chale aate hain..... aap shammaa jalaae rakhnaa ...

bahot bahot shukriyaa aapka......

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
25th September 2014, 01:53 PM

eh aap ki zarranawazi hai Sameer sb ..warna main apne aap ko shayeri men itna qabil nahin samajhta hun....magar han ek baat share karna chahun ga ke jab main 1990 se 1993 tak Jaipur( Raj.) men posted tha...to wahan Janab Rahi Shahabi Sb. marhoom ke touch men aya. Rahi sab ek mashhoor nazmgo shayer the aur peshe se as Dy. Director(I & PR) Rajasthan Secretariat men posted the. Unse hi main ne fan-e-shayeri kuchh kuch sikha. phir is zauq ki taskeen ke liye unke halqe men shamil raha.

Us daur ke kai logon men se, jo Rahi sb ke halqe ( Group) men the, aaj ki mashhoor shayera Janab Sanju Lata Haya ji bhi hain....jo Lata Haya ke naam se mashhoor hain.

Sameer sb... meri doosri tazah Ghazal "Ghazal Section" men aap ke muntazir hai. Zaroor pdhiyega.....Title hai....zara humse nazren.....

Is men by mistake ek lafz taqalluf ho goya hai...ise baraye mherbani takalluf kardijiyega....mujhe khushi hogi.

Duaon ke saath
Mujeeb Parwaaz.

Last edited by mujib66; 25th September 2014 at 01:55 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th September 2014, 09:58 PM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
Teri tasweer ko dekhta rehta hun
Main tere bare men sochta rehta hun

Bhar ke jee ek nazar dekhne ko tujhe
raah ko teri main taakta rehta hun

Raah taakna—waiting

Jald sey jald hii tera deedaar ho
eh dua rab se main maangta rehta hun

Jald sey jald - Very soon, Deedaar- Darshan(Seeing)

Jab ghadi do ghadi tanha main hota hun
Dil hi dil men tujhe dhuundta rehta hun

Is tarah shab guzarii hoti hai merii
Sej pe lett kar jaagta rehta hun

shab guzarii – Spending night, Sej- Bed

Mehfil-e-yaaraN men jab kabhi hota hun
Bas tere bare men bolta rehta hun

Mehfil-e-yaaraN- In the friends’ gathering

Pyar aankhon men Parwaaz chha jata hai
Uske chehrey ko jab dekhta rehta hun



By Mujeeb Parwaaz
Bahut khoob mujheeb ji...bahut khoobdurat ehsaas...dher sari daad meri taraf se...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
27th September 2014, 03:41 PM

Bahuat khoob mujeeb jee.....bahut hee sundar ehsaas hain aapke...waise aap kahan pe hain senior scientist hain..



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
27th September 2014, 06:42 PM

Mujeeb bhai

Namaste

Bahot khoob likhaa hai aapne. . Dil se daad

Aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
30th September 2014, 10:52 AM

Quote:
Originally Posted by mujib66 View Post
Teri tasweer ko dekhta rehta hun
Main tere bare men sochta rehta hun

Bhar ke jee ek nazar dekhne ko tujhe
raah ko teri main taakta rehta hun

Raah taakna—waiting

Jald sey jald hii tera deedaar ho
eh dua rab se main maangta rehta hun

Jald sey jald - Very soon, Deedaar- Darshan(Seeing)

Jab ghadi do ghadi tanha main hota hun
Dil hi dil men tujhe dhuundta rehta hun

Is tarah shab guzarii hoti hai merii
Sej pe lett kar jaagta rehta hun

shab guzarii – Spending night, Sej- Bed

Mehfil-e-yaaraN men jab kabhi hota hun
Bas tere bare men bolta rehta hun

Mehfil-e-yaaraN- In the friends’ gathering

Pyar aankhon men Parwaaz chha jata hai
Uske chehrey ko jab dekhta rehta hun



By Mujeeb Parwaaz


halaat theek nahi lagte janab aapke lagta hai ishq ho gya hai aapko


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#10)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
30th September 2014, 12:32 PM

Shukriya Madhuji
Aap ki badi nawabshah hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
30th September 2014, 12:45 PM

Adaab Aruji
Mere ehsaasat ko pasand Karne ke like shukriya.

Kalam to wahi hai jo jis zameen par Likha jaye puri tarah Mavfoom ko ujagar kare.
Rahi Baat mere peshe ki eh sab kuch baad men bataunga.
Pehle kuch apna bhi to tarruf karwIye.
Duaon ke Satan
Mujeeb parwaaz.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
13th October 2014, 03:11 PM

Adaab Naz@neen Saheba

Shayed kafi denon tak aap mehfil men ayi nahin. Kyon ke meri is Ghazal ko posting hone men ek arsa ho gaya.

Kher der aye dorust aye.

Ek aur tazah Ghazal "Ghazal Section" men padi hui hai. Zara us pe bhi nazar-e-inayat ki jiyega.
Mujhe khushi hogi. Ghazal ka title hai....."zara humse nazren mila kar to dekho".

aap ke tasuraat(expressions) Hamesha pinpointed hote hain jo ke fan-e-shayeri ke ek tajurbakaar shakhs ke paas hote hain.

Duaon ke saath
Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com