Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bahut khaas hain aap !
Old
  (#1)
karndhar
Registered User
karndhar will become famous soon enoughkarndhar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 63
Join Date: Nov 2005
Location: Surat, Gujarat, India
Rep Power: 20
Bahut khaas hain aap ! - 23rd November 2005, 11:29 AM

Door hokar bhi mere paas hain aap
Meri saanson mein basa ek ehsaas hain aap
Aapko yeh ehsaas ho na ho
Par mere liye bahut khaas hain aap !


संजय कर्णधार
   
Reply With Quote
hui
Old
  (#2)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
hui - 26th November 2005, 12:19 PM

very nice


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
chandsi
Registered User
chandsi will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,192
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 21
26th November 2005, 12:32 PM

Door hokar bhi mere paas hain aap
Meri saanson mein basa ek ehsaas hain aap
Aapko yeh ehsaas ho na ho
Par mere liye bahut khaas hain aap !


nice..............................




door ho par lagte nahi ho
ruthe ho par lagte nahi ho
meri saanse aab bhi chalti hai
kutch toh hai baat ki mari nahi hoon

kooi mujhe bura keh jaayega
ye tumko bhaata nahi hai
khuda humko bura na keh dein
issliye ye duriyaana badhi hai

hai ajab ye azzoba
tumko door se hin hai chaha
hai kooi rishta nahi par
har rishte se badh kar tumhi ho !




.
Bada hua to kya hua jaisay paid khajoor,
Panthi ko chhaya nahin, phal laagen ati door.

Nahaye dhoye kya bhala jo man ka mail na jaay
Meen sada jal mein rahe par tan ki baas na jaay

Akath Kahani Prem Ki, Kutch Kahi Na Jaye
Goonge Keri Sarkara, Baithe Muskae





.................................bye and tc ..................
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sandhaya
Registered User
sandhaya will become famous soon enoughsandhaya will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 233
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
26th November 2005, 02:52 PM

Bahut hi Acha Likha Hia Karndhar JI.......

Mere Dil Samaya HUa Vishvaas Hai Aap
Maine Chahi Jo Dil Se Vahi Aas Hai Aap
Kadakti Dhop Mein Chaon Ka Ehsaas Hai Aap
Main Hun Bechain Jiske Bina Meri pyaas Hai Aap
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Star
Mashriq kaa Sitaara
Star has a spectacular aura aboutStar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 122
Join Date: Oct 2005
Location: Dubai
Rep Power: 20
26th November 2005, 07:33 PM

nice very nice

merey dil ko hai ehsaas bohot
ik baat kahoon, hai khaas bohot
yoon door bohot tum rehtey ho
laikin ho merey pass bohot

aahinda bhi aisa hi likhtey rahiye
take care


Sun lo merey Chaand sun lo
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ghayel me khaas kya hain....( Ghayel ) sajid_ghayel Shayri-e-Dard 15 19th June 2010 08:53 PM
MukhauTe to bahuT mil jaaTe hain.... chaahat Shayri-e-Dard 8 20th April 2006 11:53 AM
yaad aa rahi hain bahut Deepak Sharma Shayri-e-Dard 3 28th December 2005 01:17 PM
Bahut kam hain dosto sanjoo Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 12th July 2003 07:36 PM
bahut peetey hain hum zakhmee Shayri-e-Sharaab 2 6th June 2003 02:02 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com