Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
daaman
Old
  (#1)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
daaman - 30th July 2004, 10:37 PM

kuch kahna hai aap sabse jo mujhse meri udhasi ka sabab puch rahe hai.
------------------------------------------------

Socha tha milengi khushi mujhe ab daman me
Par jab daman failaya to mila dukh ka saaya
Woh na milaa mujhe duniya me jo apna sa lage
Laga jo pal ko bhi apna nikla who bhi paraaya

Kyun baichaini hai mujhe, kaise kahe ye tumse
Khud jaan sake naa ham kase tumhe bataa de
Jab dil huaa baichain to dekha ki kyaa hua hai
Tab hi pata lagaa ye ki hamne hai dhokha khaaya.

Koi rista nahi hai usse lekin ye kaise kah de
hai pyaar nahi hamko dil jhhut kaise kah de
dil hi ye jaanata hai kitna use thaa chahaa
jo aaj lag raha hai naa jaane kyun paraayaa.

Who nikla yaisa kyun kar koi hame bata de
Uspe yakeen kiya tha hamne to had se jyaada
Ham chhahate hai jisko apni jaan se bhi badkar
Usne hi aakhir hamko ye din hai kyun dikhaya

Un kuch dilo ki duaao ka ye asar hai shayad
Is kadar aaj ham ho baithe hai jo pareshaan
Jin dilon ko apni baatoin se is jeevan me
Jaane anjaane Hamne hi thaa kabhi dukhaya.

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#2)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
30th July 2004, 10:43 PM

Kaafi dard dikha is post mein mujhe!!!!

Aur dar ke saath saath kuchh pachtaava bhi... Magar jo bhi likha seedha dil se nikla hua hai.. Bahut sachh aur bahut simple..

Yehi dua rahegi ki har khushi tumhe haasil ho.. aur kalam mein bhi hunar badta rahe sada..

Bless u..

Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
30th July 2004, 10:54 PM

Kaafi dard dikha is post mein mujhe!!!!

Aur dar ke saath saath kuchh pachtaava bhi... Magar jo bhi likha seedha dil se nikla hua hai.. Bahut sachh aur bahut simple..

Yehi dua rahegi ki har khushi tumhe haasil ho.. aur kalam mein bhi hunar badta rahe sada..

Bless u..

Varinder


bhiyaa
apko sabse pahle to mein thanx kahungi kyun aap jaante ho ye.

dil ki baatein hi yahn utarne ki koshish ki hai.

khushi kab milegi nahi pata...
ya nahi milegiiiii..
thanx for all wishes
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#4)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
30th July 2004, 11:06 PM

meri sakhi,

di kya bolae?

ab bhi wahi kahungi.............

ek or maksad hai hathh badhhaye huae
thham lo oose aaj tum ek baar.. kuch aise
kal ka suraj aise jagmagaaye....
tumne kai ko thhama ho nazar aaye.

di
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
30th July 2004, 11:48 PM


meri sakhi,

di kya bolae?

ab bhi wahi kahungi.............

ek or maksad hai hathh badhhaye huae
thham lo oose aaj tum ek baar.. kuch aise
kal ka suraj aise jagmagaaye....
tumne kai ko thhama ho nazar aaye.

di


di bas mere saath rahe aur kuch nahi bole mein samjh jaungi sab.

di wohi to ab karnaa hai bas kai ko thaamne ki koshish lekin khud ko us layak bana rahi hun abhi.

pyaar ke saath
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Afshan
Kadeer ki...
Afshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the roughAfshan is a jewel in the rough
 
Afshan's Avatar
 
Offline
Posts: 2,334
Join Date: Apr 2003
Location: In Kadeer's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 26
31st July 2004, 12:36 PM

Hmmm...

Aksar hum jis par hum khud se zyada bharosa karte hain, wahi dhoka de jaata hai.. jo humaari khushi hoti hai, wahi ghum ka sabab ban jaati hai.. Jo jeena ka maqsad tha kabhi, wahi jeevan ka arth miTa jaata hai.. Lekin sakhi, hum ye dekh kar achha lag raha hai ki tum is sab ka saamna kar rahi ho.. haan, tooTe dil ke tukRe sameTne me shayad zara waqt lage.. apna wajoob phir se kaayam karne me kuchh samay lage.. lekin himmat na haarna.. phir dekhna.. ye dil jo tumhaara itna dard kar raha hai, wo phir se juD jaaega... Bhale hi usme ta umR us zakhm ki daraarein nazar aayein.. lekin tumhaara dil itna mazboot ho jaaega.. ki phir kabhi, koi bhi dard aaye.. tumme use sehne ki taakat hogi.. bas.. zara waqt do khud ko.. aur khud par yakeen rakho...


Tumne bohat achha likha hai.. yunhi dil ki baatein dostoN ke sang baaNTti raho...Aur khush raho!


Tum chale jaaoge to sochenge... Humne kya khoya, humne kya paaya...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
31st July 2004, 12:43 PM

afasan di
apne sahi kaha .
koshish kar rahi hun khud ko majboot banane ki lekin ...
jise ye jeevan banaane ko diya rang bharne ko diyaa usne kalaa rang chunaa mere liye.

aap yah aai bhut bhut shukriyaa.
mujhe lagta hai koi to hai jo mujhe samjhtaa hai.

acha laga.
aap yuhi saath nibhaate rahnaa ho sake to.
mein sabhalne ki koshiush hi kar rahi hun.
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Seekh le
Old
  (#8)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
Seekh le - 31st July 2004, 12:56 PM

Sakhii...aapne phir ek dard se bhara kalaam yahaaN pesh ki....parha...bahut khoob likha hai aapne.

Udaas hona koi galat baat nahi...ye hamari jindgi ka hi ek his.sa hai..or kisi dard ka dukh bhi...

Bas itna hi kehna chaahuNga...show must go on....har dard ek sabak hai...kuchh behtar kar paane ka....jo mila wo hamara hai...jo nahi mila.....shaayad utna sahi na tha apne khaatir...so chhoot gaya nikal gaya...uska afsos rahega...per sirf afsos..or phir aage...us.se behtar paane ki chaah..yahi hai jindgi....kisi ke liye bhi aap waqt ko nahi rok sakte....or rokna chaahiye bhi nahi....is duniya me aapke jindadili se jine se jiyaada kuchh bhi important nahi hai.....dard likho...achchi bat hai par use jindgi mat banaao....l

Or ho sake to hame khud me itna improvement karna chaahiye...ke saamne waala soche...ke usne kya khoya hai.....Ye mari soch hai...(ummeed hai aapki feelings ko koi chot nahi pahuNchai hogi maine.)


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
31st July 2004, 01:11 PM

banno, chaand.......

tum dono ki soch ke sathh maie bilkool sahemat hu.
bhale yah khayaal aa jaaye........

hum jise ghun ghuna nahi sakte
wakt ne aisa geet kyun gaaya..........

koi baat nahi...
par hum is kaabil ban jaaye ke ...

hum ga sake aisa geet hum khud hi bana le....

aapki meena
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
31st July 2004, 01:13 PM


Sakhii...aapne phir ek dard se bhara kalaam yahaaN pesh ki....parha...bahut khoob likha hai aapne.

Udaas hona koi galat baat nahi...ye hamari jindgi ka hi ek his.sa hai..or kisi dard ka dukh bhi...

Bas itna hi kehna chaahuNga...show must go on....har dard ek sabak hai...kuchh behtar kar paane ka....jo mila wo hamara hai...jo nahi mila.....shaayad utna sahi na tha apne khaatir...so chhoot gaya nikal gaya...uska afsos rahega...per sirf afsos..or phir aage...us.se behtar paane ki chaah..yahi hai jindgi....kisi ke liye bhi aap waqt ko nahi rok sakte....or rokna chaahiye bhi nahi....is duniya me aapke jindadili se jine se jiyaada kuchh bhi important nahi hai.....dard likho...achchi bat hai par use jindgi mat banaao....l

Or ho sake to hame khud me itna improvement karna chaahiye...ke saamne waala soche...ke usne kya khoya hai.....Ye mari soch hai...(ummeed hai aapki feelings ko koi chot nahi pahuNchai hogi maine.)


kya karun jo hai mere pass wohi yahn laa rahi hun bas.
mein apki baat se sahmat hun ki jo mila woh hamaara varnaa kuch nahi.

"yahn ek gazal yaad aai..
jindagi tune lahuleke diya kuch bhi nahi
tere daaman mein mere vaste kya kuch bhi nahi

mere haathoin ki chaaho to talaashi lelo
mere haathoin mein lakeeroin ke siwa kuch bhi nahi

hamne dekha hai kai yaise khudao ko yahan
saamne jinke woh suchmuch ka khuda kuch bhi nahi

yaa khuda ab ke ye kis rang mein aai hai bahaar
jard hi jard hai pado pe hara kuch bhi nahi"

bas yahi sakhi ki takdeer hai.
yahn aane aut kuch hoshlaa bandhne ka shukriyaa chaand ji apki roshni ne dekha phir kuch roshni.

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#11)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
31st July 2004, 01:21 PM

di ,afsan di,chaand ji
aap sabki baatein sir ankhoin par.
lekin mein kya karun jab ..

sur naa saze kya gaau mein
sur ke binaa jevan sunaa.


yahi baz raha hai yahan

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#12)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
31st July 2004, 05:06 PM

Sakhi….

Dekho sab tumhare saath hain…bas apna hausla banaye rakhna…

Main tumhara dard achi tarah se samajh sakti hoon..u know.

Jaisa chaand ji ne kaha ki har dard ek sabak hai…uss par rona nahin chahyie usse sikhna chahyie….aur apne dil ko itna majboot karo ki bade se bada dard bhi usse chott na pahuncha sake….khushi aur ghum ek hi sikke ke do pehloon…ek aata hai toh doosra jata hai…aur ek baat..dard jab apni charam sema par hota hai to samjho ki bas khushi aane hi wali hai..

Main tumhari feelings achi tarah samajh sakti hoon….yahi dukh reh jata hai ki akhir aisa kya hua jo usne humein dhokha diya..kyun wo chala gaya…lekin sakhi..jo chala gaya ya jo jana chahta hai usse jane do…uske jane mein hi bhalai hai…tum bas khud par bharosa rakho..khud par yakeen karo…well ek gana yaad aa raha hai jo kabhi maine post kiya tha…

Chod de saari duniya kisii ke liye
Ye munasib nahin aadmi ke liye
Pyar se bhi jaroori kayi kaam hain
Pyar sab kuch nahin zindagi ke liye

Aur yoon hi apna hausla banaye rakhna…hum hain tumhare saath…
Chalti hoon..apn khayal rakhna.


Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
31st July 2004, 05:56 PM

Sakhi….

Dekho sab tumhare saath hain…bas apna hausla banaye rakhna…

Main tumhara dard achi tarah se samajh sakti hoon..u know.

Jaisa chaand ji ne kaha ki har dard ek sabak hai…uss par rona nahin chahyie usse sikhna chahyie….aur apne dil ko itna majboot karo ki bade se bada dard bhi usse chott na pahuncha sake….khushi aur ghum ek hi sikke ke do pehloon…ek aata hai toh doosra jata hai…aur ek baat..dard jab apni charam sema par hota hai to samjho ki bas khushi aane hi wali hai..

Main tumhari feelings achi tarah samajh sakti hoon….yahi dukh reh jata hai ki akhir aisa kya hua jo usne humein dhokha diya..kyun wo chala gaya…lekin sakhi..jo chala gaya ya jo jana chahta hai usse jane do…uske jane mein hi bhalai hai…tum bas khud par bharosa rakho..khud par yakeen karo…well ek gana yaad aa raha hai jo kabhi maine post kiya tha…

Chod de saari duniya kisii ke liye
Ye munasib nahin aadmi ke liye
Pyar se bhi jaroori kayi kaam hain
Pyar sab kuch nahin zindagi ke liye

Aur yoon hi apna hausla banaye rakhna…hum hain tumhare saath…
Chalti hoon..apn khayal rakhna.


khud to hamne kisi par fanaa kiyaa hai
lekin gamoin ne hamko bhut hoshlaa diyaa hai

mein koshish to lagataar kar rahi hun roops.
ek baat kahun is sikke ka ek hi pahlu mere saamne aksar rahta hai roops yaisaa kyun???

meine bhi to jaane diyaa kyun ki usi mein sab thik hogaa hai naa??
bas aap sabke karn hi mein hun varnaa nahi.
yahn aai acha laga yuhi aate rahnaa.
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#14)
amit_dil_se
Registered User
amit_dil_se is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 35
Join Date: Apr 2004
Location: haryana
Rep Power: 0
31st July 2004, 08:57 PM

hai sakhi ji


how r u


hey nice post this is acha likha hai dil ke dard ko shbdon mein acha likha hai par ye dard lene waale bhi hum khud hote hein or dene waale bhi ye to naseeb ki baat hai kisi se gum lete hein kisi ko de dete hein
naseeb ke bat hai sab kuch is duniya mein hi milta hai hume

aapor emnin 1 hi kashti ke swaar hein



EK KATRA AASUN KA.............
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
durgaa
Registered User
durgaa is on a distinguished road
 
durgaa's Avatar
 
Offline
Posts: 34
Join Date: Jul 2004
Location: india
Rep Power: 0
31st July 2004, 10:17 PM

Koi rista nahi hai usse lekin ye kaise kah de
hai pyaar nahi hamko dil jhhut kaise kah de
dil hi ye jaanata hai kitna use thaa chahaa
jo aaj lag raha hai naa jaane kyun paraayaa.

sakhi ji
apne wahot khoob likha hai.
dil ke rishte hum zindgi bhar chah kar bhi nahi bhool sakte.
bas isi tarh likhte rahiye or meri tareef kubool kijeeye.
durga


tum badle sambodhan badle
lekin man ki bat wahi hai
jane kyu mausam ke peeche
din badle par raat wahi hai.

*~~durgaa~*
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
31st July 2004, 11:21 PM

hai sakhi ji


how r u


hey nice post this is acha likha hai dil ke dard ko shbdon mein acha likha hai par ye dard lene waale bhi hum khud hote hein or dene waale bhi ye to naseeb ki baat hai kisi se gum lete hein kisi ko de dete hein
naseeb ke bat hai sab kuch is duniya mein hi milta hai hume

aapor emnin 1 hi kashti ke swaar hein


apne sahi kah hai ham jaisa karte hai vaisaa hi milta hai amit j i
aur mein ye bhi maanti hun ki jo yah n kiya hamne yahui milegaa uska result bhi.
ye bhi jaanti hun aap aur mein kitna milta julta luck rakhte hai.

khair aap yahn aaye dard ko saraaha.
tahe dil se shukriyaa
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#17)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
31st July 2004, 11:33 PM

duragaa

sakhi ji
apne wahot khoob likha hai.
dil ke rishte hum zindgi bhar chah kar bhi nahi bhool sakte.
bas isi tarh likhte rahiye or meri tareef kubool kijeeye.
durga


kubul ki hamne apki tareef dil se.

ya dil ke raste hote hi hai yaise jo bhi gya wahan apne pairoin ke nishaa chodke aata hai .

aap yahn aai shukriya tahe dil se.
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Re: daaman
Old
  (#18)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: daaman - 1st August 2004, 05:02 AM

naa muhabbat naa dostii ke liye
vaqt rukataa nahii.n kisii ke liye

dil ko apane sazaa na de yuu.N hii
soch le aaj do gha.Dii ke liye

har ko_ii pyaar Dhuu.NDhataa hai yahaa.N
apanii tanhaa sii zindagii ke liye

vaqt ke saath saath chalataa rahe
yahii behatar hai aadamii ke liye

unknown

Meri pyaari Gudiyaa...

pehle tau dher si mithiyaan aur hugs tumhare liye...itne dard ko iss tarah se bayan kiya hai ki dil se aah nikal gayi...aur dua nikli ki meri gudiya pe koyi aanch na aaye...kisi bhi tarah ka dard us se koson duur rahe...aur wo bus khushi ke, mohabbat ke taraane gaaye...tumhari ek saadi see nazm ne dekho kaise sabke dil pe asar kiya hai...hum sab tumhein bus khush dekhna chahte hain...sab dost tumhare saath hain...waqt har ghaav bhar deta hai...

khabardaar tum iss tarah se udaas huyi tau...main hoon na sab sun ne ke liye...apne nanhe se dil ko dukhaao nahin aur aapa ke sath sath bus masti mein raho...samjhi...

is se agli post dard se baahir hogi...issi ummiid ke sath

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 1st August 2004 at 05:11 AM..
   
Reply With Quote
Re: Re: daaman
Old
  (#19)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: Re: daaman - 1st August 2004, 09:09 PM

Quote:
Originally posted by Parastaar
naa muhabbat naa dostii ke liye
vaqt rukataa nahii.n kisii ke liye

dil ko apane sazaa na de yuu.N hii
soch le aaj do gha.Dii ke liye

har ko_ii pyaar Dhuu.NDhataa hai yahaa.N
apanii tanhaa sii zindagii ke liye

vaqt ke saath saath chalataa rahe
yahii behatar hai aadamii ke liye

unknown

Meri pyaari Gudiyaa...

pehle tau dher si mithiyaan aur hugs tumhare liye...itne dard ko iss tarah se bayan kiya hai ki dil se aah nikal gayi...aur dua nikli ki meri gudiya pe koyi aanch na aaye...kisi bhi tarah ka dard us se koson duur rahe...aur wo bus khushi ke, mohabbat ke taraane gaaye...tumhari ek saadi see nazm ne dekho kaise sabke dil pe asar kiya hai...hum sab tumhein bus khush dekhna chahte hain...sab dost tumhare saath hain...waqt har ghaav bhar deta hai...

khabardaar tum iss tarah se udaas huyi tau...main hoon na sab sun ne ke liye...apne nanhe se dil ko dukhaao nahin aur aapa ke sath sath bus masti mein raho...samjhi...

is se agli post dard se baahir hogi...issi ummiid ke sath

paras
aapa meri pyaari
mithhi sabse pahle apke liye aajke din ke liye ok.

aapa aapa meri pyaari

mithhi sabse pahle apke liye aajke din ke liye ok.

aapa mein koshish to roz karti hun ki gam se door hoke aap sabka kaha maan loo lekin woh hai ki utnaa hi sataane chalaa aata hai.
aapa ab dil ki bat sabhi dil waale hi jaan sakte hai mahsoos kar sakte hai naa.mein bhi karun kya rag rag mein ye gam samaa gya hai aur dheere dheere jayegaa shaayad.

haan ye to hai wqat sabse badaa malham hai jakham ke liye.

aapa aapka saath hai aur yahn par kuch log hai jo mere [pyaare hai un sab ka saath hai to sakhi hai.
aap meraa saath kabhi naa chodna pls aapa warnaa sakhi naa jaane kya kare.
dekha apne hamse ukaha lekin usse pahle hi meine udaasi se door sabhi dostoin ke saath nai nazm ke saath jashan mananaane ki teyaari kar bhi lee aur aap bhi to shaamil ho gai usmein hai na.

apki ye nazam dil ko choo gai hai..
naa muhabbat naa dostii ke liye
vaqt rukataa nahii.n kisii ke liye

dil ko apane sazaa na de yuu.N hii
soch le aaj do gha.Dii ke liye

har ko_ii pyaar Dhuu.NDhataa hai yahaa.N
apanii tanhaa sii zindagii ke liye

vaqt ke saath saath chalataa rahe
yahii behatar hai aadamii ke liye

unknown
pyaar ke saath aur mithio ke saath sakhi apki


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
waheeN pe daaman ulajh rahaa hai, jahaaN se daaman chhuRaa rahe haiN! dheer Shayri-e-Dard 12 26th May 2008 10:21 AM
Daaman dushylove Shayri-e-Ishq 0 31st January 2007 06:19 PM
~~Daaman~~ abhishekaditya Shayri-e-Dard 0 26th June 2006 08:26 AM
udaasiyon se daaman..... maikasH Shayri-e-Dard 1 3rd December 2001 04:04 PM
aaj daaman se...... maikasH Shayri-e-Dard 0 24th October 2001 08:38 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com