Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
himmat-ae-iltija
Old
  (#1)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
himmat-ae-iltija - 16th June 2008, 03:54 AM

Ghazal

Himmat-ae-iltija bhi nahin
Zabt ka hausla bhi nahin

Kal talak thae wafa kae afsanae
Taeri duniya main ab,wafa bhi nahin

Ab to khali sa hogiya hai ae dil
Dil main baqi,koi gila bhi nahin

Kaesae lautae bahar ka mausam
Ab wo khusboo bhari,hawa bhi nahin

Saans laetae hain phir bhi,aaj talak
Zindagi tujh sae hum,khafa bhi nahin

Daaman-ae-sabr thaam lo bardh ker
Ae na kehna kahin,Khuda bhi nahin

RAZ kal tak thae zindagi main zam
Zindagani main ab,maza bhi nahin

zam,,,,,deeply attatched

Razia Yasmeen RAZ
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
16th June 2008, 09:34 AM

Razia jee:

aadaab!

subHa-subHa bazm meiN aate hi aapki taazaah Ghazal naZar nawaaz hu'ii.. dil to Shaad Shaad ho gayaa itani umdaah Ghazal ko paRh ke... poori Ghazal bahot hi Khuub haii.. do Sher dil ko be-had pasaNd aaYeN...
Quote:
Kaesae lautae bahar ka mausam
Ab wo khusboo bhari,hawa bhi nahin

Daaman-ae-sabr thaam lo bardh ker
Ae na kehna kahin,Khuda bhi nahin
mere dil se niklii hu'ii daad-o-mubaaraqbaad qabUl keejiYeNgaa..!!KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN!!

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
hi dhaval
Old
  (#3)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
hi dhaval - 16th June 2008, 03:27 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Razia jee:

aadaab!

subHa-subHa bazm meiN aate hi aapki taazaah Ghazal naZar nawaaz hu'ii.. dil to Shaad Shaad ho gayaa itani umdaah Ghazal ko paRh ke... poori Ghazal bahot hi Khuub haii.. do Sher dil ko be-had pasaNd aaYeN... mere dil se niklii hu'ii daad-o-mubaaraqbaad qabUl keejiYeNgaa..!!KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN!!

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
hi
dhaval
khush raho

duaoan nae taeri mujhae khush kiya
ae merae dost taera bahut shukriya

kae terae bazm main mujh ko sab kuch mila
milgiyaa piyaar ek haseen silsila

waesae kuch bhi nahin main,mujhko maloom hai
phir bhi daetae ho herdum mujhae hausala

taera ehsaan hai,meherbani hai taeri
shukriya,shukriya,shukriya,shukriya

maangoon apnae khuda sae main ae herdum dua
wo karaega hamaesha tumhara bhala

razia
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
EkDharkan
~~Reshma ke Dil ki~~
EkDharkan will become famous soon enough
 
EkDharkan's Avatar
 
Offline
Posts: 399
Join Date: May 2007
Location: Suriname
Rep Power: 17
16th June 2008, 03:49 PM

Wow! Beautiful!


Dunya ke sitam ka koi hisaab nahi,
Lekin meri houslo ka bhi jawaab nahi...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
hi - 16th June 2008, 05:29 PM

Quote:
Originally Posted by EkDharkan View Post
Wow! Beautiful!
hi
khush-numa hai zindagi
bae-khudi hi bae-khudi

sara rakh kae kiya karaen
baant daen sabhi khushi

piyaar main bahar hai
phooloan main hai tazgi

dost bungayae ho tum
ae tumhari sadgi

khalam mujhae azeezter
yehi hai maeri aashiqi

yehi hai maera raahber
lutaoan ispae jaan bhi

zaban hai chup to RAZ kiya
bhali hai maeri khamushi

razia yasmeen RAZ
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
16th June 2008, 05:34 PM

Quote:
Originally Posted by yasmeenraaz View Post
Ghazal

Himmat-ae-iltija bhi nahin
Zabt ka hausla bhi nahin

Kal talak thae wafa kae afsanae
Taeri duniya main ab,wafa bhi nahin

Ab to khali sa hogiya hai ae dil
Dil main baqi,koi gila bhi nahin

Kaesae lautae bahar ka mausam
Ab wo khusboo bhari,hawa bhi nahin

Saans laetae hain phir bhi,aaj talak
Zindagi tujh sae hum,khafa bhi nahin

Daaman-ae-sabr thaam lo bardh ker
Ae na kehna kahin,Khuda bhi nahin

RAZ kal tak thae zindagi main zam
Zindagani main ab,maza bhi nahin

zam,,,,,deeply attatched

Razia Yasmeen RAZ


bahut khoob .... Lajwab ghazal hai .... daad kabool kijye


karon tareef kese tere traane ki
pee dali her botel humne maikhane ki

kahien na mila khumaar teri ghazal jesa
bus yehi waja hai mere laut aane ki


Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#7)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
16th June 2008, 05:44 PM

Himmat-ae-iltija bhi nahin
Zabt ka hausla bhi nahin

Kal talak thae wafa kae afsanae
Taeri duniya main ab,wafa bhi nahin

wakay bahot khoobsurat likha hai aapne.......jaise haqiqat bayan ho rahi ho..........




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#8)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
16th June 2008, 10:11 PM

Saans laetae hain phir bhi,aaj talak
Zindagi tujh sae hum,khafa bhi nahin

RAZ kal tak thae zindagi main zam
Zindagani main ab,maza bhi nahin


bohat hi zaberdast likhte rahiye yunhi khush rahain


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#9)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
hi - 18th June 2008, 03:36 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Himmat-ae-iltija bhi nahin
Zabt ka hausla bhi nahin

Kal talak thae wafa kae afsanae
Taeri duniya main ab,wafa bhi nahin

wakay bahot khoobsurat likha hai aapne.......jaise haqiqat bayan ho rahi ho..........
hi zainy
khush raho

tum nae bilkul sahi kaha

aansoo hain humdard hamarae
is duniya main jhootae saarae

jab bhi ghum sae dil tha boajhal
khushiyaan hum sae hoi jo oajhal
saarae log hoyae paraayae
aansoo hain humdard hamarae

aansoo nae hi saath nibhaya
koi hamarae saath na aaya
chupkae,chupkae ae beh aayae
Aansoo hain humdard hamarae

khush raho

love
razia
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#10)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
hi - 18th June 2008, 03:44 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
Saans laetae hain phir bhi,aaj talak
Zindagi tujh sae hum,khafa bhi nahin

RAZ kal tak thae zindagi main zam
Zindagani main ab,maza bhi nahin


bohat hi zaberdast likhte rahiye yunhi khush rahain
hi
tum nae tteek kaha

zaat bhi apni,apni kahan hai
jaesae paraya saara jahan hai

khud sae hoyae hain door yahan sab
chahat hai per,chah kahan hai

saari fiza hai dhundli dhundli
ab to aagae sirf dhuwaan hai

RAZ yahan hai jung ka mahaol
Na to aman hai,na hi aman hai

love
razia
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
muKhlis
new-bee
muKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura about
 
muKhlis's Avatar
 
Offline
Posts: 512
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 18
18th June 2008, 03:53 PM

salaam Yasmeen saaHiba,

kaisi haiN aap? ummeed hai k bahot Theek hoNgi

aapkii yeh Ghazal bhii bahot pasand aayii. seedhe saadhe alfaaz emn pur-asar baat kah dii aapne. dil ko chho lene waale jajziye pesh kiye haiN. ek achchhii Ghazal kahne par merii jaanib se dili mubaarakbaad qubool kijiye. share karne ke liye shukria.

yeh ash'aar nisbatan ziyaada pasand aaye


Himmat-ae-iltija bhi nahin
Zabt ka hausla bhi nahin

Kal talak thae wafa kae afsanae
Taeri duniya main ab,wafa bhi nahin

Ab to khali sa hogiya hai ae dil
Dil main baqi,koi gila bhi nahin

Kaesae lautae bahar ka mausam
Ab wo khusboo bhari,hawa bhi nahin




tu aur aaraa'ish-e-Kham-e-kaakul
maiN aur andesha_haa-e-dur o daraaz


Last edited by muKhlis; 18th June 2008 at 03:55 PM..
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#12)
yasmeenraaz
Registered User
yasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant futureyasmeenraaz has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,028
Join Date: Jun 2006
Rep Power: 34
hi - 18th June 2008, 05:31 PM

Quote:
Originally Posted by muKhlis View Post
salaam Yasmeen saaHiba,

kaisi haiN aap? ummeed hai k bahot Theek hoNgi

aapkii yeh Ghazal bhii bahot pasand aayii. seedhe saadhe alfaaz emn pur-asar baat kah dii aapne. dil ko chho lene waale jajziye pesh kiye haiN. ek achchhii Ghazal kahne par merii jaanib se dili mubaarakbaad qubool kijiye. share karne ke liye shukria.

yeh ash'aar nisbatan ziyaada pasand aaye


hi
mukhlis khush raho
aek ghazal tumhari nazar
ger khubool ho

wafaparst hain ,wafaoan kii baat kertae hain
tumharae wastae,duaoan ki baat kertae hain

kabhi to shor -sharabae main doob jatae hain
kabhi to mustt hawaoan ki baat kertae hain

kabhi to dil main utter atae hain,birchiyan bunker
kabhi to meetti nigahoan ki baat kertae hain

kabhi to khar diyae jatae hain dil ko maerae
kabhi kabhi to gulaboan ki baat kertae hain

kabhi ae tordtae hain dil ko khilonoan ki tareh
kabhi kabhi to ae chahoan ki baat kertae hain

kabhi kabhi to andharoan main jhoank daetae hain
kabhi kabhi ae ujaloan ki baat kertae hain

kabhi to RAZ chupatae hain,aabroo ki tareh
kabhi to RAZ isharoan ki baat kertae hain

razia


Himmat-ae-iltija bhi nahin
Zabt ka hausla bhi nahin

Kal talak thae wafa kae afsanae
Taeri duniya main ab,wafa bhi nahin

Ab to khali sa hogiya hai ae dil
Dil main baqi,koi gila bhi nahin

Kaesae lautae bahar ka mausam
Ab wo khusboo bhari,hawa bhi nahin
hi
mukhlis khush raho
aek ghazal tumhari nazar
ger khubool ho

wafaparst hain ,wafaoan kii baat kertae hain
tumharae wastae,duaoan ki baat kertae hain

kabhi to shor -sharabae main doob jatae hain
kabhi to mustt hawaoan ki baat kertae hain

kabhi to dil main utter atae hain,birchiyan bunker
kabhi to meetti nigahoan ki baat kertae hain

kabhi to khar diyae jatae hain dil ko maerae
kabhi kabhi to gulaboan ki baat kertae hain

kabhi ae tordtae hain dil ko khilonoan ki tareh
kabhi kabhi to ae chahoan ki baat kertae hain

kabhi kabhi to andharoan main jhoank daetae hain
kabhi kabhi ae ujaloan ki baat kertae hain

kabhi to RAZ chupatae hain,aabroo ki tareh
kabhi to RAZ isharoan ki baat kertae hain

razia
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
muKhlis
new-bee
muKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura about
 
muKhlis's Avatar
 
Offline
Posts: 512
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 18
18th June 2008, 05:47 PM

salaam Yasmeen saaHiba,

waah, bahot Khoob, subHaan Allah, marHabaa: yeh vo chand alfaaz haiN jo be-saaKhta zabaan se adaa ho gaye aapkii yeh Khoobsoorat, dil-kash, murass'a aur dil-aavez Ghazal paRh kar aur phir us pe sone pe sohaagaa yeh k ise aapne merii nazar kii hai...Allah! kahiiN nazar na lag jaaye...masha Allah.

aapkii shaa'irii masha Allah se bahot hii pur-asar aur dil ko chhoo lene waalii hotii hai. Allah kare zor-e-raqam aur ziyaada

Allah Haafiz

faqat muKhlis
MuKhlis


Quote:
Originally Posted by yasmeenraaz View Post
wafaparst hain ,wafaoan kii baat kertae hain
tumharae wastae,duaoan ki baat kertae hain

kabhi to dil main utter atae hain,birchiyan bunker
kabhi to meetti nigahoan ki baat kertae hain

kabhi to khar diyae jatae hain dil ko maerae
kabhi kabhi to gulaboan ki baat kertae hain

kabhi kabhi to andharoan main jhoank daetae hain
kabhi kabhi ae ujaloan ki baat kertae hain

kabhi to RAZ chupatae hain,aabroo ki tareh
kabhi to RAZ isharoan ki baat kertae hain




tu aur aaraa'ish-e-Kham-e-kaakul
maiN aur andesha_haa-e-dur o daraaz

   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Himmat GOPALKDAS Aapki Shayri 3 30th July 2008 04:11 AM
Himmat muskaan76 Shayri-e-Ishq 2 30th November 2006 05:15 PM
ik iltija... mohsin khan Shayri-e-Ishq 5 21st September 2003 05:29 PM
ik iltija... mohsin khan Shayri-e-Dard 0 19th September 2003 04:08 PM
himmat kalpesh_soni Aapki Shayri 1 7th May 2003 03:22 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com