Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tum bin jeevan hai ye soona
Old
  (#1)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Tum bin jeevan hai ye soona - 6th March 2007, 01:37 AM

Tum to chaley gaye jeevan se bin kuch bole bin jaane
Par ye dil pagal hai meraa naa kuch samjhey naa mane

Mere har soo.n failee ye tanhaai mujhsey kahati hai
Tum bin jeevan hai ye soona aai mujhko samjhaane

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

‘sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane(

sakhi with love

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#2)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
6th March 2007, 10:34 AM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Tum to chaley gaye jeevan se bin kuch bole bin jaane
Par ye dil pagal hai meraa naa kuch samjhey naa mane

Mere har soo.n failee ye tanhaai mujhsey kahati hai
Tum bin jeevan hai ye soona aai mujhko samjhaane

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

‘sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane(

sakhi with love
ek umda kalam sakhi jii
ase hi likhte rahiyega
shukriya

dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
6th March 2007, 10:36 AM

hi sakhi ji
how r u?

maaf karna kuch din ke liye nahi aa saka,

aaj aapki ye rachna padh ke dil ko chain mila hai, dost aapki ye rachna mein aapne apne dilbar ko ek paigam bheja hai ki na to tum wafadar ho na to tum bewafa, ye kaisa dard aapne apni rachna mein jalka diya ki bar baar padhne ko dil karta hai,
dost hum aapka tah-e-dil se sukhriya karte hai

ese hi mehfil sajate rahna
aapka dost
Merul

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Tum to chaley gaye jeevan se bin kuch bole bin jaane
Par ye dil pagal hai meraa naa kuch samjhey naa mane

Mere har soo.n failee ye tanhaai mujhsey kahati hai
Tum bin jeevan hai ye soona aai mujhko samjhaane

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

‘sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane(

sakhi with love

!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!

Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.

Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Hi
Old
  (#4)
jayraj143
Registered User
jayraj143 is on a distinguished road
 
jayraj143's Avatar
 
Offline
Posts: 45
Join Date: Feb 2007
Location: lovers heart
Rep Power: 0
Love Hi - 6th March 2007, 04:35 PM

Hi,

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

kya likhti hay aap dil ko apna sa lagta hay.
apna khayal rakhe.

Reply With Quote
Old
  (#5)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
6th March 2007, 06:57 PM

sakhi jee namskaar:

bahot hi umda kosisH rahi aapki aur se..lazfoN ko baRe accHe se pesH kiye haiN aapne

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

apna khayal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke sath ijaazaT

aapka dost
dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
nice one
Old
  (#6)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice one - 7th March 2007, 11:09 AM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Tum to chaley gaye jeevan se bin kuch bole bin jaane
Par ye dil pagal hai meraa naa kuch samjhey naa mane

Mere har soo.n failee ye tanhaai mujhsey kahati hai
Tum bin jeevan hai ye soona aai mujhko samjhaane

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

‘sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane(

sakhi with love
sakhi ji namaskaar aapki tehreer bhut dilfrabe laggi...har ehsaas umda hai or lafzon ko bhi bakhubi istemaal kiya hai aapne.....meri daad hazir hai......yun hii likhti rahain......ye share mujhe acha lagga.....

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
8th March 2007, 07:17 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Tum to chaley gaye jeevan se bin kuch bole bin jaane
Par ye dil pagal hai meraa naa kuch samjhey naa mane

Mere har soo.n failee ye tanhaai mujhsey kahati hai
Tum bin jeevan hai ye soona aai mujhko samjhaane

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

‘sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane(

sakhi with love
Waah sakhi ji kya bat hai...bahoot khoob...Zehen maiN kya hai..bharpoor awaaz lagatihai aapki tehreer.....

Apni aankhoN main kiska sapna saza rakha hai dost
na dekho tum kabhi idher udher baithha tire sirhaane.

Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#8)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
20th March 2007, 11:33 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
ek umda kalam sakhi jii
ase hi likhte rahiyega
shukriya

dilip
dilip ji maaf karna kaphi din ho gaye reply na de saki...

shukriya dost pasand karne ke liye..
sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
20th March 2007, 11:56 PM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi sakhi ji
how r u?

maaf karna kuch din ke liye nahi aa saka,

aaj aapki ye rachna padh ke dil ko chain mila hai, dost aapki ye rachna mein aapne apne dilbar ko ek paigam bheja hai ki na to tum wafadar ho na to tum bewafa, ye kaisa dard aapne apni rachna mein jalka diya ki bar baar padhne ko dil karta hai,
dost hum aapka tah-e-dil se sukhriya karte hai

ese hi mehfil sajate rahna
aapka dost
Merul

ab mujhe maaf karna tum kyun ki mein na aa saki jaldi reply dene
apka shukriya jo pasand kiya aur padke chain mila apko to mujhe khushi hui dost.

ham mahfil sazaynge aap sath dene aa jana dj banke ok

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#10)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
21st March 2007, 12:15 AM

Quote:
Originally Posted by jayraj143 View Post
Hi,

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

kya likhti hay aap dil ko apna sa lagta hay.
apna khayal rakhe.

sorry jay for late reply

shukriya dost sath dene aur pasand karne ke liye

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
21st March 2007, 12:31 AM

As usual Nicely written Sakhi Ji.

Kaun kiska hota hei
vehem hei, ek dhokha hei

tanha aaye tanha chale jayenge
kisko kisne roka hei

Regards

लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
reena
shayari kisi ke naam ki
reena is on a distinguished road
 
reena's Avatar
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Nov 2005
Location: delhi
Rep Power: 19
21st March 2007, 12:31 PM

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

bahut bahut dard bhara hai in paktiyon me
aur bahut aches se ukera hai apni bhavnao ko
aise hi likte rahiye ga
reena

aksar yaad karte hain un guzre hue lamho ko
aksar yaad karte hain un tere diye zakmhon ko
kuch na baaki bacha hai jeevan mein hamaare
jo jeene ko saathi tu na raha
  Send a message via Yahoo to reena  
Reply With Quote
Old
  (#13)
ilesh shah
Registered User
ilesh shah is on a distinguished road
 
ilesh shah's Avatar
 
Offline
Posts: 53
Join Date: May 2006
Location: ahmedabad
Rep Power: 19
21st March 2007, 12:34 PM

very nice Dard bhi kabhi itna sundar ho sakta he ye kallam se mehsus kiya Dad kubul kijiye

There are many things in your life that will catch your eye but only a few will catch your heart....pursue those
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 21st March 2007, 10:04 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Tum to chaley gaye jeevan se bin kuch bole bin jaane
Par ye dil pagal hai meraa naa kuch samjhey naa mane

Mere har soo.n failee ye tanhaai mujhsey kahati hai
Tum bin jeevan hai ye soona aai mujhko samjhaane

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

‘sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane(

sakhi with love
Sakhi ji humara salam kabol kijiye,

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey,
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane.
bahut hi nice likha hai aapne aapki rachna achee lagi.
mujhe aage bhi aapka intezar rahega.
is umeed ke saath ijazat chahta hun
aap hamesha hanste or muskurate rahe.
take care
SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
23rd March 2007, 10:26 AM

hi sakhi

Bahut khub.......

sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane

Bahut Achha hai....

Unke jaane ke baad jab socha yeh hamne,
Kya yehi hai sila unse dil lagaane ka,
Phir yeh samjha ke apna hi dil bewafa hai,
Jisko ab bhi hai intezaar unke laut aane ka,
Par, na bichayenge ab nazrein unki raahon mein ham,
Ab mil gya hai hamko raasta maikhane ka,
Nahi chahiye ab koi saathi hamein,
Ab to waqt hai mehfilon se utth jaane ka
Uth chukka hai yakeen khud se hi hamara,
Mat rakhna vishwaas ham pe kisi ko apnane ka

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#16)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
29th March 2007, 01:11 AM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
sakhi jee namskaar:

bahot hi umda kosisH rahi aapki aur se..lazfoN ko baRe accHe se pesH kiye haiN aapne

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

apna khayal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke sath ijaazaT

aapka dost
dhaval

shukriya dhval ji
apne pada aur saraha ,,,hamesha apka hoshla badana likhne ka hoshla deta hai dost..
sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
29th March 2007, 11:43 AM

hi shakhi ji

to aap aaye jarur, ab hum dono saman ho gaye kyuki mein bhi reply dene mien late ho gaya,

aur ha sakhi ji aage se dhayan rahe dj ki bat yaha nahi.

ok

take care
milte rehna
aapka dost
Merul

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
ab mujhe maaf karna tum kyun ki mein na aa saki jaldi reply dene
apka shukriya jo pasand kiya aur padke chain mila apko to mujhe khushi hui dost.

ham mahfil sazaynge aap sath dene aa jana dj banke ok

sakhi

!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!

Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.

Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#18)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
1st April 2007, 12:48 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sakhi ji namaskaar aapki tehreer bhut dilfrabe laggi...har ehsaas umda hai or lafzon ko bhi bakhubi istemaal kiya hai aapne.....meri daad hazir hai......yun hii likhti rahain......ye share mujhe acha lagga.....

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane
raj ji namste
bahut bahut shukriya dost sarahne ke liye aur pasand karne ke liye...
yuhi sath dete rahna

ehsaas na ho to likhna mushkil hota hai na...???
ehsaas banaye rakhiye

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
1st April 2007, 10:16 AM

Hmmmmm... Sakhi ji,

Bahut hi khoobsurat ghazal hai... daad kubool kijiyega... apna khayaal rakhiyega...

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Frnd 4 Ever
Old
  (#20)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile Frnd 4 Ever - 3rd April 2007, 09:20 PM

AADAB SAKHI JI,
KAISI HAIN AAP?

MASHA ALLAH BOHOT KHOOB,
bohot hi pyari nazm likhi hai aapne

wese to aap hamesha hi behtarin si koshishe hum sab ke samne rakhti hain,

per is nazm ke liye,,,dilse nikli daad kabul kijiye,

Ana khayal rakhiye
ALLAH HAFIZ

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd April 2007, 12:36 AM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
Waah sakhi ji kya bat hai...bahoot khoob...Zehen maiN kya hai..bharpoor awaaz lagatihai aapki tehreer.....

Apni aankhoN main kiska sapna saza rakha hai dost
na dekho tum kabhi idher udher baithha tire sirhaane.

Harash

harash ji
maafi chahti hun kinhi karno se itna late reply de rahi hun mein,

shukriya meri tahreer ko pasand karne ke liye.
sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#22)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd April 2007, 12:38 AM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
As usual Nicely written Sakhi Ji.

Kaun kiska hota hei
vehem hei, ek dhokha hei

tanha aaye tanha chale jayenge
kisko kisne roka hei

Regards

sabse pahle maafi dena ok late reply jo hai

shukriya apko acha laga mera likha...

Kaun kiska hota hei
vehem hei, ek dhokha hei

tanha aaye tanha chale jayenge
kisko kisne roka hei

bahut khub likha hai apne realy true

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#23)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd April 2007, 12:42 AM

Quote:
Originally Posted by reena View Post
Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

bahut bahut dard bhara hai in paktiyon me
aur bahut aches se ukera hai apni bhavnao ko
aise hi likte rahiye ga
reena
reena ji maafi chahti hun kaphi dino baad rely diya iske liye

shukriya apko pasand aaya

sakhi love

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#24)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd April 2007, 12:45 AM

Quote:
Originally Posted by ilesh shah View Post
very nice Dard bhi kabhi itna sundar ho sakta he ye kallam se mehsus kiya Dad kubul kijiye
ilesh shah ji

maafi chahti hun kinahi karno se itna late reply de rahi hun mein,

shukriya apne dard mein bhi sundarta jo dekh lee hai....apko ye mahsoos hua to kya baat hai...rahi apki daad ki baat to sir ankho pe hai apki daad to.

yuhi dard ko samjhne aate rahna

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#25)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
23rd April 2007, 08:22 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Tum to chaley gaye jeevan se bin kuch bole bin jaane
Par ye dil pagal hai meraa naa kuch samjhey naa mane

Mere har soo.n failee ye tanhaai mujhsey kahati hai
Tum bin jeevan hai ye soona aai mujhko samjhaane

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

‘sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane(

sakhi with love
Pyari Sakhi..

Tumhe padhte hue mujhe takreeban 4 saal ho gaye hain.. lekin aaj bhi tumhari
har rachna me vahi dard nazar aata..

Aaj to tumne bas rulla hi diya..

Dua karungi ki khushiyan tumhare naseeb me jald hi aayein.. aur phir ek khushi bhari rachna bhi padhne ko mille..

Apna khayal rakho.. aur humesha khush raho..

Tumhari Dost..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#26)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th April 2007, 01:26 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Tum to chaley gaye jeevan se bin kuch bole bin jaane
Par ye dil pagal hai meraa naa kuch samjhey naa mane

Mere har soo.n failee ye tanhaai mujhsey kahati hai
Tum bin jeevan hai ye soona aai mujhko samjhaane

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

‘sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane(

sakhi with love

dear sakhi....gazal ke ahsaas bahut acchey lagge...last wala sher dil ko chu gaya...!

teri didi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#27)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
2nd May 2007, 10:06 PM

Quote:
Originally Posted by TariqAhmadAzmi View Post
Sakhi ji humara salam kabol kijiye,

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey,
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane.
bahut hi nice likha hai aapne aapki rachna achee lagi.
mujhe aage bhi aapka intezar rahega.
is umeed ke saath ijazat chahta hun
aap hamesha hanste or muskurate rahe.
take care
SHAAN
apke alfaz dene ke liye shukriya shaan ji
yuhi sath dena

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#28)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
4th May 2007, 01:44 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
hi sakhi

Bahut khub.......

sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane

Bahut Achha hai....

Unke jaane ke baad jab socha yeh hamne,
Kya yehi hai sila unse dil lagaane ka,
Phir yeh samjha ke apna hi dil bewafa hai,
Jisko ab bhi hai intezaar unke laut aane ka,
Par, na bichayenge ab nazrein unki raahon mein ham,
Ab mil gya hai hamko raasta maikhane ka,
Nahi chahiye ab koi saathi hamein,
Ab to waqt hai mehfilon se utth jaane ka
Uth chukka hai yakeen khud se hi hamara,
Mat rakhna vishwaas ham pe kisi ko apnane ka

Thanx & Regards
Jasdeep Singh
jasdeep ji shukriya

apko pada acha laga
yuhi sath dena dost sakhi ka

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#29)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
7th May 2007, 10:06 AM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi shakhi ji

to aap aaye jarur, ab hum dono saman ho gaye kyuki mein bhi reply dene mien late ho gaya,

aur ha sakhi ji aage se dhayan rahe dj ki bat yaha nahi.

ok

take care
milte rehna
aapka dost
Merul
merul ji

chalo aap jaisa kah rahe ho vaisa hi karungi ok

keeps smile on ur face
and tc

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#30)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
7th May 2007, 10:12 AM

Quote:
Originally Posted by Pulkit_gupta View Post
Hmmmmm... Sakhi ji,

Bahut hi khoobsurat ghazal hai... daad kubool kijiyega... apna khayaal rakhiyega...
hi pul dear

shukriya gazal ko pasand kiya ...apki daad ham kubul na kare yaisa to nahi hai dear..sir ankho pe lee daad..

khush rahna

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#31)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
7th May 2007, 10:19 AM

Quote:
Originally Posted by munfairy View Post
AADAB SAKHI JI,
KAISI HAIN AAP?

MASHA ALLAH BOHOT KHOOB,
bohot hi pyari nazm likhi hai aapne

wese to aap hamesha hi behtarin si koshishe hum sab ke samne rakhti hain,

per is nazm ke liye,,,dilse nikli daad kabul kijiye,

Ana khayal rakhiye
ALLAH HAFIZ

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
aadab munfairy ji

mein achi hun aap kaisi hai...??

shukriya apne mere likhe ko pasand kiya..

aap bhi apna khyaal rakhna aur khush rahna

sakhi with love

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#32)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
7th May 2007, 10:26 AM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Pyari Sakhi..

Tumhe padhte hue mujhe takreeban 4 saal ho gaye hain.. lekin aaj bhi tumhari
har rachna me vahi dard nazar aata..

Aaj to tumne bas rulla hi diya..

Dua karungi ki khushiyan tumhare naseeb me jald hi aayein.. aur phir ek khushi bhari rachna bhi padhne ko mille..

Apna khayal rakho.. aur humesha khush raho..

Tumhari Dost..

~Priya
priya meri pyari

such hai ahmara rista aaj itna purana ho chala hai chahe woh apse mera ho ya dard se mera rista ho...kuch chezze hamesha sath rahti hai kyun ki unka sath shayd hamein pyara hota hai ya kahe ki dard to koi koi yaisa hota hai jo mar ke bhi anhi jata...aap ro diye janke dukh hua dost...apki khushi ki kamna us samay bhi thi aaj bhi hai hamesha karungi..

khushiya jaldi se aayengi ya nahi pata haan mein apko isq ka kuch padne ka mauka jaldi dungi sakhi ka wada hai.

aap bhi apna khyaal rakhna aur khush rahna dear

with love sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#33)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
7th May 2007, 10:34 AM

di kaisi ho aap?

gazal ka ehsaas samjha bahut bahut shukriya

apka sath bana rahe bas

sakhi with love

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#34)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
7th May 2007, 01:09 PM

sukhriya sakhi ji

take care
aapka dost
Merul

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
merul ji

chalo aap jaisa kah rahe ho vaisa hi karungi ok

keeps smile on ur face
and tc

sakhi

!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!

Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.

Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#35)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
7th May 2007, 04:23 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Tum to chaley gaye jeevan se bin kuch bole bin jaane
Par ye dil pagal hai meraa naa kuch samjhey naa mane

Mere har soo.n failee ye tanhaai mujhsey kahati hai
Tum bin jeevan hai ye soona aai mujhko samjhaane

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

‘sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane(

sakhi with love
sakhi ji aap ne bilkul simple wording main itne achay se apney ahsasat ko bayan kia hai bohat khub

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#36)
amit_k
Registered User
amit_k is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 28
Join Date: Apr 2004
Rep Power: 0
7th May 2007, 04:37 PM

jara disco-visco jaya kijiye...yeh sunapan khatam ho jayega...
aapka
amit
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
Nira
Mistifer21
Nira has a spectacular aura aboutNira has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 105
Join Date: Apr 2007
Location: canada
Rep Power: 19
8th May 2007, 11:18 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
Tum to chaley gaye jeevan se bin kuch bole bin jaane
Par ye dil pagal hai meraa naa kuch samjhey naa mane

Mere har soo.n failee ye tanhaai mujhsey kahati hai
Tum bin jeevan hai ye soona aai mujhko samjhaane

Tumko har pal dhundh rahee hai ye sooni aankhey
Aanshoo aate hai inmein teri hi tasveer dikhalaane

‘sahki’ ab kya dhundh rahi hai apne har taraf tu
Tujhme hi basta hai jisey dhundh raha dil diwaane(

sakhi with love
sakhi sis

bahut hi khubsoorat rachna likhi hai. har ehsaas dil ko choo gaya. dard ko khub darsaya hai.

aapki rachna hamesha dil ke paas lagti hai. yunhi hi likhti rahna.

nira.
   
Reply With Quote
gud yaar
Old
  (#38)
mayur_sharma
Registered User
mayur_sharma will become famous soon enough
 
mayur_sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Oct 2003
Location: jammu
Rep Power: 0
Smile gud yaar - 9th May 2007, 05:07 PM

wah wah .. man gaye .. yeh kavita sf kyu nahin hain phle yeh boliye ..

likhte likhte ruk gaya hu... socha to hain ki likh du. magar rehne do .. fir kabhi yeh 2 line udar rahi..kk

keep writing

tc

;---------- Mayur------------;

With "R" Without "You"
  Send a message via Yahoo to mayur_sharma  
Reply With Quote
Old
  (#39)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
7th June 2007, 02:12 PM

shukriya koi to hai ji
apne pasand kiya aur ehsaas ko samjh bahut acha laga

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#40)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
7th June 2007, 02:14 PM

acha ji batao kab jaun disko

shukriya aane ke liye aur padne ke liye

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Jag Soona Soona Laage..! Dhaval Hindi/Urdu Lyrics 4 23rd November 2007 12:32 PM
SoOnA sOoNa.. (Krishna Cottage) / KyA pYaAr KaRoGe MuJhSe.. (Kucch To Hai) kuhulika Hindi/Urdu Lyrics 2 11th March 2006 07:04 PM
Soona soona lamha lamha-KRISHNA COTTAGE farhana Hindi/Urdu Lyrics 2 9th November 2005 10:17 PM
soona dev_das_2000 Shayri-e-Sharaab 0 21st September 2004 03:41 AM
manav jeevan ya kah sakte hai mera jeevan sakhi1909 Shayri-e-Dard 20 10th June 2004 01:46 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com