Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zindagi Youn Thii
Old
  (#1)
RSharma
Registered User
RSharma will become famous soon enough
 
RSharma's Avatar
 
Offline
Posts: 115
Join Date: Jul 2005
Location: Atlanta, GA
Rep Power: 19
Zindagi Youn Thii - 8th July 2009, 08:27 PM

zindagi youn thi, ke jeene ka bahana tu tha
waqt ki baazi youn thi, ke chal^ne ka sahara tu tha

Hum ne jis jis ko bhi cha^ha tasawwur mein sanam
woh log aate jaate mausum the, aur zamaana tu tha

Ab dil ke kuch pal palat ke aate hein KHwaabon mein
par bey^fikr humdard walon ka tiikhana tu tha

aar^ke kharede the woh haathon mein tiiron ke gul^dasteh
aur sab dekh rahen the, ke neeshana tu tha


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kahaan doondei unhei hum, ke khood khogaye
Kise kahein hum, ke badnaam hogaye
rakhte hein dil mei apni jaan ko 'raj'
ke unke aanese, dil se yei jaan kabhi na jaaye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via AIM to RSharma  
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
8th July 2009, 10:17 PM

Quote:
Originally Posted by RSharma View Post
zindagi youn thi, ke jeene ka bahana tu tha
waqt ki baazi youn thi, ke chal^ne ka sahara tu tha

Hum ne jis jis ko bhi cha^ha tasawwur mein sanam
woh log aate jaate mausum the, aur zamaana tu tha

Ab dil ke kuch pal palat ke aate hein KHwaabon mein
par bey^fikr humdard walon ka tiikhana tu tha

aar^ke kharede the woh haathon mein tiiron ke gul^dasteh
aur sab dekh rahen the, ke neeshana tu tha
Sharma ji.....aapki nazm padhi.....bahut acha likha hai aapne.....nazm ka har sher zindgi ke bahut kareeb laga....aapke har sher ko dil se daad detaa hu.....kabul farmaye.....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
RSharma
Registered User
RSharma will become famous soon enough
 
RSharma's Avatar
 
Offline
Posts: 115
Join Date: Jul 2005
Location: Atlanta, GA
Rep Power: 19
9th July 2009, 02:36 AM

Shukriya Naresh ji...aap ki daad sar aakhon par. Kafi log es nazam ko pad^ke apne dilbar ko yaad karte hein. Humne tu us uparwale ko yaad karke ye nazam likhi hei.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Kahaan doondei unhei hum, ke khood khogaye
Kise kahein hum, ke badnaam hogaye
rakhte hein dil mei apni jaan ko 'raj'
ke unke aanese, dil se yei jaan kabhi na jaaye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via AIM to RSharma  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th July 2009, 02:40 PM

R Sharma ji aapne bahut acchi poetry share ki hai...........yeh nazm/gazal SALMA AAGA (abhinetri/gaayka) jii ki gaaye hue hai.....aapka bahut bahut shukriya yahan share karne ke liye.

god bless u


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ABABBU
AB+
ABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of lightABABBU is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 689
Join Date: May 2007
Location: khyal tere
Rep Power: 0
18th July 2009, 09:51 AM

bahut badiya likha hai aap ne Sharma ji...
  Send a message via MSN to ABABBU  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com