Tumhari in jheel si ankhon me doob jana chata hoon
lekin jab bhi dekhta hoon in ankhon ko to kisi aur
ka intezar nazar aata hai .
Na jane q tumhe bhool jana chata hoon par woh lamha
samne nazar aata hai.
khush raho tum aur mile tumhe pyar tumhara
hum to pehle bhi tanha the aur ab phir wahi
waqt nazar aata hai.
Ab tu nahi sirf teri yaad hai
aur ab charo taraf sirf tera aks nazar aata hai .