Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Lyrics > Hindi/Urdu Lyrics

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
aaj purani RAHON se ....... rafi andaaz
Old
  (#1)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Post aaj purani RAHON se ....... rafi andaaz - 17th January 2005, 01:52 PM

dostoN

rafi sahab ka ye gana mujhe bohat pasand hai ... lagta hai ki jaise koi chot khaya banda phir se tayar hai ... is duniya se ladne ko .. maut ko bhi harane ko ... dil ke itne kareeb hai ki bas dhadkan main dhadakta sa hai ye geet ... umeed hai aap sabko bhi pasand aayega

--------------------------------------------------------

Aaj purani rahon se koi mujhe aawaz na de
Aaj purani rahoN se koi mujhe aawaz na de
Dard main doobe geet na de
Gham ka sisakta saaz na de
Dard main doobe geet na de
Gham ka sisakta saaz na de
O o hooooo oho hooooooo o ho hooooo

Beete dinoN ki yaad thi jinme
main wo tarane bhool chukka
Aaj nayi manjil hai meri
Kal ke thikane bhool chukka
Na wo dil na sanam na vo deen dharma
Ab door huN sare gunaho se

Aaj purani rahon se koi mujhe aawaz na de

Toot chuke sab pyar ke bandhan
Aaj koi janjeer nahi
Sheesha e dil main armano ki
Aaj koi tasveer nahi
Apshad huN main aazad huN main
koi kaam nahi hai aahoN se

Aaj purani rahon se koi mujhe aawaz na de
Dard main doobe geet na de
Gham ka sisakta saaz na de

Jeewan badla duniya badli
Man ko anokha gyan mila
Aaj mujhe apne hi dil main
Ek naya insaan mila
pahuNcha huN wahaN
nahi door jahaN
bhagwaan bhi meri nighaoN se

Aaj purani rahon se koi mujhe aawaz na de
Dard main doobe geet na de
Gham ka sisakta saaz na de




KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
hi`
Old
  (#2)
aashika
Chahat
aashika will become famous soon enough
 
aashika's Avatar
 
Offline
Posts: 430
Join Date: Sep 2004
Location: thane
Rep Power: 20
hi` - 17th January 2005, 02:12 PM

dear,
kunal,
rafiji is my favourite singer,
tnx for posting this song...........
bye,
take care...................


ab gawara nahi koi aur bhi ho jo meri tarah u tumpe mare.....
tune pyaar u sikhake Jindgi ho jindagi badal di.......
**~ Aashi ~**
  Send a message via Yahoo to aashika  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Kadeer
Afshan ka..
Kadeer is on a distinguished road
 
Kadeer's Avatar
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Jul 2004
Location: In Afshan's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 20
17th January 2005, 02:21 PM

Yaar kunal,

tumne to jindagi ke kuch haseen pal yaad diya diye ye gana yaha post kar ke

ya gana hum orchestra me gaya karte the, one of my very fev. song ..thanks for posting it here


kadeer


--------------------------------------------
Ab ye dil pyar ke kabil na raha
Koi bhi izhar ke kabil na raha,
Is dil me bas gayi tasveer Afshan ki,
Ab to chaand bhi deedar ke kabil na raha
-----------------------------------------------
Dil Ki Har DharkaN Me Bas Gaye Ho Tum,
Meri Subah Aur Shaam Ban Gaye Ho Tum,
Munkin Nahi Khud Se Juda Kar Du Tume
Meri Har Sans Ki Saason Me Bas Gaye Ho Tum
-----------------------------------------------
   
Reply With Quote
Re: hi`
Old
  (#4)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: hi` - 19th January 2005, 01:19 PM

Quote:
Originally posted by aashika
dear,
kunal,
rafiji is my favourite singer,
tnx for posting this song...........
bye,
take care...................
ashika

rafi sahab sabke hi fav se hai ,...

shukriya yahaN aane ke liye

apna khayal rakhna

bye


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#5)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
19th January 2005, 01:25 PM

Quote:
Originally posted by Kadeer
Yaar kunal,

tumne to jindagi ke kuch haseen pal yaad diya diye ye gana yaha post kar ke

ya gana hum orchestra me gaya karte the, one of my very fev. song ..thanks for posting it here


kadeer
kadeer bhai jaan

mujhe bohat khushi hai ki woh nagma maiN yahaN ched saka jo aapke beete dinoN ki haseeN yadoN se juda hua hai ...

aur aapne jo raj humse shere kiya ... sach aaj ek image si ban gayi hai dimag pe .. ki aap kaise lagte honge gana gate hue ... dil kar raha hai ki aapko sunu ...bhagwaan ne chaha to jaroor kabhi aapko sunne ka mauka milega ...

aapka shukriya yahaN aane ke liye


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Zindagi Ki Rahon Se... prasaxena Shayri-e-Dard 15 23rd November 2007 09:18 PM
isq ki rahon... logan Shayri-e-Ishq 2 4th November 2005 03:55 PM
Teri rahon may... tarunraghav7 Aapki Shayri 0 1st April 2005 09:38 PM
Zindagi Ki Rahon Se... prasaxena Ghazal Section 9 19th September 2004 03:01 PM
Zindagi Ki Rahon Se... prasaxena Aapki Shayri 0 11th September 2003 06:14 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com