Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
intzaam-e-janaza kar le anaarhi
Old
  (#1)
anaarhi
Talib-e-ilm
anaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 213
Join Date: Aug 2010
Location: NOIDA (U.P.)
Rep Power: 23
intzaam-e-janaza kar le anaarhi - 4th March 2011, 01:56 PM

हो न चाहे कुछ भी पर सज़ा तो है,
फैसले का हमें अंदाज़ा तो है.


है उस की मरज़ी दे चाहे न दे,
हमारी मगर उससे इल्तिजा तो है.


शब-ए-विसाल है रख भरोसा ज़रा,
आने तक बहार के ये ख़िज़ा तो है.


शबे इंतज़ार और सितारों की गिनती,
ये रज़ा ना सही बा मज़ा तो है.


पाएगा ज़रूर बस सर को कटा ले,
खातिर-ए- दरवेज़ा दरवाज़ा तो है.


आग बुझ गई शायद चश्मे तर से,
अभी सोज़े दिल की कुछ अज़ा तो है.


समझाते हैं दिल को हमेशां यही,
काम का नहीं मगर पुरज़ा तो है.


इकरार का उनसे ज़रा सवाल कर,
उम्मीद ग़र नहीं कोई तक़ाज़ा तो है.


इंतज़ाम-ए-जनाज़ा कर ले अनाड़ी,
ज़िंदगानी हुई नहीं पर क़ज़ा तो है.






ho n chaahe kuchh bhi par saza to hai
faisle ka hamein andaaza to hai.


hai us ki marzi de chaahe na de,
hamaari magar ussey iltiza to hai.


shab-e-visaal hai rakh bharosaa zaraa,
aane tak bahaar k ye khiza to hai.


shabeintzaar aur sitaaron ki gintee,
ye razaa na sahee ba-mazaa to hai.


paayega zaroor bas sar ko kataa le,
khaatir-e-darveza darvaaza to hai.


aag bujh gaee shayad chashme tar se,
abhi soz-e-dil ki kuchh azaa to hai.


samjhaate hain dil ko hameshaan yahee,
kaam ka nahee.n magar purza to hai.


iqraar ka unse zaraa sawaal kar,
um'meed gar nahi.n koee takaaza to hai.


intzaam-e-janaza kar le anaarhi,
zindgaani huee nahee.n par qaza to hai.


khatir-e-darveza = bheekh maangne ki khatir.
soz-e-dil = dil ki tapish,

azaa = yaatna.


"Anaarhi"
4th March 2011







पुराने लिबासों में लाखों हैं पैवंद,
ख़यालों को चोला नया दे रहा हूँ .
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
4th March 2011, 06:02 PM

aag bujh gaee shayad chashme tar se,
abhi soz-e-dil ki kuchh azaa to hai.

samjhaate hain dil ko hameshaan yahee,
kaam ka nahee.n magar purza to hai.


Good One ......... Anaarhi Ji

Bahut umdaa khayaal aur behtreen bayaani ...... tahe dil se daad ... !

aise hi likhte rahen ... khush rahen ... !

duaaoN ke saath ... !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
4th March 2011, 10:06 PM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post
हो न चाहे कुछ भी पर सज़ा तो है,
फैसले का हमें अंदाज़ा तो है.


है उस की मरज़ी दे चाहे न दे,
हमारी मगर उससे इल्तिजा तो है.


शब-ए-विसाल है रख भरोसा ज़रा,
आने तक बहार के ये ख़िज़ा तो है.


शबे इंतज़ार और सितारों की गिनती,
ये रज़ा ना सही बा मज़ा तो है.


पाएगा ज़रूर बस सर को कटा ले,
खातिर-ए- दरवेज़ा दरवाज़ा तो है.


आग बुझ गई शायद चश्मे तर से,
अभी सोज़े दिल की कुछ अज़ा तो है.


समझाते हैं दिल को हमेशां यही,
काम का नहीं मगर पुरज़ा तो है.


इकरार का उनसे ज़रा सवाल कर,
उम्मीद ग़र नहीं कोई तक़ाज़ा तो है.


इंतज़ाम-ए-जनाज़ा कर ले अनाड़ी,
ज़िंदगानी हुई नहीं पर क़ज़ा तो है.






ho n chaahe kuchh bhi par saza to hai
faisle ka hamein andaaza to hai.


hai us ki marzi de chaahe na de,
hamaari magar ussey iltiza to hai.


shab-e-visaal hai rakh bharosaa zaraa,
aane tak bahaar k ye khiza to hai.


shabeintzaar aur sitaaron ki gintee,
ye razaa na sahee ba-mazaa to hai.


paayega zaroor bas sar ko kataa le,
khaatir-e-darveza darvaaza to hai.


aag bujh gaee shayad chashme tar se,
abhi soz-e-dil ki kuchh azaa to hai.


samjhaate hain dil ko hameshaan yahee,
kaam ka nahee.n magar purza to hai.


iqraar ka unse zaraa sawaal kar,
um'meed gar nahi.n koee takaaza to hai.


intzaam-e-janaza kar le anaarhi,
zindgaani huee nahee.n par qaza to hai.


khatir-e-darveza = bheekh maangne ki khatir.
soz-e-dil = dil ki tapish,

azaa = yaatna.


"Anaarhi"
4th March 2011






Param saahab ko khaaksaar ka aadaab peshe khidmat... jis ummdah bayaani ke saath aapne darrd ko pesh kiya hai wo yaqeenan qaabile tareef raha hai... aapki ghazal se wahi sacche ishq ki khushbu aai hai jo kai saal pahle is dil ne mahsoos kiya tha.... meri dili daad qabool farmaaeN .. likhte rahen..

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
anaarhi
Talib-e-ilm
anaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 213
Join Date: Aug 2010
Location: NOIDA (U.P.)
Rep Power: 23
5th March 2011, 09:54 PM

Naresh ji, Shaad bhai, Mushkil ji,
aur baaki sabhee paathakgan,

Namaskaar,


thanks for appreciation.
aap logon ka saath hi bahut utsahwardak hai . ham jaise naye likhne wale logon ke liye isse badker koee zehni tonic nahin ho sakta.
aage aur behter likhne ki koshish jaari hai aap log apna saath barqraar rakhiyega please.


regards


"Anaarhi"

Last edited by anaarhi; 5th March 2011 at 09:56 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
5th March 2011, 10:26 PM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post
[CENTER]हो न चाहे कुछ भी पर सज़ा तो है,
फैसले का हमें अंदाज़ा तो है.


है उस की मरज़ी दे चाहे न दे,
हमारी मगर उससे इल्तिजा तो है.


शब-ए-विसाल है रख भरोसा ज़रा,
आने तक बहार के ये ख़िज़ा तो है.


शबे इंतज़ार और सितारों की गिनती,
ये रज़ा ना सही बा मज़ा तो है.


पाएगा ज़रूर बस सर को कटा ले,
खातिर-ए- दरवेज़ा दरवाज़ा तो है.


आग बुझ गई शायद चश्मे तर से,
अभी सोज़े दिल की कुछ अज़ा तो है.


समझाते हैं दिल को हमेशां यही,
काम का नहीं मगर पुरज़ा तो है.


इकरार का उनसे ज़रा सवाल कर,
उम्मीद ग़र नहीं कोई तक़ाज़ा तो है.


इंतज़ाम-ए-जनाज़ा कर ले अनाड़ी,
ज़िंदगानी हुई नहीं पर क़ज़ा तो है.
[FONT=Comic Sans MS]
Anaarhi ji
radhe radhe

bahut khoob likhi hai saari ghazal bhai ........ dil se daad ..........

yuhi likhte rahiye ..........


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
6th March 2011, 04:17 PM

Sabhi ashaar pasand aaye mujhe...

Bas maqta zara theek nahi laga...baqi ghazal me jaise ek ummid abhi qayam hai, per maqte me intezaam-e-janaaza kehke ,Woh ummid bhi khatm hogayi.........

Well its my opinion....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#7)
anaarhi
Talib-e-ilm
anaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to beholdanaarhi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 213
Join Date: Aug 2010
Location: NOIDA (U.P.)
Rep Power: 23
6th March 2011, 09:15 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Sabhi ashaar pasand aaye mujhe...

Bas maqta zara theek nahi laga...baqi ghazal me jaise ek ummid abhi qayam hai, per maqte me intezaam-e-janaaza kehke ,Woh ummid bhi khatm hogayi.........

Well its my opinion....

Zainy sahiba,

namaskaar,

thanks for giving your valuable time. you are absolutely right in your opinion,

"zindgi to bewafaa hai ek din thukraayegi,
maut mehbooba hai apne saath leker jaayegi,
mar k jeene ki ada jo duniya ko dikhlaayega,
wo mukkadder ka sikander janeman kehlaayega."


um'meed kuch is tarah bhi zahir ki hai kisi shayer ne,

maqta aisey bhi kaha ja sakta hai taaki um'meed kayam rahe...

"kuch tujhe bhi haasil hoga anaarhi,
zindgaani huee nahin par qaza to hai."


agar aise ach'cha lage ya aise sahi ho to beshaq edit ker dein ya saath jorh dein .

thanks again , khyaalon ko aur wide kerney mein madad mili aapke comment se.

regards

"Anaarhi"
---------------------------------------------------------------------------------


Ishk ji,

namastey,

shukriya peshkash pasand kerney ka. saath barqraar rakhna please.

Regards
"Anaarhi"
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
7th March 2011, 10:50 AM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post

Zainy sahiba,

namaskaar,

thanks for giving your valuable time. you are absolutely right in your opinion,

"zindgi to bewafaa hai ek din thukraayegi,
maut mehbooba hai apne saath leker jaayegi,
mar k jeene ki ada jo duniya ko dikhlaayega,
wo mukkadder ka sikander janeman kehlaayega."


um'meed kuch is tarah bhi zahir ki hai kisi shayer ne,

maqta aisey bhi kaha ja sakta hai taaki um'meed kayam rahe...

"kuch tujhe bhi haasil hoga anaarhi,
zindgaani huee nahin par qaza to hai."


agar aise ach'cha lage ya aise sahi ho to beshaq edit ker dein ya saath jorh dein .

thanks again , khyaalon ko aur wide kerney mein madad mili aapke comment se.

regards

"Anaarhi"

Jee bilkul sahi farmaya aapne...

mera bhi yahi maanna hai (as the song goes )..

maut aani hai aayegi ek din
jaan jaani hai jayegi ek din
aysi baatoN se kya ghabrana
yahaan kal kya ho kisne jaana.

zindegi aur maut kab kisko dena hai, yeh sochna upar waale ka kaam hai,hame isme dakhal andazi karne ka koi haq nahi...

duniya me hame jeene ke liye bheja gaya hai, haalaton ke saath muqabla karke kaise jeena hai yeh sochna hamaara kaam hai, naake intezaam-e-janaaza karle..

well is msg ko personally mat lijiye,aapke ghazal ke maqte ko padhker kisi ki yaad aagayi,sdc ke hi ek member hain, jinka naam batana munasib tou nahi,lekin unhone bhi haalat se ladne ke bajaaye maut ko apnana zyada behtar samajh liye, aur ab zindegi ke us mod per hain, jahaan se aagey sirf andhera hi andhera hai...

samajh me nahi aata unki is haalat per afsos karun ya unko dantoon, kyun ke khud apne haaton se apni zindegi tabaah ki hai unhone...

umr me mujh se bade hain, isiliye directly daant bhi nahi sakti, isiliye yeh msg post kar rahi huun,...

mera yeh msg us sabhi logon ke liye hai, jo haalat se ladne ke bajaaye khud ko tabaah kar lete hai...plzz dont do this to yourself..

aur haan yeh ghalat fehmi me mat rahiye ke aapki zindegi sirf aapki amanat hai, sach tou yeh hai ke, is per sabka haq hai, aapke maa baap, bhai, behan rishtedaar, dost, padosi, ...pehle in sab se izaazat lekar aayiye ke inme se kisiko aapki zarurat nahi, phir jo marzi kijiye apni zindegi ke saath..

Anarhi ji ..sorry aapki ghazal per yeh sab likh rahi huun...actually aapka maqta padhker mind bohat zyada disturb hogaya hai...kisi ki haalat per bohat afsos hai...

bas dua hai ke upar waala unhe aachi sehat de..Aameen..




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm

Last edited by zainy; 7th March 2011 at 05:58 PM..
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#9)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
7th March 2011, 12:26 PM

Quote:
Originally Posted by anaarhi View Post
हो न चाहे कुछ भी पर सज़ा तो है,
फैसले का हमें अंदाज़ा तो है.


है उस की मरज़ी दे चाहे न दे,
हमारी मगर उससे इल्तिजा तो है.


शब-ए-विसाल है रख भरोसा ज़रा,
आने तक बहार के ये ख़िज़ा तो है.


शबे इंतज़ार और सितारों की गिनती,
ये रज़ा ना सही बा मज़ा तो है.


पाएगा ज़रूर बस सर को कटा ले,
खातिर-ए- दरवेज़ा दरवाज़ा तो है.


आग बुझ गई शायद चश्मे तर से,
अभी सोज़े दिल की कुछ अज़ा तो है.


समझाते हैं दिल को हमेशां यही,
काम का नहीं मगर पुरज़ा तो है.


इकरार का उनसे ज़रा सवाल कर,
उम्मीद ग़र नहीं कोई तक़ाज़ा तो है.


इंतज़ाम-ए-जनाज़ा कर ले अनाड़ी,
ज़िंदगानी हुई नहीं पर क़ज़ा तो है.






ho n chaahe kuchh bhi par saza to hai
faisle ka hamein andaaza to hai.


hai us ki marzi de chaahe na de,
hamaari magar ussey iltiza to hai.


shab-e-visaal hai rakh bharosaa zaraa,
aane tak bahaar k ye khiza to hai.


shabeintzaar aur sitaaron ki gintee,
ye razaa na sahee ba-mazaa to hai.


paayega zaroor bas sar ko kataa le,
khaatir-e-darveza darvaaza to hai.


aag bujh gaee shayad chashme tar se,
abhi soz-e-dil ki kuchh azaa to hai.


samjhaate hain dil ko hameshaan yahee,
kaam ka nahee.n magar purza to hai.


iqraar ka unse zaraa sawaal kar,
um'meed gar nahi.n koee takaaza to hai.


intzaam-e-janaza kar le anaarhi,
zindgaani huee nahee.n par qaza to hai.


khatir-e-darveza = bheekh maangne ki khatir.
soz-e-dil = dil ki tapish,

azaa = yaatna.


"Anaarhi"
4th March 2011






ji bhaut sunder..........................

है उस की मरज़ी दे चाहे न दे,
हमारी मगर उससे इल्तिजा तो है.

शब-ए-विसाल है रख भरोसा ज़रा,
आने तक बहार के ये ख़िज़ा तो है.

समझाते हैं दिल को हमेशां यही,
काम का नहीं मगर पुरज़ा तो है.



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com