Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tamana hai tere dar par ye dam nikle...gazal
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
Tamana hai tere dar par ye dam nikle...gazal - 23rd November 2014, 05:53 AM

Dosto ek koshish ki hai umeed hai aapko pasand aiye gii, ye abhi abhi likhi hai...bilkul fresh isko kush nahi kiya jaise zehan mei.n aiya waisa hi likh diya...takneek galt ho sakti hai magar ehsaas bilkul fresh hai.n...is gazal ki zameen 'Ghalib' sahib ki gazal...bare be aabroo hokar tere kooche se ham nikle...pe mutmayeen hai..
Raj...

Tamana hai tere dar par ye dam nikle,
Isee umeed par apne ghar se ham nikle..

Kiyo.n kar sabaz hota iss dil ka gulshan
idhar se jitne bhi nikle zard mosam nikle..

Gillah karte to aakhir karte kis se ham,
Diye Taaro.n ki manind apno.n ke zakham nikle..

dafnayee dil mei.n ta umr hasrattai.n maine,
dil-e-veeraan se jab nikle bass matam nikle..

Yaado.n kee khushak zameen se aii dost
Sadiyo.n puraane lamhe bhii barham nikle..

In aankho.n se baha jab bhi koii qatra lahoo banke
jaise pankhuri-e-phool pe subha shabnam nikle..

Na aate kaise sabhi gam aakhir mere kooche tak
Puraane har ik gam se mere marasam nikle..

Kabhi to ilzaam aaye tum par bhii bewafaii ka,
'Raj' aisa na ho ya.n bhi wahi kaafir sanam nikle..


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)

Last edited by rajveeer; 23rd November 2014 at 06:06 AM..
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd November 2014, 09:50 AM

waaaahhh bahot khoob Raj saahab.........................


acchi ghazal kahi hai aapne, likhte rahen

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
vinaydahiya
Registered User
vinaydahiya will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 79
Join Date: Apr 2003
Location: delhi
Rep Power: 22
23rd November 2014, 04:44 PM

Rajveer sahab...bahut badiya gazal pesh ki aapne..

Na aate kaise sabhi gam aakhir mere kooche tak
Puraane har ik gam se mere marasam nikle..

Lajwaab...



mera kya hai main to deewana hu
kya bataoo tumko baare mein apne
mein to khud se hi begaana hu

...................vinaydahiya
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th November 2014, 01:09 PM

Waah......Bahut khoob gazal raajveer ji...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
26th November 2014, 02:08 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waaaahhh bahot khoob Raj saahab.........................


acchi ghazal kahi hai aapne, likhte rahen

Shaad....
Bhut bhut shukria sameer bhai..jo aapne apni keemti raye se nawaaza...khush rahai.n...Raj...


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
khoobsurat ehsaas
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up khoobsurat ehsaas - 26th November 2014, 09:43 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
Dosto ek koshish ki hai umeed hai aapko pasand aiye gii, ye abhi abhi likhi hai...bilkul fresh isko kush nahi kiya jaise zehan mei.n aiya waisa hi likh diya...takneek galt ho sakti hai magar ehsaas bilkul fresh hai.n...is gazal ki zameen 'Ghalib' sahib ki gazal...bare be aabroo hokar tere kooche se ham nikle...pe mutmayeen hai..
Raj...

Tamana hai tere dar par ye dam nikle,
Isee umeed par apne ghar se ham nikle..

Kiyo.n kar sabaz hota iss dil ka gulshan
idhar se jitne bhi nikle zard mosam nikle..

Gillah karte to aakhir karte kis se ham,
Diye Taaro.n ki manind apno.n ke zakham nikle..

dafnayee dil mei.n ta umr hasrattai.n maine,
dil-e-veeraan se jab nikle bass matam nikle..

Yaado.n kee khushak zameen se aii dost
Sadiyo.n puraane lamhe bhii barham nikle..

In aankho.n se baha jab bhi koii qatra lahoo banke
jaise pankhuri-e-phool pe subha shabnam nikle..

Na aate kaise sabhi gam aakhir mere kooche tak
Puraane har ik gam se mere marasam nikle..

Kabhi to ilzaam aaye tum par bhii bewafaii ka,
'Raj' aisa na ho ya.n bhi wahi kaafir sanam nikle..

wahhh wahhhh kya khoob gazal pesh ki hai aapne, janab aap to bahut acche shayar ho ham jaante hai, aap to yu hi chalte phirte bhi gazal bana detey ho...accha lga aapko padna, yu hi likhte rhiye aur SDC ki shaan meiN chaar chaand lagate rhiye aur Interview thread chal rha hai aapka wahan bhi darshan detey rhiye.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
27th November 2014, 07:38 PM

Wah Rajveer ji ,
bahut achi ghazal kahi aaapne ...Sare ashar ek se ek bar ke the .....

per ye do sher kuch jyada pasand aye mujhe

dafnayee dil mei.n ta umr hasrattai.n maine,
dil-e-veeraan se jab nikle bass matam nikle..

Yaado.n kee khushak zameen se aii dost
Sadiyo.n puraane lamhe bhii barham nikle..


Aap ki ghazalein bahaut hi sada shabdon meiN hoti hain per bari gehree chaap chor jati haiN,
Dher sari Daad kapbool kareinN.

Sanjay sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
12th December 2014, 01:13 PM

Quote:
Originally Posted by vinaydahiya View Post
Rajveer sahab...bahut badiya gazal pesh ki aapne..

Na aate kaise sabhi gam aakhir mere kooche tak
Puraane har ik gam se mere marasam nikle..

Lajwaab...
Vinay ji aapki rayeshumaari ka dil se shukarguzaar hoo.n saath dete rahiyega..Raj...


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com