Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kya baat hai
Old
  (#1)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
kya baat hai - 12th April 2006, 07:08 PM

is thar pila ki dil khe ki `kya baat hai`
jam khli ho na paye jab tak raat hai

hum nahi mhotaz a badal teri barshat ke
aakh se aanshu jo tapke vo bhi to barshat hai

char jaodo tin me ya tin jode char me
fark unme kya hua jab jod unka saat hai

aadmi to jit par magrur na hoyaad rhak
mot ke haato honi sabki ik din mat hai

is jha me kuch nahi jo na badla ho
char din ki chandni fir aderi raat hai
   
Reply With Quote
Re: kya baat hai
Old
  (#2)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
Re: kya baat hai - 12th April 2006, 07:22 PM

Dear,

aap ke likhe shabdo ko phir se likh raha hoon.. unmein typing ki vajah se shabd ajeeb lag rahe the...punah yahi likh raha hoon..

is tarah pila ki dil kahe ki "kya baat hai`
jaam khali na hone paaye jab tak raat hai

hum nahi mohtaz ai badal teri barsat ke
aakh se aanshu jo tapke vo bhi to barsat hai

chaar jodo tin me yaa tin jodo chaar me
fark unme kya hua jab jod unka saat hai

aadmi to jit par magrur na ho yaad rakh
maut ke haatho honi sabki ik din maat hai

is jahaa me kuch nahi jo na badla ho
chaar din ki chandni fir aderi raat hai


ab ese padhana kaafi sahaj ho gaya hai.. jisne bhi likha hai.. bahut khub likha hai...
shubhkamnao sahit,


Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Kanchan
Registered User
Kanchan is on a distinguished road
 
Kanchan's Avatar
 
Offline
Posts: 463
Join Date: Dec 2005
Location: Dehradun
Rep Power: 19
12th April 2006, 08:14 PM

Chandni ji
aapki lines padi to acha laga aur Akant ji ne jis tarah pesh kiya wo bi acha laga.

kaanch
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 13th April 2006, 02:14 PM

hi akantji h r u tnx jo aapne humari kalam ko itne ache se pesh kiya muje acha laga or sorry jo meri whaj se aapko padne me taklif hui tnx again
bye
   
Reply With Quote
Re: kya baat hai
Old
  (#5)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: kya baat hai - 30th August 2006, 03:37 PM

Quote:
Originally posted by chandni_jain
is thar pila ki dil khe ki `kya baat hai`
jam khli ho na paye jab tak raat hai

hum nahi mhotaz a badal teri barshat ke
aakh se aanshu jo tapke vo bhi to barshat hai

char jaodo tin me ya tin jode char me
fark unme kya hua jab jod unka saat hai

aadmi to jit par magrur na hoyaad rhak
mot ke haato honi sabki ik din mat hai

is jha me kuch nahi jo na badla ho
char din ki chandni fir aderi raat hai
chandni

tumne to kaha tha ki tumhe shayri nahi ati to ye kya hai. tum bahut acchi shayri kar leti ho..

keep writing.
dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Re: kya baat hai
Old
  (#6)
Akshay Jain
Registered User
Akshay Jain will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2006
Location: India(Gwalior)
Rep Power: 0
Re: kya baat hai - 1st September 2006, 12:21 AM

[QUOTE]Originally posted by chandni_jain
[B]is thar pila ki dil khe ki `kya baat hai`
jam khli ho na paye jab tak raat hai

hum nahi mhotaz a badal teri barshat ke
aakh se aanshu jo tapke vo bhi to barshat hai

aadmi to jit par magrur na hoyaad rhak
mot ke haato honi sabki ik din mat hai

wah chandni ji
bahut khoob likha hai "ki mot ke haato honi sabki ik din mat hai"
yeh line bahut badi sachchai hai....... jo honi hai....so enjoy ur each and every moment of life..........................
keep writing mujhe intezaar rahega, apke agle kalaam ka ,aur jawab ka......

apka dost
Akshay jain


*******"Akshay"**********
~~~~~~Aur meri talaash abhi jari hai...........................
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#7)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 2nd September 2006, 12:50 PM

hi dillip j h r u bhaut bhaut sukriya aapka jo aapko humara likha pasnd aaya or mera saat dene ke liye aapjase dost mile to shayd hum log kuch likhna sikh jayege to aapna saat ase hi rhakna
ok bye
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
16th June 2008, 10:32 AM

Quote:
Originally Posted by chandni_jain View Post
is thar pila ki dil khe ki `kya baat hai`
jam khli ho na paye jab tak raat hai

hum nahi mhotaz a badal teri barshat ke
aakh se aanshu jo tapke vo bhi to barshat hai

char jaodo tin me ya tin jode char me
fark unme kya hua jab jod unka saat hai

aadmi to jit par magrur na hoyaad rhak
mot ke haato honi sabki ik din mat hai

is jha me kuch nahi jo na badla ho
char din ki chandni fir aderi raat hai

bahut acha likha hai apne


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
17th June 2008, 05:19 PM

hi dinesh ji tnx ki aapko ye kalm pasnd aaya



jab koi baat bigd jaye jab koi muskil pad jaye tum dena saat mera o!humnawab
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 22
17th June 2008, 05:49 PM

bahut khoob


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#11)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
19th June 2008, 12:38 PM

sukariya baagi ji



jab koi baat bigd jaye jab koi muskil pad jaye tum dena saat mera o!humnawab
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
davevaibhav1988
Registered User
davevaibhav1988 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 0
19th June 2008, 01:22 PM

na koi hai na koi tha jindagi me thumhare shiva o hamnawab
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
1st July 2008, 07:48 PM

Quote:
Originally Posted by chandni_jain View Post
is thar pila ki dil khe ki `kya baat hai`
jam khli ho na paye jab tak raat hai

hum nahi mhotaz a badal teri barshat ke
aakh se aanshu jo tapke vo bhi to barshat hai

char jaodo tin me ya tin jode char me
fark unme kya hua jab jod unka saat hai

aadmi to jit par magrur na hoyaad rhak
mot ke haato honi sabki ik din mat hai

is jha me kuch nahi jo na badla ho
char din ki chandni fir aderi raat hai

bohat khub achah hai bohat hi pyaara kalam pesh kiya
bhai yahan aakar tou dil khush hogaya bohat hi pyaare ghazlein ashaar
dekhne mein aarahein shukrya...



khwaabo.n ke par kabhii kaTne na denaa
inke sahaaron me raahai.n rahe.ngii

lage.nge ye lejaa rahe alag raste
un raston pe bhii kai seekhai.n to ho.ngii

ye seekhai.n hameshaa sameTe rakhnaa
inhii.n se to sabko manzil milai.ngii


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#14)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 2nd July 2008, 03:26 PM

hi h r u sukriya aapka ki aap yha aaye or ish kalm ko pada or aapko pasnd aaya vase aapki shayri bhi bhut achi hai muje bhut pasnd aayi aap bhi humari tarf se daad kabul karke ok bye



jab koi baat bigd jaye jab koi muskil pad jaye tum dena saat mera o!humnawab
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
31st July 2008, 05:39 AM

Quote:
Originally Posted by chandni_jain View Post
hi h r u sukriya aapka ki aap yha aaye or ish kalm ko pada or aapko pasnd aaya vase aapki shayri bhi bhut achi hai muje bhut pasnd aayi aap bhi humari tarf se daad kabul karke ok bye
thank you chandni aap jo rep dia kya aap meri best friends banogi
pls rep me muje aap ke rep ka intejar rahenga
ek sher pesh kar raha sayad aap ko jarur pasand aayenga

/////////////////////// Mohabbat ///////////////////////////////////


Kuch din pehle mohabbat ko sapna samjha hum ne
Muhabbat hue mohabbat ko apna samjha hum ne


Mohabbat main iskadar madhosh ho Gaye


Is ki bewafai ko wafa samjha hum ne?


Zakham iskadar mohabbat ne diye


Hum ne in zakhmo ko phool samjha


Mohabbat ki chik o pukaar iskadar thi


Ke ass pass ke logo ki roone ko asna samjha hum ne


Mohabbat ki shidat main aankhen iskadar chandiya Gaye


Har chamakti chiz ko sona samjha hum ne


Dewaana iskadar mohabbat ne bannaya humko


Ke apno ko begana samjha hum ne


Mohabbat ki yaadein dil par kuch you naksh kar Gaye


Ke on ko bhulane ki khoshish main


Khod ko bhula diya hum ne.............

mai aap ke rep ka intejar karunga ho sake to muje is add par rep dena
rijaan007@yahoo.com
rijaan007@rediffmail.com


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#16)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 8th August 2008, 11:32 AM

hi aapne hume apni dosti ke kabil samja ye humare liye bhut achi baat hai rhi best frind ki baat to vo to waqt ke saat saat dosti ghari hoti hai na to chlo abi dosti ki sarwat karte hai i hope best friend bhi ban jaye or muje aapki ye poem bhi achi lagi



jab koi baat bigd jaye jab koi muskil pad jaye tum dena saat mera o!humnawab
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
9th August 2008, 04:38 PM

Quote:
Originally Posted by chandni_jain View Post
is jahaa.n me kuchh nahi.i jo na badla ho
char din ki chandni phiir andheri raat hai

Chandni jee:

aap ki yeh koshish achchhi lagii... par aap ne jis tarah ek mashuur muhaawara 'char din ki chandni fir anderi raat hai' ka ek sher me.n ek behtar andaaz me.n
istemaal kiya hai woh bohat khuub hai.. ek achchhi koshish ke liye meri aur se daad haazir hai...

Mayank


Reps +
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#18)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
9th August 2008, 04:51 PM

behtar likhi haia apen ghazal lafzo ak istemaal aur zazbato ko asar dena
jaanti hai aap

keep it
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#19)
rijaan
Registered User
rijaan will become famous soon enoughrijaan will become famous soon enough
 
rijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 17
Smile 15th August 2008, 09:28 PM

Quote:
Originally Posted by chandni_jain View Post
hi aapne hume apni dosti ke kabil samja ye humare liye bhut achi baat hai rhi best frind ki baat to vo to waqt ke saat saat dosti ghari hoti hai na to chlo abi dosti ki sarwat karte hai i hope best friend bhi ban jaye or muje aapki ye poem bhi achi lagi
to fir hamari mulakat sunday 4;30 ko pakki

KOSHISH KIJIYE HAME YAAD KARNE KI
LAMHE TO APNE AAP HI MIL JAYENGE
TAMANNA KIJIYE HAME MILNE KI
BAHANE TO APNE AAP HI MIL JAYENGE


Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya!!!!
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
' Baat Baat Par Baatein Banaana Koyi Dilkash Adaa Nahin...! ' Amanush... Shayri-e-Dard 26 16th December 2009 04:48 PM
Ghazal: kya baat hai? yahi puch jaaye to kya baat hai... Pradhyuman Shayri-e-Ishq 17 1st June 2009 10:40 AM
Ghazal:maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe! Mayank Ghazal Section 36 8th May 2007 02:16 PM
yunn baat baat pe aakhoN ko tarr nahi karte talib Shayri-e-Dard 20 5th January 2006 07:10 AM
har baat yahaa.N baat ba.Dhaane ke liye hai... Pulkit_gupta Shayri-e-Dard 12 30th September 2004 03:00 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com