Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kaun pagal masoomshayer kee ghazal parhta hai
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
kaun pagal masoomshayer kee ghazal parhta hai - 28th April 2006, 10:06 PM

mere kareeb baith ke woh tere khat parhta hai
tujhe bhoolne kee koshish main khalal parata hai

mere pyar se un ko koyee parhez nahee lekin
shikayat tab jab zindgee main dakahl barhta hai

mujh par kaheen teree tasweer lagayee jayegee
dil ko fikr ye ki ab keel kahan garata hai

ye sharab ka asar nahee ye ishq ka khumar hai
rafta rafta utarega rafta rafta charhta hai

sare nuksan zamane ko nafarat se huyee hain
koyee bataye mujhe pyar se koyee bigarta hai?

kaza se milna hai ikdin ye jantee hai lekin
tujh se mil ke is zindgee ka hosla barhta hai

aaj tujh se poochata hoon chipana nahee mujhse
main kya likhata hoon aur too kya parhta hai

aaj bhee dil kee baten muhabbat ke geet bas?
kaun pagal masoomshayer kee ghazal parhta hai


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
28th April 2006, 10:15 PM

Anil ji,

yeh acha hai... padhne ko kaha aur pagal ka khitab bhi de dala...
vaise ab kaise kahoon kaise lagi... agar keh diya kaise lagai to aap kahoge meine padhi isliye mein pagal hoon...

aur nahi bataya kaise lagi.. to kahoge bataya nahi kaise lagi... aapne pareshani mein daal diya hai... sochna padega kya kahoon...

Tc
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
priya rohin
Old
  (#3)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
priya rohin - 28th April 2006, 10:18 PM

tum pagalk nahee samjhdar ho aur bas is waqt tum nazar aye online aur tumhree ray imp hai aur janata hoon bah ke tareef nahee karte achhee to achee buree to buree is liye hee kaha tha ke parh lena. aur haan ye duniya ham jaise pagalon ke sahare chal rahee hai. are pagal ye pagalpan doosre ksim ka hai woh wala nahee hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
ranju bhatia
Registered User
ranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the roughranju bhatia is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 544
Join Date: Mar 2006
Location: Delhi
Rep Power: 21
29th April 2006, 08:10 AM

mere kareeb baith ke woh tere khat parhta hai
tujhe bhoolne kee koshish main khalal parata hai

wah!


ye sharab ka asar nahee ye ishq ka khumar hai
rafta rafta utarega rafta rafta charhta hai

its so beautiful...................

kaza se milna hai ikdin ye jantee hai lekin
tujh se mil ke is zindgee ka hosla barhta hai

bahut khub............

aaj bhee dil kee baten muhabbat ke geet bas?
kaun pagal masoomshayer kee ghazal parhta hai

hmmm Anil ji aap itna khubsurat likhte hain ki isko pade bina koi
rah hi nahi sakata.........aap bas yun hi likhte rahe.......

with best wishes

ranju


ranjana
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
29th April 2006, 10:10 AM

aur agar ye padh kar koi mujhe pagal ka khitaab de de to mai taiyaar hu paagal kahlaane ke liye
kyun ki shayri khud mai hi ek pagalpan hai nasha hai jo kabhi theek nahi hota, utarta nahi ek bar jo chadh jaaye.

bahut achha likha hai anilbhaiya aap ne
bas aise hi likhte rahiye
take care
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
ranjana
Old
  (#6)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
ranjana - 29th April 2006, 02:17 PM

shukriya poore dil poore apane pan se meree kavita ko parhe ke meree ghazal kee vayakhya ke liye shukriya bahut sara
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
bemisal
Old
  (#7)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bemisal - 29th April 2006, 02:18 PM

hayari ke liye tumhara pyar bemisal hai aur ummed karata hoon mere liye aur shauyree ke liye aisee hee jagah dil main banaye rakhoge
ANil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
hi
Old
  (#8)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 29th April 2006, 03:07 PM

hi h r u bhaut hi acha likha hai aapne sorry main shayri par kam hi aapati hu lekin iska ye matlb nahi ki muje aapki shayri achi nahi lagti balki ye such hai ki aap bhaut acha likhe hai sache dil se humari daad kabul kare or ase hi likhte rhaye
bye
   
Reply With Quote
shukriya chandni
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya chandni - 29th April 2006, 07:15 PM

shukriya aap ko meree shayri achee lagee achha parhne wale agar aap kee shayri parhe himmat barhtee hai thanks for giving value to my shayree
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
30th April 2006, 10:47 AM

mere kareeb baith ke woh tere khat parhta hai
tujhe bhoolne kee koshish main khalal parata hai

mere pyar se un ko koyee parhez nahee lekin
shikayat tab jab zindgee main dakahl barhta hai

Waaaahh... bahut khoob kaha hai...


mujh par kaheen teree tasweer lagayee jayegee
dil ko fikr ye ki ab keel kahan garata hai

ye sharab ka asar nahee ye ishq ka khumar hai
rafta rafta utarega rafta rafta charhta hai

Bahut khooob...


sare nuksan zamane ko nafarat se huyee hain
koyee bataye mujhe pyar se koyee bigarta hai?

kaza se milna hai ikdin ye jantee hai lekin
tujh se mil ke is zindgee ka hosla barhta hai

waaaaaaaaaahhh.... thse lines were really good Anil...


aaj tujh se poochata hoon chipana nahee mujhse
main kya likhata hoon aur too kya parhta hai

aaj bhee dil kee baten muhabbat ke geet bas?
kaun pagal masoomshayer kee ghazal parhta hai

waaaahhhh....

Hi Anil,

Kabhi kabhi aap aisa kucch likh jaate hain ke dil se waah ke alwaa kucch nikalta hi nahi... bahuy\ut hi khoobsurat lagai aapki yeh bayaani... likhte rahiye yun hi....


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#11)
ek_wafa
Koshish
ek_wafa will become famous soon enoughek_wafa will become famous soon enough
 
ek_wafa's Avatar
 
Offline
Posts: 214
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 20
30th April 2006, 11:07 AM

koi sharabi jab mehkhane ka rookh karta hai
nasha karne ko uss aur badhta hai
laut_ta hai jab wahanse toh badla sa lagta hai
aur log kehte hain…PAGAL hai koi

Anil ji….

theek issi tarah…hum bhi aapki shayri ka nasha karne yahan chale aate hain….aur humein sab kehte hain…..PAGAL hai koi….

aur aapki shayri…toh main toh aapki shayri ki kayal hoon…jabse aapko padhne lagi hoon….

….. aapki kalam se nikli ye ghazal kitni kashmakash mein hai…..kitna mushkil hai usse bhulana jo roz aapse rubaroo hota ho….namumkin hi hai…..dard ke kitne hi roop hain, unme se ye bhi ek hai….bilkul alag anokha…

“mujh par kaheen teree tasweer lagayee jayegee
dil ko fikr ye ki ab keel kahan garata hai”…….wah!....wah aapki kala par jo humein kaagaz par utri nazar aati hai…..jisse padhne ke baad bas yahi ek lafz niklta hai muh se…

“ye sharab ka asar nahee ye ishq ka khumar hai
rafta rafta utarega rafta rafta charhta hai”……….aur ye sher toh jaise sab byan kar gaya…..har dard ka nichod iss sher mein hai……bahut khoob….dil se nikli daad kabool kijiyega….

Apna khayal rakhyiega


Aaina mujhse meri pehli si surat maange
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sahil_violin
Registered User
sahil_violin will become famous soon enough
 
sahil_violin's Avatar
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Apr 2006
Location: gurgaon
Rep Power: 19
30th April 2006, 11:21 AM


aaj tujh se poochata hoon chipana nahee mujhse
main kya likhata hoon aur too kya parhta hai

aaj bhee dil kee baten muhabbat ke geet bas?
kaun pagal masoomshayer kee ghazal parhta hai


Anil ..

Aisa bhi hota hai..

AB pehle ki taraF nahi chal rahi hawa...
Bayein taraf k gulshan ki jagah..
Dayein taraf ka nala mehkata hai..

AB hansega nahi woh meri shayari par..
kyunki ismein ishq nahi , dard jhalakata hai..

Na de payega woh apni muskan na do aansu...
Ab mere liye nahi woh... unki bhi keemat samajhta hai..

Bas ek khali khada bach hi gaya hai "SAHIL"
Hawa chalti hai toh BAjta hai..
Badal aate hai toh pyas ko tarasta hai..


aaj bhee dil kee baten muhabbat ke geet bas?
kaun pagal masoomshayer kee ghazal parhta hai




"Trust is the base of relations, but LOVE is Unspoken promise of Trust"
<<<<<SaHiL and His Violin>>>>>>>>
  Send a message via Yahoo to sahil_violin  
Reply With Quote
Old
  (#13)
sahil_violin
Registered User
sahil_violin will become famous soon enough
 
sahil_violin's Avatar
 
Offline
Posts: 76
Join Date: Apr 2006
Location: gurgaon
Rep Power: 19
30th April 2006, 11:22 AM

ek mistake ** thi
(Khada= Ghada)
aaj tujh se poochata hoon chipana nahee mujhse
main kya likhata hoon aur too kya parhta hai

aaj bhee dil kee baten muhabbat ke geet bas?
kaun pagal masoomshayer kee ghazal parhta hai


Anil ..

Aisa bhi hota hai..

AB pehle ki taraF nahi chal rahi hawa...
Bayein taraf k gulshan ki jagah..
Dayein taraf ka nala mehkata hai..

AB hansega nahi woh meri shayari par..
kyunki ismein ishq nahi , dard jhalakata hai..

Na de payega woh apni muskan na do aansu...
Ab mere liye nahi woh... unki bhi keemat samajhta hai..

Bas ek khali *Ghada* bach hi gaya hai "SAHIL"
Hawa chalti hai toh BAjta hai..
Badal aate hai toh pyas ko tarasta hai..


aaj bhee dil kee baten muhabbat ke geet bas?
kaun pagal masoomshayer kee ghazal parhta hai




"Trust is the base of relations, but LOVE is Unspoken promise of Trust"
<<<<<SaHiL and His Violin>>>>>>>>
  Send a message via Yahoo to sahil_violin  
Reply With Quote
shukriya ke sath
Old
  (#14)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya ke sath - 30th April 2006, 02:14 PM

pulkit bahut bahut dhanyawad. bar bar kahata hooon jsi kavita par tum ate ho woh mere liye baree ho jatee hai. aur main jan jata hoon ye bakee kavitayon se kuch baree hai achee hai aise hee ate rahana jab bhee masroof zindgee waqt de tumhe
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya ke sath
Old
  (#15)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya ke sath - 30th April 2006, 02:16 PM

wafa bahut bahut shukriya bahut gahare vichar diye tum ne. aur tumharee mere liye tareef naya naya likhne kee prerana detee rahtee hai apana khjayal rakhana aur meree shayree parhtee rahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
sahil
Old
  (#16)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
sahil - 30th April 2006, 02:19 PM

sahil shukriya hawa ka rukh batane ke liye. aur tumahree jo shayree meree ghazal kee vyakhya kar rahe ehi woh bhee bahut achee lagee. par hamre buzurgon e jaren deen hame isee liye na hawa ka rukh koyee ho ham khud ko sambhale rahen wahee koshish hotee hai ek sher hai mera

main khwabon kee raah par tha zindgee haqeeqat ke raste par chalee
na main mila zindgee ko kabhee na mujeh kabhee ye zindgee milee

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Masoomshayer (Anil) ji ke saath guftagu... zainy Introduction Forum 76 5th September 2010 10:27 PM
kagaz ke siwa tere lafz koyee nahee parhta ahi masoomshayer Shayri-e-Dard 25 29th August 2007 12:12 AM
aik shkas tha pagal pagal sa per baten theak hi khata tha sheeba Aapki Shayri 2 4th April 2006 12:00 PM
Ghazal: 'Kaun hai woh' Sharaabi Shayri-e-Dard 22 23rd June 2003 11:43 AM
Kaun baitha hai...?(Ek ghazal) shumaila Aapki Shayri 11 8th February 2002 02:53 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com