Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai
Old
  (#1)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Wink ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai - 28th August 2004, 02:38 PM

apne bikhare khawaabo ki arthi sazaaye jaate hai
ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai

bikhar gyaa hai jo sabarane se pahle toot kar
woh wazood apna kabar mein dafnaaye jaate hai

kitne dard sabhaalegaa tu ye dil mere nadaan
ye baatein ab khud hi is dil ko samjhaaye jaate hai

tere har ek jakham ko dil mein basaa ke rakh lenge
isliye saare jakhm ham dil mein sazaaye jaate hai

tumko naa mile gumj bas yahi tamnaa hai meri
apne dil se har sikwaa tere liye mitaaye jaate hai

tukde tukde ho kar ham ji rahe hai tere bina aaj ab
tukdeoin tukdoin mein jidagi ko bitaaye jaate hai

hai risataa kaisaa tumjhse ye jindagi bataa meraa
har ristaa khud ko bhool kar ham nibhaaye jaate hai.

sakhi with love

note:=aapa aur bhiyaa pls naraz mat hona mujhse.

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Re: ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai - 28th August 2004, 03:47 PM

Quote:
Originally posted by sakhi1909
apne bikhare khawaabo ki arthi sazaaye jaate hai
ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai

bikhar gyaa hai jo sabarane se pahle toot kar
woh wazood apna kabar mein dafnaaye jaate hai

kitne dard sabhaalegaa tu ye dil mere nadaan
ye baatein ab khud hi is dil ko samjhaaye jaate hai

tere har ek jakham ko dil mein basaa ke rakh lenge
isliye saare jakhm ham dil mein sazaaye jaate hai

tumko naa mile gumj bas yahi tamnaa hai meri
apne dil se har sikwaa tere liye mitaaye jaate hai

tukde tukde ho kar ham ji rahe hai tere bina aaj ab
tukdeoin tukdoin mein jidagi ko bitaaye jaate hai

hai risataa kaisaa tumjhse ye jindagi bataa meraa
har ristaa khud ko bhool kar ham nibhaaye jaate hai.

sakhi with love

note:=aapa aur bhiyaa pls naraz mat hona mujhse.
Dear Sakhi Jee, padhte hue dil ko kish tarah chhooya ye aapko main lafzon mein bayan nahin kar paaoungi...har ek sher muqammal hain...Dil ki baat hain aur ham shayad aapki jaazbaat ko mehsoos karsakte hain. Ek gana yaad aayi: Jaa main tanha rahoun tujhko mehfil mile*doubne de mujhe tujhko sahil mile*aaj marzi yehi Na Khuda hain meri*khush rahe tu sada ye Duwa hain meri.......dilki gehraion se Daad aur shukriya kubool kijiyega. Younhi likhte rahiyega. Ek aur geet jo maine kal hi post ki thi jo kuch youn hain: Tere mere beech mein Keisa hain ye bandhan anjaana~maine nahin jaana tune nahin jaana~Neend na aaye mujhe chain na aaye~lakh jaatan karoun roka na jaaye Sapnon mein tera aana jaana.......rishta baas yehi tou hota hoga shayad. Ek gazal ki thodi si lines yeaha par likh rahi houn: Na koi beid na koi bhi dawa kaam aaye~Preet ka rog hi aisa hain ke jab ho jaaye~usspe tauba ke siva isske bhi kuch hota nahin Pyaar hota hain tou hota hain yea hota hi nahin Isske baadle tou kisi shai ka asar hota nahin.......Nasha hi nasha Album se ye gazal hain, jab sunti houn tou ek baar nahin...baar baar sunti houn. Ho sakta hain ke main jiyada keh gaayi houn, asha hain ke aap bura nahin manoge...Khuda aapko aur sabko thodi si chain de dein ye Duwa hamesha rehti hain aur rahegi...Duwaon ke saath ijaazat chahoungi. Aapna khayaal rakhiyega. God bless you.

Keep smilling.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Re: Re: ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai
Old
  (#3)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: Re: ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai - 28th August 2004, 03:54 PM

Quote:
Originally posted by Shimul
Dear Sakhi Jee, padhte hue dil ko kish tarah chhooya ye aapko main lafzon mein bayan nahin kar paaoungi...har ek sher muqammal hain...Dil ki baat hain aur ham shayad aapki jaazbaat ko mehsoos karsakte hain. Ek gana yaad aayi: Jaa main tanha rahoun tujhko mehfil mile*doubne de mujhe tujhko sahil mile*aaj marzi yehi Na Khuda hain meri*khush rahe tu sada ye Duwa hain meri.......dilki gehraion se Daad aur shukriya kubool kijiyega. Younhi likhte rahiyega. Ek aur geet jo maine kal hi post ki thi jo kuch youn hain: Tere mere beech mein Keisa hain ye bandhan anjaana~maine nahin jaana tune nahin jaana~Neend na aaye mujhe chain na aaye~lakh jaatan karoun roka na jaaye Sapnon mein tera aana jaana.......rishta baas yehi tou hota hoga shayad. Ek gazal ki thodi si lines yeaha par likh rahi houn: Na koi beid na koi bhi dawa kaam aaye~Preet ka rog hi aisa hain ke jab ho jaaye~usspe tauba ke siva isske bhi kuch hota nahin Pyaar hota hain tou hota hain yea hota hi nahin Isske baadle tou kisi shai ka asar hota nahin.......Nasha hi nasha Album se ye gazal hain, jab sunti houn tou ek baar nahin...baar baar sunti houn. Ho sakta hain ke main jiyada keh gaayi houn, asha hain ke aap bura nahin manoge...Khuda aapko aur sabko thodi si chain de dein ye Duwa hamesha rehti hain aur rahegi...Duwaon ke saath ijaazat chahoungi. Aapna khayaal rakhiyega. God bless you.

Keep smilling.......
hi shimul
kaisi ho aap??
thanx yahn aake itne ache songs yaad dilaane ko
pata hai tere mere beech mein mera fab song hai bhut dil ke karib .
aur nasha hi nasha hai bhi albm.

apne chain ki baat ki hai to woh to mil jayega lekin ek dard har pal saath rahegaa ab to .
apki baatoin ka bura nahi manti mein kabhi samjhi pyaario dost meri.
aapko apne saath dekh kar khushi hoti hai.
thanx saath dene ke liye.

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Re: Re: Re: ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Re: Re: Re: ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai - 28th August 2004, 04:22 PM

Dear Sakhi Jee, main theek houn. Bohot achha laga aapki reply padhkar. Jee haan, sach kehti ho aap ke Dard tou reh jaayega. Duwa se keya hota hain...I do understand. Nice to know that you like the song & Gazal as well...Aapna hi samjhiyega,,,saath tou main rehti houn par sabhi post par reply nahin kar paati houn baas yehi baat hain aur kami bhi...Ek gana: Jiine ko tou jiite hain sabhi Pyaar bina keisi Zindegi*aaon miljoulke sukh dukh baate kyun ham rahe ajnabi Ham safar hain sabhi~Sur mein hamare aake sur tou mila Pyaar bhade nagme zamane ko suna~Shiqwe gile bhi hain Pyaar ki aada Kyun na bhoula de ye jo bhi hua Milenge dilon mein jaalake lau Pyaar ki...Ye Wada Raha Film. My pleasure. Khush rahiye ye Duwaon ke saath ijaazat chahoungi. Do take care of yourself...God bless you.

Keep smilling.......

*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
UDAS
Registered User
UDAS has a spectacular aura aboutUDAS has a spectacular aura about
 
UDAS's Avatar
 
Offline
Posts: 652
Join Date: Aug 2004
Location: India
Rep Power: 21
28th August 2004, 05:09 PM

pyari sakhi....mera baccha...kaisi ho aap ye to is nagme ko padh kar andaza lagaya ja sakta hai...

dard ko de do mujhe..u tanha kyu jate ho...
dukh de do mujhe...kyu bojh liye jate ho..

tukdo me bikhri zindgi apne damen se samait loo...
is kadar bikhre..bikhre kyu hua jate ho...

mere seene se lag kar pooch lo aansu..
ashko ko apne hi daman me chhupai kaha.n jate ho..

sakhi ye bhav utth rahe hai...tumara ye kalam par kar...

dil chahta hai..tume abhi gale se laga loo aur tumare sare gam bhula doo..

vaise aapke shabdo ka jadoo to hamare sir char kar bolta hi hai...iske liye tareef kar k kalam ko chhota nahi karna chahti...isliye hi to guru manti hoo.

ok...bye sada khush raho...

tumari...udas

JAB BHI DEKHOGE DOOR TAK MUJHE APNE PAAS PAOGE...

DARD JAB HAD SE GUZERTA HAI TO GAA LETI HOO
ASHK AANKHO ME CHHUPA KER GAM PE MUSKURA LETI HOO
********
"Haale dil to dil me hi rakhte hai, in ankho ka kya karai.n
Jinse yaad main tumhari hardam aansu behte hai"
~~~~~
**
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
29th August 2004, 12:02 PM

Waaah sakhi ji waaH! Bahoot khooB… aap ne jis behtariiN dhang se apne ehsaas ko yahaan lafzoN mai utaaraa hai.. padh kar hi dil se … khud ba khud tumhaara liye daad nikalti hai.. Kafiya, radeef aur matla ka bhi bahut hi achchha prayog kiya hai.. Puri ki puri ghazal dil ko chhu jaane wali lagi.. aur hame umeed hai meri tarah yah ghazal bakioN ko pasand aayegaa…

Daad qabul kijiye.. Hame behad pasand aayi aap ki yah qaalam..

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Re: ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai
Old
  (#7)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai - 29th August 2004, 01:35 PM

Quote:
Originally posted by sakhi1909
apne bikhare khawaabo ki arthi sazaaye jaate hai
ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai

bikhar gyaa hai jo sabarane se pahle toot kar
woh wazood apna kabar mein dafnaaye jaate hai

kitne dard sabhaalegaa tu ye dil mere nadaan
ye baatein ab khud hi is dil ko samjhaaye jaate hai

tere har ek jakham ko dil mein basaa ke rakh lenge
isliye saare jakhm ham dil mein sazaaye jaate hai

tumko naa mile gumj bas yahi tamnaa hai meri
apne dil se har sikwaa tere liye mitaaye jaate hai

tukde tukde ho kar ham ji rahe hai tere bina aaj ab
tukdeoin tukdoin mein jidagi ko bitaaye jaate hai

hai risataa kaisaa tumjhse ye jindagi bataa meraa
har ristaa khud ko bhool kar ham nibhaaye jaate hai.

sakhi with love

note:=aapa aur bhiyaa pls naraz mat hona mujhse.
Meri Nanhi see gudiyaa...

Aisaa likhti ho aur phir note mein yeh bhi likh diya ki main aur Ghayal Bhayyia naraaz bhi na hon...Chalaak Master...daant tau tumhein padegi hee...akele mein

Lekin itni khubsurati se apne jazzbaat bayan karne par mithiaan bhi mileingi tumhein...

waah meri gudiyaa aur itna gehraa likhti ho...kya baat hai!

tumhari aapa

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
30th August 2004, 04:23 AM

Khoob likha hai Sakhi tumne..

e ghazal padkar yuun laga jaisa khud ka dard kisi ne saamne rakh diya ho..Bas yuun hi karo, apne sabhi gham mujhe de do aur zindagi yuun jiyo ke koi gham tumhe chuune na paaye..

God bless you

kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
good
Old
  (#9)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
good - 30th August 2004, 07:40 PM

Bahut achhhe sakhi...Dard....haaN dard to bikhra pada hai har taraf per use piro kar parhne laayak banana...waakai mushkil hai....achchha prayaas hai aapka..

Khush raho inhi duaoN ke saath ek geet ke ye bol...

Apne liye jiye to kya jiye...
Tu ji ey dil jamane ke liye...
apne liye jiye to kya jiye..

Chaand

Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
30th August 2004, 10:18 PM

Sakhiii....

I feel really..sorry..........

tum pagal hoo.....

tumhe shaayad pata nahi hai........jindagiii..abhii bohot bakii hai.....aur.....tum bohooooot chhotii hooo......yuu nahi kara karte bachhe...aetbaar.....bhale tuut jaayen...par yuu nahii jiiaa karte.....

sunoo....waqt mile tao mujhe...mail karoo......baat karni hai tumse kuch...plzz..just mail me....ok

byee

TC

Sanju!

hai risataa kaisaa tumjhse ye jindagi bataa meraa
har ristaa khud ko bhool kar ham nibhaaye jaate hai.......

Jindagi se to khair shikvaa tha,

muddato mout ne bhi tarsaaya hame..

.....
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Ajforu
Registered User
Ajforu is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 64
Join Date: Apr 2003
Location: Chicago
Rep Power: 22
30th August 2004, 11:19 PM

wow..its awesome....that's so gud
keep it up..i liked it bye

bichad k tujhse naa milna toh ek bahana tha,
mujhe to sirf tera waada aazmana tha.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
roopali
sifar
roopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the roughroopali is a jewel in the rough
 
roopali's Avatar
 
Offline
Posts: 957
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 24
1st September 2004, 05:37 PM

o Sakhi.....

Main zakhm zakhm hoon phir bhi tujhe dikhayi na doon
tadap uthoon bhi toh zalim teri duhayi na doon
(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Kavvish
Registered User
Kavvish is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 157
Join Date: Jul 2004
Location: india
Rep Power: 20
1st September 2004, 07:17 PM

Sakhi ji

KAISI HAIN AAP?

pehle to aap ek khubsoorat gazal likhne ke liye daad kubool kare.n..bahut achhe sher kahe hain aapne..

itna dard? itni tadap? ye theek baat nahi hai..bas ek baat kahunga aapko kisine kaha hai aur bilkul theek kaha hai..

AUR BHI GHAM HAI ZAMANE ME MOHABBAT KE SIVAY

bas aur kya likhoo.n..umeed ki aap meri baat ka bura nahi manegi..

take care
bye

*~*Kavvish*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
1st April 2008, 02:31 AM

Quote:
Originally Posted by Shimul View Post
Dear Sakhi Jee, main theek houn. Bohot achha laga aapki reply padhkar. Jee haan, sach kehti ho aap ke Dard tou reh jaayega. Duwa se keya hota hain...I do understand. Nice to know that you like the song & Gazal as well...Aapna hi samjhiyega,,,saath tou main rehti houn par sabhi post par reply nahin kar paati houn baas yehi baat hain aur kami bhi...Ek gana: Jiine ko tou jiite hain sabhi Pyaar bina keisi Zindegi*aaon miljoulke sukh dukh baate kyun ham rahe ajnabi Ham safar hain sabhi~Sur mein hamare aake sur tou mila Pyaar bhade nagme zamane ko suna~Shiqwe gile bhi hain Pyaar ki aada Kyun na bhoula de ye jo bhi hua Milenge dilon mein jaalake lau Pyaar ki...Ye Wada Raha Film. My pleasure. Khush rahiye ye Duwaon ke saath ijaazat chahoungi. Do take care of yourself...God bless you.

Keep smilling.......

hi shimul di

kaisi ho...maaf karna tab meien net pe jayada waqt na de sakne ke karan yahan rvw nahi diye..aaj search karte time dikah ki yahan saare rvw ko kuch anhi akha meien..pahle socha kya kahun ..lekin phir socha chalo ho skata hai aapse isi bahane baat ho sake...acha hai na

aap kahan hai ab dikhayee hi anhi deti kabhi..me kabhi kabhi aati hun..sab gayab hai purane dost.

dard hai ab bhi kahin lekin abhi me achi hun...aap batao sab kaisa hai.

shukiya apke rply ke liye dili.
sakhi with love

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#15)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
1st April 2008, 07:48 PM

Quote:
Originally Posted by UDAS View Post
pyari sakhi....mera baccha...kaisi ho aap ye to is nagme ko padh kar andaza lagaya ja sakta hai...

dard ko de do mujhe..u tanha kyu jate ho...
dukh de do mujhe...kyu bojh liye jate ho..

tukdo me bikhri zindgi apne damen se samait loo...
is kadar bikhre..bikhre kyu hua jate ho...

mere seene se lag kar pooch lo aansu..
ashko ko apne hi daman me chhupai kaha.n jate ho..

sakhi ye bhav utth rahe hai...tumara ye kalam par kar...

dil chahta hai..tume abhi gale se laga loo aur tumare sare gam bhula doo..

vaise aapke shabdo ka jadoo to hamare sir char kar bolta hi hai...iske liye tareef kar k kalam ko chhota nahi karna chahti...isliye hi to guru manti hoo.

ok...bye sada khush raho...

tumari...udas

JAB BHI DEKHOGE DOOR TAK MUJHE APNE PAAS PAOGE...

dd bhaut pyara rvw diya apne...meine us time nahi dekh paya tha ye..ab dekha to socha ans na dun ye acha nahi hoga...

aapka sath sada chahiye door hun ya pass....
me achi hun ...anshu apke gale lag ke kahtam
love u
sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#16)
amit_k
Registered User
amit_k is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 28
Join Date: Apr 2004
Rep Power: 0
2nd April 2008, 10:33 AM

helloji..ham phie aa gaye....aji aapa aur bhaiya kya naaraz honge,,ham bhi aapse naaraz hai is baar..itni boring tukbandi karengi to hum kiska naam lekar aayenge is site par?aur aap hamein gazal likhna sikha rahi thi???kya hua us wade ka???
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
4th April 2008, 03:47 AM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Waaah sakhi ji waaH! Bahoot khooB… aap ne jis behtariiN dhang se apne ehsaas ko yahaan lafzoN mai utaaraa hai.. padh kar hi dil se … khud ba khud tumhaara liye daad nikalti hai.. Kafiya, radeef aur matla ka bhi bahut hi achchha prayog kiya hai.. Puri ki puri ghazal dil ko chhu jaane wali lagi.. aur hame umeed hai meri tarah yah ghazal bakioN ko pasand aayegaa…

Daad qabul kijiye.. Hame behad pasand aayi aap ki yah qaalam..

Mayank
mayank ji sabse pahle maaf karna itne lambe antraal ke baad is gazal ko dkeha meine...aur rpply de rahi hun...

bhaut bhauit shukriya sarahne ke liye aur ehsas ko samjhne ke liye bhi.

bas sath banaye rakhna

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#18)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
4th April 2008, 05:33 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
apne bikhare khawaabo ki arthi sazaaye jaate hai
ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai

bikhar gyaa hai jo sabarane se pahle toot kar
woh wazood apna kabar mein dafnaaye jaate hai

kitne dard sabhaalegaa tu ye dil mere nadaan
ye baatein ab khud hi is dil ko samjhaaye jaate hai

tere har ek jakham ko dil mein basaa ke rakh lenge
isliye saare jakhm ham dil mein sazaaye jaate hai

tumko naa mile gumj bas yahi tamnaa hai meri
apne dil se har sikwaa tere liye mitaaye jaate hai

tukde tukde ho kar ham ji rahe hai tere bina aaj ab
tukdeoin tukdoin mein jidagi ko bitaaye jaate hai

hai risataa kaisaa tumjhse ye jindagi bataa meraa
har ristaa khud ko bhool kar ham nibhaaye jaate hai.

sakhi with love

note:=aapa aur bhiyaa pls naraz mat hona mujhse.
bahoot umda likha hai sakhi jee aap ne
yunhi likhate rahiye
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#19)
muKhlis
new-bee
muKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura about
 
muKhlis's Avatar
 
Offline
Posts: 512
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 19
4th April 2008, 08:20 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
apne bikhare khawaabo ki arthi sazaaye jaate hai
ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai

kitne dard sabhaalegaa tu ye dil mere nadaan
ye baatein ab khud hi is dil ko samjhaaye jaate hai

tumko naa mile gumj bas yahi tamnaa hai meri
apne dil se har sikwaa tere liye mitaaye jaate hai

tukde tukde ho kar ham ji rahe hai tere bina aaj ab
tukdeoin tukdoin mein jidagi ko bitaaye jaate hai
apki ghazal to sad he bahot. nam ho gai aankhen. aesa ku likhti hen? ap ne sach men rula diya. sabrane ka kia arth he? upar likhe sher zyada pasand aye vese to sabhi achhe hen.
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
2nd July 2008, 03:19 PM

Quote:
Originally Posted by Parastaar View Post
Meri Nanhi see gudiyaa...

Aisaa likhti ho aur phir note mein yeh bhi likh diya ki main aur Ghayal Bhayyia naraaz bhi na hon...Chalaak Master...daant tau tumhein padegi hee...akele mein

Lekin itni khubsurati se apne jazzbaat bayan karne par mithiaan bhi mileingi tumhein...

hai risataa kaisaa tumjhse ye jindagi bataa meraa
har ristaa khud ko bhool kar ham nibhaaye jaate hai.

waah meri gudiyaa aur itna gehraa likhti ho...kya baat hai!

tumhari aapa
aapa dar to lagta hi hai na...jab yaisa likho aur aap padegi to...

aap ho kahan kiten din se koi khabar anhi mili....

apne gahrayee ko samjha acha laga.

sakhi apki with mithhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#21)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
3rd July 2008, 02:23 AM

Meri Pyari Sakhi..

Tumhari is khoobsoorat rachna ko na jaane kaise andekha kar gayi main.. uske liye maafi chaahti hun!

Bahut hi dard bhara likha hai tumne.. sach aankhein nam bhi ho gayi!

Bhagwaan karein tumhe dher saari khushiyan hi khushiyan naseeb ho!!

Apna khayal rakhna!

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#22)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th July 2008, 02:26 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
apne bikhare khawaabo ki arthi sazaaye jaate hai
ye ley teri duniyaa se khud ko mitaaye jaate hai

bikhar gyaa hai jo sabarane se pahle toot kar
woh wazood apna kabar mein dafnaaye jaate hai

kitne dard sabhaalegaa tu ye dil mere nadaan
ye baatein ab khud hi is dil ko samjhaaye jaate hai

tere har ek jakham ko dil mein basaa ke rakh lenge
isliye saare jakhm ham dil mein sazaaye jaate hai

tumko naa mile gumj bas yahi tamnaa hai meri
apne dil se har sikwaa tere liye mitaaye jaate hai

tukde tukde ho kar ham ji rahe hai tere bina aaj ab
tukdeoin tukdoin mein jidagi ko bitaaye jaate hai

hai risataa kaisaa tumjhse ye jindagi bataa meraa
har ristaa khud ko bhool kar ham nibhaaye jaate hai.

sakhi with love

note:=aapa aur bhiyaa pls naraz mat hona mujhse.
dear sakhi......hairaaN hoon tumhari yeh gazal padkar.....gazal to sach mein bahut khoob hai, par yeh ahsaas .....????? uffff.....bahut dard hai en lafzo.n meiN.

tumhari diii

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#23)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
9th July 2008, 01:02 PM

Quote:
Originally Posted by ghayalparwana View Post
Khoob likha hai Sakhi tumne..

e ghazal padkar yuun laga jaisa khud ka dard kisi ne saamne rakh diya ho..Bas yuun hi karo, apne sabhi gham mujhe de do aur zindagi yuun jiyo ke koi gham tumhe chuune na paaye..

God bless you

bhiya apna dard apko anhi dungi khushiyo ki dua karungi apke iye.

sakhi with love

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#24)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
9th July 2008, 01:06 PM

Quote:
Originally Posted by Chaand View Post
Bahut achhhe sakhi...Dard....haaN dard to bikhra pada hai har taraf per use piro kar parhne laayak banana...waakai mushkil hai....achchha prayaas hai aapka..

Khush raho inhi duaoN ke saath ek geet ke ye bol...

Apne liye jiye to kya jiye...
Tu ji ey dil jamane ke liye...
apne liye jiye to kya jiye..

Chaand
chand ji akha gayab ho gaye ho aap....id ka chand ki tarah
shukriya
apne pasand kiya

sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#25)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
9th July 2008, 01:09 PM

Quote:
Originally Posted by sanjoo View Post
Sakhiii....

I feel really..sorry..........

tum pagal hoo.....

tumhe shaayad pata nahi hai........jindagiii..abhii bohot bakii hai.....aur.....tum bohooooot chhotii hooo......yuu nahi kara karte bachhe...aetbaar.....bhale tuut jaayen...par yuu nahii jiiaa karte.....

sunoo....waqt mile tao mujhe...mail karoo......baat karni hai tumse kuch...plzz..just mail me....ok

byee

TC

Sanju!

hai risataa kaisaa tumjhse ye jindagi bataa meraa
har ristaa khud ko bhool kar ham nibhaaye jaate hai.......
dear sanju...

apko kya likhoo kahan likhoho ab ...hamesha dil se apko yaad karti hun apke last alfaz mujhe ab bhi yaad hai...kya karun bahut door chale gaye tum mujhse kahan jake kuch kahun smajh anhia ata.
bas bhgawan se dua hai apki shanti hamesha banaye rakhe jahan rakhe apko khush rakhe.

sakhi always ur side

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#26)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
13th July 2008, 02:14 PM

bahut khoob !

issi tarah apna Qaif aazmati rahiye !

apna khyaal rakhiye!

andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd September 2008, 03:07 PM

Quote:
Originally Posted by Ajforu View Post
wow..its awesome....that's so gud
keep it up..i liked it bye
sorry for late reply

thnx for ur comments

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#28)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd September 2008, 03:14 PM

Quote:
Originally Posted by roopali View Post
o Sakhi.....
kya kahun mein kahan ho tum...kuch to kahbar mile

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#29)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd September 2008, 03:28 PM

Quote:
Originally Posted by Kavvish View Post
Sakhi ji

KAISI HAIN AAP?

pehle to aap ek khubsoorat gazal likhne ke liye daad kubool kare.n..bahut achhe sher kahe hain aapne..

itna dard? itni tadap? ye theek baat nahi hai..bas ek baat kahunga aapko kisine kaha hai aur bilkul theek kaha hai..

AUR BHI GHAM HAI ZAMANE ME MOHABBAT KE SIVAY

bas aur kya likhoo.n..umeed ki aap meri baat ka bura nahi manegi..

take care
bye

kavvish ji sorry late aayee hun...
shurkiya aapki daad sir ankho par..
apne shai kaha ...AUR BHI GHAM HAI ZAMANE ME MOHABBAT KE SIVAY

apki bata ka bura anhi mana...me thik hun
takecare
bye

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#30)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd September 2008, 03:33 PM

Quote:
Originally Posted by amit_k View Post
helloji..ham phie aa gaye....aji aapa aur bhaiya kya naaraz honge,,ham bhi aapse naaraz hai is baar..itni boring tukbandi karengi to hum kiska naam lekar aayenge is site par?aur aap hamein gazal likhna sikha rahi thi???kya hua us wade ka???
...oho to apa bhi naraz koi bat nahi...agar aap aate hoa bhi bhi to mujeh batana jarur aap hai kaun u to janti hun mait aur ajay naam hai apka magar uske siwaay kya hai...

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#31)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd September 2008, 03:37 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
bahoot umda likha hai sakhi jee aap ne
yunhi likhate rahiye
regards
manu
manu ji shurkiya apne pasand kiya mera likha...mafi chahungi itna late aaye ehun....
aur kaise ho aap??umeed hai ache honge

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#32)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd September 2008, 03:42 PM

Quote:
Originally Posted by muKhlis View Post
apki ghazal to sad he bahot. nam ho gai aankhen. aesa ku likhti hen? ap ne sach men rula diya. sabrane ka kia arth he? upar likhe sher zyada pasand aye vese to sabhi achhe hen.
mukhlis ji
likhne ka yaisa hai ki khyaal jais eho likh dete hai ...ya akhun nikal jate hai...
sabarne se matlab hai...sach hona ya compelate hona sapno ka..
shurkiya apki nazar idhar aaye .aage bhi nazr-e-inyat karte rahna

sakhi with regards

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#33)
n_ravinder
Registered User
n_ravinder is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 28
Join Date: Sep 2008
Location: nagpur
Rep Power: 0
23rd September 2008, 03:50 PM

HI
SAKHI
KESE HO.......................?

JAB APKI SAYRI M ITNA DARD H TO AAP K ANDER M N JANE KITNA D...............................ARD HOGA PHIR BHI AAP LIKTE HE JA RAHI HO..........

WAHA.............................................. .... KYA KHU..........................................SURT H

BURA MAT MANANA.......

REG.
RAVI.
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd September 2008, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Meri Pyari Sakhi..

Tumhari is khoobsoorat rachna ko na jaane kaise andekha kar gayi main.. uske liye maafi chaahti hun!

Bahut hi dard bhara likha hai tumne.. sach aankhein nam bhi ho gayi!

Bhagwaan karein tumhe dher saari khushiyan hi khushiyan naseeb ho!!

Apna khayal rakhna!

~Priya

priya dear

kaiais ho
mafi ki koi bata anhi ab pad liya na apne...khushi hui sath ayee yahan tum...
khushiya aur gum doino s ehi jindgai banti hai hai na??

abhi me fine...apna kaho
khush raho sadaa
love u sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#35)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd September 2008, 04:08 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dear sakhi......hairaaN hoon tumhari yeh gazal padkar.....gazal to sach mein bahut khoob hai, par yeh ahsaas .....????? uffff.....bahut dard hai en lafzo.n meiN.

tumhari diii

dd..hota hai kai baar...dard ka sailab aata hai jeevan mein aur hara tarf bas dard hi dard bhar jata hai usi waqt ye likha jab ek sailab gujra meri nazaroin mein.
shukriya apne saraha....

apna khayal rakhna

love sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#36)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd September 2008, 04:18 PM

Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
bahut khoob !

issi tarah apna Qaif aazmati rahiye !

apna khyaal rakhiye!
shukiya ...kaise ho ??
jarur kalam chalate rahenge ham

apna khyaal rakhna ok

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#37)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
23rd September 2008, 04:25 PM

Quote:
Originally Posted by n_ravinder View Post
HI
SAKHI
KESE HO.......................?

JAB APKI SAYRI M ITNA DARD H TO AAP K ANDER M N JANE KITNA D...............................ARD HOGA PHIR BHI AAP LIKTE HE JA RAHI HO..........

WAHA.............................................. .... KYA KHU..........................................SURT H

BURA MAT MANANA.......

REG.
RAVI.

hi ravi ji
me thik
aap akise ho...
aap jante ho kya mujhe..kisi aur site se????
bura nahi mana...magar darda ko bahar nikalne ke liye likhne se acha kuch nahi..meri aklam aur mein ham doino ko rahat hai hams ath jo hai hamehsa ke liye.
shukriya apne apna waqt yahan diya

regards
sakhi

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
tera har gam teri hi khatir has ke sah jaate hai ham sakhi1909 Shayri-e-Dard 28 23rd January 2009 12:56 AM
ye aa.nkhe.n dekh kar hum saarii duniyaa bhuul jaate hai.n Mayank Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 21st May 2008 05:30 PM
Maa Teri Duniyaa NiGhTwAlKeR Shayri-e-Dard 0 28th August 2004 01:54 AM
na jaane kyuN khud ko aazmaaye jaate haiN Neha Haroon Shayri-e-Ishq 1 28th March 2003 05:16 PM
Teri zustzu mein itne armaan machal jaate hain maikasH Shayri-e-Dard 4 13th December 2001 09:50 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com