Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mumbai blast..kya kare inka
Old
  (#1)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Mumbai blast..kya kare inka - 27th November 2008, 02:02 AM

dosto aaj koi new kavita ya gazal nahi laayee hun mein...aaj ek dard aur gubbar na jane kya hai jo mere andar tufaan ki tarah chal raha hai use lelkar aayee hun mein..dil dukhi hai bahut..kya kyun kaise ke swaal se jugar rahi hun...

sradhanjali un veer shahido ko jo aaj bahi Mumbai me dahshagardo ke hath se goli mare jane mein shahid huye hai..hemant karkare, ashok kamte, aur vijay shalskar ji..aur un tamam polic walo ko.

Ham un atmao ki shnati ke liye prathna karte hai jo in hadso mein mare gaye.

Aaj man bahut jayada dukhi hai..kuch smajh nahi aata jab na saha gya gam to aap sabhi ke pass aa gayee hun mein…ek swaal lekar ki kya hai ye sab…jo in sabke jimmedar hai unko kab akal ayegi …kab baaz ayenge who sab in hadso ko anjaam dene se.??


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Dhikaar hai aise logo.N par
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Sad Dhikaar hai aise logo.N par - 27th November 2008, 08:15 AM

Behad afsos hai en haadso.n ka, par majboor aur bebas haiN hum sab, ki kaya kareN ????

aaj subha ke akhbaar ne aankho.n mein aansu la diye, jab ek chotte se bacche ki tasveer dekhi khoon se sarabore.....to dil ke saath aankhe bhi chalak gaye, ki kahaN kho gaye hai ensaniyat....kaya kisi ke dil mein kisi ke liye koi tadap nahi.....etna sab hone ke baad jab yeh sab karne wale khud apne kiye ka ajzaam dekhtey hoNge to kaya unke dil nahi kaanpte hoNge ki humne kitna bada gunaah kiya hai....kitne beqsoor logo.n ko sajja di hai apni hawaniyat ki......Dhikaar hai aise logo ke Insaan hone par, aise logo ko insaan kahlwane ka bhi koi haq nahi hai....jinke dil mein bhagwaan jii ka bhi koi darr nahi hai, kisi ke liye koi ahsaas nahi hai, jiske dil mein kisi ke prati koi ahsaas koi sneh nahi hai......meri nazar woh InsaaN nahi chalti firti ek zinda laash hai.

en haadso.n mein jinhone apni jaan ganwaa di hai....bhagwaan jii unki aatma ko shanti de.....aur apne saaye mein rakhe.

dukhi man ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
27th November 2008, 11:01 AM

dd..apne to paper me pada meien to saari rata TV par bhaut kuch ankho s ehote huye dekhja...jis taraf bakhuaf hokar ye bardato ko anjaam dete ja arhe they..aur hamare dekhte hi dekhte jo shahid apni duty nibhane aaye they..unko shahid bana diyia in logo ne...

kitna dardnaak manjar tha rat me har taraf khun har channle par bas khoon aur bhag duadpahli bara live terror dekha jiska byaan karna bhi mushkil hai socho jinpe beeti unka kya haal hua hoga.

aur tab se ab tak lagartar hamari senaye mukabla kar hi rahi hai.

aur to aur ghatna ko anjaam dekar..ATS cheef ki shahadat ka jashan bhi banaya un logo ne.

kiten berham hai sab..kyun yais akarte hai kya milta hai is taraf har taraf khoooni manjar bana ke inko.

ek joonuni sukun na bas.


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#4)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
27th November 2008, 11:59 AM

Hi Dears

Bohat dard hota hay ye sab kuch dekh kar...
kiya karain k ham to khud bhi aik mudat se isi laho ko tmasha bante dekhte a rahe hain. jane ye Janon k Sudagar kab baz aye gain.. ham ap k is dukh main shareek hain...

Khan.
Banjara''''


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
27th November 2008, 12:54 PM

Quote:
Originally Posted by banjara'''' View Post
Hi Dears

Bohat dard hota hay ye sab kuch dekh kar...
kiya karain k ham to khud bhi aik mudat se isi laho ko tmasha bante dekhte a rahe hain. jane ye Janon k Sudagar kab baz aye gain.. ham ap k is dukh main shareek hain...

Khan.
Banjara''''
khan ji....jayada kuch nahi kah skati magar itna pakka hai ye insaan nahi shaitaan hai jo logo ka khoon jayda se jayada bahta dekh sukun paate hai..yaise logo ko khuda ya bhagwana ya god kabhi maaf nahi karne ka unko iska anjaam bhugtana hoga hi.


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
27th November 2008, 12:56 PM

jo khoon bahate hai sabka
woh wafaa ki keemat kya jane
jo jaan hi lekar jinda hai
wo jaan ki keemat kya jaane
woh insaa nahi shaitaan hai wo
apne joonun ke shikar hai wo
jo lash ke der mein haste hai
anshuo ka gum wo kya jaane


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#7)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
27th November 2008, 01:50 PM

Priya Sakhi,

Jab media ke liye breaking news banti hai aur saare journalists jut jaate hain kaam par... jab police officers duty par hote hue shahid ho jate hain... aur charon taraf sirf cheekh, dar aur maatam chaa jata hai... aise mein raahat ki saans lete hain yeh hewaan... inhein lagta hai ki inke darane se hum dar jayeinge... shayad inse bada koi kayar ho hi nahin sakta...yeh bichaare mail karke responsibility lete hain... saamne aane ki himmat nahin hai..aur khud ko humse bada samajhte hain...
Sakhi mein chahti hun tumhari yeh post koi terrorist bhi pade... afterall, they r net savvy people... so this goes to them!!!

KAYAR HAI HAR TERRORIST!!

Na juti jab himmat
Tab chipkar waar kiya
Khud ki hi soch kar
Tune khuda ko bhula diya
Kaun darta hai tujhse
Tu khud sharmsaar hai
Tere napaak iraadon ki
Har koshish bekaar hai
Tere har e-mail par
Aati hai husi
Ki .. tu bhi likhta hai
Apni bebasi...
Agar yeh jeet hai teri
Toh haar kya hogi...?
Andhere ko subah kehne wale..
Teri raat kya hogi...?


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
..........
Old
  (#8)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
.......... - 27th November 2008, 01:58 PM

Meri Priy Sakhi, Sunita, Shalini, khan..........

.............................

Meena Didi
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
amit_k
Registered User
amit_k is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 28
Join Date: Apr 2004
Rep Power: 0
27th November 2008, 01:59 PM

in logon KO aap apni poem sunaiye..aur sunate jaiye..sunate jaiye..yeh log phir kabhi bandook nahin uthayenge.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
27th November 2008, 02:10 PM

very good amit,
nice to see ur reply...

who has come here to quote a poem... if u r not sensitised enough that doesn't mean... no body else will... and excuse me... we r not rhyming poems here... we r sharing our anger and helplesSness on this site... but alas... fSome one is enjoying commenting and laughing out loud... SYMPATHIES FOR U...


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
27th November 2008, 02:29 PM

Quote:
Originally Posted by amit_k View Post
in logon KO aap apni poem sunaiye..aur sunate jaiye..sunate jaiye..yeh log phir kabhi bandook nahin uthayenge.


Amit ji.................main shalini ko to baad mein compliment dooNgi, par phele aapko jawaab dena jaroori hai, ki hum sochte hain woh kaise darinde hain jo aisa kaam karte haiN, kisi ko jaan se maar kar woh sakoon pate haiN, par ab dukh ho raha hai ki un mein aur aap meiN kaya fark hai.......es thread par aapki yeh hansi bahut BEHUDI si lagi.....!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#12)
rocker09
Banned
rocker09 is just really nicerocker09 is just really nicerocker09 is just really nicerocker09 is just really nice
 
Offline
Posts: 1,400
Join Date: Oct 2008
Location: Mumbai
Rep Power: 0
27th November 2008, 02:33 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Amit ji.................main shalini ko to baad mein compliment dooNgi, par phele aapko jawaab dena jaroori hai, ki hum sochte hain woh kaise darinde hain jo aisa kaam karte haiN, kisi ko jaan se maar kar woh sakoon pate haiN, par ab dukh ho raha hai ki un mein aur aap meiN kaya fark hai.......es thread par aapki yeh hansi bahut BEHUDI si lagi.....!

Di ur very much rite still 40 peoples ko hostage bana rakha hai Taj hotel me in logo ne
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
27th November 2008, 03:29 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
dosto aaj koi new kavita ya gazal nahi laayee hun mein...aaj ek dard aur gubbar na jane kya hai jo mere andar tufaan ki tarah chal raha hai use lelkar aayee hun mein..dil dukhi hai bahut..kya kyun kaise ke swaal se jugar rahi hun...

sradhanjali un veer shahido ko jo aaj bahi Mumbai me dahshagardo ke hath se goli mare jane mein shahid huye hai..hemant karkare, ashok kamte, aur vijay shalskar ji..aur un tamam polic walo ko.

Ham un atmao ki shnati ke liye prathna karte hai jo in hadso mein mare gaye.

Aaj man bahut jayada dukhi hai..kuch smajh nahi aata jab na saha gya gam to aap sabhi ke pass aa gayee hun mein…ek swaal lekar ki kya hai ye sab…jo in sabke jimmedar hai unko kab akal ayegi …kab baaz ayenge who sab in hadso ko anjaam dene se.??

haan bhagvaan jarur uski atma ko shanti dega kyu ki wo kisi ki jaan bachate bache sahid huye hai aur bhagvaan itna bhi kathor nahi hai ki kisi bachane wale ko dukh de jo sahid huye hai uski atma ko jarur bhagvaan shanti dege.

aur dukhi sab log hai kisi ko kuch pata nahi chal raha hai ki ye sab kese roke, un logo ka to ab jese ye business ho gaya hai aise kar rahe hai per use sath dene me bhi apne hi log hote hai kisi ke sath ke bina koi bina parmisson ke kese hotel me itne saare antakwaadi jaa sakte hai? ye sab tabhi ruk payega jab har insaan khud ka khayal rakh payega
aur pulic bhi kuch galat karti hai jab koi pakda jata hai to usko jel me band karke kyu rakhte hai saale ko vaha se uthakar sabke bitch lekar kyu nahi marte hai ek baar kisi ko aise bitch me lekar maare na to dusra samaj jayega ki aisa nahi karna chahiye per jab humari sarkaar hi galat hai to aur kon kya kar sakta hai jab antakwadi pakda jata hai to usko jel me band karke rakh dete hai jese ki wo humare kuch kaam aane wala ho.


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
27th November 2008, 04:14 PM

saKhi jee:

kal raat se maiN lagaataar blast ki KhabreN deKh rahaa huuN... bahot hi duKh ho rahaa haii yeh sab deKh ke.. aaKhir ab yeh maut ka naNgaa Khel kab thamegaa yahee sawaal baar baar dil meiN uTh rahaa heii... koii apnii maaN gaNvaataa hai to koii maaN apnaa beTaa ya beTii to koii apne pitaa yaa bhaa'ii behan ko gaNvaataa haii,,, .hemant karkare, ashok kamte, aur vijay shalskar aur desh ke jawaan.. desh ke liye shaheed huye haiN... maiN uNhe ShraddhaNjalee detaa huuN... maiN uNki atma ki ShaaNti ke liye bhagvaan se praarthanaa kartaa huuN...


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 27th November 2008 at 04:16 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
sanam khan
Registered User
sanam khan is a jewel in the roughsanam khan is a jewel in the roughsanam khan is a jewel in the roughsanam khan is a jewel in the rough
 
sanam khan's Avatar
 
Offline
Posts: 121
Join Date: Oct 2008
Location: zindagi ki baaho me
Rep Power: 19
27th November 2008, 04:33 PM

afsos ho raha hai khud pe ke hum chahte huye bhi kuch nahi kar sakte............................................. ...............


Har ek prem kahaani main,
mera hi kissa aata hai..........
surat main apni dekhu,
aur nazar woh aata hai..........
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
27th November 2008, 04:56 PM

na jane ye aatankwaadii kaise log haiN ...??? Log kahna ghalat hoga kyoN ki ye to aadmii ke bhesh meiN raakchhas haiN !

inka koi dhaRm nahi hai , koi imaan nahii hai !

inhe kisne paida kiya hai ,ye kahaN se aaye haiN , ye to sirf bhagwaan hi jaanta hoga !

inn ki sazaa to bhagwaan ne pehle se hi tay kar rakhi hai .. naa to inhe jite jee chain mila hai aur naa marne ke baad hi inhe sukuun naseeb hoga !

ishwar shaheed hue mahaan police waaloN aur iss haadse meiN khatm hue logoN ki aatma ko shanti de !

shalini .. tumhara sochna sahi hai koi na koi aatankwadi zaroor tumhare kalaam ko padhega , shayad usse uske kiye gunaahoN kaa aihsaas ho jaaye !

shukriya sakhi !


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
27th November 2008, 05:56 PM

kya kahein ab is ghinoni ghatna ke baare.....
dil sehar uthta hai ye sab dekhkar... na jaane kyun ye sab karte hai ye log....
jara bhi nahi sochte kisi ka khoon bahaane se pehle....

ye pata nahi kya dikhanaa chahte hain... ye insaano ka kaam nahi ho sakta....
haiwaniyat ka bahut darwana chehra hai...

insayat ke naam par insaano ka khoon bahate hain...
khuda ki najar mein ise jehaad bataate hain...
jara kabhi gour se sochte ki kya kar rahe wo....
jo har taraf dehshat faila kar sabko rulaate hain....

vicky.....

Last edited by stillalive; 27th November 2008 at 05:58 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
27th November 2008, 06:28 PM

Sachmein in atankvadi ka koi iman aur dharm nahin hain............fitkar hain un par...jab bhi yeh pakde jaye they should be shot dead..warna unko release ki mang mein aur hamle honge.............unko unki hi bhasha main jawab dena jaroori hain..........

ishwar jo shaheed huve hain unki atma ko shanti de..........


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
29th November 2008, 11:11 AM

hearty Condolence To The Friends And Family Members Of Our National Heroes, Major Unni Krishnan And Hemant Karkare Who Lost Their Lives Today In Mumbai Terror Attack ,serving Our Country..and All Those Police Men And Innocent People Who Lost Their Lives...

may Their Souls Rest In Peace..

its Terrible And Heartbreaking To See So Many Innocent People Dying For No Reason...........

oh God!..please Save Innocent People ....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#20)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
29th November 2008, 11:21 AM

Quote:
Originally Posted by anjaani awaaz View Post
Priya Sakhi,

Jab media ke liye breaking news banti hai aur saare journalists jut jaate hain kaam par... jab police officers duty par hote hue shahid ho jate hain... aur charon taraf sirf cheekh, dar aur maatam chaa jata hai... aise mein raahat ki saans lete hain yeh hewaan... inhein lagta hai ki inke darane se hum dar jayeinge... shayad inse bada koi kayar ho hi nahin sakta...yeh bichaare mail karke responsibility lete hain... saamne aane ki himmat nahin hai..aur khud ko humse bada samajhte hain...
Sakhi mein chahti hun tumhari yeh post koi terrorist bhi pade... afterall, they r net savvy people... so this goes to them!!!

KAYAR HAI HAR TERRORIST!!

Na juti jab himmat
Tab chipkar waar kiya
Khud ki hi soch kar
Tune khuda ko bhula diya
Kaun darta hai tujhse
Tu khud sharmsaar hai
Tere napaak iraadon ki
Har koshish bekaar hai
Tere har e-mail par
Aati hai husi
Ki .. tu bhi likhta hai
Apni bebasi...
Agar yeh jeet hai teri
Toh haar kya hogi...?
Andhere ko subah kehne wale..
Teri raat kya hogi...?
shalini sahi kaha ye kayaar hi hai dekho na ek ko chhod ssare kayar kis taraf chhipte huye maare gaye..ye hamare veero ki veerta hai jo in sabko dhool chatayee...

naman un sab shahido ko jinki jaan is karywahi mein gayee.
shalini agar ham sab sath arhge aur desh ko ye rajneta bante na to..ham sab androoni ladayee ke wajay bahar se hone wale hamlo par achi tarah dhyaan de sakenege.
hamare raaj neta jis bahadur jawan(shahid hemant karkare) ke neeyat par bhi shak kar rahe they unko apni jubana pe control karna chahiye aur unko ek jawab mila bhi koi kharab neeyat ke sath apni jana anhi gawata is tarah desh ke liye ladte huye.

sat sat naman sabhi logo ko jinko hamne khoyaa


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#21)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
29th November 2008, 11:25 AM

Quote:
Originally Posted by meena chheda View Post
Meri Priy Sakhi, Sunita, Shalini, khan..........

.............................

Meena Didi
dd....
hamare jawano ne ek baar phir aatnkiyo ke uthey sir ko kuchala hai..par aakhir kab tak ham is tarah ki ghatnao mein apne jimmedar afsaro aur jawano ko khote rahenge.

khushi hai koshish ko nakam kiya jawano ne magar usse jayada gam hai ki kitne logo ko hamne kho diya


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#22)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
29th November 2008, 11:34 AM

Quote:
Originally Posted by amit_k View Post
in logon KO aap apni poem sunaiye..aur sunate jaiye..sunate jaiye..yeh log phir kabhi bandook nahin uthayenge.
kya hai ye..dant dikhane jaisa kya hai yahan..
jahan sabko gam hona chahiye wahan tumhe hasne ka karan mila kaise????

hamare kitne jawan apni jana pe khel rahe they aur tumko yahan hasi aayee good ...
aaindaa meri kisi post pe kaisa bhi comment karne ki jarurat nahi hai...aap se kya umeed ki jaye jo is tarah ke mamle me bhi hasne ki jurrat karta hai..dhikkar hai jahan ek aur na jane kitne bete apne farz e kurwaan huye tum un sabko ek tarah se sharmsaar kar rahe ho..are woh bandook tab chhodonge jab tum aur ham banddok uthaye..par mein kise samjhane lagi...jisko kisi bhi ghatna s ekoi farak nahi padta...wah


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#23)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
29th November 2008, 11:38 AM

shalini aur sunita dd....apne ek dam sahi kaha..ye kya jane desh aur apno ke liye ladna jo haste hai


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#24)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
29th November 2008, 11:42 AM

Quote:
Originally Posted by rocker09 View Post
Di ur very much rite still 40 peoples ko hostage bana rakha hai Taj hotel me in logo ne
rocker ji
kai log maare gaye jo 40 s ejayada hi hai..
hamare jawano ne ek baar phir aatnkiyo ke uthey sir ko kuchala hai..par aakhir kab tak ham is tarah ki ghatnao mein apne jimmedar officers aur jawano ko khote rahenge.


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#25)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
2nd December 2008, 11:14 AM

Bilkul sahi thread banaya hai sakhi tumne.....in darindoN ke liye jitna kaha jaaye kam hai.....maine sabhi logoN ke bhi revew pade...kitna Gubaaar bara hai sab meiN kitna pyaar hai apne desh ke prati jo hum sab meiN jaag jana chahiye....mousam,still kshitiz sanam shalini dhaval dinesh rocker sunita banjara...har insaan ne woh drishaa pesh kiya hai ke sunte/padte nahi banta.....Shalini ne bahoot hi achha ujagar kiya poem ke thru...ek sandesh hai ye..kitna sunder likha hai usne.....agar atanki isey pade toh unko pata lagega ke insaan ki kya keemat hai.....God bless



Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#26)
san04
ansoon aur muskan....
san04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nice
 
san04's Avatar
 
Offline
Posts: 751
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 24
3rd December 2008, 03:36 PM

sakhi ji
kai baar kavitayin na bhi likhi jayein to bhi hum apna derd aur gubar kisi na kisi roop me jaroor nikal saktey hai,,jab derd hud se jyad ya gussa hota hai tokavita banti bhi nahi per hamare jazbaat hamare hi nahi sabki awaz ban jatey hain,,,aaj Mumbai blast ke mamale me bhi yahi ha i,,is waqt hum rajyon me nahi ek deshwasi ke roop me samne ayein to achha hai,,humey us ekta ki jaroorat hai jo atankwadi apna maqsad hal kerne ke liye tor rahey hain...
in atankwadiyon ka koi mujhab ya imaan nahi hota..!shayad inhone hamari bharat mata ki god ki mamta ko nahi dekha jo waqt ane per ssabko ek ker deti hai..!aaj jaroorat hai ke hum sab ek ho,himmat se samna karey aur inke agey dunt jayein...maut to ani hi hai na ek din! agar sab yahi jazba rakhey to ye chanud atankwadi kya bigar saktey hain hamara!hamare jaanbaz jis hausley se larey shayad ab her hindustani ko usi jazbey ki jaroorat hai..!apki is koshish ki awaz me hum apke sath hain...


swati...............some words about tears in!
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
4th December 2008, 04:31 PM

Quote:
Originally Posted by dineshdharvi View Post
haan bhagvaan jarur uski atma ko shanti dega kyu ki wo kisi ki jaan bachate bache sahid huye hai aur bhagvaan itna bhi kathor nahi hai ki kisi bachane wale ko dukh de jo sahid huye hai uski atma ko jarur bhagvaan shanti dege.

aur dukhi sab log hai kisi ko kuch pata nahi chal raha hai ki ye sab kese roke, un logo ka to ab jese ye business ho gaya hai aise kar rahe hai per use sath dene me bhi apne hi log hote hai kisi ke sath ke bina koi bina parmisson ke kese hotel me itne saare antakwaadi jaa sakte hai? ye sab tabhi ruk payega jab har insaan khud ka khayal rakh payega
aur pulic bhi kuch galat karti hai jab koi pakda jata hai to usko jel me band karke kyu rakhte hai saale ko vaha se uthakar sabke bitch lekar kyu nahi marte hai ek baar kisi ko aise bitch me lekar maare na to dusra samaj jayega ki aisa nahi karna chahiye per jab humari sarkaar hi galat hai to aur kon kya kar sakta hai jab antakwadi pakda jata hai to usko jel me band karke rakh dete hai jese ki wo humare kuch kaam aane wala ho.
dinesh ji apki batao se sahmat hun bina local logon ke support kuch nahi ho sakata itne bade leble par...


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#28)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
4th December 2008, 04:36 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
saKhi jee:

kal raat se maiN lagaataar blast ki KhabreN deKh rahaa huuN... bahot hi duKh ho rahaa haii yeh sab deKh ke.. aaKhir ab yeh maut ka naNgaa Khel kab thamegaa yahee sawaal baar baar dil meiN uTh rahaa heii... koii apnii maaN gaNvaataa hai to koii maaN apnaa beTaa ya beTii to koii apne pitaa yaa bhaa'ii behan ko gaNvaataa haii,,, .hemant karkare, ashok kamte, aur vijay shalskar aur desh ke jawaan.. desh ke liye shaheed huye haiN... maiN uNhe ShraddhaNjalee detaa huuN... maiN uNki atma ki ShaaNti ke liye bhagvaan se praarthanaa kartaa huuN...
dhaval...sahi kaha na jane kitne riste khatam ho jate hai in ghatnao se...

kuch samjh nahi aata kya kare


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#29)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
4th December 2008, 04:39 PM

Quote:
Originally Posted by sanam khan View Post
afsos ho raha hai khud pe ke hum chahte huye bhi kuch nahi kar sakte............................................. ...............
ham afsos ke alawa kya kare amjh nahi aata,,.par kuch karna jaruri hai


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#30)
zishan107
Registered User
zishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to beholdzishan107 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 449
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 24
9th December 2008, 04:53 PM

Kya karein inka ? Kuch kehna to asaan hai , karna mushkil .
Jaise aap sabko maloom hai main muslim ho . Har insaan ek jaisa to nahi hota , in logon pe mujhe taras aur goosa aata hai , jo yeh samajte hain ke begunaaho ki jaan lekar yeh jannat mein jaayenge yan islam ka naam raushan karenge ... Kuch jaahilon ki wajaah se poori community par daag lagta hai , main sochta hoon ke is duniya mein kafi insaan hain jine jiine ka koi haq nahi , chahe muslim , hindu , christian , boore log to har jaagah hai ...
Aksar maine suna hai muslman apas mein bhai hain , lekin mere kheal se aise logon koi din koi imaan nahi hota .

Kabhie main yeh sochta agar yeh religions ka curse na hota to yeh duniya kaisi hoti .
Khuda to ek hai , sirf insaano ne us khuda alag alag naam rakh diya aur aapas mein jaanwaron ki tarah shooro ho gaye .

My deepest simphaties shaahid hone walon ki families ke
liye .
Aur jinno yeh saab kuch kiya , yeh maat sochein ke rahmat ke darwaaze un ke liye khul gaye hai . Waqt aayega ...

NOT IN MY NAME .

Zishan .






Wahi hai markaz'e'Kaaba wahi hai rah'e'buthaana...
Jahaan diwaane do milkar sanam ki baat karte hain..
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
8th May 2009, 12:33 AM

shukriya aap sabhi ka jinoohne is mudde par mera sath diya aur apni beshkeemati ray di

dua hai aman kayam rahe sabhi jagah

sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#32)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
8th May 2009, 06:38 AM

sakhi ji..
hmmmmmm aapki baaton se sehma hu...
duniya mein pyaar aur insaniyaat khatam hue jaa rahi hai....

aachiye kum aur buriyaan din bah din badhti jaa rahi hain...

duniya mein shaanti ho yeh to ab khwaab sa reh gaya hai... but u never knw dreams do come true..
so sweetie cheer up...

take care

keep smiling:



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
10th May 2009, 10:22 PM

mandeep ji
burayee hamesha kayam nahi rahti ...par achayee ki aur sachayee ki jeet tabhi hogi jab sab prayas karenge milke.

thnx apne sath diya

sakhi with love


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
इनका महत्व/ Inka Mahtv Rajeev Sharma Humourous Shayri 8 2nd April 2016 01:57 PM
Mumbai Blast talib Shayri-e-Dard 12 8th January 2009 11:33 PM
mumbai blast tabassumshakeel Anjuman-e-Shayri 2 1st August 2006 08:47 AM
dehal utthi insaniyat jab koi insaa gaya......(.mumbai blast par kush jajbaat) rajveeer Shayri-e-Ishq 4 18th July 2006 04:28 PM
dehal utthi insaniyat jab koi insaa gaya......(.mumbai blast par kush jajbaat) rajveeer Shayri-e-Dard 0 13th July 2006 12:51 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com