Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
aghaz nahee dard ka anjam dekhiye
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
aghaz nahee dard ka anjam dekhiye - 19th August 2006, 07:47 AM

aghaz nahee dard ka anjam dekhiye
meri har ghazal main unaka nam dekhiye
ankhon ka dukh dekh kyon dardmand hain
is rooh ko jo mil gaya aram dekhiye

kahate ho pyar main kya mil gaya mujhe
ghazal parhiye meree mera kam dekhiye

pursokoon sare ye din bhool jayenge
kisee sham bheegee meree sham dekhiye

badal nahee saknge ap jo mera hal hai
main khush hoon ap apana kam dekhiye

ashiq kee pooja bhee hai kuch alag-alag
samjhenge ap gar mera salam dekhiye
sar jhuka ke usee par ye jal charhaeeye
jis patthar pe likha unka nam dekhiye

apnee ibadat ko ap ye rang deejiye
saree duniya sa alag ye kam dekhiye
har patti main radha talash keejiye
drakht main chipa huya shyam dekhiye


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
19th August 2006, 09:04 AM

badal nahee saknge ap jo mera hal hai
main khush hoon ap apana kam dekhiye

Bahut khuub! Anil jee...

isme jo nonchallant attitude jhalak raha hai...bahut hi pasand aaya mujhe...ek laaparwaah see chunauti!

apnee ibadat ko ap ye rang deejiye
saree duniya sa alag ye kam dekhiye
har patti main radha talash keejiye
drakht main chipa huya shyam dekhiye

aur yeh paragraph bhi ek pyaara sa ehsaas de gaya...radha aur shyam ka prakriti mein niwaas...bahut hi khuubsurat sa manzar lagta hai...meri or se ek achhi rachna pe daad kabuul kijiey...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
atulspals
Registered User
atulspals is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Aug 2006
Location: Sarojini Nagar
Rep Power: 0
19th August 2006, 10:13 AM

abhi abhi paigam aya hain
unhone hume milne ke liye bulaya hain
himmat nahi padti ki unke samne jaya jaye
unhe apne hale dil ka bayan sunaya jaye




Atul (i dont how its, but its good for me)


Atul
:cool:
  Send a message via Yahoo to atulspals  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
19th August 2006, 10:55 AM

aghaz nahee dard ka anjam dekhiye
meri har ghazal main unaka nam dekhiye

ankhon ka dukh dekh kyon dardmand hain
is rooh ko jo mil gaya aram dekhiye

Waaaaaaaaahhh.... bahut hi khoobsurat aaghaz hai...


kahate ho pyar main kya mil gaya mujhe
ghazal parhiye meree mera kam dekhiye

pursokoon sare ye din bhool jayenge
kisee sham bheegee meree sham dekhiye

kya baaat hai...


badal nahee saknge ap jo mera hal hai
main khush hoon ap apana kam dekhiye

ashiq kee pooja bhee hai kuch alag-alag
samjhenge ap gar mera salam dekhiye

bahut khoob...


sar jhuka ke usee par ye jal charhaeeye
jis patthar pe likha unka nam dekhiye

apnee ibadat ko ap ye rang deejiye
saree duniya sa alag ye kam dekhiye

har patti main radha talash keejiye
drakht main chipa huya shyam dekhiye

Waaaaaaaaaah... welll said anil...

Dear Anil,

Kaafi dino baad aapko padha aur yakeen maaniye dil khush ho gaya isko padhkar... bhaut hi khoobsurat bayaani hai... mujhe bahut pasand aaye aapkke yeh aashaar.... aise hi likhte raha kijiye...apna khayal rakhiye...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th August 2006, 03:19 PM

hello anil

bahut umda likha hai appne, sabhi ko radha krishan ke pyar ki samarpan bavana battana, bahut hi pyara ahsaas hai, accha lagga padkar aur yeh ashiaar dil ko pyar se bhar gaya.

apnee ibadat ko ap ye rang deejiye
saree duniya sa alag ye kam dekhiye
har patti main radha talash keejiye
drakht main chipa huya shyam dekhiye


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
shukriya paras jee
Old
  (#6)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya paras jee - 20th August 2006, 09:48 AM

bahut udas thee m,eree shayree yoon laga door door tak sab apne sabhee parhne wale kho gaye hain. aise main aap ne mujhe parha to laga meree shayree meree kalam dobara sans lene lagee bahut bahut shukriya aap ko khud bhee pata nahee hoga aaj aap ne mere kalam pe aa ke kya kamal kar diya nahee to main ja hee raha tha shayed thak ke har ke

paras jee aap ka ana bahut achha lagata hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya atul
Old
  (#7)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya atul - 20th August 2006, 09:50 AM

bahut bahut shukriya atul
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
pulkit
Old
  (#8)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
pulkit - 20th August 2006, 09:52 AM

tum jaise log jab bahut masroof ho jate hain masoomshayer aur us kee masoomshayree ko bahut nuksan hota hai. kabhee kabhee lgata hai kya likhen jab parhne wala koyee bhee nahee tum ne aa ke bahut achha kiya aur bahut dil se parhee ye baat aur achee lagee
shukriya Pulkit
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#9)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
20th August 2006, 09:53 AM

ek bar phir aap ne meree tanaha see shayree ko sahara diya sunita jee achha laga yoon hee atee rahana shukriya
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
20th August 2006, 07:14 PM

[color=royal blue]Anil Bhaaii,

Bohat khuubsuurat nazam kahii hai aap ne.. mere taraf se dili mubaarak baad qubool kareN...

apnee ibadat ko ap ye rang deejiye
saree duniya sa alag ye kam dekhiye
har patti main radha talash keejiye
drakht main chipa huya shyam dekhiye


waah waah! bohat khoob.... YuuN he likhte raheN.....


Mayank
[/color]
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#11)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
21st August 2006, 09:59 PM

anil ji,
hamesha ki tarah phir se ek haseen paishkash aapki.bahut achi lagi aapki yeh nazm.bahut badhiya.likhte rahiye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#12)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 22nd September 2006, 02:50 PM

bahut bahut shukriya mayank aise hee aa jaya karo kalam par
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#13)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 22nd September 2006, 02:52 PM

bahut bahut shukriya akelijan yoon he emeree shayree ka khayal rakhana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: aghaz nahee dard ka anjam dekhiye
Old
  (#14)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
Re: aghaz nahee dard ka anjam dekhiye - 22nd September 2006, 10:43 PM

aghaz nahee dard ka anjam dekhiye
meri har ghazal main unaka nam dekhiye
ankhon ka dukh dekh kyon dardmand hain
is rooh ko jo mil gaya aram dekhiye

kahate ho pyar main kya mil gaya mujhe
ghazal parhiye meree mera kam dekhiye

pursokoon sare ye din bhool jayenge
kisee sham bheegee meree sham dekhiye

badal nahee saknge ap jo mera hal hai
main khush hoon ap apana kam dekhiye

ashiq kee pooja bhee hai kuch alag-alag
samjhenge ap gar mera salam dekhiye
sar jhuka ke usee par ye jal charhaeeye
jis patthar pe likha unka nam dekhiye

apnee ibadat ko ap ye rang deejiye
saree duniya sa alag ye kam dekhiye
har patti main radha talash keejiye
drakht main chipa huya shyam dekhiye


Anil Ji,
Jab aapne yeh rachna phone par sunayee thi..tabhi bahut pasand aaye thi...bahut gehrayee ke saath aapne kitni aasaani sesab kuch bayaan kar diya....sach..!

Yun hi apne jazbaat sajate rahiye...


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Rubeena Parveen
Registered User
Rubeena Parveen is on a distinguished road
 
Rubeena Parveen's Avatar
 
Offline
Posts: 111
Join Date: Apr 2006
Location: new delhi 25
Rep Power: 19
26th September 2006, 01:06 PM

Hi anil ji

kya bat he pur asar ashar

aghaz nahee dard ka anjam dekhiye
meri har ghazal main unaka nam dekhiye
ankhon ka dukh dekh kyon dardmand hain
is rooh ko jo mil gaya aram dekhiye

apke kam ki hi kashish he jo hame is mehfil main ane pr majboor karti he apne pyar kya achha kya agar na karte to shayad hame isqadar khushnuma rachnaoN se mehroom rehna padta(apko kuch na mila ho per hame apke pyar se na bhoolne wali annmol rachnayeN mili hain thanx for giving us nice creation)

kahate ho pyar main kya mil gaya mujhe
ghazal parhiye meree mera kam dekhiye

ye sher mujhe is rachna ka sabse achhhhhhhhhaaaaaa sher laga

badal nahee saknge ap jo mera hal hai
main khush hoon ap apana kam dekhiye

keep writing
take care
bye


Mangi thi mene tumse mohbbat ki zindagi
Zindagi ko tumne mohbbat bana diya
   
Reply With Quote
Re: aghaz nahee dard ka anjam dekhiye
Old
  (#16)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
Re: aghaz nahee dard ka anjam dekhiye - 26th September 2006, 07:12 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
aghaz nahee dard ka anjam dekhiye
meri har ghazal main unaka nam dekhiye
ankhon ka dukh dekh kyon dardmand hain
is rooh ko jo mil gaya aram dekhiye

*** are haem to naam dikha bhi nahi**

kahate ho pyar main kya mil gaya mujhe
ghazal parhiye meree mera kam dekhiye

pursokoon sare ye din bhool jayenge
kisee sham bheegee meree sham dekhiye
***wah kta baat hai janaw gazal ki***

badal nahee saknge ap jo mera hal hai
main khush hoon ap apana kam dekhiye

ashiq kee pooja bhee hai kuch alag-alag
samjhenge ap gar mera salam dekhiye
sar jhuka ke usee par ye jal charhaeeye
jis patthar pe likha unka nam dekhiye

****bahut khub*********

apnee ibadat ko ap ye rang deejiye
saree duniya sa alag ye kam dekhiye
har patti main radha talash keejiye
drakht main chipa huya shyam dekhiye

*** kya baat hai phir se***
bahut acha likha hai anil ji apne. kaise hai aap??


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
shalini
Old
  (#17)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shalini - 2nd October 2006, 11:41 AM

bahut bahut shukriya shalini bahut achha laga is kalam par tumhara ana aur ummeed hai tum en dil se samjha aur parha hoga ise
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
rubeena
Old
  (#18)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
rubeena - 2nd October 2006, 11:42 AM

rubeena bahut gahar dil se paha bahut pyar se tum en saraha mujhe .iase he meree shayree ke hamrah rahana achha lagata hai
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya sakhi
Old
  (#19)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya sakhi - 2nd October 2006, 11:44 AM

bahut bahut shukriya sakhi tum bahut dino baad ayeen yahan aur mujhe bahut achha laga
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
bahut dino bad
Old
  (#20)
atulspals
Registered User
atulspals is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 9
Join Date: Aug 2006
Location: Sarojini Nagar
Rep Power: 0
Smile bahut dino bad - 5th June 2008, 01:33 PM

Bahut dino mad mein shayri.com mein aya hoon
lag raha hain jaise abhi abhi swarg mein aya hoon
chod diya tha thode dion pahle jise
aaj use dobara join karne aya hoon


Atul


Atul
:cool:
  Send a message via Yahoo to atulspals  
Reply With Quote
Old
  (#21)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th June 2008, 01:36 PM

Quote:
Originally Posted by atulspals View Post
Bahut dino mad mein shayri.com mein aya hoon
lag raha hain jaise abhi abhi swarg mein aya hoon
chod diya tha thode dion pahle jise
aaj use dobara join karne aya hoon


Atul

Atul ji aapka SDC par ek baar phir se dil se suwagat hai......


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
zakh^m bhar jaaye magar kyu.n dard yeh jata nahee acharya_mj Shayri-e-Dard 15 15th March 2009 11:56 PM
Dard ko na dekhiye dard se.... itschahat Shayri-e-Ishq 0 1st April 2007 11:13 AM
Mera Dard Chupaya Nahee Jata !!!! WASEEF- Unlucky Shayri-e-Dard 0 1st March 2006 01:29 AM
Mat tooot k chaho usey aghaz-e-safar mein khushiii Ghazal Section 0 22nd August 2004 06:51 PM
Khyaal dil ko behlatey hai...dard mehsus karwate hai kis tarha dekhiye. shayri12345 Shayri-e-Dard 9 10th April 2003 07:42 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com