Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
'Jaan' kaise duur tumse..............
Old
  (#1)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Arrow 'Jaan' kaise duur tumse.............. - 21st March 2005, 12:30 PM

Kuch be-ihtiyaati saa likh daala, bina niyamon ke...shayad achha lage aap doston ko...

Ghayal hain pankh mere
Ab kaise udh paaongi main
Kaise kahoon ki
Sapne sakaar kar paaongi main

Rund ta hai swar mera
Ab kaise gun gunaaongi main
Khushk ho chale ashk mere
Kaise sailaab laaongi main

Jab dil, dil do raah ho chale
Kaise tumse mil paaongi main
Hain dard se *aahat aahein
Kaise tumhein bulaaongi main

[color=dark sienna]ghayal[/color]

Afsos iska nahin ki hum hain juda
Yeh bhi nahin ki tumhara sparsh
Ab tak mehsoos karti hoon main
Ki tumhari chaah se bojhal hoon main
Ki tumhari rag rag se waakif hoon main
Ki ho shayad tum bhi betaab aur bebas

Yeh dil karaahtaa hai
Ki teri yaadon ko samete hoon main
Ki waqt be-reham inhein cheen na le mujhse
Darti hoon main…

‘Jaan’ kaise duur inse jaaongi main…
Kaise tumhein bhula paaongi main…


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 21st March 2005 at 12:34 PM..
   
Reply With Quote
Re: 'Jaan' kaise duur tumse..............
Old
  (#2)
shalini
Tanha
shalini is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 528
Join Date: Sep 2004
Location: Uttaranchal
Rep Power: 20
Re: 'Jaan' kaise duur tumse.............. - 21st March 2005, 12:59 PM

Ghayal hain pankh mere
Ab kaise udh paaongi main
Kaise kahoon ki
Sapne sakaar kar paaongi main




Paras jii,

jub jikkar dard ka ho to niyam kaha chalte hain...aapki rachna mujhe to bahut pasand aayi....Akhir aap to meri guru hain naa
.....aapse to abhi bahut kuch sikhna hai...jo appne likh diya wohi humare liye niyam ban jaate hain!!.....so.....waiting 4 ur next lecture....

shalini


[color=dark brown]Mujhse pehle kitne shayar aaye aur aa kar chale gaye,
Kuch nagme gaa kar chale gaye kuch aahe bhar kar laut gaye,

Wo bhi ek pal ka kissa the mein bhi ek pal ka kissa hoon,
Kal tumse juda ho jaaonga jo aaj tumhara hisa hoon[/color]
   
Reply With Quote
Re: 'Jaan' kaise duur tumse..............
Old
  (#3)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: 'Jaan' kaise duur tumse.............. - 21st March 2005, 01:00 PM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Kuch be-ihtiyaati saa likh daala, bina niyamon ke...shayad achha lage aap doston ko...

Ghayal hain pankh mere
Ab kaise udh paaongi main
Kaise kahoon ki
Sapne sakaar kar paaongi main

Rund ta hai swar mera
Ab kaise gun gunaaongi main
Khushk ho chale ashk mere
Kaise sailaab laaongi main

Jab dil, dil do raah ho chale
Kaise tumse mil paaongi main
Hain dard se *aahat aahein
Kaise tumhein bulaaongi main

[color=dark sienna]ghayal[/color]

Afsos iska nahin ki hum hain juda
Yeh bhi nahin ki tumhara sparsh
Ab tak mehsoos karti hoon main
Ki tumhari chaah se bojhal hoon main
Ki tumhari rag rag se waakif hoon main
Ki ho shayad tum bhi betaab aur bebas

Yeh dil karaahtaa hai
Ki teri yaadon ko samete hoon main
Ki waqt be-reham inhein cheen na le mujhse
Darti hoon main…

‘Jaan’ kaise duur inse jaaongi main…
Kaise tumhein bhula paaongi main…


meri paras,

jaan kaise tumhe bhula paaungi maie................

hmmmmmm.....

bhula paayi to samaj lena ki woh jaan thha hi nahi aur saans khatam hote bhi bula n paaye to dard hi hai jaan ......... aur oos se jyada kareeb humare koi nahi maan lena


maa
   
Reply With Quote
Re: 'Jaan' kaise duur tumse..............
Old
  (#4)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
Re: 'Jaan' kaise duur tumse.............. - 21st March 2005, 03:20 PM

Ghayal hain pankh mere
Ab kaise udh paaongi main
Kaise kahoon ki
Sapne sakaar kar paaongi main

Hmmmmmm....


Rund ta hai swar mera
Ab kaise gun gunaaongi main
Khushk ho chale ashk mere
Kaise sailaab laaongi main

Pain...


Jab dil, dil do raah ho chale
Kaise tumse mil paaongi main
Hain dard se *aahat aahein
Kaise tumhein bulaaongi main

aaah.. this one is well written!!


Afsos iska nahin ki hum hain juda
Yeh bhi nahin ki tumhara sparsh
Ab tak mehsoos karti hoon main
Ki tumhari chaah se bojhal hoon main
Ki tumhari rag rag se waakif hoon main
Ki ho shayad tum bhi betaab aur bebas

Nice Words!!


Yeh dil karaahtaa hai
Ki teri yaadon ko samete hoon main

Ki waqt be-reham inhein cheen na le mujhse
Darti hoon main…

‘Jaan’ kaise duur inse jaaongi main…
Kaise tumhein bhula paaongi main…

Waaahh.last lines r the best!!

Dear Paras!!

Good to see this style of urs too.. I feel a Shayar shud write evrything...Non Technical shayris hav their own charm... this one is beautifull... Dard hai.. par its good....

Meri daad to tumhare sathh hi hai!! Doo keep writing.. TC


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Namaskar
Old
  (#5)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
Namaskar - 22nd March 2005, 11:52 AM

Namaskar Paras ji

kaise hain aap? Kitni khoobsurat si rachna pesh ki hay aapne........har lafz ki gehrai samagh mein aa gayi aapkey dard se milti julti si ek rachna kuch din pehle mainey bhi likhi hay........isliye shayad iss dard ko itni karebi se pehchan liya.mere dhair saree daad kabul kijeyga........aapko padhna sada hi bahut sukuun deta hay.sada muskurate rahiye

Apna khyal rakhiyega
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
22nd March 2005, 05:47 PM

Jab dil, dil do raah ho chale
Kaise tumse mil paaongi main
Hain dard se *aahat aahein
Kaise tumhein bulaaongi main


Meri Hi bye Behna Paras.....

tumhare kalam ko pad ke jo likh paaya.....

Dard hi to hai jeene ka sahara…..
Ab mujhe aur na sataoo tum…..

cheen lo bebas khushiyaan-e- ^AMAN^…..
apna haal-e-dil na sunaoo tum…..


Khush rahoo meri behna.....



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI

Last edited by Aman_rahi; 22nd March 2005 at 05:49 PM..
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Re: 'Jaan' kaise duur tumse..............
Old
  (#7)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: 'Jaan' kaise duur tumse.............. - 22nd March 2005, 06:41 PM

Quote:
Originally posted by Parastaar


Ghayal hain pankh mere
Ab kaise udh paaongi main
Kaise kahoon ki
Sapne sakaar kar paaongi main

Rund ta hai swar mera
Ab kaise gun gunaaongi main
Khushk ho chale ashk mere
Kaise sailaab laaongi main



[
ashkoN maiN jo ghire nazar aate the...
ek chubhan se jo surkh nazar aate the...
band ho chuka jinme ye "saccha_pyar"
aankhoN maiN wo sailab nazar aate the,...

didi kya kahuN ...

dard jahaN uff nikalne ko tayar ho ... wahaN wah! to ki hi nahi ja sakti ... aapne ek bohat hi acchi rachna likhi hai ... bohat hi simple aur saaf ... aapki likhawat se kahiN door ... sach kahuN to mujhe ye bohat jyada pasand aayi .... meri daad teh dil se kabool kareN ... apna khayal rakhna

tumhara apna

kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#8)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
22nd March 2005, 08:23 PM

Aaaj Paaras aapko parhte waqt dimaag per jor nahi daalna pada....sach jo kuchh bhi parha...seedhaa dil me utar gaya....

bahut hi sundar or prabhaavshaali...phir kya fark padta hai ki wo niyamoN ke daayre me hai ya baahar....

Prakrati khaahaaN niyaamoN ke daayre me rehti hai phir bhi hai koi khoobsoorat us.se jiyaada.

aaj aapko parha to maza aa gaya...(eisa nahi ke pehle kabhi nahi aaya)..per aaj dil se maza aa gaya....

Bahut achchhe Paras

Afsos iska nahin ki hum hain juda
Yeh bhi nahin ki tumhara sparsh
Ab tak mehsoos karti hoon main
Ki tumhari chaah se bojhal hoon main
Ki tumhari rag rag se waakif hoon main
Ki ho shayad tum bhi betaab aur bebas


Aah ...se ...waah tak sab kubool kijiyega.

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#9)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
hi - 23rd March 2005, 03:09 AM

hi paras sis
aapke dard bhara likha to nain num se ho gaye
Ghayal hain pankh mere
Ab kaise udh paaongi main
Kaise kahoon ki
Sapne sakaar kar paaongi main

__--->. jo sapne dekhtey hai pura karne ki himmat rakhtey hai....jo pani me khud jaatey hai tairna seekh hi lete hai......

aap sab kar payengi

ye dua aur vishwaas hai mera

Priya


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
san04
ansoon aur muskan....
san04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nice
 
san04's Avatar
 
Offline
Posts: 751
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 24
23rd March 2005, 11:54 AM

Ghayal hain pankh mere
Ab kaise udh paaongi main
Kaise kahoon ki
Sapne sakaar kar paaongi main

Rund ta hai swar mera
Ab kaise gun gunaaongi main
Khushk ho chale ashk mere
Kaise sailaab laaongi main

Jab dil, dil do raah ho chale
Kaise tumse mil paaongi main
Hain dard se *aahat aahein
Kaise tumhein bulaaongi main

paras ji,....bahut hi dil choo lene wali hai apki ye rachna...
kal parhi thi maine per reply dene ka waqt nahi tha...kai baar hum udasi ,ashko se door bhagna chahatey hai per na jane kyun kisi ki yaad aur tarap humey us rah kheench ker le hi jati hai....
bahut pyara aur touching sa ehsas hai...


swati...............some words about tears in!
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
23rd March 2005, 05:29 PM

Paras

mukhtasaran itna kahoon gaa, ke jab is tarah ka kalam yeh band koee shayer kahe, to yeh alaamat hia is baat ki voh kitni sensitive aur kitne pur soaz dil ki malik hai.

"Jab dil, dil do raah ho chale"
Kaise tumse mil paaongi main
Hain dard se *aahat aahein
"Kaise tumhein bulaaongi main"

khush raho aabaad raho

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
23rd March 2005, 08:52 PM

jo appne likh diya wohi humare liye niyam ban jaate hain!!.....so.....waiting 4 ur next lecture....

That's sweet of you shalini...

tumhein pasand aaya mera likha..khushi huyi...this is not one of the good examples but anyways...

take care


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
23rd March 2005, 08:55 PM

bhula paayi to samaj lena ki woh jaan thha hi nahi aur saans khatam hote bhi bula n paaye to dard hi hai jaan ......... aur oos se jyada kareeb humare koi nahi maan lena

jee aapne durust kaha...meena jee...

aakhir maan hee samajhti hai beti ke jazzbaat...kayi baar lagta hai ki aapse phir aamne saamne baith raat bhar baatein karoon...dekho kab nasseeb hota hai...

apki paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
24th March 2005, 10:06 AM

Pulkit...

tumhari daad mein wo baat nahin...tumhein yeh rachna itni pasand nahin aayee...lag raha hai...i ve this feeling...well next time tumhari expectation pe khara utarne ki koshish zaroor karoongi...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
24th March 2005, 10:08 AM

Sukanya jee...

aapko lafzon kee gehraayi samajh aayi...jee maine aapki wo rachna dekhi thee...i love how you right straight from the heart...
thanks for reading me


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
24th March 2005, 10:10 AM

Dard hi to hai jeene ka sahara…..
Ab mujhe aur na sataoo tum…..

cheen lo bebas khushiyaan-e- ^AMAN^…..
apna haal-e-dil na sunaoo tum…..

Aman...

yeh do lines cheen lo bebas khushiyaan...very touching...khuubsurat...dil ko chubhati seen...shukriya for a sweet jawaab...

tumhari hi bye behna


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
24th March 2005, 10:13 AM

ashkoN maiN jo ghire nazar aate the...
ek chubhan se jo surkh nazar aate the...
band ho chuka jinme ye "saccha_pyar"
aankhoN maiN wo sailab nazar aate the,...

Shayar Kunal sahib...

apki likhawat mein din b din tarrakki hoti jaa rahi hai...ek chubhan se jo surkh nazar aate hain...jaise tumne kisi ki aankhon mein dekh kar likha ho...

daad kabuul karo..meri or se bhi


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
24th March 2005, 10:24 AM

Hi Paras Ji,

Hai, yeh kalaam hum se kaise chhoot gaya!!! Chaliye der se hi sahi....

Phir ek bohot hi pur asar kalaam jo dil mein bas jaata hai. Ziyaada khaas aapka hindi aur urdu dono mix kar ke likhna bohot pasand aaya aur shayad ussi ka kuch jadoo bhi ho chala hai. Really very well written.


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Old
  (#19)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
24th March 2005, 10:35 AM

Chaand Sahib...

lol...apka jawaab padha tau khuub hansi...'aise nahin ki pehle kabhi nahi aaya' jaise mujhe pehle se keh rahe ho ki bhai naraaz nahin ho jaana...

main kahan naraaz hoti hoon...doston se tau bilkul nahin...lekin shayad maathe pe yeh jo expression galat se aa jaate hain na... kya karoon inka...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
wah
Old
  (#20)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
wah - 24th March 2005, 04:04 PM

Paras
bahot khub, bhulna itna asan nahi hai unke dil main basna bhi asan nahi, bas do teen ansoo ka sahara lena asan hai.


meetaparekh
   
Reply With Quote
Namaskar Paras ji
Old
  (#21)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
Namaskar Paras ji - 24th March 2005, 07:47 PM

Namaskar Paras Ji

Thanks for saying u like my writing straight from the heart.Paras ji woh Ghazal maine post nahin ki jiska Zikr kiya tha....Uskey kuch alfaz pesh hain......

Suukh gayi Ek jheel shayad
Abkey Sawan barsa hi nahin

Suukh gayi Ankhein shayad
Abke Ashq barse hi nahin

Bakey Panktiyaan jald hi post karungi

Keep Smiling
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
25th March 2005, 09:24 AM

Waah priya...

jo sapne dekhtey hai pura karne ki himmat rakhtey hai....jo pani me khud jaatey hai tairna seekh hi lete hai......

kitni achhi shiksha dee hai tumne in lines mein...tum theek kehti ho...sapne dekho tau saakaar honge na...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
25th March 2005, 09:26 AM

hmmmn...

Swati...

bilkul tumhare ehsaason ke kareeb...hai na...

tumne padha dil ko bahut achha laga...

apna khayaal rakhna, tumhein kuch din yahan na dekhoon tau tumhari fiqr hoti hai...ki kahin aana tau nahin band kar diya tumne...lol


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
25th March 2005, 09:32 AM

Mere Mushi Bhayyia...

kaise hain aap...khuub cricket dekh rahe honge...hai na? arre kal tau apke skipper ne kamaal hee kar diya...wow!

aur aapne meri yeh betukki see nazm padh lee...yeh kya kam hai...mere ashaaron ke liye...lekin bhayyia the next one is my masterpiece...you ll see...maine pulkit ko promise kiya hai...ki dhang se likhoongi...lol

apki chaheti behan...hoon na?


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
25th March 2005, 09:36 AM

Hello Candyboy...

hmmn...tau ustaadi ke saath saath jadugari bhi aa gayi hamein...waah kya kehne 'paras' tumhare ...lol...shukriya der aaye durust aaye...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
25th March 2005, 09:38 AM

bahot khub, bhulna itna asan nahi hai unke dil main basna bhi asan nahi, bas do teen ansoo ka sahara lena asan hai.

Namaskaar meeta ji...

kaisee hain...theek kehti hain aap...na bhuulna...na kisi ke dil mein basna aasaan hai...ajee do teen ansoo? yahan buckets kee buckets ho jaayein tau kaam chalta hai...lol


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
soni_sonal
kuch baatein kuch yaadein
soni_sonal is on a distinguished road
 
soni_sonal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: May 2003
Rep Power: 22
7th May 2005, 11:32 PM

parastaarji

humein aapka likha bahut pasand aaya

sonal


~~ u never know where ur destiny takes u ~~


There would come a time when
we have to stop loving a person
not because that person started hating us .....
but because we found out that they'd be happier if we let me go.....
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
9th May 2005, 10:11 AM

Sukanya...

Suukh gayi Ek jheel shayad
Abkey Sawan barsa hi nahin

Suukh gayi Ankhein shayad
Abke Ashq barse hi nahin

bahot khuub! der se jawaab dene ke liye muafi chahti hoon...tumhare yeh alfaaz wakai dil jaise hee gehre hain...simple and touching...take care

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
9th May 2005, 10:12 AM

Shukriya apka soni sonal jee...

aapne hamare dhuul mein padhe kalaam ko phir taaza kar diya...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
baba
Registered User
baba will become famous soon enoughbaba will become famous soon enough
 
baba's Avatar
 
Offline
Posts: 91
Join Date: Sep 2003
Location: kolhapur Maharshtra
Rep Power: 22
9th May 2005, 11:06 AM

Excellent bahut hi khoob


babaF

duniyaa se dil lagaakar duniyaa se kyaa milegaa
yaad-e-Khudaa kiye jaa tujh ko Khudaa milegaa
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ruth kar tumse, kaise jee paugii mein... mann_chand Shayri-e-Dard 9 21st February 2010 10:05 AM
kaise kahoon tumse............? dilip200 Shayri-e-Ishq 22 15th September 2006 10:25 AM
duur se duur talak ek bhii daraKht na thaa... Pulkit_gupta Shayri-e-Dard 16 15th March 2005 04:16 PM
pyaar kii gaadii duur duur hii jaati lage mrinal Shayri-e-Ishq 0 8th February 2005 05:09 PM
kaise kahu mujhe tumse.................... aashika Shayri-e-Ishq 7 27th September 2004 10:32 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com