Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mainay yeh saal bhee khwaboo.n main guzara apna
Old
  (#1)
baba
Registered User
baba will become famous soon enoughbaba will become famous soon enough
 
baba's Avatar
 
Offline
Posts: 91
Join Date: Sep 2003
Location: kolhapur Maharshtra
Rep Power: 22
Sad mainay yeh saal bhee khwaboo.n main guzara apna - 14th December 2003, 02:56 PM

mainay yeh saal bhee khwaboo.n main guzara apna
kyonkay yeh sach hai naheen koee humara apna

muskrahat tu faqat dhoop hai jadoo.n jaisee
aansoo.n hai daimee mushkil main sahara apna

har naya saal ghata toop andhera laya
saath daita raha bas subhoo ka tara apnaa

zyada hansnai sai yeh dil murdaa na hojai kaheen
bas is hee qool pai hota hai guzara apna

saal jaatay howay yeh raaz bata jata hai
moout ka hota hai maqsoos ishara apna


babaF

duniyaa se dil lagaakar duniyaa se kyaa milegaa
yaad-e-Khudaa kiye jaa tujh ko Khudaa milegaa
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
14th December 2003, 03:09 PM

mainay yeh saal bhee khwaboo.n main guzara apna
kyonkay yeh sach hai naheen koee humara apna

muskrahat tu faqat dhoop hai jadoo.n jaisee
aansoo.n hai daimee mushkil main sahara apna

har naya saal ghata toop andhera laya
saath daita raha bas subhoo ka tara apnaa

zyada hansnai sai yeh dil murdaa na hojai kaheen
bas is hee qool pai hota hai guzara apna

saal jaatay howay yeh raaz bata jata hai
moout ka hota hai maqsoos ishara apna

chalo aap is saal un khwaabo ko hakeekat mein badlne ki koshishs karna ok
acha likha hai apne baba ji
sakhiii:


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
15th December 2003, 02:38 PM

Bohot achha laga aapka yeh kalam. Lekin yeh toh zindegi hein aur aise bhi hote hien. Keya karsakte hein hum! Shukriya. Aise hi likhte rahiyega. Take care. God bless you.
Allah Hafiz.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
mein_aur_tanhai
Registered User
mein_aur_tanhai is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Feb 2003
Location: Kabaristaan...
Rep Power: 22
15th December 2003, 05:09 PM

namaste.. baba..ji

bahut khoob yar.. bahut khoob likha hai dost...bahut khoob..waise.. too puri ki .. puari.. qalam.. badiya.. but don't mind yar..these.. lines...r gr8-->

mainay yeh saal bhee khwaboo.n main guzara apna
kyonkay yeh sach hai naheen koee humara apna

saal jaatay howay yeh raaz bata jata hai
moout ka hota hai maqsoos ishara apna


bahut khoob..aise hi likhte rahiye.aur mehfil sajate rahiye..

bye and take care...


Lamha Lamha...saSein Khatam hoo rai hai...
Zindagi Maut ke pehlu mein soo rai hai...
Us bewafa se na pucho meri maut ki wajah...
Woh to bus zamane ko dikhane ke liye roo rai hai...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
main han bachi 9 saal di............. Tumhari_gazal Punjabi Poetry 8 16th February 2008 03:29 PM
ye tajurba bhee karooN, ye bhee GHam uThaaooN maiN Parastaar Shayri-e-Ishq 17 27th April 2007 02:37 PM
vafa ka bhee apna alag he maza hai karan q Shayri-e-Mashahoor Shayar 4 11th January 2005 06:19 PM
Meri qismat main bhee hon gee Nida Siidiqui Shayri-e-Dard 2 20th May 2003 10:41 AM
Naye saal main kya ho???????? Adil Anjuman-e-Shayri 0 7th January 2003 12:59 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com