kya tareef karuN is mit'ti ki...?
mit'ti ne jagat rachaaya hai...!
kan-kan hai iska sone sa...
har kan meiN ram samaaya hai...!
kehne ko to bas dhuul hai ye...
har phool isi ne khilaaya hai...
beti jan kokh se apni...
uska sita naam dharaaya hai...!
tan bana hai mit'ti se...
mit'ti ki adbhut maaya hai...
jaisi shaql do ban jaati ye...
mit'ti meiN brahmaaNd samaaya hai...!
kal-kal karti nadiyaaN behti...
isne sagar god khilaaya hai...!
parbat, pahaad sab haiN isi se...
hariyaali se dhara ko sajaaya hai...!
bhookha naNga aaya tha manush...
isne insaaN use banaaya hai...!
maa ban_kar di roti usko...
tan dhakne ko vastr banaaya hai...!
kya tareef karuN is mit'ti ki...?
mit'ti ne jagat rachaaya hai...!
kan-kan hai iska sone sa...
har kan meiN ram samaaya hai...!
vikram bhai
radhe radhe
bahut khoob bhai spechless kya kahun tareef ke shabd nahi hai dil bhar aaya padhkar wah wah wah bas yahi kah sakta hun.....kya sundar baat kahi hai bhooka nanga aaya tha is jag me tune manushy banaaya hai
dher saari daad aur duayen
'
Aapka Apna
Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
bahut khoob bhai spechless kya kahun tareef ke shabd nahi hai dil bhar aaya padhkar wah wah wah bas yahi kah sakta hun.....kya sundar baat kahi hai bhooka nanga aaya tha is jag me tune manushy banaaya hai
dher saari daad aur duayen
'
radhe radhe ishk saheb....
aapko achhi lagi, ye jaan kar mujhe bahut khushi hui...
padhne aur pasaNd karne ke liye aapka bahut bahut shukriya...
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
kya tareef karuN is mit'ti ki...? mit'ti ne jagat rachaaya hai...! kan-kan hai iska sone sa... har kan meiN ram samaaya hai...!
kehne ko to bas dhuul hai ye... har phool isi ne khilaaya hai... beti jan kokh se apni... uska sita naam dharaaya hai...!
tan bana hai mit'ti se... mit'ti ki adbhut maaya hai... jaisi shaql do ban jaati ye... mit'ti meiN brahmaaNd samaaya hai...!
kal-kal karti nadiyaaN behti... isne sagar god khilaaya hai...! parbat, pahaad sab haiN isi se... hariyaali se dhara ko sajaaya hai...!
bhookha naNga aaya tha manush... isne insaaN use banaaya hai...! maa ban_kar di roti usko... tan dhakne ko vastr banaaya hai...!
kya tareef karuN is mit'ti ki...? mit'ti ne jagat rachaaya hai...! kan-kan hai iska sone sa...
har kan meiN ram samaaya hai...!
Vikram bhai ko prem anjana ka pranam .............
Kaise hai aap?
Bhai kya kavita likhi hai aapne.............wah!!wah!!
Iss se pehle maine aapki likhi meri maa ne bheja hai mujhe tilak laga ke jo jaadu mujh par kiya tha wohi ehsaas aaj phir ho raha hai dil se daad qubool kijiye
Aapka chota bhai prem_anjana...........
Vikram bhai ko prem anjana ka pranam .............
Kaise hai aap?
Bhai kya kavita likhi hai aapne.............wah!!wah!!
Iss se pehle maine aapki likhi meri maa ne bheja hai mujhe tilak laga ke jo jaadu mujh par kiya tha wohi ehsaas aaj phir ho raha hai dil se daad qubool kijiye
Aapka chota bhai prem_anjana...........
prem bhai namaskaar...
kya haal hai aapka..?
bahut bahut shukriya bhai, aapko ye achhi lagi jaan kar mujhe bahut khushi hui...
aapne jo izzat di uska bhi bahut bahut shukriya...
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....
kya tareef karuN is mit'ti ki...?
mit'ti ne jagat rachaaya hai...!
kan-kan hai iska sone sa...
har kan meiN ram samaaya hai...!
kehne ko to bas dhuul hai ye...
har phool isi ne khilaaya hai...
beti jan kokh se apni...
uska sita naam dharaaya hai...!
tan bana hai mit'ti se...
mit'ti ki adbhut maaya hai...
jaisi shaql do ban jaati ye...
mit'ti meiN brahmaaNd samaaya hai...!
kal-kal karti nadiyaaN behti...
isne sagar god khilaaya hai...!
parbat, pahaad sab haiN isi se...
hariyaali se dhara ko sajaaya hai...!
bhookha naNga aaya tha manush...
isne insaaN use banaaya hai...!
maa ban_kar di roti usko...
tan dhakne ko vastr banaaya hai...!
kya tareef karuN is mit'ti ki...?
mit'ti ne jagat rachaaya hai...!
kan-kan hai iska sone sa...
har kan meiN ram samaaya hai...!
Namaskaar dosto,
aaj bahut dinoN baad idhar aana hua lekin main ye dekh kar dang rah gaya ki aaj kal is forum me bahut kam lag aate hain. mujhe yahan barpoor pyaar mila aur ummeed karts hu ki aage bhi milta rahega...
'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....