Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi...
Old
  (#1)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Arrow Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi... - 10th March 2005, 09:47 AM

Sabhi ko mera adaab...

Apne azeez Rohin ke kehne par zara dard se hatkar likhne kee koshish kee hai......tau Rohin shayad tumhein Paras di ki yeh koshish pasand aaye...

aap sab ki raaye ka bhi intezzar rahega...

Narm palkon ke saaye mein chupaa lein tumko
Jee karta hai iss jahaan se churaa lein tumko

Kya dard, kya ghum tumhein roke hai Janaan
Wo dard-o-ghum le, apna banaa lein tumko

Jinko na dekh sake yeh duniya, un khayaalon se,
Dil mein utaar khud mein samaa lein tumko

Hai khauff ki reh na jaayein tanhaa saansein
Bachi saanson ki khushboo mein basaa lein tumko

Teri yaadon se bata kab tak behlaayein dil ko
Apne naaz-o-andaaz se aa, ab manaa lein tumko

Teri nazar, teri awaaz, tere didaar ki hasrat
Kaho *aagosh-e-tassavvur mein bulaa lein tumko

[color=dark blue] *imagination[/color]

Na daalo humpar yeh *nigaah-e-makhmoor jaanaa
Khumaar-o-bekhudi mein apna na bana lein tumko

[color=dark blue]Intoxicated gaze[/color]

*Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi...
Thirakte hothon pe *zeenat sa na sajaa lein tumko

[color=dark blue]Renewal of love
Decoration, ornamnent[/color]

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Re: Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi...
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi... - 10th March 2005, 10:04 AM

Quote:
Originally posted by Parastaar

meri paras,

khubsurat subah hui, tumhare ahesaas ka jadoo thha
lo mushkurahat bhi khil gayi honto par sabhi apno ke
aaj fir kisi lohe ne sparsh paaya hoga meri paras ka

meena
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
10th March 2005, 10:10 AM

Hi Paras Ji,

Absolutely amazing. Am at a total loss of words on how to express my feelings on reading such a beautiful piece of work. Just having a warm glow in my heart thats totally inexpressible. Thanks for a good beginning 2 the day n such a luvly piece of work.

Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
10th March 2005, 10:20 AM

Narm palkon ke saaye mein chupaa lein tumko
Jee karta hai iss jahaan se churaa lein tumko

Kya dard, kya ghum tumhein roke hai Janaan
Wo dard-o-ghum le, apna banaa lein tumko

Waaaaaaaaaah.. Beautifulll....

Jinko na dekh sake yeh duniya, un khayaalon se,
Dil mein utaar khud mein samaa lein tumko

Hai khauff ki reh na jaayein tanhaa saansein
Bachi saanson ki khushboo mein basaa lein tumko

Kya baat hai ji...!!

Teri yaadon se bata kab tak behlaayein dil ko
Apne naaz-o-andaaz se aa, ab manaa lein tumko

Teri nazar, teri awaaz, tere didaar ki hasrat
Kaho *aagosh-e-tassavvur mein bulaa lein tumko

Wahhhhhh Waahh! Classsyy...

Na daalo humpar yeh *nigaah-e-makhmoor jaanaa
Khumaar-o-bekhudi mein apna na bana lein tumko

*Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi...
Thirakte hothon pe *zeenat sa na sajaa lein tumko

Hmmm.....Thirakte honton ki zeenat,... kya baat hai?

Paras!

Ab kya kahoon.. I shud be thankful to rohin, he propelled u to write on something hatke....I loved this one 2....

Dictionary to aapne use kee hai, but thhodi inaayat karke, so I cud understand almost evrything without opening ne other dictionary.....Isse ek fayda aur hai na..."Easy Langauage, Easy for my firends to understand"

My Sms r ready... Have a Look

Narm palkon ke saaye mein chupaa lein tumko
Jee karta hai iss jahaan se churaa lein tumko

Hai khauff ki reh na jaayein tanhaa saansein
Bachi saanson ki khushboo mein basaa lein tumko

2nd one... I've destroyed ur sequencing.. but what say.. I am Loving It...

Teri nazar, teri awaaz, tere didaar ki hasrat
Kaho *aagosh-e-tassavvur mein bulaa lein tumko

Jinko na dekh sake yeh duniya, un khayaalon se,
Dil mein utaar khud mein samaa lein tumko

Perfecttttt.....

Meri khoob saari daad le lo on writing this wonderful owrk and specially on writing samotheing HATKE....Doooo Keep Writing.. Pranam and Bye.. Guruji

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai

Last edited by Pulkit_gupta; 10th March 2005 at 10:22 AM..
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#5)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
10th March 2005, 10:22 AM

rohin,

tumhara bhi shukria.......
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
10th March 2005, 10:24 AM

khubsurat subah hui, tumhare ahesaas ka jadoo thha
lo mushkurahat bhi khil gayi honto par sabhi apno ke
aaj fir kisi lohe ne sparsh paaya hoga meri paras ka

Kya baat hai Di.. Bahut Khooobbb!!

Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Re: Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi...
Old
  (#7)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
Re: Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi... - 10th March 2005, 10:55 AM

Narm palkon ke saaye mein chupaa lein tumko
Jee karta hai iss jahaan se churaa lein tumko

Too Good shuruat to bahut achi hai

Kya dard, kya ghum tumhein roke hai Janaan
Wo dard-o-ghum le, apna banaa lein tumko

Khushi ke libas mein gum ko pukaar

Jinko na dekh sake yeh duniya, un khayaalon se,
Dil mein utaar khud mein samaa lein tumko

Nice one ...pyaar ko duniya se chupa kar rakhna chahti hain hmmm

Hai khauff ki reh na jaayein tanhaa saansein
Bachi saanson ki khushboo mein basaa lein tumko

wah wah too good ...khushnaseb hai aapka pyaar

Teri yaadon se bata kab tak behlaayein dil ko
Apne naaz-o-andaaz se aa, ab manaa lein tumko

kya baat hain...Ladkiyon ki adda ke jadu se ab tak kaun bacha hai...

Teri nazar, teri awaaz, tere didaar ki hasrat
Kaho *aagosh-e-tassavvur mein bulaa lein tumko

wah wah wah wah

Na daalo humpar yeh *nigaah-e-makhmoor jaanaa
Khumaar-o-bekhudi mein apna na bana lein tumko

briliant

*Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi...
Thirakte hothon pe *zeenat sa na sajaa lein tumko

Wah bahut khoob really nice

Paras di,

Aapne meri guzarish par likha kuch hat ke....is izzat ke liye bahut bahut shukriya...

Gum ko khushi mein lapet liya aapne...
Shayri-e-dard mein post kar diya aapne

Hoton pe muskuraht dikha kar halki halki
Ankhon mein chupe paani se dard dikha diya aapne

Lavzon ki saugat mein phool ke guldaste mein
Kaanton ki zeenat ka ehsaas kara diya aapne

Once again thanks a lot for the wonderful work and I hope with the response for this aap yunhi kuch hat kar likhti rahenge

Shiyahi kabhi khatam nahi hogi aapki
Khatam ho jaaye to pesh-e-khidmat hai kalam meri

Thanks didi
Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
10th March 2005, 11:02 AM

Quote:
Originally posted by meena chheda
rohin,

tumhara bhi shukria.......
Meena di,

Mera shukriya kisliye...???

Paras di ke dil mein to yeh tha hi...
Meine to bus kaha ki likh ke dekhiye...

Gum ho jiske dil o dimag par basa woh khushi ka mol samjhta hai

Thanks
Rohin

http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Re: Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi...
Old
  (#9)
shalini
Tanha
shalini is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 528
Join Date: Sep 2004
Location: Uttaranchal
Rep Power: 20
Re: Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi... - 10th March 2005, 12:09 PM

*Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi...
Thirakte hothon pe *zeenat sa na sajaa lein tumko

Paras ji nayi hoon yahan.... par jitna bhi padha hai aapko .....bahut achha lagaa..... aaj ki rachna ke liye to yahi kahoongi........[color=dark blue] this wht original shayri is!!! [/color]

shalini

[color=dark brown]Mujhse pehle kitne shayar aaye aur aa kar chale gaye,
Kuch nagme gaa kar chale gaye kuch aahe bhar kar laut gaye,

Wo bhi ek pal ka kissa the mein bhi ek pal ka kissa hoon,
Kal tumse juda ho jaaonga jo aaj tumhara hisa hoon[/color]
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Ek_Tanha_Dil
Registered User
Ek_Tanha_Dil is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 44
Join Date: Sep 2004
Location: delhi
Rep Power: 0
10th March 2005, 12:19 PM

bahut khoob

Kya dard, kya ghum tumhein roke hai Janaan
Wo dard-o-ghum le, apna banaa lein tumko

Jinko na dekh sake yeh duniya, un khayaalon se,
Dil mein utaar khud mein samaa lein tumko

wah

agar ye koshish aapne pehli baar ki hai to bahut hi kaabile taarif hai

kuch kahunga

Kaya Dard Kaya Gum hamara kuch karenge sanam ,
teri ye aankhein kaya kam sitam karti hai....

kuch koshish ki hai shayad pasand aaye

bye tanha

jinko na dekh sake yeh duniya un khayalon se hi sahi,
teri nigah mujhpar padi ye kaya kam hai...
   
Reply With Quote
Namaskar
Old
  (#11)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
Namaskar - 10th March 2005, 01:52 PM

Namaskar Paras Ji

Bahut pyar se likha pyara sa qalam hay yeh.......bahut kushi hui itna pyara qalam dekh hamare daad kabul kijega.

Teri yaadon se bata kab tak behlaayein dil ko
Apne naaz-o-andaaz se aa, ab manaa lein tumko

Teri nazar, teri awaaz, tere didaar ki hasrat
Kaho *aagosh-e-tassavvur mein bulaa lein tumko

All words so innocent and touching.........har alfaz dil ko chuu gaya.

Sada kush rahiye
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
10th March 2005, 01:59 PM

Meri behna.....

kya kehne.....bahut aache....lekin aakiri do ashaaron mein dard shaamil hai....aakhir dard section hai to ye laazmi tha.....

kabhi shokh hansi mein dekha hai......
kabhi shuskh aankhon mein dekha hai....

zindagi jaane aur kya dikhayagi ^AMAN^....
har mausam mein befawa sanam dekha hai....

tumhara bhai......

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th March 2005, 06:51 PM

khubsurat subah hui, tumhare ahesaas ka jadoo thha
lo mushkurahat bhi khil gayi honto par sabhi apno ke
aaj fir kisi lohe ne sparsh paaya hoga meri paras ka

Wow....

main so kar kya uthi...ki aisa asar is kalaam ka
yeh kuch aur nahin tere pyar ka jaadu thha...lol...

meena jee...

mujhe aapki muskurahat dekh kar jitni khushi huyi hai...use bayan karna mushkil hai...arre hamare ishq kee maykashi se yeh asar hota hai...tau iss lehje mein aur likhna chahuungi...

younhi muskurahat bikherti rahiye...yeh bazm jhoom uthegi...

paras

meri subah tau ab shuru huyi...

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th March 2005, 06:55 PM

Just having a warm glow in my heart thats totally inexpressible. Thanks for a good beginning 2 the day n such a luvly piece of work.

Hi Salim Sahib...

To see you say that...warms up my heart too...well my day starts now and what a beautiful day...it promises to be...take care...and keep on reading this word snatcher from dictionaries...lol...

paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
mein_aur_tanhai
Registered User
mein_aur_tanhai is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Feb 2003
Location: Kabaristaan...
Rep Power: 22
11th March 2005, 01:16 AM

namaste...parastarji...

kaise hoo yar..app..remember..me..??

anywaz..bahut.. khoob..likha hai ..first of.. rohin..bhai..apko...thanx. keahna chahunga.. coz..agar..app..nahin keahte.. too shayad... parasji... aisa haatke.. nahin likhte.. aur .. humein ...itni..acchi kalam nai milti....

wah..paras..ji.. kya..kakhun..abb.. iske..liye sach..kahu..dil ko chuu..gaya..yeah kalam apka..bahut khoob...likha hai..apne... bahut.. specially these lines..-->

Kya dard, kya ghum tumhein roke hai Janaan
Wo dard-o-ghum le, apna banaa lein tumko

Jinko na dekh sake yeh duniya, un khayaalon se,
Dil mein utaar khud mein samaa lein tumko

Hai khauff ki reh na jaayein tanhaa saansein
Bachi saanson ki khushboo mein basaa lein tumko

-------wah..bahut khoob..aise hi likhte rahiyega.. aur..mehfil.. ko ..sajate...rahiyega....

bye n... take care..

Lamha Lamha...saSein Khatam hoo rai hai...
Zindagi Maut ke pehlu mein soo rai hai...
Us bewafa se na pucho meri maut ki wajah...
Woh to bus zamane ko dikhane ke liye roo rai hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
11th March 2005, 04:20 AM

Pulkit aur Rohin...

Tum dono ka jawaab padh kar tau aisa mehsoos ho raha thaa jaise tum dono mere saamne baithe keh rahe ho....'irshaad'...'muqarrar'...'kya baat hai'....lol...tum dono ka andaaz itna dil fareyb hai ki jee chahta hai ki issi ke muqaable ki shayri karoon...aur tum dono yoon hi mujhe haunsla dete raho...

shukriya nahin karoongi...bus yeh ki dil gadgad ho gaya...iska matlab tau pata hai na?...

paras

Gum ho jiske dil o dimag par basa woh khushi ka mol samjhta hai

that's a nice thing to say Rohin

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 11th March 2005 at 04:22 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
11th March 2005, 04:25 AM

Paras ji nayi hoon yahan.... par jitna bhi padha hai aapko .....bahut achha lagaa..... aaj ki rachna ke liye to yahi kahoongi........ this wht original shayri is

Shalini...

aap nayi hain...tau hum sab aapka is bazm mein swagat karte hain...hopefully you will find what you are looking for in this forum...aapki daad sar aankhon pe...shukriya bahot bahot ki aap mujh nacheez ko samay nikaal kar padh leti hain...

duaaon ke saath

paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
11th March 2005, 04:30 AM

Kaya Dard Kaya Gum hamara kuch karenge sanam ,
teri ye aankhein kaya kam sitam karti hai....

jinko na dekh sake yeh duniya un khayalon se hi sahi,
teri nigah mujhpar padi ye kaya kam hai...

Kya jawaabi shayri kee aapne...bahut khuub!

Tanha sahab...

bahut hee khubsurat...bus ummiid tau yahi hai ki jo aapne bayaan kiya wo khayaal unke bhi hon...tau jee ko kuch sukoon mile...

shukriya hamein padhne ka...sarahne kaa...

paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
11th March 2005, 04:33 AM

All words so innocent and touching.........har alfaz dil ko chuu gaya.

Sukanya...

thanks a lot for appreciating my effort in such a sweet manner...apki har daad dil ko doguna kar deti hai...apna khayaal rakhna...

paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
11th March 2005, 04:36 AM

Mere Bhai...

kabhi shokh hansi mein dekha hai......
kabhi shuskh aankhon mein dekha hai....

zindagi jaane aur kya dikhayagi ^AMAN^....
har mausam mein befawa sanam dekha hai....

kya khuub jawaab dete ho...mere jazzbaat tumne sahi pehchaane...dard se duur jaaongi tau mar jaaongi...aise lagta hai...kyunki dard mere hone ka hissa hai...ab...shukriya...

paras, tumhari behna

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
11th March 2005, 10:23 AM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Mere Bhai...

kabhi shokh hansi mein dekha hai......
kabhi shuskh aankhon mein dekha hai....

zindagi jaane aur kya dikhayagi ^AMAN^....
har mausam mein befawa sanam dekha hai....

kya khuub jawaab dete ho...mere jazzbaat tumne sahi pehchaane...dard se duur jaaongi tau mar jaaongi...aise lagta hai...kyunki dard mere hone ka hissa hai...ab...shukriya...

paras, tumhari behna
Meri hi bye behna.....

apni behna ke jazzbaton ko pehchaanta hoon.....aur ye dard hi to hai jo jeene ka ehsaas dilate hain.....

tumhara bhai.......

**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
11th March 2005, 12:49 PM

Narm palkon ke saaye mein chupaa lein tumko
Jee karta hai iss jahaan se churaa lein tumko

Kya dard, kya ghum tumhein roke hai Janaan
Wo dard-o-ghum le, apna banaa lein tumko

Jinko na dekh sake yeh duniya, un khayaalon se,
Dil mein utaar khud mein samaa lein tumko

Hai khauff ki reh na jaayein tanhaa saansein
Bachi saanson ki khushboo mein basaa lein tumko

Teri yaadon se bata kab tak behlaayein dil ko
Apne naaz-o-andaaz se aa, ab manaa lein tumko

Teri nazar, teri awaaz, tere didaar ki hasrat
Kaho *aagosh-e-tassavvur mein bulaa lein tumko

Na daalo humpar yeh *nigaah-e-makhmoor jaanaa
Khumaar-o-bekhudi mein apna na bana lein tumko

*Tajadiid-e-vafaa nahin mumkin, phir bhi...
Thirakte hothon pe *zeenat sa na sajaa lein tumko

------------
parastaar

waahhhhhhhhhh............! ...............are Paras maar hi daada aapki is nayi ghazal ne to......kamaal....yooN laga kisi ne hamaare hi alfaaz likh daale hoN...bahut khoob poori ki poori rachna..

Chaand

Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
15th March 2005, 05:59 AM

Jee manna jee...

i do remember you...aapne phone pe hum sabse guftaguu kee thee na...humne wo tape kar lee thee...aur kaise hain janaab...mujhe padhne ka shukriya...hopefully aapko bhi koyi inspiration mile...kuch dard ke alaawa likhne kee...

take care...

Chaand Sahib...

Aapki daad mere liye bahut qeemti hoti hai hamesha...bahut achha laga ki aapne mere puure kalaam ko yoon repeat kiya...aise laga aap mazze le le kar recite kar rahe hain...lol...

paras

nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Roobaro milna to khair mumkin nahin hai karndhar Shayri-e-Ishq 0 16th March 2009 02:21 PM
Pata nahin Phir sukhi Punjabi Poetry 0 6th June 2007 11:02 AM
Koi Shingaar Nahin, Phir Bhi Kitni Sundar Junior_Ghalib Shayri-e-Ishq 0 4th May 2005 01:31 PM
Yeh shaam phir nahin aayegi....... Shimul Hindi/Urdu Lyrics 0 13th July 2004 03:42 AM
ye haseen raat phir nahin hogi maikasH Shayri-e-Dard 0 21st September 2001 07:24 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com