Manna Bhaiya yaa fir munna bhaiya ..
kya kahuN aapko .. munna isliye ki aap bachho ki tarah haiN baat to sunte hi nahi kisi kii .. kiitni baar kaha ye jine marne kii bateiN abhi se mat kiya kijiye ..
abhi to aapki shadi bhi nahi hui
bura mat maniyega bhai .. kafi waQt guzar chuka thaa aapse baat kiye hue isliye dil meiN ye khyaal aaya kyoN naa mahol ko thoda saa mazakiya bana diya jaye ..
khair kafi ghumgeen likha hai ..
Allah miyaN aapki har ghumginiyat ko aapse door kar deiN aur jaldi aapko duniya ke sabse khushnaseeb logoN ke beech khada kar de ..
tareef ke sath