Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Yeh Sham Ki Nami Si Hai
Old
  (#1)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
Yeh Sham Ki Nami Si Hai - 3rd November 2015, 05:51 PM

Kafi arse ke baad kuch likha hai. Umeed krta hoon ki aapko pasand aayega.


Yeh Sham Ki Nami Si Hai Ya Din Ka Grur Hai
Matlab Har Ek Baat Ka Hota Zrur Hai

Palken Hain Aaj Bhari Moti Liye Huye
Khamosh Hai Zubaan Bhi Yeh Kaisa Srur Hai

Jeena Yhaan Zra Sa Aur Khwahishen Badi Hain
Rookna Nahin Yhan Pr Manzil To Duur Hai

Bekaar Ki Uljhano Se Kyon Jeena Muhaal Ho
Kyon Naam Ho Kisi Aur Ka Jab Apna Kasoor Hai

Hasne Ki Iss Nqab Mey Jo Gham Ko Chipa Liya
Khud Ke Hee Aiyne Mey Woh Dikhta Zrur Hai

(Baghbaan) Jaspal
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
3rd November 2015, 06:03 PM

Quote:
Originally Posted by Baghbaan View Post
Kafi arse ke baad kuch likha hai. Umeed krta hoon ki aapko pasand aayega.


Yeh Sham Ki Nami Si Hai Ya Din Ka Grur Hai
Matlab Har Ek Baat Ka Hota Zrur Hai

Palken Hain Aaj Bhari Moti Liye Huye
Khamosh Hai Zubaan Bhi Yeh Kaisa Srur Hai

Jeena Yhaan Zra Sa Aur Khwahishen Badi Hain
Rookna Nahin Yhan Pr Manzil To Duur Hai

Bekaar Ki Uljhano Se Kyon Jeena Muhaal Ho
Kyon Naam Ho Kisi Aur Ka Jab Apna Kasoor Hai

Hasne Ki Iss Nqab Mey Jo Gham Ko Chipa Liya
Khud Ke Hee Aiyne Mey Woh Dikhta Zrur Hai

(Baghbaan) Jaspal
Namaskaar jaspaal ji...maine pahli baar padha hai aapko...
kahna chahoongi ki ek arse baad bahut khoob vapasi rahi aapki....
Bahut hee achcha likha hai.....
Yun hee mahfil sajate rahiyega aage bhi......

Khush rahein...

Madhu.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
4th November 2015, 10:47 AM

Jeena Yhaan Zra Sa Aur Khwahishen Badi Hain
Rookna Nahin Yhan Pr Manzil To Duur Hai

bahut hi acchaa likhaa hai aapne.... uupar likhi panktiyaan bas lajawaab hain............

aate rahen likhte rahen.................


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
4th November 2015, 05:35 PM

bahut khoob jaspal bhai............
likhte rahen
aate rahen


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
6th November 2015, 06:18 PM

Madhu ji, Sameer Ji Aur Ishk Saheb,

Aapse miley houslon ke liye aap teeno ka aur un sabhi doston ka jinhone iss Ghazal ko pda hai, bhut bhut shukriya. Achha likne ki Koshish yun hi jaari rhegi.

Diwali ki shubhkamnayen.

Jaspal (Baghbaan)
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com