Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zindagi tu sawal bi hai aur jawab bhi
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Zindagi tu sawal bi hai aur jawab bhi - 27th December 2014, 06:29 AM

Kab se uljha hua huN pata bada de aye zindgagi,
Ek baar apne aagosh meiN chipa de aye zindagi.

Har mor per khare haiN kyon andheroN ke saye,
Mujhe raushni se sirf ek baar mila de aye Zindagi.

Baree bheer hai per dikhe koi apna nahi yahaN ,
Mujhe humsafar ka haath thama de aye Zindagi.

Safar hai bahut kathin aur tehri meri rahguzar,
Mujhe mere manzil ka rasta bata de aye zindagi.

Kohra hai chaya her taraf manzil ho gayee ozal ,
Sirf Ek bar umeed ki kiran dikha de aye Zindagi.

Chalna hai bus is safar meiN tum yuN chalte raho,
Mujhe mere safar ka falsafa bata de aye Zindagi.

Is daur dhoop meiN mujhko mile kitne ajnabee ,
Tu Sawal aur jawab ka fansala mita de aye Zindagi.



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 27th December 2014 at 06:40 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
27th December 2014, 07:53 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Kab se uljha hua huN pata bada de aye zindgagi,
Ek baar apne aagosh meiN chipa de aye zindagi.

Har mor per khare haiN kyon andheroN ke saye,
Mujhe raushni se sirf ek baar mila de aye Zindagi.

Baree bheer hai per dikhe koi apna nahi yahaN ,
Mujhe humsafar ka haath thama de aye Zindagi.

Safar hai bahut kathin aur tehri meri rahguzar,
Mujhe mere manzil ka rasta bata de aye zindagi.

Kohra hai chaya her taraf manzil ho gayee ozal ,
Sirf Ek bar umeed ki kiran dikha de aye Zindagi.

Chalna hai bus is safar meiN tum yuN chalte raho,
Mujhe mere safar ka falsafa bata de aye Zindagi.

Is daur dhoop meiN mujhko mile kitne ajnabee ,
Tu Sawal aur jawab ka fansala mita de aye Zindagi.



Waaaaaaaaaaaaaaah
Bohot khoob peshkash hai Sahgel saab...
Ahsaas bohot pasand aaye
Daad kubul kijiyega

Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
27th December 2014, 10:08 PM

Waaaah...
Bahut achchi lagi hame zindgi se aapki ye baatein..aur request....bahut khoob ehsaas...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
29th December 2014, 04:08 PM

Mubarak ho Hamdam Sb.

Bade damdaar sher hain.
Duan ke saath.
Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
30th December 2014, 12:27 PM

kya baat hai sanjay saahab............. bahot haseen peshkash hai aapkii

accha laga aapko padhnaa.... likhte rahiye

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com