Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
sharabi bana diya....
Old
  (#1)
damal
Registered User
damal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Jan 2003
Location: mumbai
Rep Power: 22
Post sharabi bana diya.... - 8th May 2003, 05:15 PM

hamesha ek aisa ittefaq kyon hota hai
jo shaher bawafa ho waha bewfa kyon hota hai

uske pyar ne hi zaher peena sikha diya
ab wohi mujhe sharabi kyon kehta hai

ab to hum uska naam bhi nahin lete
phir bhi mera dil uske liye kyon rota hai

aaj bhi shayd main usse pyar kerta hoon
jo baar-baar mere dil ka khoon kerta hai

jo kabhi apne hi na ho paye hon
phir unhe khone ka ghum kyon hota hai

ek sawal kerta hai "damal" us khudai se
jise jazbat nahi deta use husn kyon deta hai


Damal.
...........
kuch too hi mere dard ka mazmoon samajh le
hansta hua chehra to zamane ke liye hai
   
Reply With Quote
damaal jee bohaat khoob
Old
  (#2)
Nida Siidiqui
Registered User
Nida Siidiqui will become famous soon enough
 
Nida Siidiqui's Avatar
 
Offline
Posts: 301
Join Date: May 2003
Location: i live in a love circle where is only 1 way where ppl can come but cant go
Rep Power: 21
damaal jee bohaat khoob - 8th May 2003, 05:21 PM

ek sawal kerta hai "damal" us khudai se
jise jazbat nahi deta use husn kyon deta hai

behaad hee khoob likha hai aap neey

kuch arz karnaa chaahoongee

bewafa say silaa kiun mangetey hoe
ek aam insaan ko khuda kiun mantey hoe


----------------------------------------------------

husn toe bemisaal hai
jazbaat toe lazawaal hai
par tumharaa ishq mein
damaal saab kiun buraa haal hai.

-----------------------------------------------

keep it up


Nida


(To love and be loved is the greatest happiness of existence.)

Last edited by Nida Siidiqui; 8th May 2003 at 05:44 PM..
 Send a message via ICQ to Nida Siidiqui Send a message via Yahoo to Nida Siidiqui Send a message via AIM to Nida Siidiqui  
Reply With Quote
Old
  (#3)
damal
Registered User
damal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Jan 2003
Location: mumbai
Rep Power: 22
8th May 2003, 05:37 PM

hi nida,
how r u..
nida ghustaqi maaf ho..ek baat keh raha hoon..
nida shayad aap ne sabhi qalamon ke jawab dene ki soch rakhi hai...don't mind..mujhe bahot achcha laga...

nida aap ne shayad mera qalam achchi terha padha nahin..
mujhe bandon se koi shikayat nahin hai...aur na hi maine use
kabhi apna khuda mana....

Nida mera ishq mein koi bura haal nahin hai...
kyon ki yeh mera gunah to nahin hai agar usne dhoka diya....
aur main hamesha yahi dua mangta hoon khuda se ki kisi ko
husn to de...magar use husn ka ghamand mut de...


(Nida aap ko ek baat bataon ki usi husn ne mujse maafi bhi
maang li hai.....lekin jis rishte mein ek bar darar pad jaati hai to
phir woh kahan jud pata hai....)

aap ke jawab ka intezar rahega....


Damal.
...........
kuch too hi mere dard ka mazmoon samajh le
hansta hua chehra to zamane ke liye hai
   
Reply With Quote
damal bhai
Old
  (#4)
Nida Siidiqui
Registered User
Nida Siidiqui will become famous soon enough
 
Nida Siidiqui's Avatar
 
Offline
Posts: 301
Join Date: May 2003
Location: i live in a love circle where is only 1 way where ppl can come but cant go
Rep Power: 21
damal bhai - 8th May 2003, 05:47 PM

aap agar buraa na maneey te hum aapko bhaiyaa kehe saktey hain

insaan ko waqt ke saath saath chalnaa cheyeh

aur buraah waqt say misaal lenee chaheyeeh

thats
all

take care


Nida


(To love and be loved is the greatest happiness of existence.)
 Send a message via ICQ to Nida Siidiqui Send a message via Yahoo to Nida Siidiqui Send a message via AIM to Nida Siidiqui  
Reply With Quote
Old
  (#5)
damal
Registered User
damal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Jan 2003
Location: mumbai
Rep Power: 22
8th May 2003, 06:03 PM

nida aap ke bhayya manne se mujhe bura nahi laga...
and i m not amazed also...because there are some people
present in this World , who can create relations at nay time...with anyone...
i think u have mind on my reply....

be cool...think cool....don't be fussy....
jaisa maine kaha ki " KHUDA KISI KO HUSN TO DE MAGAR GHAMAND MUT DE " shayad yahi dua aap keliye bhi mangni padegi

u look proudy through u'r correspondence...


Damal.
...........
kuch too hi mere dard ka mazmoon samajh le
hansta hua chehra to zamane ke liye hai

Last edited by damal; 8th May 2003 at 06:06 PM..
   
Reply With Quote
aap toe humari baatoon say naraz hogayeh
Old
  (#6)
Nida Siidiqui
Registered User
Nida Siidiqui will become famous soon enough
 
Nida Siidiqui's Avatar
 
Offline
Posts: 301
Join Date: May 2003
Location: i live in a love circle where is only 1 way where ppl can come but cant go
Rep Power: 21
aap toe humari baatoon say naraz hogayeh - 8th May 2003, 06:32 PM

i am very very sorry if i hurt you

i am not proud at all i am very down to earth and humble

please do forgive me mein apnaay kaan pakadtee hoon

sorry bhaiyaa


Nida


(To love and be loved is the greatest happiness of existence.)
 Send a message via ICQ to Nida Siidiqui Send a message via Yahoo to Nida Siidiqui Send a message via AIM to Nida Siidiqui  
Reply With Quote
Old
  (#7)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
8th May 2003, 08:17 PM

damal sahab kaise hain aap
insha allah jahan bhi ho salamat ho
bahut acha likha hai maine aapka kalam padha aur nida ka reply bhi soch nahi pa raha hu ki kya kahu is mamle me khair ..........
main aapke sath kuch kahna chahunga ..

maine dekhe hain vo but tod diye jate hain
jo khud ko khuda banaye ...... jate hain

aapne bahut acha likha bhai damal sahab ..
likhte rahiye ..
all the best

aapka dost ..


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
8th May 2003, 10:49 PM

hmm damal ji...
jo saher bawafa hota hai wahi par bewafa hote hai
sahi farmaya aapne. magar me ye nahi bata sakti ki
aisa ittafaq kyu hota hai
aapne bahot achchha likha hai
aage bhi aise hi likhte rahiyega
sanam


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
damal
Registered User
damal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Jan 2003
Location: mumbai
Rep Power: 22
9th May 2003, 11:52 AM

Kshitiz...
aap ko mera qalam pasand aaya uske liye aap ka
bahot bahot shukriya....
kshitiz kuch aap bhi likhiye....
kuch aisa ki dil ko choo jaye....

Dile-shikast...

aap ko mera likha hua pasand aaya uske liye
main aap ka shukr guzar hoon...
keep in touch....

takecare....


Damal.
...........
kuch too hi mere dard ka mazmoon samajh le
hansta hua chehra to zamane ke liye hai
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
damal
Registered User
damal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Jan 2003
Location: mumbai
Rep Power: 22
9th May 2003, 11:57 AM

kshitiz...
kshitiz aap ko mera qalam pasand aaya uske liye main
aap ka shukr guzar hoon...
aise hi saath dete rahiye...
and kshitiz don't worry about Nida DIDI...i know how to handle
these type of girls....

khudahafiz....

Dile-shikast...
aap ka bahot bahot shukriya jo aapne mere
ghazal ko apni tareef ke qabil samjha....


Damal.
...........
kuch too hi mere dard ka mazmoon samajh le
hansta hua chehra to zamane ke liye hai
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Fanah....
Registered User
Fanah.... is on a distinguished road
 
Fanah....'s Avatar
 
Offline
Posts: 25
Join Date: Jan 2003
Location: infinite...
Rep Power: 0
9th May 2003, 06:40 PM

damal aap ka qalam bahot pasand aaya...such hi likha hai
aapne

hamesha ek aisa ittefaq kyon hota hai
shaher bawafa ho wahan bewafa kyoun rehta hai

iski wajah hum to kya koi nahi bata sakta...yeh to uski marzee
hai ki woh insaan ko kaise juzbat deta hai....
umeed hai ki aap aise hi likhte rahenge....
khudaahafiz....


Fanah.......
For her....
By her...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
...begana bana diya Rohin Aapki Shayri 97 1st June 2020 11:12 PM
pyara bana diya ashu_uppal Shayri-e-Ishq 2 28th August 2010 06:50 PM
*~AfSaNa BaNa Ke---Dil Diya Hai Taish Hindi/Urdu Lyrics 0 22nd July 2006 12:26 PM
shayar bana diya happy Shayri-e-Ishq 1 2nd December 2003 05:18 PM
Pathang bana diya tender-imprints Shayri-e-Dard 0 9th August 2002 02:15 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com