Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mashhoor shayr:-may -june, mohsin naqvi shab..
Old
  (#1)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Mashhoor shayr:-may -june, mohsin naqvi shab.. - 16th May 2016, 08:26 PM

adaab doston...mashhoor shayr ki mahfil me is baar jin shayr ka naam main le rahi hun..vo apne alfaaz apni adaygi se shayri me jo jadu bhar dete hain vo khud me bemisaal hai .....sath hee sath mohabbat ho ya philosophy kisi bhi vishay par unki likhi ghazal aur nazm dil ko sukoon dene wali hoti hain....

MOHSIN NAQVI sahab ki baat karenge ham is baar..na sirf unhe padhenge balki unke kahe gaye sher aur ghazal hame kuch aur behtar likhne ke liye hausla dengi aisi ummeed karti hun...

unke bare me kuch personal batein zaroor janna chahenge aap sab....jiske baad unki ghazalon se bhi ru b ru honge...

Syed Mohsin Naqvi was born in 1955 at the village Sadat near Dera Ghazi Khan. He was an enormous Urdu poet of Pakistan. He secured his Graduation degree from Govt. College Bosan Road Multan. The secret of his life is that his actual Name was Ghulam Abbas. He obtained his masters degree from University of the Punjab Lahore. Before his arrival at Lahore he was popular as Mohsin Naqvi. He was also very much famous due to his Poem of Ahl al-Bayt. His poetry is well known and recited all over World. He is believed to have been murdered on 15 January 1996. Following are the famous Urdu poetry books of Syed Mohsin Naqvi: Azaab-e-Deed, Khaima-e-Jaan, Berg-e-Sehra, Band-e-Kbaa, moje-idraak, Taloo-e-ashk, Furat-e-fikr, Reza-e-harf, Rakht-e-shab, Rida-e-khwab, Haq-e-Aeliya.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..

Last edited by Qasid; 16th May 2016 at 11:03 PM..
   
Reply With Quote
Ab mohabbat ki wakalat nahi ki ja sakti
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Ab mohabbat ki wakalat nahi ki ja sakti - 16th May 2016, 08:34 PM

Ab Mohabbat ki Wakaalat Nahi Ki Ja Sakti
Shehr Bhar se to Adaawat Nahi Ki Ja Sakti

Mera Chehra Meri Aankhain hain Salaamat Ab Bhi
Kon Kehta Hai Wazaahat Nahi Ki Ja Sakti
.
Baat ye Hai k koi Toot k Chaahay to Sahi
Her kisi se to Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti
.
Aankh Kehti Hai Kahin Aur Chalay Jaayen Hum
Dil ye Kehta Hai k Hijrat Nahi Ki Ja Sakti
.
Loh-e-Dil par Yehi Tehreer Likhi hay Mohsin
Ishq Waalon ko Naseehat Nahi Ki Ja Sakti.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
16th May 2016, 11:07 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post

Bahut umdaa kya baat hai jab aaghaaz aisa hai to kya kehne kya khoob shayar se taruuf karwaaya hai aapne...

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
16th May 2016, 11:15 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Bahut umdaa kya baat hai jab aaghaaz aisa hai to kya kehne kya khoob shayar se taruuf karwaaya hai aapne...
Ji sahab...mahfil me raunaq badhne hee wali hai aage bhi aur aap sath denge ye bhi ummed karti hun...

Bahut shukriya.........

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
16th May 2016, 11:18 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Ji sahab...mahfil me raunaq badhne hee wali hai aage bhi aur aap sath denge ye bhi ummed karti hun...

Bahut shukriya.........
Koi Shaq

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th May 2016, 07:08 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Koi Shaq
Tauba jo aap par shaq karoon..
Ye to yun hee riwayti taur pe kah deti hun main.

Aur kalaam lekar aati hun..filhaal Ek sher abhi padha mohsin ji ka vo pesh karti hun.....

Aaj phir un se mulaqat huyi hai "Muhsin "
Aaj phir dil pe koi zakhm laga ho jese
.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
17th May 2016, 08:41 AM

ek haseen dil aziz ghazal ki taraf bazm ki madd-e-nazar chahta hoon...

Aap ki aankh se gehra hai meri rooh ka zakhm
aap kya soch sakenge meri tanhai ko

Main toh dum tod raha tha magar afsurda-hayaat
khud chali aayi meri housla-afzaai ko

Lazzat-e ghum ke siwa teri nighaahon ke baghair
kaun samjha hai mere zakhm ki gehraai ko

Main badhaunga teri shohrat-e-KHush-buu ka nikhaar
tu dua de mere afsaana-e-rusvaa.ii ko

Woh toh yun kahiye ki ek qaus-e-quzah phail gayi
warna main bhool gaya tha teri a.ng.Daa.ii ko

afsurda-hayaat = dejected life
Lazzat-e ghum = pleasure of pain
afsaana-e-rusvaa.ii = story of humiliation
qaus-e-quzah = rainbow

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th May 2016, 09:54 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
ek haseen dil aziz ghazal ki taraf bazm ki madd-e-nazar chahta hoon...

Aap ki aankh se gehra hai meri rooh ka zakhm
aap kya soch sakenge meri tanhai ko

Main toh dum tod raha tha magar afsurda-hayaat
khud chali aayi meri housla-afzaai ko

Lazzat-e ghum ke siwa teri nighaahon ke baghair
kaun samjha hai mere zakhm ki gehraai ko

Main badhaunga teri shohrat-e-KHush-buu ka nikhaar
tu dua de mere afsaana-e-rusvaa.ii ko

Woh toh yun kahiye ki ek qaus-e-quzah phail gayi
warna main bhool gaya tha teri a.ng.Daa.ii ko

afsurda-hayaat = dejected life
Lazzat-e ghum = pleasure of pain
afsaana-e-rusvaa.ii = story of humiliation
qaus-e-quzah = rainbow
Waaah waaah..har ek sher kai kai baar padhne ka dil karta hai.....

Main toh dum tod raha tha magar afsurda-hayaat
khud chali aayi meri housla-afzaai ko

Umda sharing...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th May 2016, 02:36 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Ab Mohabbat ki Wakaalat Nahi Ki Ja Sakti
Shehr Bhar se to Adaawat Nahi Ki Ja Sakti

Mera Chehra Meri Aankhain hain Salaamat Ab Bhi
Kon Kehta Hai Wazaahat Nahi Ki Ja Sakti
.
Baat ye Hai k koi Toot k Chaahay to Sahi
Her kisi se to Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti
.
Aankh Kehti Hai Kahin Aur Chalay Jaayen Hum
Dil ye Kehta Hai k Hijrat Nahi Ki Ja Sakti
.
Loh-e-Dil par Yehi Tehreer Likhi hay Mohsin
Ishq Waalon ko Naseehat Nahi Ki Ja Sakti.

waahh kamaal ki ghazal pesh ki hai aapne madhu ji................

aur shukriyaa is khoobsurat silsile ko ek baar fir se nayaa mukaam dene keliye...

aur mujhe ummeed hai ke is bar quantity se zyaada quanlity par dhyaan dena chahiye... jis maksad se ise shuru kiya gaya thaa... taki ham bade shayaron ko padhen samjhen seekhen...

ummeed hai meri kisi bhi baat ka kisii ko buraa nahi lagega....

shukriyaa

Shaad...........

Shaad...

Last edited by sameer'shaad'; 17th May 2016 at 03:51 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
17th May 2016, 02:37 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
ek haseen dil aziz ghazal ki taraf bazm ki madd-e-nazar chahta hoon...

Aap ki aankh se gehra hai meri rooh ka zakhm
aap kya soch sakenge meri tanhai ko

Main toh dum tod raha tha magar afsurda-hayaat
khud chali aayi meri housla-afzaai ko

Lazzat-e ghum ke siwa teri nighaahon ke baghair
kaun samjha hai mere zakhm ki gehraai ko

Main badhaunga teri shohrat-e-KHush-buu ka nikhaar
tu dua de mere afsaana-e-rusvaa.ii ko

Woh toh yun kahiye ki ek qaus-e-quzah phail gayi
warna main bhool gaya tha teri a.ng.Daa.ii ko

afsurda-hayaat = dejected life
Lazzat-e ghum = pleasure of pain
afsaana-e-rusvaa.ii = story of humiliation
qaus-e-quzah = rainbow

ummdha ghazal share ki hai aapne mast saahab.............
behad hi khoobsurat.....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th May 2016, 03:49 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waahh kamaal ki ghazal pesh ki hai aapne madhu ji................

aur shukriyaa is khoobsurat silsile ko ek baar fir se nayaa mukaam dene keliye...

aur mujhe ummeed hai ke is bar quality se zyaada quantity par dhyaan dena chahiye... jis maksad se ise shuru kiya gaya thaa... taki ham bade shayaron ko padhen samjhen seekhen...

ummeed hai meri kisi bhi baat ka kisii ko buraa nahi lagega....

shukriyaa

Shaad...........
Ji aapne sahi kaha....yahi baat zehan me aayi jab maine mohsin sahab ka naam socha..kyun ki main khud inhe padhna aur samjhna chahti hun...aur apne doston se bhi yahi kahna chahti ki ek hee shayr ki nayab ghazalein jab aapko yahaan padhne ko milti hain to unka lutf uthaiye....

Shukriya aapka sath dene ke liye...

Salamat rahein...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
akshara
Registered User
akshara will become famous soon enough
 
akshara's Avatar
 
Offline
Posts: 18
Join Date: Feb 2014
Rep Power: 0
18th May 2016, 12:06 AM

thanks alot madhu for taking this noble intiative of making amatuer shayrs like me to make them aware of such great shayars ....u have made me now really intrested in works of moshin sahab...desperately wating for u to post more of his works!

mughe apne gam me kisi ki dakhal andazi nhi pasand k mere yar ne badi nazakat se ye tohfa nazar kiya he mughe!!
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th May 2016, 07:28 AM

Quote:
Originally Posted by akshara View Post
thanks alot madhu for taking this noble intiative of making amatuer shayrs like me to make them aware of such great shayars ....u have made me now really intrested in works of moshin sahab...desperately wating for u to post more of his works!
its a pleasure for us Akshara that a new member like you likes our efforts and initiatives.... we would like to assure you that we are keep working based on the members interest and request, looking for your further feedback on our activities... hope you will enjoy the time here and will be a good learning for all of us......

do keep coming.... take care

Shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
18th May 2016, 10:25 AM

Quote:
Originally Posted by akshara View Post
thanks alot madhu for taking this noble intiative of making amatuer shayrs like me to make them aware of such great shayars ....u have made me now really intrested in works of moshin sahab...desperately wating for u to post more of his works!
So happy to see that u r following this thread.....thank u so much dear..

keep coming...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Thak jaogi.....
Old
  (#15)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Thak jaogi..... - 18th May 2016, 10:41 AM

Pesh hai ek nazm jiske ehsas aapke dil ko na chhoo jayein aisa nahi hoga...aur andaaz to bas kya kahne... Thak Jao Gi

Pagal ankhon wali larki!
Itne mehnge khawab na dekho____
Thak jao gi!!

Kanch se nazuk khawab tumhare
Toot gaye to
Pachtao gi!!

Soch ka sara ujla kundan
Zabt ki rakh mein ghul jaye ga
Kachey pakkey rishton ki khushbo ka resham
khul jaye ga-!!

Tum kia jano?
Khawab, safar ki dhop ke taishey
Khawab, adhori rat ka dozakh
Khawab, khiyalon ka pachtawa
Khawabon ki manzil ruswai!
Khawabon ka hasil tanhai!!

Tum kia jano?
Mehnge khawab kharedna hon to
Ankhien bechna parti hain____Ya
Rishte bholna parte hain

Andeshon ki rait no phanko
Piyas ki aot sarab na dekho
Itne mehnge khawab no dekho--!!
Thak Jao Gi!!

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
18th May 2016, 08:47 PM

just one word....................................... superb

Shaad...
   
Reply With Quote
Bichad ke mujhse kabhi.....
Old
  (#17)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Bichad ke mujhse kabhi..... - 19th May 2016, 10:59 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
just one word....................................... superb
..............
BichhaR ke mujh se kabhi tu ne yeh bhi sochaa hai
Adhuuraa chaand bhi kitnaa udaas lagtaa hai

Ye lamhaa vasl kaa hai isko raayegaaN na samajh
K is ke baad vahii duuriyoN kaa sahraa hai

Kuchh aur der na jhaRtaa udaasiyoN kaa shajar
Kise Khabar tere saaye meN kaun baiThaa hai

Ye rakh-rakhaao muhabbat sikhaa gayii us ko
Vo ruuth kar bhi mujhe muskuraa ke miltaa hai

MaiN kis tarah tujhe dekhuun nazar jhijhakti hai
Teraa badan hai K yeh aaiinoN kaa dariyaa hai

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Itni muddat baad mile ho...
Old
  (#18)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Itni muddat baad mile ho... - 21st May 2016, 10:42 AM

Itni muddat baad mile ho!
Kin sochon mein gum phirte ho?

Itne khauf me kyun rehte ho?
Hur aahat se dar jate ho

Tez hawa ne mujhse pocha
Rait pe kia likhte rehte ho?

Kash koi hum se bhi pochey
Raat gaye tak kyun jagte ho?

Main darya se bhi darta hon
Tum darya se bhi gehre ho!

Pechy mur kar kyun dekha tha
Pather ban kar kia takte ho?

Apne Shehr k sab logon se
Meri khatir kyun uljhe ho?

Hum se na pocho hijar ke qissey
Apni kaho tum kesey ho!

Mohsin tum badnaam boht ho
Jese ho, phir bhi ache ho

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
24th May 2016, 10:38 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
..............
BichhaR ke mujh se kabhi tu ne yeh bhi sochaa hai
Adhuuraa chaand bhi kitnaa udaas lagtaa hai

Ye lamhaa vasl kaa hai isko raayegaaN na samajh
K is ke baad vahii duuriyoN kaa sahraa hai

Kuchh aur der na jhaRtaa udaasiyoN kaa shajar
Kise Khabar tere saaye meN kaun baiThaa hai

Ye rakh-rakhaao muhabbat sikhaa gayii us ko
Vo ruuth kar bhi mujhe muskuraa ke miltaa hai

MaiN kis tarah tujhe dekhuun nazar jhijhakti hai
Teraa badan hai K yeh aaiinoN kaa dariyaa hai
kamaal ki ghazal pesh ki hai aapne bazm me madhu saahibaa.....

aisaa lag raha hai shaayar ne dil nikaal ke rakh diyaa ho apnaa.... bahut hi asardaar ghazal.....

aage bhi intzaar rahega aise kalaamo ka....

Shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#20)

  (#21)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th May 2016, 11:45 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
kamaal ki ghazal pesh ki hai aapne bazm me madhu saahibaa.....

aisaa lag raha hai shaayar ne dil nikaal ke rakh diyaa ho apnaa.... bahut hi asardaar ghazal.....

aage bhi intzaar rahega aise kalaamo ka....

Shaad....
Sath ka behad shukriya..........

Padhte rahein.........

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Zara si der mein ham kaise kholtey usko..
Old
  (#22)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Zara si der mein ham kaise kholtey usko.. - 25th May 2016, 01:04 PM

Zara Si Deir Mein Hum Kesey Khol'ty Usko...
Tamaam Umer Lagi, Jhoot Bol'ty Usko

Jesey Kasheed Kiya Tha Khumaar-e-Khushboo Sey...
Misaal-e-Rang Hawaaon Mein Ghol'ty Usko

Wo Khuwaab Mein Hi Uter'ta Shuaa-e-Subah Key Saath...
Hum Apny Aap Hi Palkon Pey Toul'ty Usko

Wo Ashk Tha, Usey Aankhon Mein Dafan Hona Tha...
Gohar Na Tha Keh Sitaaron Mein Rol'ty Usko

Wo Be'wafa Tha To Iqraar Lazmi Kerta...
Kuch or Deir Meri Jaan Tatol'ty Usko

Kisi Ki Aankh Sey "MOHSIN" Zaroor Peeta Hey...
Tamaam Shahar Ney Deikha Hey Doul'ty Usko.

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
27th May 2016, 12:04 AM

[COLOR="Magenta"]mohsin naqvi [buhet barey shayer they
buhet oomdaa poetry share ki hey aap ne shaad saheb aur madhu ji vaah vaah/COLOR]

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
27th May 2016, 12:08 AM

Maqrooz Ke Bigray Huye Halaat Ki Maanind
Majboor Ke Honton Pe Sawaalaat Ki Maanind

Dil Ka Teri Chaahat Mein Ajab Haal Hua Hai
Sailaab Se Barbaad Makaanaat Ki Maanind

Mein Un Mein Bhatkay Howay Jugnu Ki Tarah Hun
Usss Shakhs Ki Aankhain Hain Kisi Raat Ki Maanind

Dil Roz Sajaata Hun Mein Dulhan Ki Tarah
Gham Roz Chalay Aatay Hain Baaraat Ki Maanind

Ab Ye Bhi Nahi Yaad Ke Kya Naam Tha Os Ka
Jis Shakhs Ko Maanga Tha Manaajaat Ki Maanind

Kis Darja Muqaddas Hai Tere Qurb Ki Khwaahish
Maasoom Se Bachay Ke Khayaalaat Ki Maanind

Uss Shakhs Se Mera Milna Mumkin Hi Nahi
Mein Pyaas Ka Sehra Hun Wo Barsaat Ki Maanind

Samjhao Mohsin Us Ko Ke Ab Reham Kare
Dukh Baant’ta Phirta Hai Woh Soghaat Ki Maanind

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
27th May 2016, 08:59 AM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post

waahhhhhhh shaandaar gahzal se nawaaza hai bazm ko aapne......

bahut bahut shukriyaa

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#26)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
27th May 2016, 11:22 AM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post
Maqrooz Ke Bigray Huye Halaat Ki Maanind
Majboor Ke Honton Pe Sawaalaat Ki Maanind

Dil Ka Teri Chaahat Mein Ajab Haal Hua Hai
Sailaab Se Barbaad Makaanaat Ki Maanind

Mein Un Mein Bhatkay Howay Jugnu Ki Tarah Hun
Usss Shakhs Ki Aankhain Hain Kisi Raat Ki Maanind

Dil Roz Sajaata Hun Mein Dulhan Ki Tarah
Gham Roz Chalay Aatay Hain Baaraat Ki Maanind

Ab Ye Bhi Nahi Yaad Ke Kya Naam Tha Os Ka
Jis Shakhs Ko Maanga Tha Manaajaat Ki Maanind

Kis Darja Muqaddas Hai Tere Qurb Ki Khwaahish
Maasoom Se Bachay Ke Khayaalaat Ki Maanind

Uss Shakhs Se Mera Milna Mumkin Hi Nahi
Mein Pyaas Ka Sehra Hun Wo Barsaat Ki Maanind

Samjhao Mohsin Us Ko Ke Ab Reham Kare
Dukh Baant’ta Phirta Hai Woh Soghaat Ki Maanind

Waah lajwaab ashaar se saja hua kalaam pesh hai saba ji.
Padhkar sukoon hasil hua...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#27)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
27th May 2016, 01:13 PM

shukria shaad saheb shukria madhu ji
   
Reply With Quote
Old
  (#28)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
Smile 27th May 2016, 01:14 PM

Ab Mohabbat ki Wakaalat Nahi Ki Ja Sakti
Shehr Bhar se to Adaawat Nahi Ki Ja Sakti

.mohsin naqvi

Mera Chehra Meri Aankhain hain Salaamat Ab Bhi
Kon Kehta Hai Wazaahat Nahi Ki Ja Sakti
.
Baat ye Hai k koi Toot k Chaahay to Sahi
Her kisi se to Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti
.
Aankh Kehti Hai Kahin Aur Chalay Jaayen Hum
Dil ye Kehta Hai k Hijrat Nahi Ki Ja Sakti
.
Loh-e-Dil par Yehi Tehreer Likhi hay Mohsin
Ishq Waalon ko Naseehat Nahi Ki Ja Sakti.
   
Reply With Quote
Old
  (#29)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
28th May 2016, 06:15 AM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post

Ab Mohabbat ki Wakaalat Nahi Ki Ja Sakti
Shehr Bhar se to Adaawat Nahi Ki Ja Sakti

.mohsin naqvi

Mera Chehra Meri Aankhain hain Salaamat Ab Bhi
Kon Kehta Hai Wazaahat Nahi Ki Ja Sakti
.
Baat ye Hai k koi Toot k Chaahay to Sahi
Her kisi se to Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti
.
Aankh Kehti Hai Kahin Aur Chalay Jaayen Hum
Dil ye Kehta Hai k Hijrat Nahi Ki Ja Sakti
.
Loh-e-Dil par Yehi Tehreer Likhi hay Mohsin
Ishq Waalon ko Naseehat Nahi Ki Ja Sakti.

waaahhh waaahhhh nayab ghazal ka intekhaab kiyaa aapne saba saahiba....

bahut hi pasand aai hame..... aati rahen.. khush rahen

Shaad........

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
Smile 28th May 2016, 07:41 PM

shukria shaad saheb
buhet achi ghzal hey yeh mohsiin naqvi saheb ki
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
28th May 2016, 07:43 PM

Wo Jo Khud Pairvi-E-Ehd-E-Wafa Karta Tha
Mujhse Milta Tha Tou Talqeen-E-Wafa Karta Tha

Uske Daman Main Koi Phool Nahi Meray Liye
Jo Meri Tangi-e-Damaa.n Ka Gila Karta Tha

Aaj Jo Usko Bulaya Tou Wo Gumsum Hee Raha
Dil Dhadaknay Ki Jo Awaz Suna Karta Tha

Aaj Wo Meri Har Ek Baat Ke Maayni Poochay
Jo Meri Soch Ki Tafseer Likha Karta Tha

Uski Dehleez Par Sadiyon Se Khada Hoon “Mohsin”
Mujhsay Milnay Ko Jo Lamhaat Gina Karta Tha…!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
28th May 2016, 10:13 PM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post

Wo Jo Khud Pairvi-E-Ehd-E-Wafa Karta Tha
Mujhse Milta Tha Tou Talqeen-E-Wafa Karta Tha

Uske Daman Main Koi Phool Nahi Meray Liye
Jo Meri Tangi-e-Damaa.n Ka Gila Karta Tha

Aaj Jo Usko Bulaya Tou Wo Gumsum Hee Raha
Dil Dhadaknay Ki Jo Awaz Suna Karta Tha

Aaj Wo Meri Har Ek Baat Ke Maayni Poochay
Jo Meri Soch Ki Tafseer Likha Karta Tha

Uski Dehleez Par Sadiyon Se Khada Hoon “Mohsin”
Mujhsay Milnay Ko Jo Lamhaat Gina Karta Tha…!!!
Waah....har sher dil me sama gaya...umda sharing....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#33)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
30th May 2016, 07:20 AM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post

Wo Jo Khud Pairvi-E-Ehd-E-Wafa Karta Tha
Mujhse Milta Tha Tou Talqeen-E-Wafa Karta Tha

Uske Daman Main Koi Phool Nahi Meray Liye
Jo Meri Tangi-e-Damaa.n Ka Gila Karta Tha

Aaj Jo Usko Bulaya Tou Wo Gumsum Hee Raha
Dil Dhadaknay Ki Jo Awaz Suna Karta Tha

Aaj Wo Meri Har Ek Baat Ke Maayni Poochay
Jo Meri Soch Ki Tafseer Likha Karta Tha

Uski Dehleez Par Sadiyon Se Khada Hoon “Mohsin”
Mujhsay Milnay Ko Jo Lamhaat Gina Karta Tha…!!!

bahaut bahaut bahut haseen kalaam pesh kiyaa hai aapne saba saahibaa.....

main behad shukrguzaar hoon aapkaa jo aap ise hamaare saamne le kar aain....

aage bhi intezaar rahega................

Shukriyaa

Shaad.......

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#34)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
1st June 2016, 12:49 PM

shukria shaad saheb ....................

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#35)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
1st June 2016, 11:45 PM

Mein Ne Is Tor Se Chaha Tujhy Aksar Janan
Jaisy Mahtab Ko Beant Samondar Chahy
Jaisy Soraj Ki Kiran Seep K Dil Me Utry
Jaisy Khushbo Ko Hawa Rang Se Hat Kar Chahy
Jaisy Pathar K Kalaijy Se Kiran Phootti He
Jaisy Ghunchy Khuly Mousam Se Hina Mangty Hein
Jaisy Khabon Me Kheyalon Ki Kaman Tootti He
Jaisy Barish Ki Dua Aabla Pa Mangty Hein
Mera Her Khab Mere Sach Ki Gawahi De Ga
Wosat E Deed Ne Tujh Se Teri Khahish Ki He
Meri Sochon Me Kabhi Dekh Sarapa Apna
Mein Ne Dunya Se Alag Teri Parastish Ki He
Khahish E Deed Ka Mousam Jo Kabhi Dhundla Howa
Noch Dali Hein Zamano Ki Naqabein Mein Ne
Teri Palkon Pe Otarti Hoi Sobhon K Liye
Torr Dali Hein Sitaroon Ki Tanabein Mein Ne
Mein Ne Chaha K Tere Husan Ki Gulnar Fiza
Meri Ghazalon Ki Qataron Se Dehakti Jaey
Mein Ne Chaha K Mere Fun K Gulistan Ki Bahar
Teri Ankhon K Gulabon Se Mehakti Jaey
Tey To Ye Tha K Sajata Rahy Lafzon K Kanwal
Mere Khamosh Kheyalon Me Takalum Tera
Raqs Karta Rahy Bharta Rahy Khushbo Ka Khumar
Meri Khahish K Jazeeron Me Tabasum Tera
Too Magar Ajnabi Mahool Ki Parwarda Kiran
Meri Bujhti Hoi Raton Ko Sehar Kar Na Saki
Teri Sanson Me Maseehai Thi Lekin Too Bhi
Chara E Zakham E Gham E Deeda E Tar Kar Na Saki
Tujh Ko Ehsas Hi Kab He K Kisi Dard Ka Dagh
Ankh Se Dil Me Utar Jaey To Kiya Hota He
Too K Seemab Tabiyat He Tujhy Keya Maloom
Mousam E Hijar Thehar Jaey To Keya Hota He
Tony Os Morr Pe Torra He Taluq K Jahan
Dekh Sakta Nahi Koi Bhi Palat Kar Janan
Ab Ye Aalam He K Ankhein Jo Khulein Gi Apni
Yad Aey Ga Teri Deed Ka Manzar Janan
Mujh Se Mangy Ga Tere Ohad E Mohabbat Ka Hisab
Tere Hijran Ka Dehakta Howa Mehshar Janan
You Mere Dil K Barabar Tera Ghum Aya He
Jaisy Sheeshy K Muqabil Koi Pathar Janan
Jaisy Mahtab Ko BeAnt Samondar Chahy
Mein Ne Is Tor Se Chaha Tujhy Aksar Janan

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Gino na zhakhm na dil say aziyatein poocho...
Old
  (#36)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
Gino na zhakhm na dil say aziyatein poocho... - 6th June 2016, 02:44 PM

Gino Na Zakhm Na Dil Say Aziyatein Poocho
Jo Ho Sakay To Hareefon Ki Niyatein Poocho

Hawa Ki Simt Na Dekho, Usay To Aana Hai
Chiraagh_E_Akhir_E_Shab Say Wasiyatein Poocho

Ujarr Chukay Ho To Ab Khud Pay Sochna Kaisa?
Kaha Tha Kis Nay K Us Ki Mashiyatein Poocho

Sanaan Pay Sajj Gaye Lekin Jhukay Na Sir Apne
Sitam Garon Say Hamari Hemayatein Poocho

Hazaar Zakhm Saho Phir Bhi Chup Raho "MOHSIN"
Nahi Zaroori K Yaaron Ki Niyyatein Pocho.

-Mohsin Naqvi

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#37)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
7th June 2016, 11:54 AM

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#38)

7th June 2016, 11:55 AM

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#39)

7th June 2016, 11:56 AM

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#40)

7th June 2016, 11:57 AM

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com