Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Barson ki chaah ko na framosh kijiye
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
Barson ki chaah ko na framosh kijiye - 30th September 2011, 03:58 PM

Tamam Arbab-e-Zoq Ko Aadaab….!
Apni Aik Adna Si Kawish Ke Sath Hazir Hun….. Ahl-e-Sukhan Se Arz Hai KeApni Qeemti Raaye Se Zarur Nawazen….
Tanqeed Baraye Taaeed Tah-e-Dil Se Qabool Hai…

BARSON KI CHAAH KO NA FRAMOSH KIJIYE

Barson Ki Chaah Ko Na Faramosh Kijiye
Ab To Khuda Ke Wasitay Kuch Hosh Kijiye

Jo Dil Me Baat Hai Wo Lab Pe Bhi Laaiye
Yuun Dil Ke Chor Ko To Khamosh Kijiye

Khush Khush Guzaar Dijiye Baqi Ki Zindagi
Khud Ko Na Mubtala-e-Gham-e-Dosh Kijiye

Ye Meh-kashi Ye Jaam-o-Subu Bhul Jayen gay
Aankhon Se Aik Baar Zara Nosh Kijiye

AHMAD Nibhay Gi Apni Zamnay Se Na Kabhi
Behtar Hai Khud Ko Dasht Me Ruposh Kijiye

(AHMAD ALI SHAKIL)




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
30th September 2011, 08:23 PM

Waah Shakil saahab, hum to ghazal ki rawaani pe hi fidaa ho gaye janaaB.. kamaal ka flow hai ke bas padhte hi bantaaa hai.. Aashar, alfaaz aur bayaani ke to kyaa kahne mashallah... Outstanding performance ... Keep Going ... Keep writing..

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
1st October 2011, 06:37 PM

Khush Khush Guzaar Dijiye Baqi Ki Zindagi
Khud Ko Na Mubtala-e-Gham-e-Dosh Kijiye


Waah ! Ahmad Shakil Ji !! BehtreeN ........ !

AchChhi RawaaN DawaaN Ghazal Huii Janaab ... Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
1st October 2011, 06:40 PM

bahot ache ahamad bhai..daad hi daad

Barson Ki Chaah Ko Na Faramosh Kijiye
Ab To Khuda Ke Wasitay Kuch Hosh Kijiye

Jo Dil Me Baat Hai Wo Lab Pe Bhi Laaiye
Yuun Dil Ke Chor Ko To Khamosh Kijiye

AHMAD Nibhay Gi Apni Zamnay Se Na Kabhi
Behtar Hai Khud Ko Dasht Me Ruposh Kijiye

wahh wahh wahh..khush rahiye..aabaad rahiye

aapka dost,
pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
3rd October 2011, 11:59 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Waah Shakil saahab, hum to ghazal ki rawaani pe hi fidaa ho gaye janaaB.. kamaal ka flow hai ke bas padhte hi bantaaa hai.. Aashar, alfaaz aur bayaani ke to kyaa kahne mashallah... Outstanding performance ... Keep Going ... Keep writing..

Shaad...

Janab Sameer Shaad Saheb....!

Aap Ka Boht Boht SHukriya Ke Aap Ne waqt Nikala Or Itnay Khulay Dil Se Daad Se Nawaza.... Yaqin Maniye Be-Had Khushi Mili Aap Ki Raaye Paa Kr..... ALLAH Paak Sada Aap Ko KHush Rakhay




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
3rd October 2011, 12:03 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Khush Khush Guzaar Dijiye Baqi Ki Zindagi
Khud Ko Na Mubtala-e-Gham-e-Dosh Kijiye

Waah ! Ahmad Shakil Ji !! BehtreeN ........ !

AchChhi RawaaN DawaaN Ghazal Huii Janaab ... Dilee Mubaaraqbaad !!!
Mohtram Naresh Mehra Ji....!

Aap Ki Pasandeedgi Or Daad Ka Poht Mashkoor Hun..... Aap Ka Meri Bazm Me Aana Hee Mere Liye Aizaaz Hai... Or Phir Aap Ki Daad To Sonay Pe Suhaga Hai.... Yunhi Housla-Afzayi Farmatay Rahen Or KHush Rahen....




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 3rd October 2011, 06:16 PM

Assalam-o-Alaykum Ahmad sahab

Janaab bahut asardaar kalaam pesh kiya hai aapne lajawaab raha aapka likha meri dili mubarakbaad kubool kijiye. T C

ALLAH HAFIZ

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Tamam Arbab-e-Zoq Ko Aadaab….!
Apni Aik Adna Si Kawish Ke Sath Hazir Hun….. Ahl-e-Sukhan Se Arz Hai KeApni Qeemti Raaye Se Zarur Nawazen….
Tanqeed Baraye Taaeed Tah-e-Dil Se Qabool Hai…

BARSON KI CHAAH KO NA FRAMOSH KIJIYE

Barson Ki Chaah Ko Na Faramosh Kijiye
Ab To Khuda Ke Wasitay Kuch Hosh Kijiye

Jo Dil Me Baat Hai Wo Lab Pe Bhi Laaiye
Yuun Dil Ke Chor Ko To Khamosh Kijiye

Khush Khush Guzaar Dijiye Baqi Ki Zindagi
Khud Ko Na Mubtala-e-Gham-e-Dosh Kijiye

Ye Meh-kashi Ye Jaam-o-Subu Bhul Jayen gay
Aankhon Se Aik Baar Zara Nosh Kijiye

AHMAD Nibhay Gi Apni Zamnay Se Na Kabhi
Behtar Hai Khud Ko Dasht Me Ruposh Kijiye

(AHMAD ALI SHAKIL)


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#8)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
4th October 2011, 02:42 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
Assalam-o-Alaykum Ahmad sahab

Janaab bahut asardaar kalaam pesh kiya hai aapne lajawaab raha aapka likha meri dili mubarakbaad kubool kijiye. T C

ALLAH HAFIZ

Muhammad Kashif Sb.....

Aap Ko Hmari Is Bazm Me KHush-Aamdeed....... Aap Ki Daad Ka Or Hausla-Afzayi K Lie Aap Ka Be-Had Mashkoor HUn..... Sada Khush Rahen.....




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
v/veena
Registered User
v/veena is a jewel in the roughv/veena is a jewel in the roughv/veena is a jewel in the roughv/veena is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 65
Join Date: Jul 2010
Location: india
Rep Power: 17
4th October 2011, 06:29 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Tamam Arbab-e-Zoq Ko Aadaab….!
Apni Aik Adna Si Kawish Ke Sath Hazir Hun….. Ahl-e-Sukhan Se Arz Hai KeApni Qeemti Raaye Se Zarur Nawazen….
Tanqeed Baraye Taaeed Tah-e-Dil Se Qabool Hai…

BARSON KI CHAAH KO NA FRAMOSH KIJIYE

Barson Ki Chaah Ko Na Faramosh Kijiye
Ab To Khuda Ke Wasitay Kuch Hosh Kijiye

Jo Dil Me Baat Hai Wo Lab Pe Bhi Laaiye
Yuun Dil Ke Chor Ko To Khamosh Kijiye

Khush Khush Guzaar Dijiye Baqi Ki Zindagi
Khud Ko Na Mubtala-e-Gham-e-Dosh Kijiye

Ye Meh-kashi Ye Jaam-o-Subu Bhul Jayen gay
Aankhon Se Aik Baar Zara Nosh Kijiye

AHMAD Nibhay Gi Apni Zamnay Se Na Kabhi
Behtar Hai Khud Ko Dasht Me Ruposh Kijiye

(AHMAD ALI SHAKIL)
too fine

ek nazar dekhte to baat kuch alag hoti
wo nazar na mili baat kuch galat padi
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th October 2011, 06:48 PM

Barson Ki Chaah Ko Na Faramosh Kijiye
Ab To Khuda Ke Wasitay Kuch Hosh Kijiye

Jo Dil Me Baat Hai Wo Lab Pe Bhi Laaiye
Yuun Dil Ke Chor Ko To Khamosh Kijiye

Bohat khoob Ahmed sahab..............




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#11)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
5th October 2011, 01:40 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Barson Ki Chaah Ko Na Faramosh Kijiye
Ab To Khuda Ke Wasitay Kuch Hosh Kijiye

Jo Dil Me Baat Hai Wo Lab Pe Bhi Laaiye
Yuun Dil Ke Chor Ko To Khamosh Kijiye

Bohat khoob Ahmed sahab..............

Zainy Ji..... Aap ki Hausal-Afzayi KA Boht Boht Shukriya... Sada Khush Rahen...Or Yunhi Aati Rahen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com