Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 4 votes, 5.00 average. Display Modes
...Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain
Old
  (#1)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Arrow ...Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain - 6th July 2006, 10:32 AM

Kya…

Ashq aankhon mein hi gauhar se saja karte hain?
Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain

Jhoom uthein jashn-charaagaan mein hum bhi
Bus dil kii teergi ke chhatne ki duaa karte hain

Ik pal jo bhulaaya tujhe dil cheekh uthhaa
Tab se naadaan ka har ilzaam saha karte hain

Berukhi, khamoshi, uff ye be-neyaazi teri
Dard taraashne ke hi auzaar huaa karte hain

Tauheen-e-ishq hai gar karein shikwa yaaro
Wafa kare na kare, usse apna hi kaha karte hain

Ho liye hasraton ke, kuchh gham bhi saath saath
Khud se milne hum tanhaa jo chalaa karte hain

Huyi bekal ye dhadhkan tau masal dein dil ko
Nahin hum aahat bhi nahin unki suna karte hain

Na liya zahar bhi ghair ke haathon ‘Paras’
Go taashna lab ye taiyyar mitne ko raha karte hain

[color=dark sienna]Jashn-Charaagaan = celebration of lights
Teergi = Darkness
Be-neyaazi = unconcern
Auzaar = tools
Tauheen-e-ishq = disgracing love
Taashna = thirsty [/color]


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 6th July 2006 at 10:37 AM..
   
Reply With Quote
Re: ...Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain
Old
  (#2)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: ...Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain - 6th July 2006, 10:38 AM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Kya…

Ashq aankhon mein hi gauhar se saja karte hain?
Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain

Jhoom uthein jashn-charaagaan mein hum bhi
Bus dil kii teergi ke chhatne ki duaa karte hain

Ik pal jo bhulaaya tujhe dil cheekh uthhaa
Tab se naadaan ka har ilzaam saha karte hain

Berukhi, khamoshi, uff ye be-neyaazi teri
Dard taraashne ke hi auzaar huaa karte hain

Tauheen-e-ishq hai gar karein shikwa yaaro
Wafa kare na kare, usse apna hi kaha karte hain

Ho liye hasraton ke, kuchh gham bhi saath saath
Khud se milne hum tanhaa jo chalaa karte hain

Huyi bekal ye dhadhkan tau masal dein dil ko
Nahin hum aahat bhi nahin unki suna karte hain

Na liya zahar bhi ghair ke haathon ‘Paras’
Go taashna lab taiyyar mitne ko raha karte hain

[color=dark sienna]Jashn-Charaagaan = celebration of lights
Teergi = Darkness
Be-neyaazi = unconcern
Auzaar = tools
Tauheen-e-ishq = disgracing love
Taashna = thirsty [/color]


Parse ji
Namaskar !

appki rachna pad kar dil kush ho jatta hai , kaha se etne khoobsurat shayri aur jazbaat latti hai app. ek ek shabad gharai se likhti hai app. bhagwaan karey appki shayri asmaan ki uncheyo ko chuye.


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 6th July 2006, 10:54 AM

paras ji bhut pyari gazal hai appka andaaz-e-baya bhut pur asar hota hai.....or app jo lafaz istaymaal kartayho unki to poocho he mat.....yeh aashaar dil main uttar gaye......



Berukhi, khamoshi, uff ye be-neyaazi teri
Dard taraashne ke hi auzaar huaa karte hain

Tauheen-e-ishq hai gar karein shikwa yaaro
Wafa kare na kare, usse apna hi kaha karte hain

Ho liye hasraton ke, kuchh gham bhi saath saath
Khud se milne hum tanhaa jo chalaa karte hain


khuda appki umar daraaz karay app ki chamak aftaab ko bhee sharminda karay.......appka dost........raj.......


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
6th July 2006, 11:08 AM

Pranaam Paras Ji
Har baar ki tarah aapki yeh peshkash bhi bahaut hee lajawaab hai. Aapko parhtey waqt bas maun hokar shabdon mein khona aur samjhna padta hai.
Aapko parhna sach mein hee meri khusnaseebi hai. aapka bahaut bahauit dhanyavaad.

"Berukhi, khamoshi, uff ye be-neyaazi teri
Dard taraashne ke hi auzaar huaa karte hain"

v i p i n


विपिन



Last edited by Vipinbox; 6th July 2006 at 11:16 AM..
   
Reply With Quote
Re: ...Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain
Old
  (#5)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: ...Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain - 6th July 2006, 01:58 PM

Ashq aankhon mein hi gauhar se saja karte hain?
Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain

KYA BAAT HAI...!! WAH..WAH...SACH MEIN BAHOOT KHOOB...!! AASAN ALFAAZON MEIN BEHAD GEHRI BAAT...!!!`

Jhoom uthein jashn-charaagaan mein hum bhi
Bus dil kii teergi ke chhatne ki duaa karte hain

KYA BAAT HAI SAAHIBA..!!!


Berukhi, khamoshi, uff ye be-neyaazi teri
Dard taraashne ke hi auzaar huaa karte hain

UFF..!! KYA SHER KAHA HAI YEH TUMNE...!!! KAMAAL HAI..!!

Ho liye hasraton ke, kuchh gham bhi saath saath
Khud se milne hum tanhaa jo chalaa karte hain

BAHOOT KHOOB..!!

Huyi bekal ye dhadhkan tau masal dein dil ko
Nahin hum aahat bhi nahin unki suna karte hain

KYA BAAT HAI...!!

Na liya zahar bhi ghair ke haathon ‘Paras’
Go taashna lab ye taiyyar mitne ko raha karte hain

KITNI GEHRI BAAT KAHI HAI TUMNE...AUR WO KI KIS DILKASH ANDAAZ MEIN..ISILIYE TUM GREAT HO...

PRIYE PARAS
ab to aalam yeh ho chala hai ki aapki kalam ki tareef karna koi nai baat nahin hai....jis tarah gar mein kahun ki Kishor kumar ki aawaz ka koi saani nahin,,to koi nai baat nahin hogi....usi tarah aapki kalam ki tareef karna ab jaise suraj ko chiraag dikhane jaisa kaam ho chala hai...aapki kalam jab bhi uth_ti hai padhnewale ke dil-o-dimaag mein apne dastkhat kar deti hai.
yeh gazal bahoot khoob lagi mujhe,,mere mizaaz ke anooroop..!!!meri tareefein kubool kijiye
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Old
  (#6)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
6th July 2006, 03:39 PM

hmmm paras ji,ab mai kya kahun .ek to yeh problem meri ke na mujhe hindi ache se aati hai aur na urdu warna kisi ek language mai to aapki tareef mai ek lamba sa pul banaleti.lol.sach bahut acha laga aapko padhkar

Ik pal jo bhulaaya tujhe dil cheekh uthhaa
Tab se naadaan ka har ilzaam saha karte hain

yeh sher to bas lajawaab hai.


Berukhi, khamoshi, uff ye be-neyaazi teri
Dard taraashne ke hi auzaar huaa karte hain

Tauheen-e-ishq hai gar karein shikwa yaaro
Wafa kare na kare, usse apna hi kaha karte hain

aur yeh do bhi bahut ache lage


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
7th July 2006, 09:25 AM

Priye Sunita jee...

Itni pyaari daad...uspe khuubsurat dua...kaise shukriya kahoon...yoonhi aati rahiey...hamein padhti rahiey...likhna aasaan ho jaata hai...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
7th July 2006, 09:28 AM

khuda appki umar daraaz karay app ki chamak aftaab ko bhee sharminda karay

Ab iss se badhkar duaa kya hogi... shukriya Rajveer Ji


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
7th July 2006, 09:33 AM

Namaskaar Vipin Sahib...

Aap jaise chotii ke rachnakaar yoon tareef karein tau dil ko bahut sukoon milta hai...aap iss forum ke member hain yahi hum sabke liye garv kee baat hai...aabhaari hoon ki mere likhne ko aapne padhne laayak samjhaa...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
7th July 2006, 10:49 AM

Meri behan

ghazel ko us ki qadeem rivayet ke mutabiq kehna aaj kal unqa hotaa jaa raha hai.
yeh jo tarz e tehreer hai, yeh bilkul hamari qadeem shayri ki ameen hai.
dard ko sehna aur usey nihayet shusta andaaz mein bayaan kerna ek kerb ke saath, mager ek saadgi aur waqar ke saath, yehi tum ne kiyaa hai, yaani shikwa bhi kerna aur kisi ki tauheen bhi na kerna. yehi hamari tehzeeb hai , yehi rivayet.

meri daad qabool karo.

dua go hoon ke tum isi tarah nit naee jahetein talaash karo aur khoob phalo, phoolo.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
gam-e-lashkar
Registered User
gam-e-lashkar will become famous soon enoughgam-e-lashkar will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 221
Join Date: Nov 2005
Rep Power: 20
7th July 2006, 11:01 AM

Helo Paras Ji.......Sadar Pranaam...!!


Ashq aankhon mein hi gauhar se saja karte hain?
Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain

- Bilkul sahi kaha aapne....dard ko samajhne k liye dard bhara dil bhi hona chahiye...aur uski hamare pas koi kami nahi....ek dam perfect....

Jhoom uthein jashn-charaagaan mein hum bhi
Bus dil kii teergi ke chhatne ki duaa karte hain

- WELL WELL WELL aur sbase jyada iski second line ne mere dil pe gehra asar kiya hai aur lagta hai saare kalaam ka nichor is second line me hi chhupa hua hai.

Ik pal jo bhulaaya tujhe dil cheekh uthhaa
Tab se naadaan ka har ilzaam saha karte hain

- ise padh kar ek kishor kumar ka gana yaad aa gaya jiske bol is prakar hai...
YE JO MOHOBBAT HAI...YE UNKA HAI KAAM..
MAR JAYE...MIT JAYE..HO JAYE BADNAAM...
REHNE DO YARO...CHHORO BHI YAAR...
HAM NA KARENGE...PYAR...

Berukhi, khamoshi, uff ye be-neyaazi teri
Dard taraashne ke hi auzaar huaa karte hain

- ABSOLUTLY RIGHT....bus iske aage shabdo ka mera bhandaar khatam hota hai...

Tauheen-e-ishq hai gar karein shikwa yaaro
Wafa kare na kare, usse apna hi kaha karte hain

- sahi kaha aapne...ye b....

Ho liye hasraton ke, kuchh gham bhi saath saath
Khud se milne hum tanhaa jo chalaa karte hain

- aisa hi haal hota hai...mohbat me....very true...

Huyi bekal ye dhadhkan tau masal dein dil ko
Nahin hum aahat bhi nahin unki suna karte hain

- ye to such me aapki hi fitrat hai jo gamo per is tareh se muskura k chal sakti ho....i should learn...

Na liya zahar bhi ghair ke haathon ‘Paras’
Go taashna lab ye taiyyar mitne ko raha karte hain

- Kya baat hai..

Dear paras kul mila ker ham yahi kehna chahenge...ki shayad hame ab tak k apke sabi kalaamo me ye bhi ek acchhe kalaamo ki ginti me laga...jiske aashaaro ne ek dam dil per attack kiya...

well....keep it up.....

urs
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#12)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 7th July 2006, 11:39 AM

waah paras di ek khubsoorat,mukammal,behatareen and sampoorna kalaam ke liye dher saari daad haajir hai

aise hi likhte rahiye
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
8th July 2006, 09:24 AM

Kya baat hai, Manoj...badi baareeki se ek ek sher kee tareef kii hai...tumhare jawaab ke baad tau dobara mujhe bhi padhna padhaa ki aisaa kya likha maine...but bahut hee achha laga...tum jaise umda shayaron kee dastak ho jaaye tau dil ko bada sukoon milta hai...sach..........

lekin itna aasmaan pe chadhaane ki zaroorat nahin ...aage bhi kahan zameen pe pair tikte hain mere....lol


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
8th July 2006, 09:38 AM

My Dear Akelijaan jee...

Aap pul baandhe na baandhe...aapka aana, mujhe waqt dena hi mere liye khushkismeti hai...yoonhi aati rahieygaa...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
8th July 2006, 09:43 AM

Mere Bhayyia...

meri tehreerein hamesha aap jaise shiddat se padhne waalon ko khojti rehti hain...taaki galatiyon ke saath saath mujhe apni shayri mein behetree laane ka mauka mile...shukria bhayyia...for always being there and supporting and encouraging me.........


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
8th July 2006, 01:31 PM

My Everluvly Guru Ji,

Wow, Wow n WOW!!!!! Isiliye toh aapko Guru Maanta Hu Har alfaaz koi gehre ehsaas se larazta hua. Kaha se shiruu karu iski tareef karna???? Bas itna hi keh sakta hu ke bilkul nayab aur behud umda jo ke bas padhte hi rehne ko dil karta hai. Brilliance at its best.

Good 2 c the ol dictionary back

Aapka nalayak shagird.


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
9th July 2006, 12:27 PM

Quote:
Berukhi, khamoshi, uff ye be-neyaazi teri
Dard taraashne ke hi auzaar huaa karte hain
waah sarkaar! bohat khoob! gehre khayaalaat aur andaaz e bayaaN la-jawaab.. sach farmaaya hai aap ne... Hilaa ke rakh diya mehfil ko :-p

Quote:
Tauheen-e-ishq hai gar karein shikwa yaaro
Wafa kare na kare, usse apna hi kaha karte hain
Ye sher bhee kamaal hai.. Din-ba-din aap ke sham sher kee dhaar baRhti hee jaa rahi hai... duaa hai kee aap ke qalam khoon taraqqi kare..

Quote:
Na liya zahar bhi ghair ke haathon ‘Paras’
Go taashna lab ye taiyyar mitne ko raha karte hain
khoobsuurat maqta...

Paras jee, namste:Aap kee ghazal meN se yeh jumle bohat achche lage.. ek khoobsuurat ghazal ke liYe mere jaanib se daad haazir hai.. qabool farmaaYeN.. YuuN hee likhti rahiYe...

-Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#18)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th July 2006, 05:28 AM

Dear Gam-e-lashkar jee...

Hum attack tau kisi pe nahin karna chahte thhe...lol...haan jis shiddat se aapne jawaab diya...ek ek sher ko sarahaa hai dil baagh baagh ho uthaa hai...likhne ka jazzba aur badh gaya hai...shukriya saath dene ke liye...apna khayaal rakhiye


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th July 2006, 05:29 AM

Priye Manu...

Tumhari Dher saari daad mujhe mil gayi...hamesha kee tarah...thank you so much...take care


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th July 2006, 05:32 AM

Hey my eversuggary shishye...

Tumhari tanz o tanqeed kee ummiid rehti hai...lekin hamesha daad dekhkar hee sabr karna padhta hai...plz. lemme know my mistakes too...take care of yourself...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
10th July 2006, 05:35 AM

Priye Mayank Sahib...

Aapki iss tarah se dii huyi daad se dil abhi tak zameen pe nahin aa paaya hai...khushi huyi yeh jaankar ki aapko kalaam pasand aaya...take care..and see you here again


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
10th July 2006, 09:43 PM

shabd milein to kuch kahun Paras di...

jo shabd hi na milein to kya kahun........ khud hi samjh leejiye...

aapki...priya...



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Re: ...Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain
Old
  (#23)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
Re: ...Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain - 12th July 2006, 12:27 AM

Quote:
Originally posted by Parastaar
Kya…

Ashq aankhon mein hi gauhar se saja karte hain?
Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain

Jhoom uthein jashn-charaagaan mein hum bhi
Bus dil kii teergi ke chhatne ki duaa karte hain

Ik pal jo bhulaaya tujhe dil cheekh uthhaa
Tab se naadaan ka har ilzaam saha karte hain

Berukhi, khamoshi, uff ye be-neyaazi teri
Dard taraashne ke hi auzaar huaa karte hain

Tauheen-e-ishq hai gar karein shikwa yaaro
Wafa kare na kare, usse apna hi kaha karte hain

Ho liye hasraton ke, kuchh gham bhi saath saath
Khud se milne hum tanhaa jo chalaa karte hain

Huyi bekal ye dhadhkan tau masal dein dil ko
Nahin hum aahat bhi nahin unki suna karte hain

Na liya zahar bhi ghair ke haathon ‘Paras’
Go taashna lab ye taiyyar mitne ko raha karte hain

[color=dark sienna]Jashn-Charaagaan = celebration of lights
Teergi = Darkness
Be-neyaazi = unconcern
Auzaar = tools
Tauheen-e-ishq = disgracing love
Taashna = thirsty [/color]
Hello madam,

Kaise ho? well, beautiful creation. bahut achha likha hain aapne, do keep writting and take care!

Have a nice day.

   
Reply With Quote
Old
  (#24)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
4th March 2013, 11:09 AM

Quote:
Originally Posted by Parastaar View Post
Kya…

Ashq aankhon mein hi gauhar se saja karte hain?
Hanste honthon se bhi aksar ye baha karte hain

Jhoom uthein jashn-charaagaan mein hum bhi
Bus dil kii teergi ke chhatne ki duaa karte hain

Ik pal jo bhulaaya tujhe dil cheekh uthhaa
Tab se naadaan ka har ilzaam saha karte hain

Berukhi, khamoshi, uff ye be-neyaazi teri
Dard taraashne ke hi auzaar huaa karte hain

Tauheen-e-ishq hai gar karein shikwa yaaro
Wafa kare na kare, usse apna hi kaha karte hain

Ho liye hasraton ke, kuchh gham bhi saath saath
Khud se milne hum tanhaa jo chalaa karte hain

Huyi bekal ye dhadhkan tau masal dein dil ko
Nahin hum aahat bhi nahin unki suna karte hain

Na liya zahar bhi ghair ke haathon ‘Paras’
Go taashna lab ye taiyyar mitne ko raha karte hain

[color=dark sienna]Jashn-Charaagaan = celebration of lights
Teergi = Darkness
Be-neyaazi = unconcern
Auzaar = tools
Tauheen-e-ishq = disgracing love
Taashna = thirsty [/color]


MASHA ALLAH!!!........kya khoobsurat kalaam hai parastar saheba....behad umda ghazal....dil se daad qubool kijiye.......




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mazak karte-karte aksar baate ajay nidaan Quotable Quotes 0 28th February 2010 03:17 PM
Hanste Hanste Aajate ... anshikha_12 Shayri-e-Ishq 0 3rd June 2004 05:06 PM
ashk baha dete hain akant Shayri-e-Ishq 0 15th May 2003 04:09 PM
ashk baha dete hain akant Shayri-e-Dard 0 15th May 2003 04:07 PM
Baha main milte hain mohammed Shayri-e-Ishq 0 1st February 2002 03:48 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com