Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Har Saans Teri Amanat Hai
Old
  (#1)
lavina
Registered User
lavina is a jewel in the roughlavina is a jewel in the roughlavina is a jewel in the roughlavina is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Dec 2011
Location: USA
Rep Power: 0
Har Saans Teri Amanat Hai - 27th December 2011, 03:49 AM

Maine Bhi Har Saans Apni Teri Amanat Ki Hai
Har Khwaab Mein Tujhe Dekhne Ki Aadat Ki Hai
Mashghool Jahan Mein tujhe Dekhne Ki Aadat Ki Hai
Suna Hai Tujhko Jab Bhi Tune Shikayat Ki Hai

Tum Jab Bhi Aate Ho Apni Suna Ke Chale Jaate Ho
Kahi Kehne Do Hamein Bhi Tumse Kitni Mohabbat Hai
Yehi Qirdar Rahe Hai Hamare Premnagar Mein
Maine Aksar Lagawat Tumne Aksar Adaawat Ki Hai

Jis Shaqs Ke Honton Pe Naam Tumhara Beadabi Se Aaya
Humne Har Uss Shaqs Se Ta Umr Ke Liye Bhagawat Ki Hai
Kabi Yeh Bhi To Soch Lete Chain Se Jaane Jaana
Humne Kya Kiya Hai Yahan Par Agar Sirf Tumne Mohabbat Ki Hai


Kuchh Aisi Guzri Zindagi Uss Bewafa Ke Baad
Jaise Chiragh Khud Hi Bujha Ho Hawa Ke Baad
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 6th January 2012, 10:48 AM

Jis Shaqs Ke Honton Pe Naam Tumhara Beadabi Se Aaya
Humne Har Uss Shaqs Se Ta Umr Ke Liye Bhagawat Ki Hai
Kabi Yeh Bhi To Soch Lete Chain Se Jaane Jaana
Humne Kya Kiya Hai Yahan Par Agar Sirf Tumne Mohabbat Ki Hai

bahot khub Lavina ji
Regards



_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#3)
lavina
Registered User
lavina is a jewel in the roughlavina is a jewel in the roughlavina is a jewel in the roughlavina is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 21
Join Date: Dec 2011
Location: USA
Rep Power: 0
18th January 2012, 10:35 PM

Thank you Praneeta ji for liking it


Kuchh Aisi Guzri Zindagi Uss Bewafa Ke Baad
Jaise Chiragh Khud Hi Bujha Ho Hawa Ke Baad
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
18th January 2012, 11:47 PM

Quote:
Originally Posted by lavina View Post
Maine Bhi Har Saans Apni Teri Amanat Ki Hai
Har Khwaab Mein Tujhe Dekhne Ki Aadat Ki Hai
Mashghool Jahan Mein tujhe Dekhne Ki Aadat Ki Hai
Suna Hai Tujhko Jab Bhi Tune Shikayat Ki Hai

Tum Jab Bhi Aate Ho Apni Suna Ke Chale Jaate Ho
Kahi Kehne Do Hamein Bhi Tumse Kitni Mohabbat Hai
Yehi Qirdar Rahe Hai Hamare Premnagar Mein
Maine Aksar Lagawat Tumne Aksar Adaawat Ki Hai

Jis Shaqs Ke Honton Pe Naam Tumhara Beadabi Se Aaya
Humne Har Uss Shaqs Se Ta Umr Ke Liye Bhagawat Ki Hai
Kabi Yeh Bhi To Soch Lete Chain Se Jaane Jaana
Humne Kya Kiya Hai Yahan Par Agar Sirf Tumne Mohabbat Ki Hai

mujh jaise bade shayer ki daa'd paane k liye or mehnat kerni hongi ...,mazaak ker rahaa hu,
waki'atan ek achchii koshish hai,very good.....


shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
19th January 2012, 03:30 AM

Quote:
Originally Posted by lavina View Post
Maine Bhi Har Saans Apni Teri Amanat Ki Hai
Har Khwaab Mein Tujhe Dekhne Ki Aadat Ki Hai
Mashghool Jahan Mein tujhe Dekhne Ki Aadat Ki Hai
Suna Hai Tujhko Jab Bhi Tune Shikayat Ki Hai

Tum Jab Bhi Aate Ho Apni Suna Ke Chale Jaate Ho
Kahi Kehne Do Hamein Bhi Tumse Kitni Mohabbat Hai
Yehi Qirdar Rahe Hai Hamare Premnagar Mein
Maine Aksar Lagawat Tumne Aksar Adaawat Ki Hai

Jis Shaqs Ke Honton Pe Naam Tumhara Beadabi Se Aaya
Humne Har Uss Shaqs Se Ta Umr Ke Liye Bhagawat Ki Hai
Kabi Yeh Bhi To Soch Lete Chain Se Jaane Jaana
Humne Kya Kiya Hai Yahan Par Agar Sirf Tumne Mohabbat Ki Hai
Happy BirthDay ......... Lavina Ji !!!

Thanks For Nice Sharing ..................




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sushiljain
Registered User
sushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud ofsushiljain has much to be proud of
 
sushiljain's Avatar
 
Offline
Posts: 280
Join Date: Feb 2006
Location: hyd, india.
Rep Power: 31
20th January 2012, 01:13 PM

very well done lavinaa........................................... ...................


gul ko zamane mein, gul-e-nayaab kehte hai,
kuchh likhne ke pehle aapko aadaab kehte hai.
  Send a message via Yahoo to sushiljain  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com