Showing Visitor Messages 1 to 2 of 2
-
jab tak hai jaan
teri julfo ke badal mai mandrati gungi c bavli hawa ,
tere naino ki bhul bhulayya mai khud ko hi talsta mai,
tere kano ki baliyo par hilore marte mere do badmash nain.
tere kadmo par aur jor se payal sa chankta mere pagal maan,
badal,bavre,payal,phool,khusboo sab hai yaha,
par tu hai kaha tu hai kaha??????????
yeh sab to yu hi rahega jab tak hai jaan jab tak hai jaan.................
-
mera dil aaj phir bola..
ajeeb si thi beeti raat,
mai uljhano ki chdar par sota raha,
par subah tak na samaj paya
is paaji dil ki baat,
ise hua kya hai ?shyad ise wo hi bimari ho gai hai jo hai ab tak la-ilaj
bade ajeeb se rahte hai aaj kal is ke mijaj
muskhil to yeh hai ki mai kuch kah bhi na pau aur chup rah bhi na pau,
ajeeb si udedbun mai khud hi ulaj gaya hu mai,
ab kisye pukaru madam ke liye
jab yeh mer hokar meri hi nahi manta
ha uljano ki ek gaadh yeh bhi hai ki mai uske dil ki baat bhi nahi janta.
oh uppar wale kuch aisa kar de ki mujhe us ki raza dikh jaye,
jo bhi ho haa ya naa pata to chale,
phir apne hi dil se ek aur jang ladi jaye..haa ho to dil par kabu pane ki jang aur naa ho to ise samjane ki jung.............